ekantik vartalaap evam darshan #345 · 21 october 2023
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
maharaj ji main jab kisi stri ko dekhta hoon to dimaag mein kai bar galat sawal ate hain phir Radha naam ka jaap karta hoon phir man mein bahut jalan hoti hai phir bhi kai bar man galat drishti se dekh hi leta hai maharaj ji man ko is samay kaise nirant kiya jae aap apni bahan ko dekhte ho kaisa bhav rahta hai agar va gale lag jati hai to bhi kaisa bhav rahta hai bahan ka rahta hai to wo bhi kisi ki bahan hai agar aap grihasth mein pani grah sanskar ho gaya hai to patni ke siva aur kisi bhi stri ki taraf nahi koi badi
hai to maa hai barabar ki hai to bahan hai chhoti hai to beti hai aap apni beti ko god mein zaroorat pare to snaan bhi aap karao to aapka galat bhav thodi aa jaega wo to Rakshash hai jo aise bhav rakhte hain anuja tanuja mein galat bhav rakhte hain wah to Rakshash hain wah manushya ka ane yogya thodi hai isliye dekho bachchha jab ham apni bahan ke bhav se apni maa ke bhav se beti ke bhav se darshan karen bahut laukik baat hai yah ham koi adhyatma mein nahi bata rahe adhyatma mein to keval stri purush ki poshak hai baitha hua to bhagwan hi sabke hriday mein to gandi bhavna se nahi dekhna chahiye hamara man gandi bhavna karta hai jab tak ganda rahta hai to jaise pagal aadmi bak karta hai to ham dhyan nahi dete aise abhi aap kya hai man mein tada atma hai aapko lag raha main dekh raha hoon aapko lag raha maine gandi bhavna ki aur uske baad aapko jo jalan ho rahi lag raha mere ko jalan ho rahi hai tino baten galat hai tumhara man malin ho gaya hai aur us man mein tum tadatmanam kya uska wo riksha hai kya par khada ho gaya na aise man mein
tada atma ho gaye usne gandi vichardhara ki to mujhe lagta hai meri maang hai ye maine kiya isi ka naam agyaan ahankaar vimu atma karta hamti manya te is man ko alag karke dekho aap man nahi ho aap yah thodi bolte ho main man hoon aap kahte ho mera man to jaise mera table meri ghadi to mere se dur hai na aise mera hath matlab main to nahi hoon na hath aise hi mera man buddhi to main to nahi hoon na man buddhi haan ab salahkaar hai hamare man buddhi aur yah pagal ho gaye pagal aadmi kuch bhi bolta hai kuch bhi
karta hai kuch to ham uski upeksha karte hain pagal hai u gali bake wo aapko upar kuch mar bhi de to agar aap buddhiman to aap laut ke marogey nahi use yar pagal isko kya mare aise mera man pagal hai is samay mein kova madandh ho madnacha andho mein andha kaun hai madandh kaun hai bole jeese kam satata hai kam chadh gaya hai ab wo pagal aadmi hai wo kuch bhi kar sakta hai to man mein tada atma hone ke karan y durdasha hoti hai aap us samay sochiye main man nahi hoon ye man ganda hai isliye gandi baat soch raha hai lekin ye meri baat nahi Radha Radha Radha Radha wo bar-bar ghaseete ka Radha Radha Radha Radha ab wo jalenga jo aapko anubhav mein aata hai wo jal kar ke nishpap hoga jaise swarn jab jahri ke hath mein jaata hai to tapa aata hai tapane se uska mal alag ho jaata hai asli swarn alag ho jaata hai to man ko nirmal karne ke liye jalan paida hogi ab us jalan ko sahna hoga agar us jalan ko mitane ke liye chale to jalan ki kya aag mein ghus jaoge aur jal jaoge itni vasna kamna prabal hoti chali jaegi ki phir aap is prashn
hi nahi kar paoge jo aap prashn kar rahe ho na abhi thoda pavitra hai buddhi to aapko voh avsar mil raha hai jisse aap aisi unchai par phucho ki kam krodh nahi to pahli baat ham aisi bhavna karen jaise apne ghar mein karte hain na kar pave dosh drishti ho gayi to uske charnon ki taraf dekho pranam karo aur prabhu se prarthna karo prabhu yadyapi aap hi ho suna hai aisa mujhe to nahi dikhayee de raha par meri gandi vritti aapki taraf gandi bhavnath mujhe samarth do ki main in sab rupon mein aapko dekh sakun charnon
mein pranam kuch nahi bigad payega to agar aapne usko drishya dekhkar ya rup dekhkar galat bha to malin hota chala jaega man aur itna ganda ho jaega ki phir aap jo ghatnayen sunte hain nahi sunte ki aisa hua itne log milkar phir aisa aag laga di mar ye Rakshash dekho kahan pahuncha diya apna bachchha tumhe apni bahan itni pyari lagi ki koi dekh le to bardast nahi hoga aur dusre bahan ko aise to phir rakshasaon ki durgati hoti wah bhi sun lo ki kya durgati hoti hoti to bahut savdhaan bahut savdhaan ismen man ko aap aisa man kar ke yah alag hai drashta bhav isse kahte hain aur nireekshan karo jab galat baat kahe to aap swikrati mat karna bas kuch nahi bigad payega aap abhi bhule hue ho man mein tada aat mein ho swikrati ki kya baat jo va kahta wahi aap man rahe ho nahi main bahut galat hoon maine bahut galat socha maine bahut galat kiya yahi maya hai yadyapi inke dwara salah di gayi thi aapki keval swikrati hui thi isliye durgati aapki ho gayi agar aap is baat ko samjh jaen aur iske drashta bane nahi nahi nahi
jo galat hai wo nahi ab man bar-bar aapko prerit karega aur jalae apne ko aur aap samjh rahe ki main jal man jal raha hai wah pavitra hone la par itni takat hai nahi itni takat nahi hai ki aap us jalan ko apni na mane aur hone de achhche-achhche usi jalan mein doob jaate hain to bachna hai to Radha Radha Radha Radha Radha Radha wah ghasit raha hai vishak Radha Radha Radha aur jis par drishti gayi uske charnon mein pranam kiya Radha Radha agar jit na jana to hamen batana par man bahut balvan hai agar bhojan ashu ho gaya sang galat
ho gaya gira dega tumhara nahi chalega drashta bhav naam jap aur kusang ka tyag aur ahar shuddh tab jak is par vijay pai ja sakti hai ahar shuddh nahi hai ashudh ahar hai nahi ruk paoge kusang hai kusang se sab kuch hai mobile hai drishya hai baten hain aise saathiyon ka sang phir nahi rukh paoge ahar shuddh kusang ka tyag aur naam jap aur vivek purvak yah dekhna ki yah man ki chal hai meri nahi nahi nahi main sa nahi Radha Radha Radha nahi Radha Radha Radha Radha wo bar-bar aapko salah dega sukhi kar dunga uski salah mein ham log yahi fas jaate hain bada sukh milega badi masti milegi bas phir jo age dukh hai wah janta nahi wah chalta to sukh ke liye par milti phir phansi hai aajeevan karavass milta hai nahi bo bahut se log hain ki jinko koi nahi janta va kar gaye haan to narak mein jakar jo durdasha hogi na wahan thodi kisi gavahi wakil Gosh kisi ki zaroorat nahi ek second ke kam hisse mein pura nyay ho gaya jeevan ka is bahut savdhaan raho daro bhav se chalo aur aisa bhav karo ki jaise hamari bahan saath ho
to kya aise hi kisi ki bahan hai kisi ki maa hai kisi ki beti hai aise bhav rakho bhagwan ki prapti ke liye bhav avashyak hai janani sham jano par nari dhan paray baste vis bhari bahut hi bada aparadh hai jise aaj log manoranjan samjh rahe hain isiliye is vishay par bolne ki ichchha nahi hoti abhi jo chala hai na girl friend aur boy friend ka vihaar bhagwan bachave hamari is nai pidhi ko bahut y gandi bhavna hai aur ismen sab kuch nasht ho jaata hai unka jeevan jo ujjwal bhavishya kishor avastha i par chadne ki thi sab khali ho jaate hain unki buddhi ksheen ho jati hai unka bal ksheen ho jaata hai unke punya nasht ho jaate hain unke achar vichar nasht ho jaate hain gaye the padhne ki bahut achhche vinaysheel aur unnati shal ham baenge aur gir kar ke aisi dasha ko prapt ho jaate hain aajkal yah mana hi nahi jaata ki adharm hai manoranjan mana jaata hai nahi nahi aisa manoranjan na karo jo tumhara sarvnash kar de age aake yah ba sana yah man kahan pahuncha diya lok parlok sab nasht kar diya inki chakkar mein mat pado yahi
durgati karte hain man buddhi inko shasan mein lo shastr agyaa satsang satwachan nahi nahi nahi tumhare dashak ke bina kuch nahi ho sakta andar yah baat samjh lela jab tak aap swikrati nahi denge na buddhi kuch kar sakti hai na man kuch kar sakta hai bas aap hosh mein rahe yah galat hai to galat nahi karunga sab kuch kar sakte hain aap narayan ban sakte hain aap shiv ban sakte hain aap bhut ban sakte hain aap kutta ban sakte hain aap nali ka kida ban sakte hain ab kya banna hai wah karke dikhao yah manushya janm divya banne ke liye tumhen dekh ke char log sukhi ho jae tumhare aacharan dekh ke tumhare nagar ke tumhare desh ke log sukhi ho jae aisa bheey jeevan hai aur girate chale jao to itne gande ho jaoge ki log dekhkar jalenge wahi hai nich wahi hai aise dekh nahi nahi nahi ye man buddhi ki chal kitna gira deti hai agar ise shastr sammat aur santo ki vani ke anusaar nahi chalaoge to durgati kar hi deta hai koi bhi ho koi bhi ho ye bahut chalayman hai bahut chala ek minute achhche rahenge dusre minute gande ho
jaenge inka aisa hai naam chal raha hai isliye sabse prarthna karte hain naam chalao kam se kam tumhari buddhi to theek rahe to nirnay theek hoga nahi to aisi jagah phasa denge phir kuch nahi ho pata kuch nahi ho pata itna aparadh karva dete hain phir jalta agar koi na jane bhi to hriday jalta rahega man ashant rahe dukh hi dukh milega isliye yah daivi shakti hai nari nav durga jante ho haan wahi hai dusri koi nahi hai agar inko bhav se dekhoge to inka ashirwad milega kudrishti se dekhoge to khud jal jaoge Ravan mein koi kami nahi thi pulas ji ka nati tha bahut bade brahm rishi ka brahm rishi koi sadharan nahi uttam kul pulat kar nati aur bal aisa tha jahan jakar bhuja baja deta na lok ke log uske samne jhuk jaate the chalat dashanan dol tavni dharti marta to nav ki tarah dagamgane lagti aisa balshali aur vidvan itna bada ki jahan bhi rudrabhishek aaj bhi hoga to uska racha hua stotr gaya jaega jata tavi gal javal pravah pavitasthale gale la lambit bhujang tung malika y usi ka racha hua hai bada bhari
gyani matlab shastr gyani bhi tha kami kya thi kami charitrheen ho gaya bas ek kami thi usmen dusri baat nahi thi wo sarvnash hua charitrheen hone se ek hi jagah ne bahut jagah uske ke jo granthon ko padho to milta hai wo charitrheen ho gaya tha parai mata bahno ki taraf aisa wo apne bade bhrata kuber ke ladke ki bahu ke saath hi aisa galat vihaar kar diya tab bhagwan brahma ji ne kaha tha aaj ke baad jab tum kahi aisa bina uski ruchi ke anusaar to tumhari khopdi phat jaegi usi samay tum nasht ho
jaoge bahut mara gaya kul sahit koi pind dan dene wala nahi bacha Ravan ke Mandodari khud kah rahe Ram vimurkh hal tumhara raha na ko kul ro keval charitrheen hone par haan ham log Ram charit gate hain bharatiya hai dharm ke marg par chalne wala yah desh hai bhale piche wale deshon ki baten anuran kar rahe ho lekin piche wale hamari baten anuran kar rahe hain aur ham log apne mahmmahim dharm ko chhodkar idhar-udhar bhtak rahe hain to yah baat pakki samjh lo ki jo charitrheen hai wah kabhi sukhi nahi rah sakta chahe jahan chahe jo kuch pakka Ravan sukhi nahi rah paya jalne laga aur dekho puri lanka jal gayi aur uske sang ke karan sab parivaar mara gaya to aap samjh lo koi bhi charitrheen rahega teen char baten har ekantik mein kahte bhaiya hath jod ker prarthna hai koi nasha mat sikho yah tumhare jeevan ko barbad kar dega parai mata bahno ki taraf vichar drishti mat rakho nahi to nasht ho jaoge aur ye mans khana hinsa karna yah tumhen nash kar dega tumhare sharir ko bhi tumhari buddhi ko bhi ab koi mane na mane ham
to prarthna hi kar sakte hain agar tumhen sukh chahiye shanti chahiye to kam se kam char chijon chhod do kabhi kisi parai maa bahan ke saath ham aisa bhav nahi karenge va vichar ka mans nahi khaenge sharab nahi piyenge aur hinsa nahi karenge abhi abhi anand aa jae Radha Radha Radha Radha man lo to anand hai ab agar aisa kuch lagta hai ki nahi sukh hai to dekh lo phir sansaar kya durdasha mein ja raha hai va aapki sthiti kya hogi man loge to abhi abhi aaj se sukhi ho jaoge nahi manoge to parinaam dekh kar ke phir samjh lena hamari baat phir yad kar lena pakka hamen bahut accha laga bole to sabke liye hain par aapko baat ye prashn sunak accha laga ki tum bahadur aadmi ho apne hriday ki kami ko samaj mein rakhna ye bahaduron ka karya hota nahi hota nahi to ga ki char aadmi kya kahenge yar matao ki taraf gandi drishti rakhta hai ye bahadur aadmi ke lakshan aur bhagwan ki kripa hai naam jap karo kabhi man ke anusaar gande aacharan mat karna phir aap dekhna aapko kaisa anubhav hota hai rupe paise makan bahar agar hota to
bade-bade log aandit nahi ho jaate anand to anand sindhu bhagwan hriday mein baithe hain jab achhche aacharan karoge naam jap karoge na ekdam anand ki ufan aayegi ek masti aati hai jaise log kahte hain na are mauj le abhi mauj jante kahan ho tum maut ko mauj samjh rahe ho aao mauj ki masti jise kahte hain badshah ho jaoge badshah jab kam krodh par vijay prapt ho jaegi na are wo masti milti parmanand ki ham bhagwan ke ansh hai aaj ab durgati nahi ab age badho Madhav ji Delhi se sh pujya Gurudev aapke charnon
mein koti koti pranam Gurudev main shastriya sangit ka chatra hoon bhagwat marg mein pravesh pana chahta hoon to kya main Priya pritam ko rag gayan vadan ke dwara rijha sakta hoon aur isi vadan se santo ki kripa prapt kar sakta bahut jaldi bahut jaldi Swami ji maharaj to isi se bihari ji ko muskurate the bihari jab Swami ji maharaj gate the to agar narad ji ko dekho Veena liye hue bahut se aise mahapurush narseeh ki kartal prasiddh hai bade-bade mahapurush prabhu ke liye jo sangit bajta
hai wo bhajan ba ban jaata hai aur vishay purushan ko alladi karne ke liye jo banta hai wo bandhan karak hai prabhu ke liye sangit seekh ke shyama Shyam ke liye bahut achchhi baat hai haan Swami ji ke pad gav bade-bade mahapurushon ke pad aur sangit mein unhin pado ko gakar sunao bihari bihari muskura denge jahan unka naam vani ka kirtan hota hai naam vani sunat Shyam shyama sub naam vani nikat Shyam shyama pragat prabhu wahin prakt rahte hain na ham basam Baikunth yogi naam hriday mein bhagwan kahte mad bhakta yatra gayti tat trisha ma narad jaha mere bhakt mera gungan karte wahi mein viraj naam kirtan gun kirtan leela kirtan to sangit to aur saras ho jaata hai are Radha Radha Radha Radha aise ga rahe aur isko kai sangi ton mein gaye aur allad milta hai to sangit sikho par prabhu ke liye prabhu ke liye jo kuch kiya ja jaata hai wo bahut divya ho jaata hai ab jaise 100 gram mithai li aur ham kha gaye wo mal ban gaya aur 100 gram mithai li prabhu ko arpit karke paye va prasad hai wah tumhare paap ka nash
karega aur bhagwat prasannata ka hetu hoga hamen sabko chahiye jo bhi hamen hamare paas hai wo apne ghar mein thakur virajman karen aur pehle unko arpit karen jaise nokri ja rahe hain pranam kiya maharaj ja rahe hain aath ghanta ke liye ab jo bane jaise bane aap dekhna sambhalna aur aath ghante mein 10 panch bar aapne Radha Radha kah liya 10 pach bar keval aur aath ghante mehnat karne ke baad phir aae aur prabhu aath ghante ki seva karke aa gaya ab ye aath ghante ka samay aapke charnon mein samarpit pakka wo bhagwat prapti karane wala param sukh dene wala hoga ye to sarwani karmani mein sanas mat para jo sare karm mere ko arpit karte hain wo bhagwat prapti ho jati hai tesham samud dharta uska udhar main kar deta hoon koi bhi aisa na samjhe ki agarbatti lagane se bhagwan prasann hote hain agar aapki shaan hai phal jotna fawda chal ye sab bhajan hai Radha Radha Radha Radha hal jot rahe fawda chala rahe aur bhagwan ek mahan bhakt hue hai keval Ram ji unka keval Ram ji naam tha unka to ya pehle jaise kheti hai na to zyada dhani nahi
hote the kyonki pani ki vyvastha nahi hoti thi seenchne ke liye akash se jo gire hamne khud dekha hai va ek itna bada pur hota tha ganv mein aur bail se khincha ja ay Ram ruk bade to aise chhoti chhoti kyariya sich pati thi unke paas to bahut kam kheti thi to phir wo mehnat karte the aur mehnat karne mein unhen khane bhar ko milta tha par unki shraddha aisi thi naam jap karte the wo Ram naam ke bahut premi the Ram Ram Ram Ram aisa aur agar sant dikhayee de jae to pair pakar kar ke ghar jarur late the charan dhona aur jo bhojan hai wo unko pawa a santo ko swabhav shraddha dekh le to aapas mein charcha karne lagte hain bhai agar us kshetra mein jana bahut badhiya wo bhagat hai bhai bahut pyar shraddha se pawa aata hai to do char chhah aise ane lage dhan to tha le ul ke paas ek din 10 12 sant aa gaye naam ucharan kiye aaj ham ratri yahi ruke ab man mein soche ki kuch aur mitti ki diwal aur upar se tran ka chhappar kuch aisa nahi ki bech bhi sake to bade-bade jo dhani mani purush the unke yahan gaye aur kaha mujhe kuch udhar
de do aaj ham apne atithi santo ko pawa de phir jo aap seva kaho to garib jaan ke koi udaar bhi nahi deta hai ek bahut chatur tha usne kaha hamen kua khudwa hai tum jo chaho santo ke liye le jao par kua tum khod dena ab kua khodne mein kitni mehnat ki unhone sweekar kar liya haan aaj hamare atith santo ka udar poshan karne ke liye aap de do phir ham kh denge to ghee chaval daal usne sab diya khub achhche se banaya bhagwan ko bhog lagaya aur sab santo ko kavaya ab kuva khodne ke liye pati patni hi the jo fawda marte to Ram tasla bharta Ram Ram har cheshta mein naam jab 60 hath mein wahan pani nikalta tha 40 hath khod chuka tha to kuch beech mein balu wali partai aur wah niche the patni upar thi aur rassi se aise raj to rassi se raj nikal hi chuke the ki achanak phat gaya kua kyonki balu thi na aur dab gaye ab usmen hazaron kuntal mitti matlab upar aise bas pur gaya mano pura thoda ra ab patni khade chillae roye ki seth se kaha seth ne kaha iski to hamari koi jimmedari nahi thi wo kah rahe the khod ke denge
haan tumhen kabhi do char din ke liye bhojan ki zaroorat ho to le jana ab garib aadmi ki a us samay koi ye wo sun wali kya kahte jai jai wo to thi bula lo aur jaldi ab va to aise ab kisi ne koi dhyan nahi diya kua paat diya gaya ki wo to mar hi gaye honge padhar gaye honge ab uski patni ko logon ne daand ba kuch khane pane diya ek mahina ho gaya wahan se raja ki sawari nikal rahi thi to unke kan mein sunai diya Ram Ram Ram itna madhur anand mein naam ki unko laga ki yah kaun mahatma ki awaz hai to aaj as sainikon ko dauda koi sant nahi bole y koi mahapurush ki awaz hai Ram to dhire dhire uske samip gaye wo kua jahan khuda wahan awaz aa rahi thi kua to tha nahi barabar kar diya gaya tha to unhone wahan ke logon se pucha ki yahan awaz aa rahi yahan kya hai bole abhi ek hi mahina pehle kuva tayyar hone wala tha k keval Ram ji the mitti phat gayi to accha niche ek mahina ho gaya turant khudwa ab to raja adesh mila bade sab sainik lag karke khud vaya gaya to dekho wah jahan baithe the to do hath
upar mitti ruk chuki thi ruki thi jaise kisi ne rok diya ho aur ek gufa si bani thi jab sari mitti hatai gayi to wahan dekha thal kai pai hui rakhi thi aur ek bhari hui achhche achhche padaarth shital jal kaun pahuncha raha tha Ram ji prabhu aur aise baithe Ram Ram sundar vayu pahunch rahi thi khana pana mil raha tha aur ascharya ki baat wo bhojan soch bhi nahi bana raha tha kyonki divya thala kahan jaate sach soch bhi nahi bana raha tha pani laghushank nahi bana raha kyonki divya hai na ascharya chakit ho gaye unko nikala gaya raja ne unke charnon mein pranam karke kaha aap ek mahina se aise mitti mein aap jivit kaise hain bole hamen kuch bhi kasht lega achchhi shwas lene ko oxygen mil raha tha bhojan mil raha kaun de raha tha ka bhagwan de Ram Ram dekho grihasth aur itne bade mahapurush ki unka charit likha gaya hai granth bhakt mal ji mein unka charit likha hua to ye wahi thodi kar sakte hain apne bhi kar sakte hain nahi kar sakte har kam mein agar Radha Radha Radha Radha wahi baat aa jaegi bhagwan ka naam prabhu ka
naam lete hue jo karya kiya jaata hai wo sab pujan ban jaata hai aur ye sarwa shachar may ghatnayen usi ke jeevan mein mein ghatti hai jo bhagwan ke bhrose hota hai bhagwan naam japak hota hai jeevan mein ham sab ek baat chahte hain ki ham sukhi ho jae aur prasann rahe andar se dekho ek shanti aur aisa sukh jismen dukh dekhne ko na mile dhundne par bhi dukh na dikhayee de par karte ham sab sukh ke liye lekin na to shanti hai aur na vastvik prasannata hai aap dekho pad bhi hai sampatti bhi hai jo chaha sansaar ka lagbhag lagbhag utna
mil bhi gaya lekin na chah miti na shanti mili na aisa sukh mila jismen dukh na ho na akhand prasannata mi iska matlab hai ki hamari chah yahan se purn nahi hone wali pakka brahm bhuta prasann atma sochan ka yah to karo hi jo jahan aapko seva mili hai bhagwan ki srishti ke jo pad mein ho jo aapko sevae mili wah to bhagwan ki seva lekin naam jap naam jap jarur karte rahie yah man kar ke ki aushadhi hai yah dukh mitane ke purana rog hai jaldi labh anubhav mein nahi aayega par amogh dawa hai jo bhagwan ka naam priy ho wahi adharm aacharan yadi karenge to naam jap nahi ho payega paap vant kar sahaj swabhav bhajan morte bhav adharm ka paisa aisa samjhna jaise koi khir mein jahr milakar de de jaise badhiya khir meva padi ho aur aapke samne koi kan mein aapke bata de ismen jahr para hai phir aap agar thodi bhi buddhi rakhte hain to chenge bhi nahi aise hi ham tumhen shastr aur sant aur bhagwat prapt mahatmaon ki baat kahte hain adharm ka dhan khir ki tarah priy lagta hai ki hamko sukh milega bhog samagri ekatrit
karke lekin va mitha aisa jahr hai jo na aapko sukh milega na aapke parivaar ko parinaam mein klesh aur dukh to dharm purvak aacharan karte hue prabhu ka naam jap karte kyonki kahin na kahin kripa to hai hi na prabhu ne manav de diye ye sevae di pad diye to ab itne mein ham santusht na ho jae ham isse upar bhi uthe upar bhi hai naam jap adharm ke dhan ka tyag aur jo pad mila hai use bharat ki sarkar ke dwara jo mila wah seva bhagwan ki seva jaise aapke vachno se jo wakil pad hote hain unke vachno se bahut bada jo dharm mein chalne wala hai uska bachav ho sakta hai adharm mein chalne wale ko dand milkar pavitra ho sakti hai agar ham kahin dharm ko chhod de to ulta ho sakta hai adhami chhut sakta hai aur dharmatma ko phansi ho sakti hai nahi ho sakte kyonki praman aur sutra ham jaise pesh karenge waise hi nyay hoga bas yahan savdhani rakh li wah dekh raha hai koi jagah aisi nahi jahan uski drishti na ho ham usko dekhkar baat karen kahin bhi ho yah na samjhna ki aap akele hain ekant mein wo baitha hai jo sabko
dekhta hai koi aisi jagah nahi jahan kas kahan jahan prabhu nahi wo jab dekh raha hai to kisse darne ki baat hai wo to jisse darna chahiye wo to dekh raha hai ki ham galat kar rahe hain final wo karega phir ham kabhi sukhi nahi ho payenge ashant rahenge laan yukt rahegi agar kisi bhi dharmatma ko kasht pahunch jae to voh wapas hamare byaj sahit bahut kasht deta hai yahi sambodhan karne ke liye dharm se chalna naam jap karna aur yah vichar karte rahna ki hamare dwara hamara parivaar hamari samaj jo pad mila kahin truti na ho jae yahi sadhna ho jaegi yahi bhagwat prapti karane wali ban jaegi ren ji Gurudev Radhe Radhe aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji aapki kripa se hamen Radha naam mila Radha naam ne jeevan mein khushiyan bhar di mata pita hone ke na thod thoda ruk phir age prashn kiska prashn hai ha khushiyon ko keval Radha naam ki kripa mat samjh lena kyonki din hai to ratri aati hi hai aur ratri hai to din aata hi hai aise sukh aur dukh yah praarabdh ke adhin hai naam japak sukh aur dukh ko
saman bhav se sahta hua adhyatma ki divyta ki unchai par pahunchta agar aapne bhagwan ki kripa ya Radha naam ka phal mani hui anukulta ki hui kamna ki purti to phir jab pratikul vidhan hoga to tumhari shraddha hat jaegi tumhari astik ki niv hil jaegi ki ab shayad Radha naam ka wah prabhav nahi par raha hai isliye ham prarthna karte hain ki anukulta kamna ki purti sakti hai sukh aur dukh purv se nirdhrit hain samay-samay par wah prakashit hote rahenge chahe aap duratma ho aur chahe mahatma ho is sharir ko banane ke samay pehle do vibhag karke dal diye gaye itne varsh mein ghatna ghategi y dukh milega itne varsh mein itne samay tak aisi paristhiti uchh koti ki ban jaegi ki aapko sukh milega aise vyakti mil jaenge aisi vastu mil jaegi aisa bhav ban jaega yah dukh aur sukh hamare bhajan ka phal nahi hai bhajan ka phal hai dukh aur sukh mein saman bhav rakhte hue bhagwan ke marg mein chalna isliye ham pehle aapse prarthna karte hain ki kabhi aisi dukhad ya vipatti ki paristhiti ave to tumhara naam
prem kam nahi hona chahiye tumhara bhagwat aashray kam nahi hona chahiye bade-bade mahapurushon ke charit padhkar dekh lijiye dukh vipatti pratikultaa anukulta sukh sampatti donon mein bhagwan ki dular aur kripa ko dekhte rahe agar ham keval anukulta mein aur kamna ki purti mein hi apne bhajan ka phal manenge ya bhajan ki siddhi manenge to dhokha ho jaega kyonki sab din hot na ek saman ek jaisa sabad nahi rahta bhagwan bhi yahan avatar liye hain to dekho Ayodhya se barath saj ke jati hai udhar bhagwan dhanush
bhang karte hain tribhuvan mein vijay milti hai maharaj videh raj gyanyon ke guru Janak ji bhagwan ka charan prakshaln karke Janaki ji ka pan grahan sanskar karate aisa adbhut sukh phir chakravarti samrat ke mahal mein adbhut utsav isi utsav mein bhavna vanti ki yoraj pad de diya jae prabhu ko sham ke yah nirnay karte hain sumantra ji se milkar ke ki mera Ram ab yogya ho gaya hai ab main ise jo abhi tak yuvraj bhav mein ab chakravarti samrat pad ke liye yahi cha yah baat phailti hai manthra ki buddhi badti hai ka ke ji ke hriday mein do vardan ki ichchha hoti hai 14 varsh ka vanvas ab aap vichar karo jahan raja Ram banne wale hain itna sukh ki samudra ki bhati jaise lahren aa rahi na badi-badi aise sukh ki lahren Ayodhya mein abhi to Ram lakshman bharat shatrugan ab inki param divya atma swaroop deviyan bhi virajman ho gayi akar ke sab sukhi sab anand achanak aisi ghatna ghati subah bhagwan Ram ka vanvas tapas ves vishesh udasi 14 varas Ram sabke pran bhagwan shriram the wo jinko prem hai wo jante kaise
jiyenge bhag padi Ayodhya ke sab nar nari bal bhagwan ke ham aapke bina nahi ji sate Siyaram lakhnu mano pran nikal gaye bhagwan ratri mein kiko dukh padega chhup ke aise rath chalwai ki koi jaan hi nahi paya chinh sab phir adhya mein 14 varsh tak bhari rudan aur kasht purvak dekho kahan yah sukh aur kahan ekdam bhayanak itna dukh jab bhagwan ke avatar mein aisa ho sakta hai to ham log to manushya hain ham to bhagwan ka bhajan karne wale hain wo to bhagwan hai to is lok ka kram aisa hai ki kabhi bahut bada sukh to kabhi
bada bhayanak dukh lekin naam japak dukh aur sukh mein saman rahta hai jaise hamare bhagwan laj tilak hona hai aur mil gaya 14 varsh ka banvas to bhagwan waise hi prasann the udas nahi hue jismen hamare pita ko sukh mile agar wo mata ko vachan diye hain to mere liye a jo dhyan ban hi param sukhdai nange pair bhagwan 14 varsh ghor kank pathreeli katon se yukt bhumiyon mein vichran sam rahe na prasann rahe hamen bhagwan avatar lekar ke shiksha dete hain ham kaise rahe yah bhajan yah adhyatma aapko sham banata hai yah bhul logon ki hai ki sant mahatmaon ke paas jaen hamari kamnao ki purti ho sakta hai kyonki bhagwan ka bhajan karte hain bhagwan ki ashra to aap bhavna lekar aae ho lekin us kamna ki purti ke baad kya aapki kamnaae nahi rah jaenge kya bahut si kamnayen bahut si chintaen bahut si avashyaktaen ek mil jae to phir kuch nahi ra wo hai bhagwan jinke prapt karne ke baad kuch prapt karna baki nahi rahta jinke jaan lene ke baad kuch janna baki nahi rahta wo prabhu hai unke siva aapke hriday mein kamna
trishna vasna ichchhae yah bhari jalan paida karti rahegi agar sheetalata prapt karne to ek matra sukhi meen jaha nir gadha tim hari sharan na ek ko badha bhagwan ka aashray naam jap aur in khushiyon mein khush mat hona bo kaise yar Baba ji updesh kar rahe khushi aae to uski mauj na le agar uski loge to jab dukh aayega to tum dukhi ho jao khush mein anukulta mein gambhir rahe aur pratikultaa mein savdhaan rahe anukulta mein koi jaan na pave ki aisi anukulta aae haan theek hai bhagwan ki kripa hai unka dular hai vipatti
ai to savdhaan aisa dhairya rakhna tutne na pana koi jaan na paye ki tumhen vipatti ne rad diya hai har sthiti ye bhakton ki ham tum kitna naam jap karte ho Sudama ji dekho khane ko bhi nahi tha par nishtha dekho Krishna ke siva koi aashray nahi to ban gayi jaise Dwarika Puri waise Sudama Puri usse bhi unko koi aisa thodi ki har sokar raja maharaja ke kapde pahan ke patni se kaha tumhari ichchha thi tum bhi rajo ham to maang ke hi khaenge aur apne Krishna Krishna Krishna kahte hue bhumi mein hi shayan karenge yah milta hai bhajan se maya ka akarshan hat jaata hai ham maya ke chahe hue padartho ke mil jane par bhagwan ki kripa manate hain aur wah nashvan nahi jante nahi jab nasht ho jaate hain to lagta hai ki ab bhagwan ki kripa kam ho gayi nahi lag jab kisi ka jawan beta 20 varsh ke liye aaya hai uski ayu hi itni hai aur khub bhajan dan punya kar raha akela ladka hai aur 20 varsh mein chala jaega kyonki sarkari aadmi hai itne ke liye bheja gaya tha ab aapko agar aap sujha hua vyaktitva nahi to aapki
shraddha khatm ho jaegi ya jab bhajan karte itni seva karte hain aur ek tha usko bhi bhagwan ne ab pura chintan khatm ho gaya pura jeevan matlab barbad ho gaya agar bhajan na hua to barbad ho jaega ritu aur nikesh ji thaeelaind se Radhe Radhe Gurudev bhagwan aapke shri charnon mein koti koti pranam maharaj ji aap ji ka atishay dhanyavaad ki aap dhya se hamare ghar aur hriday mein virajman hai jiska anand pratdin mehsus hota hai Gurudev bhagwan kai bar hamare sharir ke sambandhi pareshaan hokar apne parivaar ke sadasyon ke prati rosh prakt karte hain aisi sthiti mein hamen kya karna chahiye ham bhagwat marg mein hai i hai sai jo Ram rach rakha ko kar tark badhav shakha akhi japan lage hari nama Radha Radha Radha prabhu ka jo vidhan hai wo hoga suno bharat bhavi prabal balakh kaho muni nath muni nath bhagwan Vashisht ji sarv samarth shali trikal gya mahatma brahm bodh sampann wo kah sunhu bharat bhavi prabal vilak kayo muni nath han labh jeevan maran jas apjas vidhi haat kya chinta karni agar va samjhane samjhte nahi samjhe samay samjha
dega prakriti samjha diya apne ko nahi agar apna koi nijan hai to ghata seh lo gali seh lo aap balvan ban jaoge aapke paas aisa dhan aa jaega jo kabhi nasht nahi hoga pakka par yah na to kshamasheel hota rah gayi hai na vivek rah gaya hai chhoti-chhoti baton mein pujya janon ka aparadh kar dete hain mata-pita ka apman kar dena unko dand de dena peet dena nishkasit kar dena pujya janon ke prati abhadr vihaar karna nahi nahi grihasth dharm bahut badhiya bhagwan ki prapti ke liye hai virakta dharm isliye kathor hai ki ismen har vishay se ladna tyagna hai aur aapka kya kile ki ladai hai jaise kile ke andar se surakshit rahkar shatru par war karna aur y rakto ki kya hai chode maidan ki ladai hai lalkaar karke shatru ko parast karna thoda kathin hai jo man mange uske virudh rok kar ke usko bhagwan mein lagana bahut kathin baat hoti hai aise karke khana pina baat alag hai lekin bhagwat prapti man ko rok karke aur bhagwan mein laga sav man Krishna padar vind ek ek vriti aapka aapke andar agar koi vikar aata hai
to aapka parivaar wo hai vaisa system hai wo paap nahi mana jaega aap bhajan karte bhagwan ko hi prapt honge lekin virakta agar to paap mana jaega uske liye aparadh ho jaega wo chode maidan mein khule lalkaar karke vikaro ka nash karke bhagwan ko prapt karta hai isiliye ham vi rakto ko pranam karte hain dekho aap log jise pranam karte hain aap namaskaar karte kyon karte hain kya baat hai wahi sharir to ye hai wahi ansh bhagwan ke aap ho bas pranam is baat ka ki jahan ham phesal gaye wahan aap age badh gaye isliye pranam aapko aap bhagwan mein apne samasth sukho ka tyag karke antarik klesh sahte hue chale to he mahatma grihasth ka guru pad yah chautha ashram tyag ashram hai kahin bhi ho chauthe ashram ko hi guru banaya jaata hai ki jo virakta bhav se bhagwat anuragi va isiliye sab santo ko pranam karte hain khas baat hai ki jahan lagan na chahiye wahan ham lag nahi paye jahan se hatna chahiye wahan hat nahi paye jahan se hatna chahiye wahan lag gaye aur jahan se lagna chahiye wahan se hat gaye aur aapne sahi kiya to isliye aapko
dekho sab santo ko nahi kya baat hai yahan kuch milta to hai nahi prakt mein vachan milte hain aur wo vachan agar man lo to jo kahin shanti nahi milegi aapko wo aapke hriday mein mil jaegi aapko kahin dhundna nahi padega jo ashirwad aap mangte ghumte hain wo aapke andar sfar ho jaega keval man lo baat baat man lo baat agar man li to aise karna waise karna yah dena aur lena jise na jantu pantu kuch nahi tum jao sharwan ko koi tumhen parast nahi kar payega satsang ka matlab kya hota hai asat ka tyag
karne ka utsah aur bhagwat prapti ki lagan aur aisi lagan aisi agan sab bhasm kar de nikal jae yah aag ki jwala par chalna hai sansaar uphash karta hai man jalata hai yah kyonki va bogi man raha hai wo to chahta hai bhog ab usko doge nahi to jalae har samay viksipt karega aap usko agar rok kar ke aap shant hai to inam lijiye param pad bhagwan ka param pad isliye apne ko agar kat vachan kahte hain to sah jae sahna balvan ka lakshan hai krodh kar lena yah nirbhal ka lakshan hai balvan sahta hai nirbhal gali bhakta hai to yah bhagwan ka aashray leo maha balvan bhagwan hai sah jao chup shant ho jao shant hone mein bhagwan ki kripa milegi gali dene mein aparadh ban jaega ladai karne mein aparadh ban jaega cha aur bh
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- sant bhagwan ke prashn par maharaj ji ne sadhna jeevan ke liye kya updesh diya? — maharaj ji kuch ham logon ko aap bata den ki jaise sadhna jeevan mein kya kaise kuch bhi aap apne mukharvind se kuch sab baton ki keval ek hi baat hai na vishay chintan hone pave na vishay kriya bas…
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…