॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #375 · 20 november 2023

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

rani Mishra ji Delhi se Radhavallabh shri Radha vallabh shri Harivansh maharaj ji param pujya shri Sadgurudev bhagwan aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji mujhe sharanagati mantr liye teen sal hone wale hain jo aapki or shri ji kripa se hi sambhav hua mujh mein to itni samarth nahi ki main aapse prashn karun Gurudev mere man mein ek baat bahut pareshaan kar rahi thi pahli baat mere man mein ek baat bahut pareshaan to sharanagat kisse hue ho mera tan mera man meri buddhi mera to kisko sharanagat kiya hai teen sal sharanagat hue teen mein se ek ko sharanagati nahi hui na tan ki na man ki na vachan ki to phir age ka sawal jo hoga uska uttar phir samjhna kathin ho jaega jo sharanagati hai va tan wa mano bhir amal soham ta ashita sharir se man se vani se main swayam aapki sharan mein hoon ab jab man hamne prabhu ko de diya hai phir hamare man ki dasha kyon nahi badal rahi iska matlab nahi diya hai mera man mera tan mere vachan to phir sharanagati kisko kiya hai teen sal se sharanagati kiski hui hai ham sharanagat se pooch rahe hain

ki kisak sharanagati hui hai bas yahi ham mein kami hoti hai ki ham keval billa laga lete hain ki sharanagat hai lekin ek bhi sharanagati nahi hoti andar agar sharanagati hai to hamara tan hamara man hamara vachan prabhu ke naam ho gaya hai hamari koi samasya hi nahi hai sachchi sharanagati mein koi samasya nahi hai to pehle to ham sharanagati ko samjhe ki abhi kuch sharanagati nahi bhai kanthi banva liya mantr le liya ye to billa ho gaya lekin andar se koi sharanagati nahi hai agar andar se sharanagati ho jaegi to yah shabd jo aap kah rahe hain wah sudhar ho jaega aap nishcint ho jaengi nirbhay ho jaengi nishok ho jaengi sansar koi prashn nahi rah jaega ek adbhut anand kyonki hamara man hamara tan hamare vachan hamare tan se jo kriyaen hongi wo shri ji ke liye honge pati putr parivaar sabki seva shri ji ke liye ab unka vihaar hamen dukhi nahi kar payega kyonki ham unke liye unki seva nahi kar rahe ham shri ji ke liye unki seva kar rahe to hamare man mein dukh nahi hoga mere prabhu to dekh rahe hain na unke liye main

kar rahe hoon a mera man jab ham prabhu ki sharan mein hai madhur madhur smriti man mein sav man Krishna padar vind naam mein man laga hai shri ji mein man laga hai ab usmen prashn ki zaroorat kaise aa jaegi mera man nahi to main naam kar chuka hoon prabhu ke sharanagat hue na matlab ham prabhu ko de diya ab man prabhu ko de diya tabhi man nirmal hoga jab de paoge jaise kaha jaata hai na naam to jap raha hoon yah bhi sharanagati i lekin vikar andar man mein hai isliye vikar hai ki abhi diya nahi man man ko diya nahi gaya nahi

kam krodh lobh moh madh matsar ye hamare nika nahi nikelnge yahi prabhu ke wale karte hain toy nirmal hone lagta hai y shant hone lagte hain ek bar andar se socho ki hamari sharanagati kiski hui hai kis kisko hamne prabhu ki sharan mein kiya hai to aapko khud uttar mil jaega ki abhi to prarambh hi nahi hui sharanagati na tan ke na man ke na vachan ke abhi tom prabhu ke hue hi nahi andar se dekho sahi mane mein sharanagati jahan aayegi usmen nishcint badhti hai nirbhay badhti hai koi shok sparsh nahi kar sakta koi sanshay nahi aa sakta koi viparit bhavna nahi aa sakti ab anand hi anand prapt sharanagati sadhan bhi hai aur sharanagati siddhavna gati jaisa koi sadhan bhi nahi bahut adbhut anand prarambh se kyonki bharosa isht ka hota hai chintan isht ka hota hai ab man to prabhu ke hawale kar diye jal raha hai to tu jal prabhu ki ichchha hai jal to pavitra ho raha hai aandit hai to prabhu ki ichchha hai ab hamara adhikar nahi sharanagati ka jo rang aata hai to chaturashram bhave ab kaha ab sikwa shikayat kahan rah gayi joi

joi pyaro kare soi mohi ab to koi sikwa shikayat ra hai agar aap din ko raat ko mujhe din dikhayee de raha hai par ham yahi kahenge meri nig badi ankhon ka dosh hai kyonki aap kah rahe ho raat hai to pakka raat hai ye mera dekhne ka tarika din kah raha hai lekin main nahi manu main manunga raat kyonki aap kah rahe ho prem ke samarpan ki baat dekho aur ham Priya pritam ke samarpan karne wali baat hamari dasha kya hai ab aap prashn maharaj ji ye kah rahe hain ki bhagwan sharanagati mantr keval mujhe mila hai

mere pati ko nahi mila main bahut prayas kar rahi hoon ki mere pati bhi Radha naam jap karen agar aap sharanagat ho gaye to jaise phool mein khushbu aa jati hai to aaspas se bhaure akar ke lubhae man ho jaate hain parag mein jab aapke andar sharanagati ka prabhav jag jaega to pati putr jo bhi parivaar ke sadasya hain aapko kisi se prarthna nahi karni padegi aapki wah bhakti aapki va dainya unke andar asra ham ek aapko charit sunate thoda sa sukshm hai va angat ji naam ke bahut bade maha bhagwat ramayan wale Angad jine bhakt mal charit mein hai unke bhateeja raja the aur wah pradhan the par raja unhen banae hue the par wo raja ki hi tarah the unka byah hua bahut sundar Rajkumari se aur wah bhagwan ki anannya bhakt the aur Gurudev ki kripa se anannya bhakti aati hai to Gurudev ke prati uska bhagwat bhav tha sakshat mere bhagwan hai aur wahan unke ghar mein sant seva hoti rahti thi ab jab yahan byah ho to yah pure rajogun na santo ko manna na bhagwan ko manna bas jaise ek sansari aadmi waise ab byah ho ke aaya to

pati to jeevan bhar ka sathi hai ab unko bahut andar dukh hua ki na yahan sant seva hoti na y bhagwan ki puja hoti na y bhagwan ki charcha hoti wahi sab rajogun raj vaibhav par wo anannya bhagwan ki aur guru bhakta kuch hi samay hua use nahi badi na sant darshan na satsang na Gurudev ke darshan aur wah sakhat mahlo mein vyvasthit dhang se rani rajkumariyan rahti to wo rani ho chuki thi mahlo ke antargat bahar nikal nahi sakti bade niyamavli thi to unhone apni ek dasi ko patr likha aur kaha jakar mere mata-pita ko de do mata-pita aur bhakt the yahan kisi bhi tarah ki koi bhakti ka support nahi aur agar hamen Gurudev ke darshan nahi honge to hamare pran vyakul ho ra to patr lekar Gurudev ke paas gaye to Gurudev ne kaha agar usko ane ko nahi mil raha to main swayam chala jaata hoon bade kripalu mata pita ka jaisa prem hota hai usse adhik Gurudev ka prem hota hai wah pahunch gaye aur ghar mein ji dekha Gurudev to prasann ho gayi bithala charan pakhare charanamrit liya aur jo kuch bhog pavaya wo to raj

gharana aise prem ki baat ho rahi thi ki unka pati pravesh hua usne dekha ki meri stri sadhu se baat kar rahi bahut bura shabdon ka prayog kiya unke Gurudev ko aur na jane kaise-kaise shabd gande gande prayog kiye ekant mein stri se sambhshan karta hai bina agyaa ke mere ab Gurudev to pehle hi patr se samjh chuke the ki unke pati kaise to bade gambhir the unhone use kaha beti tum chinta mat karo shant ra main abhi ja raha hoon aur wo chale gaye ab unko laga ki mera jeevan mere karan mere Gurudev ka mere samne apman kaha aaj se main na to pani piungi na bhojan paungi aur apne pran tyag dungi aise hai aur na tumse sambhshan karungi na tumhari taraf dekhungi yah sharir tum ke tum pati bane ho na isko tumhare samne hi aise na bhojan paungi aur na pani piungi jitne din mein chhutega chhut jao ab wah atyant aasakt the patni mein badhiya baat ye ho gayi ki wo apne patni mein itne aasakt the ki baat sunte hi ghabra gaye ek din do din teen din hua phir wo nazdik gaye unhone kaha mujhe nahi

pata ai sab bhakti kya hoti hai sant mahatma kya hote hain to main apni buddhi ke anusaar unko bola agar aapko aisa lag raha hai ki mere se galti i to main galti manta hoon kyonki usse aa sakte the aap bhojan paie aur pani pijiye age se kabhi galti nahi karunga unhone kaha aise nahi aap swayam jaen Gurudev ko pranam karke laye aur phir ham rasoi banayenge Gurudev payenge tab unki juthan paungi bole aisa hi karenge wo gaye Gurudev ko pranam karke laye mana santo ka kya santo ka to bahut karuna mein swabhav hota hai ab jahi Gurudev paye aur donon ne uchchhisht paya to rani se bhi adhik mahan bhagwat unke pati ban gaye kyonki wo pura charit to bada vishal charit hai rani se bhi zyada maha bhagwat wo ban gaye matlab unki aisi sthiti pura chat ka to ghanton lagenge unki aisi sthiti hui ki raja ne kisi karan va unko ek aise hire ka mukut wo jit ke laye the bahut mahnga tha unhone socha ki ye hira to bhagwan Jagannath ji ko denge raja ko ye pata chala unhone pehle vinay ke dwara kyonki chacha

lagte the jab nahi mane to unhone jo rasoi mein bhojan banate the unko apni taraf karke usmen jahr milwa diya ab wo jahr bhara bhog pehle thakur ji ko laga aur phir wo angaj jab angaj ji ke samne to unki jo bahan thi unki beti angat ji ke saath pati thi unhone bulaya unka nahi aaj nahi paegi kyon nahi paegi roz pati hai pradhan rasoiya ki dekhrekh unhin ke hath mein thi wo janti thi u kaha nahi aap pai ho bahar khalne bole jab tak nahi aayegi tab tak nahi payenge hamara niyam us bachchi ke saath pate bulao usko to unko laga main kitni nich hoon meri beti se to itna pyar karte to unka bhai mat pana ismen jahr mila diya uka bhagwan ka bhog lag gaya jahr mila diya are dusht shabha wali jab bhagwan ne pa liya to pura prasad akele paye kuch nahi hua kuch nahi matlab pura jahr para hua tha kuch nahi kitne mahan bhagwat ke jab bhagwan pa liye bhog lag gaya to ab main kyon nahi paun main pau kuch nahi hua wo bade maha bhagwat hue to agar apne pati ko ya parivaar ko kisi ko bhakti mein lana hai

to pehle hamari bhakti mein dum aa jae pehle hamare bhajan mein aisi nishtha aa jae to apne aap samne wale ka ya rishte na dar ka apne aap parivartan ho jaega pehle hamko chahiye ki ham apni bhakti ko pusht karen nahi to jab wo kat vihaar karenge to aapko khud apni bhakti par asar padte nazar aayega k wo kam ho rahi hai wo pehle hamko apni nishtha majbut karni agar hamare hriday mein bhakti nishtha badh gayi to pati putr parivaar jidhar jo hamare sampark mein aayega wah bhakt ban hi jaega chahe jitna virodh karen Meera ji ka unke devra ne bahut virodh kiya ba bahut had tak jahr tak pilaya marne ki cheshta anttogatwa charnon mein gire man sinh ji raja the apni patni ka bahut virodh kiya Ratanavati ji ka charit padh anttogatwa charnon mein pranam karke aur kaha ki main aapka shishya hoon bhakti ek din jhuka ke rakhti hai bas yah ki apni nishtha apni nishtha paripakva bani rahe yah bada kathin hai apne ko paripakva kar lo pati aur putr aadi to apne aap ho jae jab hamare hriday mein bhakt dekho santo ko bhakti ka hi to

prabhav hota hai apne hriday ki deepak se lakho deepak ja jag magane lagte hain to unke deepak mein koi fark parta hai kya pehle bhakti ka deepak hamare hriday mein vastvik jal jae apne aap dekho pati mein bhi bhagwan hai putr mein bhi bhagwan hai aur aap bhagwan ki bhakti karte ho to unko badalne mein kitni der lagegi kshan mein badal gaye angat ji kshan mein mahan bhakti ka bhav aa gaya to hamen lagta hai ham apni bhakti ko pusht karen abhi jor dabaw na karen kyonki unka virodh ham sahne ki abhi samarth nahi hamare

andar Meera ji jaisi samarth Ratanavati ji jaisi samarth nahi ham thoda apni bhakti ko pehle paripakva kar le phir uska prabhav khud dekhenge ek na ek din jab ham kusang karte hain to buddhi bhrasht ho jati hai aur jab satsang karte hain to ek na ek din rang chadta hai to aap agar bhakt ho to aapke pati aapko apna mante hain to ek din unki buddhi ka parivartan nischit ho jaega unka kalyan bhi nischit ho jaega bhagwan ke marg mein chalne wale upasak ke 21 pidiyan tar jati hai yadi bhagwat prapt ho gaya to mujhe chinta nahi karni chahiye mujhe chintan karna chahiye apni bhakti ko pusht karna chahiye ashish pande ji ma ji kah rahe hain ki kya sadguru dev ke darshan ke baad bhi ishwar darshan ki avshyakta hoti hai ismen prabal shraddha ki avshyakta hai jab hamari prabal shraddha hoti to ham pashan se bhagwan ko prakt karte dekha bhakton ko prabal shraddha ho jati to bhut se namdev ji ne bhagwan prakt kar liya kutte mein bhi bhagwan prakt kar liya Prahlad ji ne khambe se bhagwan prakt kar

liya to bhagwan ka sakshat swaroop Gurudev to hi hai gurur brahma gurur Vishnu Gurudev Maheshwara guru sakshat parbrahmma tasmai shri guruve nam par aisi bhavna nahi hoti ham guru ko sakshat parbrahmma mante nahi ham guru ko ek vyakti mante hain ya bahut bahut sant mante hain aur yah sochte hain ki yah sadhan hai sadhya to bhagwan ki prapti hogi ham yah nahi dekh pate ki sakshat bandon guru pad kanj kripa sindhu nar rup hari sakshat hari hi nar rup dharan karke apna prichay dene ke liye mujhe updesh kar rahe hain jinki aisi bhavna hai to guru mein sakshat par brahm ka anubhav ho gaya to ab kiska darshan par aisa bahut kathin hai matlab koi berla apne guru ko sakshat parbrahmma dekh pata hai nahi to nahi kyonki bhavna ka hi to sara khel hai waise parbrahmma to sab mein virajman hai guru to hai y jab kisi ne apni upasna ki paripakva avastha mein dekha to jad chetan jag jeev sakal Ram mein jaan jaise goswami tu kisi ne apni paripakva avastha mein Shyam dekha to sab mein Shyam dikhayee guru mein

kya hai agar guru to sakshat parbrahmma hi hai agar hamari bhavna ban jae to sab mein prabhu virajman sab mein anubhav ho jae phir alag se thodi koi anubhav par aisi bhavna nahi ban pati aisi nahi ban pati bahut mushkil se itni bhavna banegi ki bahut achhche sant hain mere parbrahmma hai jaise guru granth sahab hi sakshat parbrahmma Gurudev hain dekho sakshat parbrahmma cham dala ja rahe hain unka sammaan unki vani hi sab kuch sakshat to Guruvani itna Guruvani sakshat parbrahmma hai aisa kahan manyata apne log sweekar kar pate ki hamare Gurudev ki jo vani hai wah parbrahmma ki vani hai sakshat parbrahmma bol rahe hain to bas manna hi to hai na bhavna hi to hai na to ham shri vigrah mein to soch sakte hain bhagwan hai lekin inme bhagwan ko nahi dekh pate manushya hai na to aise manushya akriti mein Gurudev hai hamari drishti bas wahi thi ki aap prabhavshali hai tapasvi hain sant hai inki baat ham manenge to hamen bhagwan mil jaenge to waise hi aapko anubhav hoga ye yatha mam prapadyate tajam jab yah baat

aa gayi ki aho bhagya mujhe bhagwan mil gaye ga to ye dhancha phir nahi dikhayee dene lagega kuch din baad jo hai andar vastu va oho sakshat parbrahmma baithe kyonki hai to parbrahmma kas ka jaha prabhu nahi jab sarvatra hai to guru ke hriday mein bhi virajman hai par ham aisa bhav nahi kar pate agar bhav kar le to sakshat tatv hi viraj chad chad lakshanam sarvam Radha Krishna mayam jagat sab mein Radha Krishna virajman hai ham kahan dekh pa rahe hain fi guru mein to hai hi hai prabhu guru Govind ne bhed karai Govind aur guru

do thodi hai wo to ek hi vastu hai par ham kahan aisa bhav kar pate hain aisa bhav ho jae to phir aur koi sadhan hi nahi karna guru sakshat parbrahmma apne parbrahmma ka darshan kar rahe hain mujhe aur kisi ke darshan ki zaroorat nahi hai aur koi hai aisi hamen bhavna nahi akhand mandlakaram vyaptam char achar mein mere Gurudev virajman hai aur samne mere sakshat parbrahmma baitha hua hai ab mujhe kya nihal par aisi bhavna hona bada kathin hai ham gun dosh may vrityio wale bas gun dosho ko dekhte hain char pranam kar rahe to ham bhi pranam kar rahe hain kyon pranam kar rahe hain iska uttar hamare paas nahi wo pranam kar raha hai isliye main pranam kar raha hoon to ham log aisi bhavna ke hamare andar personal bhavna itni sudar nahi ki wo wo pata nahi kyon pranam kar raha ham aise nahi ham to dekhenge hamari shraddha kitni banti hai hamara bhav kitna banta hai to aise to guru to lakho log bana lete hain lekin guru ki baat manna guru ke prati wo bhav pana koi birla hota hai tabhi birla wo jo hota hai

use bhagwat prapti hoti hai nahi to lakho guru banane ke baad phir ham sansaar mein bhtak jae aisa kaise ho sakta hai guru to hamko bhagwat prapti bhagwat tatv ka anubhav karane ke liye aaya hua hai kyonki wahi bhagwat tatv hai sahi jane ji dev janai to apne aap ko janane ke liye aae hue par aisi bhavna bahut kathin hai bahut durlav hai yadi aisi bhavna ban jae to am ugas nischit va Gurudev mein apne sakshatkar ki jo bhavna hai jis bhav ki Ram Krishna hari nirgun sagun jo bhi wah guru mein hi dekh payega ki

mere Gurudev sakshat hai shivangi ji Banaras se shri hari shri Harivansh Gurudev Gurudev pehle to bahut dhanyavaad aapke shri vachno se jeevan mein uchit sudhar ho raha hai maharaj shri sansarik jeevan mein bachchon ka uddeshya mata-pita aur unki seva hi hoti hai mata-pita ka sharir pura ho jane par ab jeevan ka uddeshya samjhne mein asmarth hoon kripya margdarshan karen ghar mein apne Priya pritam ko virajman karke ghar ke jo bhi sadasya hain pati hai putr hai usmen bhagwat bhavna karke ham seva kar rahe hain mata-pita ki seva purn hui antardhyan ho gaye to aisa to nahi ki aap seva rahit ho gaye aapka sharir aapke sharir sambandhi putr atithi pati jo bhi hain jinke saath jaisa hamara dharm ka sambandh uske saath ham bhagwat bhav karke seva karen hamare pura jeevan seva mein hai yah sharir bhi to ha nahi ab yah dharm ke karyo mein hamara sahyog kar raha hai bhagwat karyo to ham iski bhi seva karte hain snaan karna bhojan dena isko svasth rakhne ki cheshta rakhna to yah bhi bhagwat seva ho jaegi jab ise main man ke

karoge to band jaoge aur ise bhagwat jaise tambe ka patr aur ham thakur ji ko usse snaan karate hain badhiya man ke nahi rakhte aur bada accha bhav rakhte hain ki thakur ji ka lota hai aise hi thakur ji ki seva ka patr sharir hai hi dusre shariron mein bhi thakur ji hain to aisa to hai nahi ki aap bilkul akele hain koi na koi to hamara sambandhi hai koi na koi to hai usi mein bhagwat bhavna kar lete hain aur bhagwat bhavna karke jo hamara dharm hai uske anusaar seva karte hain to hamara jeevan dhanya ho jaega hamari seva purn ho jaegi to aisa to nahi ki ekdam agar ekdam akele hain to phir param seva aao andar se aao bhagwan ki sharan mein asang hokar ke nirantar bhagwan ka chintan karte hue jeevan ta karen par aisa to nahi hai na ab to isliye koi na koi to hai na usmen bhagwat bhavna kar lete hain aur dharm ke anusaar varta karte seva karte hain wahi hamari bhagwat prapti ka hetu ho jaega yadi naam jab chalta rahe to bhagwat bhav samne aur naam jap don do avashyak hai do ke bina to sab ek dusre mein aasakt hai hi hai mamta

yu bhagwat prapti thodi ho jati hai do bhav pahla usmen bhagwat bhav aur dusra naam chalna chahiye jo naam priy ho to ham to Vrindavan vasi Radha Radha Radha kahte jo naam priyo bhagwan ke sab naam samarth shali hai naam jap karte hue jo sambandhi hain unmein ham bhagwat bhavna karke un dharm ke anukul bartaav karen mangal ho jaega dekho sabse prarthna hai manushya jeevan parmanand ki prapti ke liye bhagwan ne diya hai parmanand usi ko prapt hota hai jo naam jap karta hai jo bhagwan nishedh kiye gande aacharan ganda bhojan gande pe padaarth gandi kriyaen inka tyag ab jaise sharab piye mans khae parai mata bahno ki taraf gandi drishti rakhe gande aacharan karen use ashanti milegi uska hriday jalenga uska hriday bhat rahega ek kalpnatmak bhay bana rahega kyonki galat aacharan ho rahe yadi hamse achhche aacharan ho aur ham naam jap karen aur bhagwan ka bharosa ho to grihasth dharm mein bhi jo ek sant ke hriday mein anand hota hai wahi anand sindhu aapke hriday mein wahi aapko anand dene lagega dekho hamare karm hi hamko dukh sukh dete hain to ham

apne karmon ka sudhar kar le abhi tak jo galti hui mano anjane mein ya vasna ke dabaw ab to sambhal agar sant darshan sant sambhshan iska matlab bhagwan ki hamare upar vishesh kripa ab ma bha bhros hanumanta binu hari kripa mile nahi santa agar sant mil gaye to iska matlab bhagwan ham par bahut prasann hai ab hamko aaj se apne jeevan ko sambhal lena chahiye ab lo nasani ab nan seyo ab tak galti hui ab age nahi karenge to jitni swas bachi utne mein mangal ho jaega jab apne putr ke bahane narayan pukara antim swas mein bhagwan ki prapti ho gayi Ajamil ko to ham janbujhkar Radha Radha bolenge to hamko bhagwat prapti nahi ho jaegi isliye ham prarthna karte hain ki ham apne aacharan par dhyan de koi hamara karm bhagwan ke viparit na ho jae dharm ke viparit na ho jae aur khub naam jap karen isi se hamko labh mil jae param labh mil jaega santo ka ashirwad jaise nahi kahte santo ka ashirwad ka matlab y hota hai ki ham bhagwan ki taraf chale gande aacharan se bache are bole dekho yah satsang karte ho tumay khate hue

pite aise yah satsang karte ho matlab tum tilak lagae kanthi bandh tum kahan khade ho kya bol rahe ho matlab hamko apni jaban apne aacharan apne vichar pavitra karne kyonki ab hamen sant samagam mil gaya hai hamen manav de ka param labh bhagwan shankar ji kah rahe girja sant samagam saman labh kachu an ab aapko kya milaya vachan agar vachno ko aap pakar lo to jo badi badi sadhna se hota va aapki baat ban jae sab shastron ka sar tumhen bata rahe hain aacharan pavitra dekho bahut vidvan ho aacharan kharab ho to hamare y mana nahi gaya Ravan bahut vidvan hai bahut bhari vidvan haan aur phalasteen rishi ka haan par aacharan nahi sambhal paye to use Rakshash kaha gaya uttam kul pulaski uttam kul pusta use Rakshash kaha gaya nahi kaha gaya aacharan hin hone ke karan nahi to aaj bhi jahan bhagwan shankar ji ka abhishek hota hai uska likha hua stotr gaya jaata hai jata tavi galat jwal pravah pavitasthale lam lata bhujang tung malika dam dam dam ninad damar vayam sakar chand tandav tano tuna shiva ye usi ki rachna hai agar sant samagam hua hamare

aacharan nahi sudhre to phir ha matlab kya labh mila sant samagam isliye apne aacharan par dhyan rakhen karm na bigde aur khub naam jap karen Radha Radha Radha ki jai kamal netar kati pitambar adar Murli gir dharam mukat kundal karal kutiya savre Radhe vam kool yamuna denu age sakal gopay ke man haram pit vastar garur vahan charan sukh nit sagarmal kel kalol nish din kunj bhavan ujagar ajar amar adal nishchal Purushottam apra param baj dina nath dayalu Giridhar kam charan shup haram gal phool mal vishal lochan adhik sundar keshwam vansheedhar vasudev chaliya bal chaliyo hari vamnam jal dubte gaj rakh leeno lanka ched Ravan sapat deep nav kand chaudh bhavan keeno Ram ji ek padam shri drop daj ki laj Rakhi kahan lage upma karam bhaj din nath dayalu puran karuna mein karuna karam kavi dast das vilas nishdin naam japat nit sagar pratham Guruji ke charan band yasy gyan prakashit aadi Vishnu yuga aadi brahma sevitam shiv shankar shri Krishna Keshav Krishna Keshav Krishna yadupti keshwam shri Ram raghuvar Ram raghuvar shri Ram ji raghuvar raghwam shri Ram Krishna Govind Madhav

Vasudev hari vamnam mach kach vara narsingh par Raghupath pavnam Mathura mein y sharay viraje Gokul bal mukand ji shri Vrindavan mein Madan mohan gopeenath Govind ji dhan dhanya Mathura dhanya Gokul jahan shri pati avatre dhan dan yamuna kaneer nirmal gwal bal skhav navneet nagar karat nitan shiv vrich manmohit kalindi tat krit saraba adbhut sundram gwal bal sab sakha viraje sang Radhe vamni vansi vat tat ni kat yamuna sh muleek tha suhavni bhaj raghav raghu anch uttam param rajkumar ji Sita ke pati bhagat Shri pati jagat pran adhar ji Janak raja pran rakho dhanush van chadhai satto Sita naam jake shri Ramchandra pranam hi janm Mathura khel Gokul nand ke hari nandnam shri bal leela patit pavan dev ki Vasudev kam aur shri giriraj shri giriraj bas mein pau ba taj Baikunth na jau shri giriraj paas mein pau braj kaj Baikunth na jau bichar mein lata patan mein giriraj T van mein anar jati pura mein Radha kund Govardhan mein ar kundal ke kar anan karu jal pan padho rah raj mein pado rah raj mein deejo prabhu barambar janm mohe braj mein jo

kachu mile brajvasi in ko jo kachu mile prasad pai ke Govind ke gun gau braj taj Baikunth na jau bolo giriraj ki jai Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha ra Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha

Radha Radha me Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha dha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha shyama ladli Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi