॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

gita mein karm ki pradhanata di gayi hai to ham namjap kyon karen ? Shri Premanand Govind Sharan Ji Maharaj

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

edwoket himanshu ji Delhi hai court Radha maharaj ji Radhe Radhe maharaj shri krishna ne gita mein karm ko pradhanata di hai arthat kaha hai ki karm karo phal ki ichchha mat karo to maharaj ji naam japna kyon zaruri haan dhyan dijiye pehle to ham usi vishay par bolte hain karm nahi karm yog agar aap pure shabd ka ucharan nahi karenge to adhura ho jaega karm yog ka varnan bhagwan ne kiya keval karm ka varnan nahi kiya va pura chapter karm yog age pura chapter bhakti yog prarambh jo gita ka kiya sankhya gyan jo gyan yog kaha jaata hai agar aap yog nahi bolenge to karm phir bandhne wale hote hain chahe wo shubh karm ho ya ashubh karm ho accha karm hai sone ki janjir bura karm hai lohe ki janjir lekin bandhta donon mein hai avashya mein bhukta kritam karm shubha shubham shubh aur ashubh karm donon bhogne padenge samjh rahe na ab yog chahiye jo mujhe karm bandhan se mukt kar de shubh aur ashubh donon se to gita ji bahut thoda padhoge to samjh mein nahi aayegi aur age badho usmen kahte hain tesham

satat yukta naam bhajta priti purvak dada buddhi yogam tam yen mam upya jo mera satat bhajan karta hai naam jap karta hai mera chintan karta hai meri seva karta man mana bho mat bhakt to madi mam namas kuru to main yog pradan kar deta hoon ab karm nahi rah gaya ab karm yog ban gaya karm yog ban gaya to usne vidhvans kar diya sanchit karmon ko fala akanksha rahit hone ke baad uske hriday mein adbhut Premanand kar tatv bhav ka leen ho jana jeevan mukt mahapurush ho jana bina bhagwan ke naam jap kiye yog nahi ban payega mam nimar yuddh cha gita ji se mera smaran karte hue kartavya karm kar isiliye kahte hain Radha Radha bolo hari hari bolo Krishna Krishna bolo fawda chalao ya vakalt karo ya jo bhi karya karo wah tumhari puja hogi tumhara kartavya karm hoga aur bhagwat smaran karoge to yog ho jaega karm yog ho gaya to bhagwat prapti ho jaegi karm akele hua to bar-bar durgati bar-bar lok loka antar ke sukho ka shubho ka bhog lekin punya ksheen mrityu loke basanti kam to bana nahi aapko samjh

mein aa raha hai isliye naam japna atyant avashyak hai bina naam jap kiye yog nahi ho sakta karm hoga karm do prakaar ke shubh aur ashubh unka phal avashya bhogna padega gita gayak kar rahe hain avashya mein bhog tavy kab tak bhogta rehunnga pura staak laga hua godam laga hua anant janm ho chuke hain aur har karm ka phal wah hamen bhogna padega ab kya karen usmen aag lagni chahiye godam mein jo hamare sanchit karm hai wo naam jap se hoga jo kri man hai hai hamari buddhi shuddh ho ki ham kaun se karm karen jisse hamara mangal hoga wah buddhi naam jap se hogi isiliye kahte hain naam jap karo bahut shodh ke bolte hain aisa thodi man mani bolte hain bahut shodh ke har shastr ka har sant mahapurush ka jo anubhav hai unka sang karke tab y bolte hain aise nahi ki ham wo keval bhavukta mein bolte hain nahi ham bhavukta wale purush nahi hai bhagwan shankar gyan samudra hain bachpan se unhin ke guru vai mein pale hain isliye bahut shodh karke yahan koi bhi baat milegi to keval kori bhavukta ki nahi hogi ki andhvishaas mein bolte

chale ja rahe nahi jiska swad nahi liya wo baat nahi tumhen bolenge aur jiska swad liya to chati thok ke kahte aisa karo aur tumhen swad na jae to mujhe bata dena theek samjh mein aa raha ji

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ham kaun hain aur hamara lakshya kya hai? — vibhovar Mishra ji narwal se jai shri Ram are jai shri Radhe shri Radhe maharaj ji maharaj ji inke bahut sare prashn the inke kahna guru ji mrityu kya hai jeevan kya hai janm kya hai nind kya…
  • kya bhagwat prapti hone par bhagwan se bhi moh khatm ho jaata hai? — shashank Dube ji Noida se Radha vallabh shri haris maharaj ji aapke charnon mein koti-koti pranam maharaj ji moh khatm ho jana hi agar bhagwat prapti hai to bhagwan ke prati jo moh hai agar wah bhi…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1402 — Mahesh kumar chaube ji Radhe-Radhe prabhu Radhe-dhe maharaj ji maharaj ji aapki agyaa se mere paas koi rasta nahi bacha bhagwan ki sharanagati aur ashrit hone ke liye hamne lagbhag sare bhog bhog liye hain aur…
  • kisi ko koi baat samjhane par wo na samjhe to krodh aa jaata hai — shashank Varma ji mujaphpharangar se Radhe-Radhe shri Radhavallabh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapke charnon mein koti-koti pranam maharaj ji aisa kai bar hota hai ki kisi ko apni baat samjhate hue…
  • swarg mein wo kaun-sa sukh hai, jo dharti par bhi nahi hai? — paras kohli ji nai Delhi se Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti-koti pranam maharaj ji sukh aur dukh ek hi gaadi ke do pahie hain. Mera prashn yah hai ki wah kaun sa sukh swarg mein hai…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1401 — Vikram pande ji mirjapur se shri Harivansh maharaj ji Radhavallabh shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti-koti pranam maharaj ji aapka satsang sunta hoon aur kripa ka anubhav hai maharaj ji…