bhajan karne par man ki kaun kaun si dashaen ?| Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
bada bhyawah sansaar hai jo vishyon ka sevan karne wala man hai vay anubhav nahi hone de raha is bhyawah jagat ka nahi to aap bhajan mein baithiye phir dekhiye aapko man kaise bhay dikhata hai jab aap imandari se bhajan karenge tab asli mein aapko man ka swaroop samjh mein aayega ki man hai kya yah mrityu ka bhay upasthit kar deta hai kyonki nirvic nissankra bhagwat prapti hoti nahi to nirvic nink ke liye bar-bar chitt vritti ko sharir sansaar se hatakr jab ham paramatma chintan mein Priyalal ke chintan mein lagate hain to man nirvic hone lagta hai ye ghbarahat paida kar deta hai aise hi bina kisi prayojan ke bhay ghbarahat vishesh chinta vishesh klesh aisa lagta hai charon taraf andhkar hai koi hamen aashray dene wala nahi bada bhayam sthiti aa jati hai jab koi imandari se bhajan karta hai tab ki baat kah raha hoon balance bankar bhajan karne wali baat alag hai ki thoda vishay sevan bhi hota raha thoda bhajan bhi kar liya va man raji hai itne mein tumhen patak dega use pata hai ki mere bal mein koi kami nahi hone wali iske bhajan se
lekin jab aap nirvic hokar bhajan mein lagte tab ghabra jaata hai man phir va ghbarahat paida y anubhav ki baat kah rahe y apni chati ki baat kah rahe hain yadi aapko bhagwat prapti ke marg mein agradsar hona hai to is baat ko dekho jo hamne man ko padha hai man ko jo hamne man ko dekha hai jo hamne man ki suni hai jo hamne man ka anubhav kiya wah aapko bata raha hoon apne man ka bhayabhit kar deta hai phir vichar kiya kya bhagwat bhajan karne wale ki ye sthiti aniwarya hai kya prabhu iske bina age nahi badha sakte tab aaya vichar ki ye aniwarya hai kyonki isi sthiti mein sampurn sharanagati hoti hai sachchi mane ye hriday ki baat kahta hoon itni neerasta itni udasinta itni khinnta jab man ko marna hota hai na to uske samne aisi paristhiti paida ki jati hai bhagwat vidhan se usko kahin thor nahi milta kahin kisi granth mein kisi panth mein kisi drishya mein kisi vastu mein kisi vyakti mein kisi sthan mein kahin nahi ek vishesh khinnta ek vishesh udasinta tab andar se utra himam prabhu mujhe ubho yah andar ki baat
ek hota hai bahar ki vipatti se ubhar ek hota hai andar ka sampurn marg avrudh ho chuka hai andhkar hi andhkar jidhar drishti dale andhkar hi andhkar agar ek koi rasta dikhayee deta hai to harishwar he prabhu he karunamay Priyalal ab tab usko marg nazar aata hai jahan se ham Priyalal tak pahunchte hain yah andar ki baat hai yadi vastvik aap bhajan kar rahe hain to aap dekhenge ki aap imandari se sampurn dincharya theek theek nirvah kar rahe hain par aapka man bahut ganda chintan karta hai yah jitni baten ham aapko bata rahe hain y apne hriday ki bata rahe hain sadhak waha ghabrane lagta hai ki bilkul ham gande aacharan nahi kar rahe bilkul hamen avshyakta bhi nahi hai mujhe prabhu ko rijhana hai lekin ye sab kyon aa raha hai bahut pareshaan hone lagta hai mujhe avshyakta man ko dikhaya jaata hai dekho yah chahiye tumhen yah chahiye ye chahiye jab usko vastu do to kahta hai nahi chahiye aur jab bhajan mein baitho to wahi chintan karta hai tab ek pakar mein ai baat ki akhirkar aisi kyon sthiti aa rahi hai purvabhaas ke karan
man ka ragan vishyon mein tha ab hai nahi ab man bhi raji ho raha hai kahin na kahin dhire-dhire prabhu ki taraf par purvabhaas vishyon mein bhagne ka bhi uska bana hua hai ruchi nahi rah gayi par wah abhyaas ke karan bhagta hai ruchi nahi rah gayi ghabrao mat jaise uski ruchi dhire-dhire khatm hoti jali aise bhagna khatm hota chala jaega ek din wo nirvic hokar pang hokar shri shyama Shyam ke ke charnon mein avichal vas karega sa mana Krishna pad Arvind lekin yahan tak pahunchne ke liye bahut hi ghbarahat paida hoti hai yah andar ki baat kah raha hoon padhi likhi baat nahi kah raha aisi ghbarahat paida hoti ki matlab kuch samjh mein nahi aata ki kare to kya karen ab use Priyalal ke shri charnon ka koi sukh to mila nahi vishay mein ab ruchi rah nahi gayi koi andar se pakar aa nahi raha baat ab us samay jo ghbarahat hoti hai va man ke marne ki dasha hoti hai manhi mar tanhar ke Vrindavan mein ga man marya tan bas mein kina hua bhram sab dur yahi sadhak ghabra jaata hai aur vishay sevan karne lagta hai y ek aisi sthiti hai jahan sadhak ghabra
jaata hai aur wah vishay prapanch dusre ki ninda karna dusre ke gun dosh dekhna ya shabd sparsh rup ra gandh kisi bhi vishay ko s jahan vishay sweekar kiya tha man mein dosh paida ho gaya harsh harsh rupi dosh paida hua wah udasinta gayi jahan va udasinta gayi to jo marg milne wala tha bhagwat prapti ko phir wahi ruk gaya ab sadhak sochta hai ki chalo kisi tarah jie yah bahut badi kami aa gayi yah bahut dhyan dene ka vishay hai prarthna hai ise tark shunya hokar ke sweekar kiya jae isliye ham ek ek vriti ko nirvic hamari sadhna yahi hai dekho bahar ki jitni cheshta hain wah antarmukhi path kar rahe hain shri ji ki seva kar rahe hain ham kirtan kar rahe hain in sabka phal yah hai ki hamara chitt jo hai kisi bhi shabd sparsh rup ras gandh prakritik bhogon mein na jakar shabd sparsh rup ras ga Priyalal ki Priyalal ki taraf hamara man jane lage hamara chitt jane lage yah hamari sadhna ka uddeshya hai sadhak kitni der ham kyon hanse kisse hanse kya mile wo hamare hriday ki jalan ko shant kar payega aur badha dega
aur badha dega to sachchi maniye bahut savdhaan jab chadhai par ho manna to us samay sadhak bahut savdhaan rahe bilkul man us samay ghbarahat mein hota hai ekdam man ko lagta hai koi to mujhe sahara de de usi samay aur bilkul nirapeksh ho jao wo marne ja raha hai arthat wo nirvic hone ja raha hai wo Priyalal ke yogya banne ja raha hai bilkul sadhak usi samay kada ho jae dhalai hone ki zaroorat nahi rone ka man karega aisa lagega koi aisa ho jiske ham bajuon mein apna sir rakh ke rote hue apni baat kah sake ki
mera koi nahi badi vichitra dasha hoti hai y ham andar ki baat kahte hain man vikal hota hai koi to ho yar srishti mein koi to apna ho jise main apna ye chal hai man ki man kata koi to apna ho na ab wah man jo apnapan chah raha hai wah jinda rahne ke liye va marna nahi chahta are itne sundar yugal sarkar itni sachar tujhe itna nahi dikhayee de raha ki yah to tars rahe ki tu mera ban ja aur tu abhi ka raha ki mera koi to apna pal ho jae yah chal hai man ki fasane ki chal hai savdhaan rahe sadhak usi samay aur kada ho jae udasin ho jae aur ab iske baad jo dhara aayegi na padhoge nach padhoge bilkul vishwas manna phisalna nahi aisi maha mahima mein sthiti aayegi sara jagat bhagwat swaroop anubhav ane lage tab hamara vishay chintan hoga hi nahi kyonki sampurn srishti mein jidhar drishti jaegi apna pritam ghada muskurata nazar aayega yah sthiti aa jaegi
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- sant bhagwan ke prashn par maharaj ji ne sadhna jeevan ke liye kya updesh diya? — maharaj ji kuch ham logon ko aap bata den ki jaise sadhna jeevan mein kya kaise kuch bhi aap apne mukharvind se kuch sab baton ki keval ek hi baat hai na vishay chintan hone pave na vishay kriya bas…
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…