॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ham kaun hain aur hamara lakshya kya hai?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

vibhovar Mishra ji narwal se jai shri Ram are jai shri Radhe shri Radhe maharaj ji maharaj ji inke bahut sare prashn the inke kahna guru ji mrityu kya hai jeevan kya hai janm kya hai nind kya hai ishwar kya hai sundarata kya hai dukh kya hai dhyan kya hai sukh kya hai sab prashn ka prashn kar rahe tum kya ho main is sharir ka sarathi bana hua hoon kuch nahi sarathi kaun hai main kuch nahi hoon kyonki main apna prichay kya du main kuch nahi hoon kyonki prashn hi nahi banta na kuch nahi se koi prashn hota hai bhai kuch nahi se koi prashn hota hai prashnakarta to bane ho na to kuch nahi prashn karta buddhimani nahi chaturai nahi sahi mein chaloge to har prashn ka uttar tumse ham dilwa denge abhi bachchha jab tak jeev bhagwan ki sharan mein nahi hota aur bhagwan ka naam jap nahi karta tab tak usko khud samjh mein nahi aata aisi maya ki dhundhli bhari andhi hai ki jo gyanin kar chit apahrai bariyai vimoh bas kari tum to bachchha ho abhi jo gyani mahatma hai unki bhi ankhon mein dhul jhonk kar

unki tapasya aphrn kar le jae aisi maya bhagwan ki vichitra hai ham pehle sweekar karen ki ham bhagwan ke ansh hain mante ho apne ko to aap kuch nahi bologe aap kya bologe main bhagwan ka hoon bhasha badlo mante ho ki nahi pehle mante bhagwan ke ansh ho ye mante ho aap kyonki sharir to ek mano rath hai. Isko chalane wali buddhi hai. Aur is sharir rupi rath mein baithe wala jo hai rathi wo bhagwan ka ansh hai. Tum sarathi nahi ho. Sarathi buddhi hai. Man ligam hai. Indriyan ghode hain. Sharir rath hai. Tum baithe wale ho.

baithe wala kaun hai? Ishwar ansh jeev avinashi chetan amal sahaj sukh rashi har sawal ka uttar isi mein aata chala jaega samjh paye aap kaun hai ab aapse poohe aap kaun hai to aap kya bologe bhagwan ka ansh bhagwan ka ansh hai ab aapka uddeshya kya hai jeevan aapka jeevan kya hai bhagwan ko jaan lena ya apne ko pehchan lena 22 sal se is kamre mein apne ko ek second bhi nahi mile aap nahi mile na apne se badhiya uttar de rahe ho isi ko janna jeevan hai aur isi ka na janna mrityu hai jab apne ko nahi jante aur sharir par rag kar baithe to sharir ke dwara jo shubh ashubh karm bane to punarp jannam punarp maranam punarpi janani jathre shayanam bar-bar janm bar-bar mrityu bar-bar maa ke garb mein yahi bhul hamko le jati hai.

is manushya jeevan ka lakshya kya hai? Bhagwan ka bhajan karke bhagwan ko jaan lena bhagwan ko pa lena ya apni pehchan jaan lena nartan kar phal vishay na bhai bhajie Ram sab kam bihai bhajan na hona aur bhogon mein raman karna yahi mrityu hai jin hari bhagti hriday nahi ani jivit sab saman te prani jita hua murda tahla hai jiske jeevan mein bhagwan ka chintan nahi bhajan nahi jita hua murda hai goswami ji kah rahe hain manushya jeevan ka lakshya kya bhagwat prapti apne swaroop ka bodh ho jana mrityu kya apne ko bhul jana sharir rag mein phas jana sare prashan ka uttar tum hi se tumko mil jaega bas tum bhagwan ki sharan mein hokar naam jap karna shuru karo aap bhagwan ke chaitanya ghan ansh ho aap mein sari sari shaktiya hain.

aap apni shaktyon ka smaran karke unko jagrit karo. Wo hai naam jap, mantrushthan, dusron ka upkar karna, papacharan se apne ko rok pana. Agar rok paye to phir jeevan prakashmay ho jaega. Agar papacharan hote rahe to phir andhkar nahi hateega. Gyan andhkar chhaya rahega. Samjh pa rahe ho? Sare prashan ka uttar mil jaega aapko. Bhajan bhajan nahi hai to phir tikega bhi nahi. Koi uttar de do. Koi tarah tik aise mein tikta hai aise mein nahi tikta jo bhajan karne wala hota hai aise hota hai jo bhajan bhagwan se vimurkh hota hai wah ahankaari aise hota hai usmen kuch nahi tikta hai tum naam jap karo bhagwan ke aashit raho mata-pita ki seva karo samaj ki seva karo inme sab mein bhagwan virajman hai yahi jeevan ka lakshya hai ki bhagwan ki hamen en ken prakaar prapti ho jae aur agar prapti na hui so partr dukh pavai sir dhun dhun pachtae kalah karmah ishwar mithya dosh lagae jo na tar bhavsagar as samaj nar paye swati nindak mandamti atmati wo atmahatyara hai wo durgati ko prapt hoga jo manav deh prapt karke papa aacharan karta hai aur bhagwan ki prapti nahi kar leta naam jap karo sab prashan ka uttar mil jaega aayega.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi