dobara guru banana chahta hoon , kya ye theek hai ? Marg
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
Shivam Bharadvaj ji mainpuri maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji mere man mein ek sawal tha ki bina guru banae moksh ko pana sambhav nahi hai maine bachpan mein guru banae the meri shadi ho gayi hai meri patni ke guru nahi hai maine jo guru banae the wah abhi nahi rahe ab ham donon dobara naye guru banae ya kya karen aap margdarshan karen hamen lagta hai ki guru banane bigadne wali chij to hai nahi baat manne wali chij hai aap baat man lo abhi kya kaha hamen lagta hai ki agar ham bhagwan ke ashrit hokar Radha Radha kahe to baat ban jaegi agar ye baat man lo to ho gaya na guru mantr aur baat na mano to kan phuka aise bhi thodi kalyan ho jaega baat man lo sab rupon mein Gurudev hai akhand mandla kam vyapt mein charachar bas baat man lo ho gaya baat banana aur bigadna thodi hota hai manna hota hai mane ka sambandh hai na mano to chahe jitni bar chahe jis mahapurush ke paas jao baat banegi nahi man liya to ek vachan se kam ho jaega saikadon log aise milte hain ki hamne apne
aise aise aacharan chhod diye aur ham chal rahe hain jinko ham pahli bar dekh rahe hain wah varsho se sadhna mein lage hain aur ham dekh rahe hain pahli bar aur wah ro ke kah rahe hain ki ham kaise batae hamara jeevan kaise parivartit ho gaya to hamne thodi kiya hai unhone baat man li unka parivartan ho gaya ab man hamare manne se thodi ki aap hamare shishya ho aapke manne se hai aap hamari baat man le hamare hriday mein jo virajman naam hai wo ham barbar chilla chilla ke kahte hain bhai ham to Vrindavan vasi Radha upasi Radha Radha ratte Radha vallabh si Harivansh ratte hain aap dekh lo ab aap pakar lo ka dekhna kya jo bole wahi pakar liya kam ban gaya age nikal gaye ab aise ki wo kanthi band jae tilak to chahe jab bandhwa le uske bandhwane se koi baat nahi baat na na mano to chahe jitni bar kanthi badal lo chahe jitne guru badal lo kya kam banna hai kya aur kam banna hai to ek baat man le ki guru ke mukh se to nikal raha Radha ab jeevan ka param dhan hamara Radha Radha Radha sab sadhna aapke samne aa jaegi y adhyatma
marg gyan marg prem marg sab prakashit ho jaenge chal de bas baat man ke kyon agar aapko aise hai ki vihaar wali to kabhi kanthi le aao chhwa le lo bandhlo ho gaya par isse ka n va marg ka jo voh baat manne se naam jap karne se hoga to hamen to lagta hai kisi sant se kahne ki zaroorat nahi chillate hi rahte hain apne aradhya dev ka naam to gate hi rahte hain bhaiya Ram Ram bhajo Krishna Krishna bhajo shiv shiv bhajo Radha Radha bhajo pakar lo unse bas Ram Ram haan pakar liya hamen pasand hai Ram pakar liya unke mukh se suna man liya ho gaya ab unke charnon ka jo naam priy lage unke mukh se niklegaa koi na koi aap sachchi bhavna se aao ki agar inke mu se y naam nikal jae pakar le to aap dekhna wo nikal jaega va aap pakar lo ho gaya kam manne Dronacharya ji ne bhaga diya tha klab ko usne man liya to sabse bada dhanurdhar bana to angootha le liya guru dakshina mein nahi arjun bhi nahi the uske samne aur ek bar bhi pratyancha chadna nahi sikhaya tha Dronacharya ji ne keval guru man ke
shuru kiya to sab shiksha aa gayi uske andar
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- sant bhagwan ke prashn par maharaj ji ne sadhna jeevan ke liye kya updesh diya? — maharaj ji kuch ham logon ko aap bata den ki jaise sadhna jeevan mein kya kaise kuch bhi aap apne mukharvind se kuch sab baton ki keval ek hi baat hai na vishay chintan hone pave na vishay kriya bas…
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…