॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kroadhi man ko kaise shant karen ? How To Control Your Anger ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

maharaj ji kroadhi maa ko kaise shant karun krodh ki swayam ki satta ki aajkal apne log aise aacharan karte hain jisse hamari kshamta shareerik aur baudhik donon nasht ho rahe khan-pan aur brahmcharya drishti mein hi nahi dekha ja raha use par sudhri nahi kiya ja sakta kyonki chhote-chhote bachchon ke paas mobile hai chhoti-chhoti bachchhe Gandhi harakten karke apne ko nasht kar rahe hain kaise jab new hi kharab hai to mahal ki baat kaise kar sakte hain ki bahut badhiya building ban shakti hai agar sanyam se ra jae gres se bhi byah bhi ho jae to bhi sanyam se ra jae khan-pan pavitra kiya jae aur prabhu ka naam jaap kiya jae to hamari nirnayak galat hai hamen krodh kab aata hai jab hamare negative pratikul koi baat hoti hai matlab positive anukul mein kabhi krodh aaya hai kya ab dekho ai nahi sakta jab hamare koi vichar puchhti ho anukul vyvasthit to phir wah krodh aayega hi nahi to jisko hamne pratikul aur negative mana hai uska nirnay karne wali jo hamari buddhi theek ho to apne aap ko bachchha lenge samne

wale ko bhi bachchha denge par wah buddhi itni pavitra ho gayi samarth ho gayi ladte hain ya maa se uska anisht sone lagta hain har tarah se hamari bhi ani hai jisne hamare prati nakaratmak cheshta ki hai to uski hani hogi ki nahi yah to pata nahi par apne ham turant hone shuru ho jati jab ham krodh karte hain hriday jalne lagta hai vichar gande hone lagta hain bhavna hamari hamko jalan lagti hai isliye na to uske liye theek hai aur napne liye theek hai to isko mitana hi hamare lekar tab hai aur ye pavitra buddhi vivek ke dwara mitaya ja sakta dusri koi dawa nahi vivek ke dwara agar vivek ho jae to baat ban jae vivek hone ke liye satsang mein vivek prakt hota hai par usko dharan karne ki bhi to kshamta hani chahiye bin satsang vivek en hui satsang se vivek hoga par wah vivek dharan tabhi hoga jab buddhi pavitra ho buddhi pavitra ahar pavitra ho song pavitra ho aacharan pavitra ho vichar tabhi hamare pavitra bhajan karna manmani aacharan karna gande drishya dekhna ganda vihaar karna ganda vichar rakhna ab kaise

sudhro kaise kyonki new gadbad ho rahe apne jitni bhi nai pidhi hai gande acharya mein ja rahe gande vyavharon mein ja rahe hain wo brahmcharya ko kuch samjh hi nahi rahe hain usko khilwad samjh rahe hain manoranjan samjh rahe hain kshamta adhyatma ki tab ae gaye na jab thoda saiyan hona ab jaise koi bhagwan ki anubhut karo to main kya pura jeevan ho gaya unki anubhut ke liye to chale ye jitne mahatma hai aise anubhuti ho jati hai karao ek ye thodi ki thoda testa karwata hoon chalenge uske liye tumhari jaban bhi to theek hani chahiye jaise kisi ko andar banta hai baadh jae pitt usko mishri khao to kadvi lagegi kyonki iske jawan kharab hamari indriyan malin ho chuki hai jise Radha naam sudharsha tere Radha naam kya hai bole amrit ras hai prem amrit bharat hua par hamen accha nahi ga raha nahi use vada raha jawan kharab hai hamari roos bhi kharab ho chuki hai hamari vakya indri dusht ho chuki hai Radha bolte hi ek alaukikta hai ki hriday mein roman zyada to phir ashru girne lage vivshat prem

vyvastha ae jaegi jab bharat ji Chitrakoot ja rahe hain Siyaram ke lambi sans lete hain pura Chitrakoot prem mein ho jaata hai mahapurush chetan ho chuka hai isko theek karna hoga to thoda brahmcharya par dhyan do aur shuddh rakho gande logon ka sangna karo aur naam jaap karo to aapki buddhi mein vivek ane lagega kshamta ane lagegi usko katne ki kat diya to baad ban jaegi ab nahi kata to phir usko kat dog ladai jhagda gali Gupta ye sab yahi to ho raha hai sir nak mein gussa rakha hai nak mein jara sa

uu gaya to pati dega wo gali de dega ye nahi samjh raha bhid hai dhakka laga hoga jisse chhwa hai wo bhi samarth hai bhid mein usko dhakka lagi usse hamare dwara ga gayi koi baat nahi agar ga bhi jae apne koi baat nahi koi baat nahi aap aram se tab lagega manushyta hai ismen to apne ko age badhana hai to ahar theek karo koi aise gande padaarth nase wale mat lo ab ise sharab pi le phir socha krodh lo sharab pi lene par ham itna baadh jaata hai ab ahankaar baadh chuka hai to sare dost usmen baithe hue aap jara sa chhed dog to phir ladai jhagda to ab wo buddhi jisne sharab pi hai kya kabhi wo theek nirnay kar paegi na pine par bhi kyonki malin to ho gayi na ab jo mans khai hui hinsak vyakti prakt karne wala bhajan hai bhale apne insaan ki lekin uski hinsa hui hai usmen aap sahyogi hain kyonki aap ka rahe hain to aapki buddhi kya karegi hinsak banegi usmen kurta aayegi nirdayta hai ki aap gande aacharan kar rahe hain bi vichar aadi dost aapki buddhi ekdam ganit malin ho jaegi ab use buddhi mein vivek

utpann ho nirnay karne layak bane to bada asamabhav sa dikhayee deta hai aaj ke vayumandal mein vatavran mein dhanyavaad hai aapka ki aap is avastha mein bhi apni buddhi ko krodh rahit karna chahte hain chupchap bachchha ke nikal jo apne ko bhi aur samne wale ko bhi

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi