bhajan ka sacha swaroop ! //27/09/2026
pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ka satsang — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
guru nishtha ke liye aapne ya guru samarpan ke liye jo abhi batchit ki hai to bade chode mein aur khule mein aaj sab charcha karte hain. Ham log kahan asfal kyon ho jaate hain maharaj ji kyon aisi accha tatkalik to hoti hai par phir na to tan samarpit hai na man samarpit hai na indriyan samarpit hai aur na swayam samarpit hai keval bahar ka awran samarpan ka odhe hue andar ka jinko samarpan hota hai phir unmein koi prashnavachak chinh nahi aata jeevan mein purush samarpan tan ke dwara Gurudev ke liye kriya karna man ke dwara Gurudev ke adesh mein purn tatpar rahne ki sankalp vritti rakhna indriyon ke dwara wahi cheshta karna
jisse hari aur Gurudev prasann ho hari guru charan seva anusar ho archan bandhan santat karo das tan kar sukh lao das tan kar sukh das ban ke yahan na ham sharir se das ho pate hain na indriyon se ho pate hain na man se ho pate hain man ke pratikul laga bhag khade hue man ke indriyon ki vilasta ke anukul aacharan mila guru ko chhod diya man lo kahin koi bhog mila man ke anukul guru ko chhod diya guru guru seva taj kare jubani ya adharm ya swabha to agar ham log samarpit [gala saaf karne ki aawaz] hue hain to hamara tan man indriyan aur swayam swayam ab main das hoon.
man lo jaise aisi paristhiti mein jis samay man pratikultaa ka anubhav kare us samay guru se milna chahiye. Guru ji virajman hai. Vrindavan ki parikrama laga li. Bahut bhramn ka man hua. Nahi to raat din seva mein lage hue. Kya bhramn kya? Aap kahan jaoge? Aap batao kahan jaoge? Bhojan to kahin paoge, sooge kahin aur man ashant ho jaega. Ashant sukhta sukham. Ashant purush ko sukh ki anubhuti kahan ho sakti hai? Yah log agyani hai. Samarpit nahi hai. Samarpit mein yah nahi aata ki mujhe bhajan kya hai? Guru ke charnon ki seva se badhkar koi bhajan hai.
unka aashray lene se koi badhkar bhajan hai. Guru kripa se badhkar koi sadhan hai. Moksh mulam guru kripa to ye log agyaan ki dhara mein jivit hai. Inke pratikul man ke jahan hua to chahe jitna bada sadhan ho matlab man ki pratikultaa hi vishesh baat hai. Dehabhmani aur manmani ye do baat hai. Dehabhmani aur manmani ye jeev ko kabhi bhagwan ki taraf chalne nahi dete. Dehabhmani deh bhav se pusht hokar ke apne bhog vilasita ko hi sabko samjhta hai. Uske anukul bhog sadhan mile. Sadhna to guru kripa se. Yah jitne dehabhmani aur manmani hai yah guru sharan mein kabhi nahi.
guru ki sharan mein rahkar keval guru ki baat manani ham swatantr hokar jeena chahte hain. Lekin maya ki partantrata ko aap swatantrata man rahe hain. Guru ki partantrata maya ki swatantrata donon baat samjho. Maya ki swatantrata durgati kara degi. Guru ki partantrata sadgati kara degi to guru adhin kahan dikhayee dete hain matlab mulya ananyata bhi maharaj ji ismen haan jab tak guru ki ananyata nahi tab tak kuch nahi wo sab bhatakna hi parta hai jo shraddha vishwas se judte bhi hain to maya unke samne aisa drishya upasthit karti hai aisi baat upasthit karti hai ki use ashradha ho jae men connection kat jae tab uski durgati karva paegi maya guru se shraddha lage rahe guru kevaiya se jude rahna kachu lena na dena magan rahna guru kevtiya se jude rahna guru khenhar hai usse hamarit jud gaya phir kya sari parampraen sari sadhna guru se hai guru ke bina lekin maya itni balvati hai ki hari guru ko chhodkar ham maya ko sweekar karte hain.
ab dekho matlab aankh khol karke dekho to maya ko sweekar karte hari guru ko nahi unki karuna ko nahi unki kripa ko nahi jo nishtha jo sharanagati jo bhav guru droh guru aparadh guru avagya ye Baikunth se bhi gira de yahan ki kya baat hai Baikunth se bhi gira de isliye agar aap chalna nahi chahte to phir wah baat alag ho jati phir wo to sadhak ko chahiye ki adhinta sweekar karen. Jaise ham apne ghar ke siva kahan rahe? Samarpan dekha jaata hai, bhav dekha jaata hai. To ye jo sadhak hai inme to kuch to aise hi chale.
unko pata hi nahi ki hamko hamara lakshya kya hai? Hamara jeevan aur kuch aise jo samjhte hain wo apne man aur buddhi ke anusaar chalna chahte hain. Bas ye sab baten sadhak ke jeevan mein kachra bhara rahta hai. Samarpan ka bhav nahi aata. Ham bahar se dantte hain. Andar se bahut pyar karte hain. Jai ho. Bahar se dantte hain ki tumhara kahin jeevan vyarth na ho jae. Tumhara patan nahi hone denge. To agar hamare panje ke andar rahe to tumhen maya ke panje mein phasne nahi dena. Ji to yah baat samjhni hogi ki hamare liye jo vidhan kiya ja raha hai wah mangalmay kiya ja raha hai.
par sadhak bahirmukh hone ke karan anya sang karne ke karan samarpan ki kami ke karan wo phir patit ho jaata hai. Wo chala jaata hai. Agar rahta bhi hai to wo matlab wo uski prabal shraddha na hone ke karan wo grahan nahi kar pata. Kyonki grahan karne ke liye prabal shraddha chahiye. Jaise pravachan ho rahe hain to ismen se sab log barabar nahi grahan kar payenge. Jiski jitni shraddha hai utna hi grahan kar payega nahi sab upar se nikal jaega. Shraddha bole shraddha aur vishwas purvak katha suno to labh milega.
jab dhundhkari ke liye viman aaya aur sabke liye viman nahi aaya to Gokarn ji ne yah prashn kiya ki katha to sabne suni to bole jaise dhundhkari ne suni waise Radha Radha usne manan kiya shraddha vishwas purvak upvas rahte hue to usko nishpap to ye baat hai ki jab tak hamari shraddha aur vishwas guru charnon mein dridh nahi hota tab tak baat aap aksar kahte hain hetu dhruv jo vishwas hai sudhre baat maya panth mein jutkar ka aisa hai sant sam shri [gala saaf karne ki aawaz] pad apwada suni kah as mariyada kati jibh tas jo basai agar bal chale to na bal chale to kan mein anguli dala usi samay utha aur chal diye lekin do mein ek kam nahi hote wo shakal haan wo aur shakal ke ab accha to tum gaye gura mein tumhara jo satmarg hai wo nasht ho gaya.
hari guru inki ninda sunne se bhakti ninda sunne se patan ho jaata hai. Kahan kaun man raha hai? Maya jo hai wo tumhen bhajan karayegi apna bhagwat bhajan lagta hai tumhen ki ham bade Bhajanand nahi kuch nahi kuch nahi. Adhyatmik unnati guru ki kripa se hoti hai. Maharaj ji ek aur chij hai. Aap mukhyata aashray pe ananyata pe aur naam jap pe matlab jor dete hain. Anya jagah maharaj ji kya hota hai ki bahari sadhan pranam matlab aapne kabhi ispe sankhya pe aur uspe nahi diya to aisa lagta hai ki bahari sadhan karenge jab tak nahi karenge tab tak baat nahi banegi ye jo aap dusra marg ek shortakat bata rahe hai ki chup karke pare raho anannya ashrit hokar guru apne aap sari baat apne aap sari sthitiyan aati rahegi maharaj ye thoda sa ismen wo lagta hai phir jab koi sadhan pradhan mil jaata hai koi matlab aisa updesh yadyapi sang nahi karna chahiye guru ke par kisi ka
sang ho gaya sadhan pradhan wala ki yar ekant mein bhajan karo aur yahi hai bhajan karne phir wo sikalta sikalta ray ke sam chalat hi ho to ki or bas yahan fark parta hai maharaj kabhi aisa hamne kaha ho ki naam japte hamare satsang mein koi satsang aisa nahi hoga naam ki mahima to hai nirantar naam japne ka abhyaas karo vani ji naam jap kabhi khali mat raho ham sankhya par jor nahi dete ham nirantrta par jo bhagwat prapti nirantar par hoti tail dharavat akhand sumiran 108 mala jap li 11 mala jap li 21 mala iske baad kahan ho iske baad kahan ho to nirantrta par jor dete hain nirantrta hi bhagwat prapti karati hai akhand sumiran ananto isiliye to yahan Harivansh mahaprabhu ne kaha sarveshu sadhan vareshu chiram niradha sabse shreshth sadhno ka bhi inse kuch phal milega.
aisi asha chhod do. Dhan ke dwara aae hue bhogon ka bhog mat bhogo aur nirantar ashrit raho. Shri ji ke bhajan karo sab ho jaega. Bhajan na karo. Aisa kabhi kaha gaya ho to ye to jo seva mein rahte hain unse bhi kahte hain khali samay mein bhajan karo. Pavda chalate samay yadi bhul jao to koi baat nahi. Shri krishnapan mast karo. Sadhan ke bina to aisa asadhan bataya gaya kya itna bada sadhan hai aath ki seva ki hamen bhajan karne ka bhi samay nahi kan ke bal bhajan ko kan ke achar ye bharosa hai ham shri ji ke sevkai mein atho pair lage hamare paas mala chalane ka samay nahi kya baat hai chitrit bhagav har samay bole aap man lo bahut samay se abhyaas kiye ho to tum kahe ke liye aae ho tum bhi to abhyaas karo.
aae to abhyaas ke liye ho. Ye baat hai ki bhagwat marg mein chalna chahe aur purn samarpan ho. Kya aap kabhi hamse na milo. Hamari baat man lo to dekho aapki raat din unnati hone lagegi. Aapko hamse pyar ho jaega. Jab sataarg mein chaloge to pyar ho jaega. To yah samjhna chahiye. Samarpan mein phir prashn nahi uthta sadhna ka. Hamare yahan ka samarpan wali baat hai. Tabhi kaha sarve sadhan pare raho jo ham kah rahe bhagwat prapti ho jaegi. Adhin hoke pare raho. Ab hamari baat par vishwas nahi usko is baat par vishwas hai ki ham parikrama denge to bhagwat prapti ho jaegi.
haan karne se thakur seva karenge to bhagwat prapti ho jaegi. Bhagwat prapti to guru kripa se ek bar keval avniya bhog le liya tha to nand nandalay ka bhut phir nandalay ki seva karne wale braj bhakt mein hai na braj wale bhakt piche kutta bankar ke awaz de rahe the ki Baba apni juthan de do main mukt ho jaun sevae thakur ke bhut pare kabhi sant sant seva karne wala koi bhut banao to hamen batana guru seva karne wala koi thakur ji almasta hai ate hain pakar se ate ye mat samjho tum aarti puja karke vash mein kar loge wo jahan khade hue hain to sant seva guru
seva trilotan ji ke yahan naukar bankar ke rahe keval sant seva ye rahasya hai agar bhagwat prapti karni hai to guru adhinta sweekar kar sant seva guru adhinta yahi sabse badi baat hai bhagwat prapti karne unko bhajan karna hai kya samarpan hi guru seva pahuncha degi guru seva pahuncha degi samarpan pahuncha dega pahanti hai to Lalaju ke liye shringar karti hai to Lalaju ke liye shri ji ki soch hi Lalaju hai aur Lalaju ki soch hi shri ji hai bas ye hai bhajan tahni jo bhajan tanak soch hi Lalaju hai kamal neel kamal pritam ka nilambr pritam ka pritam ke sukh ke liye gana nritya karna vrishwan Nandni madhur kal gawe vikto ghar tan char chari taal so nand nandan manas mo gana hai to shri ji lal ji ke liye ga rahe shringar kar rahe hain to bhushan vasan vivid patan pi mohan hit janm le rahi hai to janm leo mohan hit shyama mohan ka hit shyama jo hai wo janm le rahi mohan ke hit ke liye keval mohan ke hit ke liye [nak se ki jane wali aawaz] Lalaju ke liye to aur bhi shastron mein varn lekin shri ji to keval
Lalaju ke liye janm le rahe isliye shri ji ka prem Lalaju ke prem se bada hai ki Lalaju to bhakton ke hit ke liye aur duston ka vinash karne ke liye dharm sansthapna ke liye yada dharmasat bharat abhasdatma saja paritray sadhu naam vinashay chatu dharm sansthapnay sambhwam lekin yahan kya kah rahe hain prakt hi ho rahi keval lal ji ke liye mohan mohan hit shyama janm leo mohan hit shyama anand nidhi sukumar anand nidhi sukumar tatv jo Radha tatv hai wo keval Lalaju ke anand ke liye avtrit ho raha
hai duniya prap udhar sab keval Lalaju ke liye aur apne jo lal jo hai wo keval anannya rasikon ke liye prakt hue das an [gala saaf karne ki aawaz] Devki ki nandan yada yada dharm to anannya bankar ke yadi ham Gurudev ki seva mein rahe to bas sab baat ban gayi seva hi aap upnishdon ko padh ke dekho jo ved ka upari bhag hai guru se 12 varsh seva karwai gausava ye seva ashram ki sab iske baad bata diya ki tum pran nahi ho koi mantr nahi tum pran nahi ab unke andar chhaa gaya pran nahi tum man nahi
ho sthul sharir nahi ho kya ho ye 121 varsh mein batte batte aur unko anubhav ho gaya ki main brahm hoon aham brahma gyan marg ki baat usmen bhi guru seva guru ashraomo mein rahkar seva karte hue brahm bodh ho gaya phir ye to seva dharm hi hai bhakti bhaj dhatu sevaya jo bhajan shabd hai na wo seva hi ko kaha gaya hai. Bhajan matlab mala chalana nahi bhajan ka matlab kaha Hanumant vipatti prabhu soi jab to sumiran aur bhajan na hoi to sumiran alag bataya aur bhajan alag bataya bhajan mane seva bhaj dhatu sevayam sumiran karte hue seva bas bas ho gaya sab kam seva hi sab pradhan vastu hai jo bhajan kahte hain use seva ko kahte hain.
bhaj dhatu sevayam jo bhajan hai uska arth hi hai seva karna. Seva ke dwara isht ko prasann karne aradhya dev ko prasann kiya jae. Yahi seva hai. Dekho hamne sanyasiyon ko bhi dekha hai Shaligram rakhte hue. Wo bhi narayan narayan naam jap karte hain aur Shaligram ki seva seva accha nahi to dand narayan haan diye hi pure shabd malum murti mein narayan dekho ya chinh diya gaya ki ye narayan hai aur tarpsn karte subah jaise chal chadhate to tarpsn karte hain mantr ke dwara aur pujan karte hain har ganth ka wo to [nak se ki jane wali aawaz] hamare ghar mein sanyasi hamne dekha hi hai har ganth ka pujan karte hain aur phir parikrama karte hain char matlab seva hi puri puri seva jaise mandir mein bas wo hai ki ham [khansne ki aawaz][gala saaf karne ki aawaz] sanyasi hai bas itni baat hai bhagwan ki dasata ke bina koi sansaar se mukt nahi ho sakta hai pakki baat hai pakki baat hai ab wo Om namo naraynay matlab chal Om namo naraynay kya hai he narayan onkar swaroop main aapko namaskaar karta hoon sanyasi jan Pranav Pranav [nak se ki jane wali aawaz] bhagwan ka swaroop hai.
bhagwan ka naam hai. Kahin bhi ye sab girte hain aur phir us man itna malan ho jaata hai ki usi mein raji ho jaata hai. Aise hi pehle jab ham vishay mein jaate hain to lagta hai hamara patan ho raha hai. Lekin jab vishay mein gir jaate to wah hamare sukh ka vidhan ban jaata hai aur ham jaise aise gire hue log hain unse pocho kahte ham bade sukhi hai hamen koi pareshani hamen koi jalan nahi bhajnandiyon se pocho to unko jalan hai ki abhi bhagwan nahi mile abhi hamara wo bhajan nahi hota aur wo sukhi hai to jo apni sthiti mein santusht hai wo sadhak nahi hai jo apni sthiti se asantusht hai wahi sadhak hai wo badhta chala jaega par ye kripa kru Gurudev se sab jagah nahi hoti.
chahe jitna bada mahapurush ho yadi aapka samarpan nahi to aap bhrasht ho jaoge. Krishna das ji chaitanya mahaprabhu ne unko chayan kiya kripa karke dakshan ki yatra mein jab tirth yatra mein gaye. Ab wo itne bade mahapurush ke anannya na hokar beech mein bampanthi mile. Unke sang chale gaye. Unhone mahaprabhu ko jab bchane ki mahaprabhu ne koshish ki to wo marne ki koshish ki. Vampanthiyon ne to mahaprabhu apne tej se nikal laye unko to isse kya lagta hai ki bhagwan ke saath rahte hue bhi yadi ananyata nahi hai o ho ho to to baat nahi bhagwan hai mahaprabhu koi matlab sant mahatma thodi to bhagwan avtrit hue acharya aur bhagwan ek hi hote sakshat shri Krishna hi hai Priya pritam hi chaitanya mahaprabhu pavat hi tanko das upje bhajnand wo unki juthal kha raha hai.
unke saath rah raha hai. Uske baad aur galat aacharan walon ka sang mila sui phesal gaya. Sui phesal to ye jab tak hamara samarpan nahi jab tak hamari guru adhinta nahi guru adhinta unki vachan adheenta hoti hai. Vachan ain sada rahe. Jo guru premi hai jaise Lalu ke liye sakhi kah rahi shri ji se ki aap unse maang kar rahe ho vachan adhin sada rahe. Rup samudraghat pran ravan so kat karat bhin agat to chit kripa kar bhali leele kanth lagae sukh sagar purit rahe dekht sirae sakhiyon ka hriday shital jab bhagwan se prarthna karen ki hamari santo aur guru mein nishtha shraddha ban jae hamari guru nishtha ho aapke charnon mein to guru pratap se sahaj ho jaegi par guru charnon mein ho jae.
aap kripa karo ki guru charnon ki nishtha hamari bani rahe aur kabhi viparit sang na ho aur viparit shabd na sune. Kisi ka sang na karen jo hamare isht guru ke prem mein badha pahuncha de. Aisa sang na karen aur sharir se mehnat karke seva karen. Tabhi nishpap hota hai. Paap hote hain indriyon se aur sharir se. Sharir se jab paropkar aur guru seva ki jati hai to nishpap ho jaata hai. Sharir brahm rup ho jaata hai. Sharir param pavitra ho jaata hai. Un shariron ka sparsh kiya hua vayu papiyon ke paap ka nash karta hai.
bhagwan ka bhajan karne walon se bhuvan ka bhavan pavan hote hain. Satar satar sa lokta to ye baat samjhe satsang ko apne hriday mein utare shraddha aur nishtha pusht karen tabhi paramarth ki nahi kuch nahi besh pure jeevan ghumte rahte hain. Radha Radha Radha wahi rupya paisa khad pan makan dukan bas isi mein jeevan rahta hai. Adhyatma ki antarik unchai divya anubhav ye to aise birle hi nishtavan chal pate. Isliye guru nishtha isht nishtha hriday mein dharan karke pura jeevan samarpan kar de. Baad mein bhi guru agyaa ka palan karte hue guru ji ki to phir usmen seva paraayan rahte hue pura jeevan nirvah karna chahiye.
ek pativrata jaisa hai. Hamara jo upasna hai na wo Harivansh pativrat hai. Jinke sukh sampatti dampatti ab jaise ham sab santo ko bhagwan ka swaroop mankar dur se dekha tilakdhari man se pranam kiya. Ab jo sang amuk to ab wo dekhte hi pehle wo baat aati ki yah to sab mein bhagwan dekh raha hai sabke prati pavitra bhav rakh raha hai lekin jab ninda sunte hain to hamari buddhi are wo wo to dekhte hi baat aati hi unke prati to bhagwat bhav krura papino jo krur aur papi par bhi bhagwat bhav gaya to sang karna bahut hosh se nahi to hamen sang nahi karna.
hamare guru ji paryapt hai. Hamare kalyan ke liye wo jo hamen updesh diye, mantr diye usse badhkar kuch nahi hai. Aisa hona chahiye. Hamare guru ji paryapt hai hamare gyan udhar ke liye. Hamen jo gyan mila hai wahi hamara usi ko ham pehle pcha le. Hamen dusre gyan ki zaroorat nahi. Baat apne guru ke hi marg par chalne se hogi. Dusra marg chal bhi do to kuch nahi hone wala usse anannya bhav se chalo bhajan karo jeevandev bhagwan ki jai
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)
sambandhi
- guru adhinta se kya hota hai ? // 28/09/2026 — bhagwan Shri varsh yaman siddho bhavat amrito bhavat ro bhav jo janmjanm se bhatkte hue vishay vasnaon mein anand ki khoj kar rahe the wo jab Gurudev ki kripa se Priya pritam ki sharan mein hue amritas mrit…
- ananyata se hi hoga sab kuch prapt ! // 26/09/26 — ham log bhagwan ke sharanagat jan hai. Priya lal ke sharanagat jan hai. Lekin sharanagati ka rahasya na janne ke karan bahut varsho tak ya janm pura vyatit hone tak hamara jo bhagvatik anand hai wo spurit…
- hamen jeevan mein mushkilen kab tak sahni padengi ? //25/09/26 — koi na koi sa kisi na kisi seva seva mein panch 10 15 20 ka ek hota hai amach rag dves banne se bahut zyada dubhavna rahti hai uske karan kya vikshep hota rahta hai aur ek dusre ki ye matlab…
- is ek baat se aapka pura jeevan badal jaega ! // 24/09/26 — dekho sabse pahli baat ki jo hi ham sharanagat hote hain hamari baat hi hamare sare jeevan ka bhut bhavishya vartman ka pura bhaar isht par hota hai. Ab hamko jo kartavya karna hai is samay sharanagati ka wah…
- yadi sadhak swayam par kripa kare, to yah labh mil sakta hai/ kakasur, shaktasur evam trinavarta ka udhar — Vrindavaneswari tav padarvindm prema makrand raso purnam hridpitam madhupte smarta nirvapay param shital mashryam param shital mashray [nak se ki jane wali aawaz] param sacchidanand ghan Premand swaroop…
- shrikrishna ka chathi pujan evam Putna vadh / bal Krishna ke darshan ko ko aae mahadevji ! // 22/09/26 — Nilmani ne sakla vaywana kurwind nev bimba dharas kamal ragene pan padasya shikhar manne nakhar nikas nirman kada chin manamyova indavre sakla vaywasya bandhu kenev bimba dharosh japa kusumev pan padasya…