agar aapko koi gali de, pite, pratikultaa de, to kya karen ? | Shri Premanand Govind Sharan Ji Maharaj
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
yah jo upasak nak mein gussa rakhte hain. Koi hamari taraf agar aise dekh bhi le to ham usko gali dene ki cheshta ya bura bhala kahne ki ya apne parivarivarik janon ki kisi ka bhi aashray lekar yah bhi dhyan rakhna upasak jo parivaar se sambandh rakhe hue hain. Vairagya dharan kiye hue hain. Sabse pahli baat hai ki unko rag tyagna hai. Nahi to vairag ka ek natak keval hai. Kuch nahi vairagya wo tota hai. Aap parivaar mein rah rahe ho Vrindavan dham hai isliye chhut hai ki aap theek hai vanvas kar rahe ho wah bhi vanvas kar rahe par rag rahit agar aapne koi aapko kisi ne jara sa bhi kuch kiya aap apne parivarik janon ka bal ya rishtedaron ka ya kisi ka bal lekar aap usko tras dena chahe to aap upasak nahi hai nahi hai hamara bal keval ladli jo hai priyal hai aur wo sabka mangal karen sabko anand pradan karen yadi koi hamen pida pahunchata hai to dekho hamare acharya kaise hain kah kah rahe karat je an sahashan nindak tino pe anugrah kahin bhi kisi bhi bhakt ke charit ko aap padh ke dekh lijiye ye sahenshilta ana hi chahiye mana ki bura lagta hai to andar sah jao aur bhi bura lage to shri ji se kah do lekin kisi bahari bal ka prayog nahi hona chahiye kaisi nishtha honi chahiye upasak ki kah rahe hain yadi koi hamari gardan bhi utar le bahut badi baat hai yadyapi ye sahan karna bahut Uddhav ji ne pucha hai ki prabhu in dusht on ke dwara kiya hua aisa pratikul vihaar kaise sahan karna pare bahut kashtprad lagta hai.
tab titu brahmin ki katha age ke adhyay mein sunai hai. Isliye dekho yahan bhi bhakt charit mein hamko updesh mil raha hai ki agar ye hoga jeevan mein bahut aise log hote hain. Bade vichitra vichitra rup dhar ke prabhu ate hain. Bematlab takkar marte hain. Ab jaise koi kah sakta hai hamari jeb se mobile parsa le liya, yah kar liya, wo kar liya. Dekho ham aapko sahi batayen. Aapke upar kripa hi ho rahi hai. Yah baat sabko pachegi nahi ki hamari parsa kat jana koi kripa hoti hai. Haan bada amangal nasht ho gaya. Ham janbujh ke aisa na karen ki ham kis matlab kisi ki parsa kate uska amangal dur kar rahe hain.
aisi bavla na karen. Par agar koi hamare saath aisa karta hai bihari ji ya Radha vallabh ji kahin bhi bhagwat dhamo mein bhagwat darshan mein hi hota hai kyonki ham unse aankh milaye to unke sakha log hai na ishara kar diya iski jeb kaat do iske parsa hata do to koi na koi aparadh vritti ka nash kar rahe koi na koi aisa paap jo hamen nasht karne wala hai amangal nahi ho sakta mangal bhavan ko ham dekh rahe the hamara mobile chala gaya hamari parsa chali gayi hamari sone ki janjir chali gayi ye kaise amangal amangal nahi uske jane mein koi maha
mangal chhipa hua hai pakka mana na yah unhee ke parsad hai koi aur nahi hai ye kahte hain ham phasa rahe hain apne mein tum lago ab wo bechara dekh raha badi mushkil se to daraasal mile bihari ji wo dhire se nikal le kaat liye ab yahan hota hai yar bihari ji ke darshan mein hamari chain kat gayi are wo bechin kat gayi ab chain judi hai ab chain ki zindagi hogi uska pratikul bhav na soche to bhakt ke saath yadi kabhi koi aisa gali dena marna pitna aisa koi vihaar kar raha hai to saho nahi sah sakte to prabhu
se jakar prarthna karo. Prabhu sahan nahi ho raha. Wo aisa bola hai aisa kaha hai to wah aapko samarth de denge. Lekin aisa koi vihaar nahi banta ki usne danda mara to ham bhi danda mare lade jhagde aisa nahi. Yah sahan karna sadhu ki sadhuta hai.
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- sant bhagwan ke prashn par maharaj ji ne sadhna jeevan ke liye kya updesh diya? — maharaj ji kuch ham logon ko aap bata den ki jaise sadhna jeevan mein kya kaise kuch bhi aap apne mukharvind se kuch sab baton ki keval ek hi baat hai na vishay chintan hone pave na vishay kriya bas…
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…