॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

purani yadon ko kaise Delete kar sakte hain ? Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

krishna Sharma ji Gujarat se Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji purani ghatnae kabhi-kabhi prabhu smaran mein bar-bar yad akar badha dalti hai unhen dur karne ka bhi koi upay hai smaran naam jab aaj ka satsang suna tha kya dhyan se sunti to usmen uttar tha jab ham naam jap karte hain hamare andar ki jitni dabi hui baten hain gandi achchhi wo sab nikelte hain jaise ek sarovar mein garjaj pravesh kare to uske jo chhote mote jeev hote sab kinara lekar bhagte hain aise hi maha balshali naam jab hamare hriday mein jaata hai to ek do baten nahi janm janm ki gandi vasna en wo sab niklti hai aur upasak ghabra jaata hai ki jab naam jab nahi karte the tab shanti thi jab se naam jab kiya to badi gandi gandi baten aa rahi hai accha ab yah naam unko delete karega unko nasht karega to ek jaise kam sambandhi baat hai to karodon bar hamare dwara kai janmon mein is janm mein hua hai ab wo har bar kam ka message aayega abh naam use delete kar raha hai phir kam ka message to aayega kitna ham gande hain kitna hamare andar matlab naam

kuch kar nahi raha kya wahi bar-bar baat aa rahi baat wahi nahi ai jo ai wo to gayi aisi wahi baat karodon bar hamne dohrai hai isliye karodon bar aayegi to sadhak ko bahut dhairya purvak naam jap karte rahna chahiye to purv ki jitni bhi vilasita hai jitni bhi vasna en hai jitni bhi durvasan hain ye sab naam nasht kar dega man nirmal ho jaega par ismen dhairya ki zaroorat hai tumko har bar yah dekhna hai ki ye nikal raha hai ye nikal raha hai par upasak do baat kar baithta hai ya to uske chintan mein dubkar swad le baithta hai to sanskar ruk jaata hai aur ya usse dves kar leta hai ye kyon aaya nahi ana chahiye to dves karne ke karan phir wah sanskar ruk jaata hai na dves karo na rag karo ye adhyatma ki baat hai bilkul tatastha Radha Radha aur andar prasann ho ye ja raha hai ye gandi baat ja wo aapko bar-bar kheenchega mujhe rok lo kheenchna kya hota hai dekho aapne amuk samay aisa kiya tha aapko sukh mila tha na amuk samay aapne yah khaya tha sukh mila tha ye hua gatma dekho us aadmi ne tumhen gali

diya tha na usne tumhen aisa kaha tha na ab Radha Radha aap jal rahe hain baat yahi samjhna hai na raga menk na dwesha kmak wo andar ki peshgi kar kar ke nikal raha hai tabhi man nirmal ho jaata hai bhajan karne se ab aap nirmal ke marg mein lage hain to pareshani aapko nahi honi chahiye gandi baten andar se nikal rahi khushi hona chahiye aur upasak samjh nahi pata kyon kyonki wo naam jap mein dhyan na dekar un baton mein dhyan de diya itni gandi baat mere man mein kaise main to to bahut nich hoon ab kaise kya wo nahi nich le ye sab nikal rahi gandagi Radha Radha Radha Radha Radha Radha tabhi to man nirmal hota hai bhagwan ka sakshatkar nirmal man se hota hai nirmal man jan so mohi pava mohi kapt chhal chhidr na bhawa to nirmal man kahan se hoga yahi naam jo mantr jap rahe hain naam jap kar rahe hain hamare man ko nirmal kar raha hai accha malin hota kya hai koi achchhi ghatna jeevan mein ghati koi bure aacharan hue aur wah sab jaise seeseeteevi mein hai na tumse kuch kahega thodi seeseeteevi har cheshta tumhari note kar

raha hai na aur piche jao ek mahina do mahina jitne ka aapke paas wo hai wah aapko sab kawar karke dikha dega to man ke paas anant janmon ka hai anant janmon ka ab pura man khali karna hai isiliye to pura jeevan lag jaata hai bhajan karte karte nahi to bhagwan ke saath sakshatkar hone mein der thodi lage bhajan karte karte sab delete hote hote hote ja aur jaise hi durvasan nasht hui ki anand ane lagega aansu chalne lage Radha Radha ab usi anand mein shri ji padhari Priyalal padhar nihal ho gaya nainan piy murti

pritam netron mein sama gaye dekhle ki baat hai la pritam hi netr ba nainan pa murat rahe tehi ras rahe samay ye lakshan suni prem ke aur na kachu suhay aur na kachu suhay phire apne ras mato kutumb dehte jae chhuti sahi vidhi nato ye adbhut prem dasha par pehle intazar karo ye gandagi hatne do Radha Radha Radha Radha Radha usko pareshani kyon man rahe ho nikal raha hai pareshani tab thi jab nikla nahi ab ye sab gandi baten nikal rahi hai dhairya purvak naam jap karte raho samjh rahe aap haan usko chintan mein jo aa raha hai usko ye mat samjho ki ham ham ko pareshaan kar raha hai wo nikal raha hai wo pareshaan nahi kar raha wo ja raha hai chahe bura aadmi ave ya jave donon mein dukh hota hai nahi hota to ye jab aae the tab dukh ka kam karva gaye aur jab ja rahe to hamare hriday mein dukh ho raha chupchap sah jao nikal jane do aur dekho bahut purane kiraedar hain hamare kam krodh lobh moh madh matsar ye bina naam ke danda chalae jane wale nahi inse prarthna karo aap ghar khali kar do to ye mukadma darja kar denge ki bahut janmon

se ham inke ghar mein rah rahe hain kaise khali kar de hai nahi ab naam balvan ke naam kar do makan jo wahan ka robdar koi ho to sabse bada robdar naam hai bhagwan bhi naam ki mahima puri nahi ga sakte kah kahan lagi naam badhai Ram na sak naam to jahan hamne shuru kiya Radha Radha Radha Krishna Krishna Krishna hari hari hari ab wo sab jitne gunda party andar the kam krodh lobh moh mad mat sir chala danda naam ka nikal ke bhagne lage kamzor sadhak jante ho bhajan kaise karega guru ji ne kaha 11 mala karna hai tv chalao serial chal raha hai mala chal raha hai kyon kyonki delete nahi ho payega delete hone ke liye sab band karo phir Radha Radha shuru karo Radha Radha man kahega nahi khidki paas khade hok Radha Radha japo wo dekhna chahega kuch man ki baten pakar lo satsang chala lo phir naam jap karte nahi delete karna hai to keval naam jap karna hai hamari baat pakar lena agar man ko nirmal karna hai to keval naam jap jap kar rahe to naam aur satsang sun rahe to mala rakh do puri ekagrata se pakdo satsang ko jab ham satsang jab

seva kar rahe hain bilkul seva mein tanmay ye dabal maang karta hai man dekh lena ki hamen naam jap karna hai to kuch bahari isko chahiye satsang chala ke ya ek aadmi baith jao baat karte jao mala chal raha hai wahan chitt na lage agar wahan chitt lagaoge to delete hona shuru ho jaega isiliye delete nahi ho pata phir kya hota hai phir gira deta hai jo kam krodh hai na phir kya hota hai upasak ek niyam bhar pura karta hai to balance bana leta hai man ka bhaiya ab hamse to nahi hoga hamko to aise hi jeena hai ye kamzori kar dega agar aap naam jap ekant mein thoda bhi karenge to aap dekh lena uljan paida kar dega man ki yah bas na karo aur jo chaho so kar lo kyonki vasnaon ko delete karne ki samarth keval naam jap mein hai aap pakki samjh lena ye ham andar ki baat kah rahe hain sabse zyada man darta hai naam jap mein naam jap nahi aur vihaar kara lo dan punya karva lo paramarth kara aur jo chaho kar naam jap le accha naam jap bhi to aise ki aao baitho kursi samne aur Radha Radha Radha aur kaise ho mala chal raha hai 11 ki

sankhya puri bhaiya bhajan kiska kar rahe ho batchit ho rahi hansi majak ho rahi hai aur naam jab chal raha aise delete nahi hota aise na age likha hai Radha Radha Radha Radha Radha ab delete hona shuru hoga aankh khol ke chahe aankh band karke Radha Radha aur ek drishti jamana sikho kisi ek bindu par drishti ham tumko upay bata rahe hain naam mein man lagne ka kisi ek bindu par koi ek bindu chayan kar lo jo samne tumhare ho man lo aise dekha usi ab likho Radha naam Radha Radha Radha Radha thodi der mein aankh thak jaegi aansu ane lagenge band kar lo phir aadha ra phir jab khola to aise aise bar-bar nahi ek bar aise kiya ba phir Radha Radha Radha Radha ye aapke man ko bilkul khali karta chala jaega par aise karna bahut kathin hai thodi der mein ka man chal band kar sab aap be matlab dimaag kharab ho raha hai kyonki paramarth jo hai na wo thoda sa chadhai chadna hai aur vishay mein kya phesal jala hai fisalne mein koi mehnat nahi hoti chadne mein mehnat hoti hai ab ham logon ko avsar mila ki man ko sambhalkar Priyalal ke charnon

mein lagae y janm ham sarthak kar le daro mat tum mein bahut samarth tum bhagwan ke ansh ho tum sharir nahi ho yah sharir ek tumhari yatra ke liye gaadi mili hai parmarth yatra tum sharir nahi ho tum bhagwan ke divya ansh ho jo chaho kar sakte ho tum apne ko bhul gaye ho isliye tum kahte ho main nahi kar paunga nahi tum sab kuch kar sakte ho socho ek vishay aadmi ek vishay ki krida karke jail gaya aur pure jeevan nirvic hokar rahta hai ki nahi rahta rahta agar wah wahi aadat control mein kar leta to

mahatma kahlata aur wahi aadat uski zabardasti wahan control hui ki na parivaar se har samay mil sakte ho na mitra se mil sakte ho na manmani kar sakte ho aa gaya na line mein kah raha tha main nahi rah paunga pure jeevan rahte na bade-bade vyabhichari hinsak chor jail unhin ke liye to bani agar yahan control kar leta man ko mahatma kahlata accha aadmi kahlata to hamen lagta hai ki agar ham control kar le to accha jab maya control karwaegi to bahut bura tadap tadap karke jeevan vyatit ho raha hai parivaar

ki yad aati mitron ki yad aati hai jail mein wahi wahi karo jo kuch karna hai wah bhi simit limit jitna adesh hai uske viparit chale to lat bajegi yah hai yahan ka aur ek badi jail hai nark wahan to kisi ki ki koi sunwai hi nahi hai wahan to keval bhog hi bhog hai isliye bhai Radha Radha Radha char din ka jeevan hai pata nahi kab sharir chhut jae to dhan kama lo Radha naam jo tumhen bahar hisaab mein bahut sahyogi banaega yahan ka dhan tumhara keval yahi ke kharch ke liye hai jo aapne prabhu ko diya jo prabhu ka

naam jap kiya jo prabhu ke liye samarpan kiya apne chitt ka apne man ka apne jeevan ka wahi tumhara mangal kare to yah kisi ko nahi darna chahiye ki man mein hamari gandi baat kuch nahi bigad payega yadi aapne use roka to bigad lega rokna do prakaar se hota hai ek pyar se hota hai ek dves se hota hai koi swad aa gaya aur jo phenk raha hai yar ye to amuk samay hamne khaya tha phir khaya jae mar dega ab delete ki jagah phasa dega aur ye kyon aa gaya nahi ana chahiye are to bahut bura kahin hamko gira gira dega kyonki tumne uski satta dridh kar di rag na dves chala Radha Radha Radha nikal raha hai isliye dhairya purvak naam jap karo

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi