॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

agar koi ganda aacharan chhut nahi raha ho to yah sun lena bahut bal milega !

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

aapko apni izzat bachana hai to hamen sudhar do nahi ham aapke hain pakka bure hain yah bhi pakka par aapko nahi chhod sakte hamara swabhav hai na chhorne ka aapke gale par gaye ab jahan jaenge ghaseetenge aapko bhi hamari baji jit gayi ham patit hai lekin patit pavan wah bhi hai hamara unka sambandh hai main adham hoon unka naam adham udaharan hai aur jab kahin giro to wahan gire mat pare raho khade ho re kuch nahi bigda is bar phesal gaye waisi daud lagaenge nikal jae phir gir gaye phir kuch nahi hazar bar girenge to bhi kadam prabhu ki taraf hi badhenge dekh lo prabhu hamari durdasha dekh lo agar raji ho to raji raho maharaj agar nahi raji ho to theek kar do prabhu pakka ham nase pakki baat kahte hain wo prarthna jarur sunte hain aur ek din hamko nihal kar dete hain hamen zyada pareshaan nahi hona bhagwat aashray har paristhiti mein aise raho agar ham kahin mamta mein asakti mein vikar mein fanse bhi hai na to ghabrane ki zaroorat nahi hai naam bhakta pranati nash to hona nahi jo bhajan kar rahe avinashi hai ab hamen prabhu ki

yad mein doob he prabhu dekho main kami hoon agar aap mujhe nishkam bana de to bana de nahi aise hi bajenge ham jab kam ko nahi chhod sakte to tumhen nahi chhod sakte ye hamari baat ko pakdna ham bura to chhod nahi paye hamara swabhav hai to ab ham guru pa se Radha naam mil gaya aapke bhajan mil gaya ab ham yah nahi kahte ham achhche ban ke bhajan karenge yah nahi kahte kyonki hamare samarth nahi jab ham burai nahi chhod sakte maharaj to apo ko nahi chhod sakte ham hamari baat pakar lo aap jit jaoge haan jaise likha jae kisi aspataal mein ki kripya yahan bukhar jukham cancer yah sab kuch nahi hona chahiye aao phir aapka swagat hai to kya kya kaha jaega ki pagal hai kya aspataal wala nahi kaha jaega bhaiya ya jitne ate sab bimar ate hain nahi ate to ham log kami kroadhi lobhi mohi nana prakaar ke vikaro se grast hai tab ham sadguru vaidya ke paas gaye aur unhone hamko naam rupi aushadhi di ab ham prayas karenge ki hamse galti na ho lekin vada nahi karte ki ham sahi bane rahenge aap dekh lo aapko

jaise chalana chala do malo hamari samarth nahi ki ham galat se ruk sake to ham lekar aapko bhi jaenge aapka naam saath rakenge aapke hi kaha aaenge ab aapko sudharna hai ab aap sahi matlab vinod bhasha mein aapko apni izzat bachana hai to hamen sudhar de nahi ham aapke hain pakka bure hain yah bhi pakka par aapko nahi chhod sakte hamara swabhav hai na chhorne ka ham aaj tak buri baten nahi chhod paye hain to achchhi baat kaise chhod denge to he nath ham bure hain par aapke hain aur aapko chahe jahan ho ham pakde rahenge aur aap chaho ab ki mera das kahlata hai aisa galat nahi hona chahiye to hamen sudhar dena main aapka hoon ye shuddh sharanagati yahi se prarambh hoti hai jab ham wo nahi chhod pa rahe to ham yah kaise chhod sakte hain ab aapke gale par gaye ab jahan jaenge ghaseetenge aapko bhi badi masti hai pahli baat to hamara shabd yad kar lo name bhakta pranati aap do char bar naam jap kiye hriday se bole bhagwan mein aapka to final mein samjh lo naam bhakta prasthiti ab yadi beech mein hamare dwara galti hona ek alag

baat hai aur aparadh karna ek alag baat hai usmen dhyan rakhna janbujh ke naam ke bal par aur phir a to phir pitai hogi wo sambhal lenge u sambhalne ka tarika unka alag hai galti ho jane mein alag tarika sambhalne ka koi prachit ki zaroorat nahi apne aap theek ho jaega aur aparadh karna janbujh ke phir iske liye unka kadva vidhan hoga jisko hamen lagta hai itni kadvi dawa hai pha ho sakta hai ki bhakti mein bhi sanshay ho jae ki bhagwan aisa hamari raksha nahi ki kyonki aapne bhagwan ki agyaa ka ullanghhan kiya truti matlab purv sanskar was aise galti hamse ho gayi hai to bhakt ka hriday chalta hai aur sudhar ho jaata hai y ham aapko age badhne ke liye kah rahe bilkul hamari baat par 100% vishwas rakhna ham jo nahi chhod pa rahe jahan ham galat hain pahli baat to ham sweekar karte hain ki ham galat hain par maharaj mere mein samarth nahi rah gayi ki main isko chhod sakun isliye aapko bhi nahi chhod paunga ab aapko lagta hay nahi hona chahiye to aap sarv samarth sali ho mere hriday mein wo samarth dijiye ki main aapke

anukul ban jaun ise sharanagati kahte hain aur sahi mane mein wahi sadhu banate hain andar se dekho bhagwan kah rahe api chat sudhra charo bhajte mam anannya bhag sadhur sam mantavya samyak vivashta hisa jisne samyak bhav se sweekar kar liya samyak buddhi se ki ab mera kalyan aur kahin to hone wala hai nahi aur main kuch kar sakta nahi kyonki main durachari raha hoon ab ek matra bhagwan ki sharan mein hoon bhagwan kahte hain main use sadhu banaunga karo sadya te sadhu samana sadhu re samam tavy aap sadhu mano main use banau aur aap jise sadhu banana chahe phir wah sadhu kaise rah sakta hai tom antim swas tak harenge nahi Radha Radha kahenge Krishna Krishna kahenge aur yah vichar karte rahenge ki prabhu aap apne layak bana lo mujhe aap apne layak main manta hoon galat hoon par aap apne layak bana lo meri samarth nahi nahi dekho aap kya samarth hai har bar chahte hain ham sab ki hamse koi galti na ho ham achhche karm wale ban aur jahan sanyog hota hai vishyon ka wah ham sab bhul jaate hain aur hamse galti ho jati hai dekho andar ki

baat dekho ab ham kya karen agar ham yah baat nahi sweekar karte to maya hamen hara kar ke apne mein laga hi degi ab ham yah baat galat to ham hai par ham prabhu ko nahi chhod sakte ye hamari andar ki baat hai isko samjh lena galat hai aparadh galti jo mano aap par ham aapko ab nahi chhod sakte aur mans kya kahega ki dekho tum bar-bar galat kar rahe ho na chodo bhakti layak nahi ho tum tum age nahi chal paoge tumhen bhagwan ki prapti nahi hogi ham tumhen kah rahe bhagwan ki prapti hogi uski baat mat manna bilkul mat manna nahi hara dega yah ham bilkul khul ke is samay hriday ki baat kah rahe hamare prabhu ka swabhav aur prabhav jaan lo ek bar jisne hriday se kah diya he nath main aapka uska udhar karke va chhote hain aur prabhu ek bar sweekar karne ke baad yah nahi dekhte ki yah kaisa hai bas ye dhyan rakh hamari baji jit gayi ham patit hain lekin patit pavan wo bhi hai hamara unka sambandh hai main adham hoon unka naam adham udaharan hai bas matlab kaise tumhen bataya shabd hamare andar nahi aa rahe bas itna

samjh lo aur bilkul vinod ki bhasha mein hamne din satsang mein kaha tha ki ham to jaenge hi jaenge lekin tumko ghaseetenge nahi satsang mein kaha tha ki aap hamare pritam ho aap hamare pran pyare ho par hamari indri hamara man ye hamara saath nahi de rahe aapki taraf to ab jahan bhi jaenge ham jor se kahenge ki aapke hain ab aap dekh lo is pare ham nahi bhulenge Radha Radha kahenge aapke hain ab aap dekh lo apne layak bana lo hamen lagta hai bahut badhiya hi rahega kyonki ham log itne samarth nahi hai

ki jahan chahe wahan man ko rok de ekaagr kar le jitendri sanyam asan pranayam samadhi yah sab dekh lo na ek gulab jamun mein man phayl ho jaega 00 rup mein phayl ho jaega aur bhakt kise kahte hain tribhuvan ki rajya lakshmi milne par bhi adhe pal ke liye jo bhagwan ko na bhule to ham logon ki bahut giri hui sthiti hai to jahan gire hain na va se pukarte hain he hari he kishori ju he Radha kisho bachchhe ke liye narayan pukara to param pad mil gaya ham to janbujh ke pukar rahe hain Radha Radha Radha hamara ghata hoga kya pura register hamara ganda hai lekin hamne kuch din se suna hai satsang aur Radha Radha japne lage ab wo bhi to register mein jaega ab uski keemat batao ek Radha naam ki Krishna naam ki keemat maya jani tribhuvan thodi ho sakta hai to register ka do char 10 20 jo naam jap kar rahe ho wah hisaab mein bahut bhari padega aur phir yadi aap 10 pach mala jap rahe ho to aapka patan kaise ho sakta hai aapka nash kaise ho sakta hai par iska matlab yah nahi ki y balle ke ham papa charan karen bhul bhul

hamara purv sanskar was ham nahi rah pate hamse jo galti ho jati hai to rahat na prabhu chit chuk kiye ki karat surat sa bar bhagwan se yahi prarthna karo aur raho aur naam jap karo param mangal ho jaega chinta na karo ham sab ek line mein khade hain va aise hi hain wo pakde hain aise sabko to jaise bachchhe ka aise hath maak pakde ho na wo taphi dekhta hai khilauna dekhta hai to uske udhar wo kheenchti rahti hai dhap kati rahti hai ab wo chupchap bhale roye par usko chalna make anukul padega aise hi ham sab hai sansaar ki taraf dekh ke man lalchata hai par hamare maa rupi prabhu idhar chal idhar chal wahi chala rahe hain ek ek kadam wah chala rahe to ham chal pa rahe hain aur agar wah chhod de to aisi chaka chaun maya ki hai pata nahi kis khilone se khalne lage maya ke itne khilone isliye hamen sabko chahiye bhagwan ka hriday se aashray bharosa dridh aur jitna bane naam jap aur jab kahin giro jaise to wahan gire mat pare raho turant khade ho re kuch nahi bigda is bar phesal gaye waisi lagaenge nikal jae phir gir gaye phir kuch nahi hazar bar girenge

to bhi kadam prabhu ki taraf hi badhenge aur man kya kahega ab to tum chalne layak hi nahi hamare mein lago kabhi iski baat y baat manna nahi nirash kar dega hatash kar dega ham tumhen final mein bata rahe hain jab kopi janchi jati hai na to zyada wahan uttar nahi dekhe jaate number diya jaata hai do char prashan ka jahan dekha gaya na ki bahut sahi uttar to yahan sahi pocho to andar ki kopi jati hi nahi jati keval number diye jaate hain kis baat se bhagwan ki sharanagati se jo nar hoe charachar drohi ave say saran tak mohi to taj chhal kapt moh mad mana karo shad te sadhu bhagwan pakka ham tumhen hath uthakar kahte hain ki bhagwan ki kripa se hi bhagwan ki prapti hai bhagwan ki kripa se hi is bhav samudra se udhar hai ham unka aashray le le aur jitna hamse bane wah ham bhagwan ka bhajan sadhan kar rahe aur jo nahi ban raha wah unko dikhate ja rahe hain ki dekh lo aapke hote hue hamari durdasha dekh lo isiliye ghar mein thakur virajman kiye jaate hain ki ham mandir mein to roz na ja paye to apne ghar ke thakur se baat kar

sakte kyonki apne ghar ke hain darwaza band kiya unse ro sakte hain unse praath dekh lo prabhu hamari durdasha dekh lo agar raji ho to raji raho maharaj agar nahi raji ho to theek kar do prabhu pakka ham use pakki baat kahte hain wo prarthna jarur sunte hain aur ek din hamko nihal kar dete hain aur kuch na ho to final mein tumhari kopi mein badhiya number aaenge kyonki tum bhagwan ke sharanagat ho tum naam japak ho tumhara patan nahi ho sakta agar janm bhi hoga to Shri van kulwa donon ke yahan janm hoga aur aisa bhakti ka mahaul milega ki is janm mein jo truti hui age janm mein truti nahi hogi aur aap bhagwat prapt ho jae ghata to ab hai hi nahi hamare jeevan mein aap sabhi pranam kar

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi