॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

sant bhagwan ke prashn par maharaj ji ne sadhna jeevan ke liye kya updesh diya?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

maharaj ji kuch ham logon ko aap bata den ki jaise sadhna jeevan mein kya kaise kuch bhi aap apne mukharvind se kuch sab baton ki keval ek hi baat hai na vishay chintan hone pave na vishay kriya bas isliye aradhya dev ka nirantar chintan chahiye abhyaas yog yuktan chetsa na nigamina hamara chitt apne aradhya dev se kabhi ek kshan ke liye bhi na hate ka Hanumant vipatti proi jo to sumiran bhajan na hoi wo wahi vipatti ki agar vishay chintan ho gaya aur vishay kriya ho gayi to hamare patan hone mein der nahi lagega balu ka bandh tut jae to phir bandhna bada mushkil hota hai isliye dhatu vishyan pushas sangasu pajayte sangat sanjayte kam krodho vijayte krodha bhavti samoha samohat smriti vibhrama smriti bhrasa buddhi na buddhi nashat prasti mul aaya vishay chintan agar vishay chintan hua to sarvnash ho jaata hai buddhi ka nash hona hi sarvnash banaya to hamara chintan na chhutne pave jo guru ji ne naam mantr diya upasna raat din uska akhand chintan bas shareeradhyas nasht hona chahe wah vaishnav ho chahe jis

marg ka pathik ho pratham aniwarya hai. Agar deha abhiman pusht bana raha to na dastv pusht ho payega na sakhya na vatsalya na kanta na sahachari aur adhyatma mein deh bhav ko mitane ke hi pratham pranali hai jise gurujanon ke charnon ke aashray lete hain to tan vang mano bhi ramal soham tava vasita sharir se man se vani se bike hue das ki tarah guru agyaa mein rahne se ahankaar galit ho jaata hai. Deha abhiman galit hua to swaroop jagrit ho jaata hai. Wo chahe das swaroop chahe sakhya swaroop vatsalya swaroop ya gyan marg mein hai to atma swaroop to akhand chintan hi hamara param lakshya hai.

apne prabhu ka avyavrit bhajanat tanmaya devesh narad ji tanmay hokar akhand bhajan uthte baithe chalte phirte har samay vishay chintan na hone pave ye savdhani aur aradhya dev ka satat chintan yahi jeevan ka param sar sab shastron ka param sar vishay chintan vishay kriya rahit bhagwat chintan bhagwat kriya sahit bhagwat seva aur bhagwat chintan vishay chintan vishay kriya rahit bhagwat chintan bhagwat kriya kriya sahit to jite ji jeevan mukt aur Paramhans hai wo param pad mein arudh hai use aur koi param pad nahi chahiye jo mangal yatan bhagwan ke chintan mein param sukhi rahta hai uske jaisa sat sa mam bhakto bh

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi