॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

swameenarayan sampraday va haridvar, Ayodhya ji se aae santo se man ki chanchalta par adbhut charcha! BhajanMarg

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

Swami shri madhur van ji maharaj haridvar se ji maharaj puj maharaj ji hamare Ram ji panchayti shri niranjni akhada haridvar se Swami shri madhuvan ji maharaj aap shi ke charnon mein napat pranam karte hain pujya maharaj ji ham log maa ganga ke pavan tat par nivas karte hain aur guru maharaj ji ke margdarshan mein sadhan karte hain to manachla hai atah man shant nirwirodh bhagwat smaran mein lage aur sadhan seva hoti rahe iske liye margdarshan karen maharaj ji man ki do prakaar se hi bahirmukhi hoti hai ek raga atmak ek dves atmak tisra koi point hi nahi hai inheen do se hamara man bahirmukhi ke karan ham kisi vastu vyakti sthan mein sukhad buddhi kar lete hain mahatva buddhi kar lete hain bhagwat buddhi rahit to usmen rag ho jaata hai aur jab pratikul bhavna ban jati hai to dves ho jaata hai anukul bhavna mein rag hota hai vastu vyakti sthan mein aur pratikul bhavna mein dves hota hai dves ki swayam ki satta nahi wo rag se hi prakt hota hai jaise krodh ki swayam satta nahi kam se

hi hota hai kama san jayte krodha aise rag se hi dves ka pradurbhav hua hai agar rag na ho to dves ho hi nahi sakta hai in donon vrityio par hamen dhyan dena hai man ko shant karne ke liye rag dves donon khoi tab khoji pad nirwan jo mahapurushon ne adesh kiya ki rag dves donon ko khona hai ab hamara kisi bhi vastu vyakti sthan mein rag na ho to dves hoga hi nahi to yah rag kaise mite pradhan chij rag hai uske mitane ke liye bhagwan bahut khule shabdon mein kah rahe matta par taram nant kinch dasti Dhananjay bhagwan is vachan ko dekh lo ki mere siva kinchna matra koi nahi hai ab ham agar yah bhavna ka prachaar karen apni drishti mein ki jis jis vastu vyakti sthan mein jae usko bhagwat bhav mein le le to rag khatm ho jaega bhagwat bhav se anurag hota hai rag nahi hota hai jo bhagwat bhav rahit hota hai usi ko moh kahte hain kam kahte hain rag kahte hain asakti kahte hain lekin wahi moh rag asakti kam yadi shri bhagwan se ho jae to anurag yukt ho jaata hai bhale kisi bhi bhav se

ho jahan chitt vritti mein bhagwat bhav aata hai wo sab bhasm hokar anurag rup mein parivartit ho jaata hai bhagwan ke bhav mein aisi mahima hai ki har vasna ko har durvasan ko upasna mein badal deta hai bhagwat bhav aur bhagwat bhav rahit har upasna vishram durvasan mein karti ja ke bahut gaur se in shabdon ka chintan kiya jae bhagwat bhav rahit har upasna durvasan mein vishram karegi sadhan karenge parmarth lekin man ka vishram hoga shabd sparsh rup ras gandh prakriti ka yah sadhak ka durbhagya hota hai yah

kisi ek ka nahi hai durvasan man sada parik shayat andar y vritti baithi rahti hai Rasendra jan indriy aadi mein ki inke sanyog sukh mein hi sukh hai yadyapi sadhna ham parmanand ki kar rahe hain par antarik jo buddhi hai wah nischay karti rahti hai man aur sankalp vikalp karta rahta hai chint aur chitt aur chintan karta rahta hai paramarth se bilag hokar ki ismen sukh hai jaise koi man pratishtha mein koi arth ki vritti mein ki arth ke dwara bhogon ko ham bhog sakte hain nana prakaar ke to ek shlok hai hamare Shrimadd Radha suda nidhi mein dura dapa janan sukh martha koti Sarvesh sadhan varesh chir nirasha yah samjhna hai phir sahaj sukh ka jo pradurbhav hota hai sahaj sukh jo bina kisi kriya ke bina kisi hetu ke agar gyan marg ka hai to use atmanand kahte hain aur bhakt marg ka hai to use bhagwata kahte hain Premanand kahte hain shankar sahaj swaroop sahara lag samadhi akhand para sahaj sukh ke liye dura dapa se swajan sharir sambandh se jitne bhi sambandh inse duri bana leni chahiye jinhe ham swajan kahte hain matlab

bhagwata sahaj sfurti iske liye kyonki ek virakta upasak ka prashn hai isliye dura dapa se swajan apne sharir se jitna bhi sambandh rakhne wale hain unse dura da paash aur sukh martha koti arth ke dwara prapt hone wale karodon prakaar ke sukh hote hain unka tyag aur sadhna ke dwara hone wale sukh ka tyag agar sadhna ke sukh ka bhog karta hai to sahaj bhagwata ki sfurti ya swarupanand ki nahi ho paegi kyonki bal sadhan ka hai to phir sadhan kyon karen jab sadhan ka sukh nahi bhogna to sadhan kyon karen asdhran kartavya sadhan ka phal hai karta bhav mit jana kyonki madhta bani rahti jab tak karta bhav rahta hai chahe jitni divya sadhna ho usmen ahankaar vimu atma karta miti mante bhagwan kah rahe ki wo chahe jitna bada shubh sadhan ho aham yukt ho jane ke karan wah sahaj sukh mein badhak hai jab yah teen baten badi jor ki upasak tyag kar deta hai lo kashna vit shana putr na to uske hriday mein sahjanand jo hai wo sfar ho jaata hai jo hamara swarupanand hai wah tyag se hai kisi sadhan se nahi

hai sthul sukshm karan tino shariron ka badh karke chintan rahit jo sukh hai dhyan dena wah hai swarupanand sthul sukshm karan ko samarpit karke jo chintan sahit sukh hai va bhagwata and hai final samjh rahe na ismen koi sanshay to nahi na chahe bhakti se chalo chahe gyan se chalo sthul sukshm karan jagat ka tyag karna hi hai antrik aur bahya bhi ab rag dves ki donon vrittiya mit jaenge jab tak ham kisi isht ko sweekar nahi karte chahe wo atma swaroop Gurudev swaroop narayan pa shri Krishna swaroop koi bhi yahan sawal hal karna hai to mani sankhya Gurudev parbrahmma ek jagah shuru kar de mana narayan mana hari hamara sarvasv chintan wahi lag jana chahiye jaise gyan mein hai to sarvasv chintan nakaratmak mein hai ye nahi yah nahi ye nahi to hai jo hai wahan tak pahunch jaya jaata hai anvay aur vati yah paddhtiyan hai lekin jab bhakti marg se ham chalte hain to hai se shuruaat karte hain aur hai ko itna faila dete hain ki nahi shabd antar dhyan ho jaata hai aur gyan se itna nahi karte hain ki kuch

nahi bachta jo hai wahi sthit ho jaata hai samjh rahe ek matra keval wo satya ab wahan koi jagah nahi bachti jahan hamara man jae aise jo sthiti prajya wo ye baat jo hai ye sadhan pad se nahi haan ab samjhna hai ab ham janbujhkar apna patan karte hain jo hamne mana hai jahan hamara mahatva hai yadi uska ek second bhi chintan chhutta hai kisi vastu vyakti sthan ke sanyog se to hamare manyata se va badhkar ke manyata ho gayi tabhi to chhuta nahi chhuta kaise chintan jab hamne sampurn sansaar mein sampurn bhogon mein aruci paida karne wale marg ka anusaran kiya aur satya jana k parmanand swaroop Gurudev isht dev ya swaroop dev koi bhi chahe karmayog sankhya yog ya bhaktiyog wo sab usi lakshya mein phuanchte hain phir yah vishay chintan kyon phir arth chintan kyon phir man chintan kyon phir pratishtha chintan kyon is par hamko dhyan dena hai jab in par zyada matwa buddhi ho jaegi to isht chintan chhut jaata hai hamse galti ho jati hai dhyayto vishayat ham dhire se phir vishay chintan karne lagte hain to yahan hamara

man chanchal ho jaata hai man chanchal hone ka koi bhi upay nahi hai matlab sadharan logon ko sadharan tarike se uttar hoga lekin aap sab mahatma hai aap hamare man chanchal hone ka rasta nahi hai kyonki hamari sarvang rup se buddhi isht dev mein agar isht dev mein nahi hai to phir hamari bahut badi kami hai is kami ko chodna padega kyonki ham ab badshah hokar ke agar apne swaroop ko nahi samjhega to phir footpath mein bhikh mangne se uska apman hi hoga baat yah aap sab badshah hai it aradhan ya swaroop mein

yah indriyon ki gulami footpath bhikh mangna hai anand sindhu hriday mein virajman hai chahe swarupanand kaho bhagwata and kaho chahe sevak sevya bhav se lo chahe abhed bhav se le ekahi hai ekahi mein pahunchta hai jaise gyani ko brahm dati nase bhakt bhi pahunchta hai prem gali ati sakri ta mein don sama hai to brahm nahi maya nahi nahi jeev nahi kal apni su dinare ek re Nandlal bacha kya wo main ko prakash karke anant brahmand mein apne aap ko dekhta hai gyani sab swapak sab kalpnatmak yah mera hi swaroop hai bhakt apne ko bhulkar keval prabhu ko dekhta hai do nahi rahte ha ek jab tak dvait hai tab tak bhay hai dvait nahi rahta sevak mein dhyan rakhna sevak seva ke bal se sevya ke siva uske chintan mein hi kuch nahi hai main hi chala gaya sevya hi sevya jhaak ke sevak ke agar hriday mein dekho uska man se Swami aradhya dev uska buddhi Swami uska chitt Swami uska ek ekak sankalp Swami to wahan sevak bacha hi nahi dekhne ko sevak hai wo Swami aur ansh anshi bhav rasta hai wo ansh kabhi

hota hi nahi hai wo purn hi hota hai purn ka agar vibhajan sankalp mein hua to purn hi bacha hai koi aur nahi bacha hai to ham ye jante hue phir apurn kyon hai phir hamari man ki chanchalta kyon aur kahan aur kaise hai is par hamen vichar karna hai ki jab ham yah jante hain to iska matlab jante hain par mante nahi to hamara man chanchal ho sakta hai jahan ham nahi mante apni jankari ko aadar nahi dete wahi hamara man phesal jaega nahi to itni jankari hai ki man ko jane ki zaroorat nahi hai aur man nahi jaega jab hamara jo gyan hai wo vastvik anubhav mein aa jaega to man nahi jaega jaise is samay apne log baithe kahan man ja raha hai ha to aise hi har samay kyon apne guru ke sanidhy mein na rahe mansik unke vachan ke sanidhy mein kyon na rahe apne gyan ki sanidhy mein kyon na rahe jo hamen jankari hai uske anusaar ham kyon nahi chalte ham kya karte hain ki guru ko gad kar dete aur man ko guru man lete hain tab va hamko dhokha de deta hai agar ham apne guru ko mukhya rakhe to man ko gulam

banna padega lekin aaj tak ham man ke gulam rahe aur wah hamara Swami raha hai ab ham badlna chahte hain par wah bar-bar apna pratap dikha kar ke swami to jhaad hi deta hai nahi isi isi ko hamko rona hai aur koi baat nahi hai na ismen darne ki baat hai aur na is naam bhakta pran sthiti y to baat samjh leni baat ye ki uske swamitwa mein ham bahut janmon se rahe hain ab hamko hosh aaya hai ki yah to na hok ham Swami hai ab jab apna swamitwa uske upar aropat karte hain to samjh to raha hai ki nahi ke

bal se main balvan hoon to thodi der to support karega aur iske baad ghuma ke aisi chal mein phir phasa aayega ki wo jai ko prapt hoga har jaenge hamara dasat hoga uska swamitwa hoga yah har sadhak anubhav kar raha hai sahi imandari se dekho ab kya karna hai ki pehle wo 100% ham par shasan kar raha tha ab kuch percent uska shasan rah gaya hai kuch percent y imandari ki baat hai hai kuch percent shasan hai kahin kahin wah hamko bhulwe mein dalkar hamara sathi bankar aur hamko gira deta hai bas wahi jagah hamen savdhaan hona hai hamko jeevan mein apne ghutne tekne ki baat jo man se hai usko samjhna hai ki kyon aur kaise aur apne gyan ko prajvalit karna hai agar yah chalta raha to yah sthir ho jaega man ka koi vishesh bal hai jo hamko harata hai wah hai indriyon ke dwara parthiv bhogon mein sukh buddhi bas aur kuch nahi bas itna aap samjh lijiye isi par yuddh ho raha hai har sant ka har sadhu ka har vairagi ka y aur jo ye yuddh mein nahi hai tov raja nahi hai keval mukut laga lene se raja nahi hota haan chakravarti

samrat pad par wahi baithta hai jo vishv vijeeta hota hai to yah sadhu pad badshah ka pad hai chhote mote raja hona alag baat hai badshah hai ha swarajya simhasaan par virajman aur sampurn parikar ko apne adhin agyaa par chalane wala ha tan ki sudhi se rahit swaroop sthit chahe wo bhagwat sthit wo badshah hai ha jo sharira asakti ka sevan vishyon mein isi ko mitana hamari sadhu hota hai jo hai wah to hai hi hai wah koi sadhan se badhta ghatta nahi hai ha wo to hai hai na wo tumhare sadhan se thodi ghatta badhta

hai sadhan se asa sadhno ko mitana pura jeevan yuddh hota rahta hai jo man marya tan mein kina hua bhram sab dur bahar se kuch dit nahi andar chamke nur apo tyag jagat mein baithe nahi kisi se kam unmein to kuch antar nahi sant kaho chahe Ram bhagwan ne aise santo ki charan dhuli lene ke liye swayam yachna ki unke piche ghumte par sant kaun bole nirapeksh munim shantam nirwair sam darshan anu braja nityam pooy yat gure bhi nirapeksh vastu vyakti sthan kisi ki bhi apeksha nahi hai sharir svasth rahe ya svasth rahe man ho ya apman ho ninda ho ya sthiti kisi ki apeksha nahi nirapeksh munim mannsil mahatma har samay apne lakshya ke manan mein nirapeksh hai mannsil aur shantam shant shant ka matlab aapko koi peet gali de apman kare thuk de aapke hriday mein uske prati amangal bhavna hi na jagrit ho jaise apni dant se apni jibh kat jae to amangal bhavna kiske liye hogi sah jaenge keval aise ki kripa aap sab ki kripa aur phir koi khada hokar kahe pakhandi adham nich aur phir ham kripa ki baat soche le Uma sant ka

hai badhai mand karat jo kare shantam yah shant shabd koi sadharan nahi hai yah brahm vita ki sthiti hai shantam shashwatam y param shanti gyani ko prapt hoti hai bhakt ko Shraddhavan late gyanam tatpara indriy gyanam lava param shanti to nirapeksh ham munim shantam aur nirwair kisi se bhi ajat shatru hota hai mahatma shatru hi paida nahi hua yah ajat shatru yudhishthir ji ke liye jaise sambodhan hua hai aise har sant ajat shatru hota hai uska koi tribhuvan mein shatru nahi hota nirwair aur sam darshan sab jagah apne aradhya ko apne isht ko dekhta hai aise mahatma ke piche braja aham main uske piche dolta hoon ki uski charan mere upar par jae bhagwan ne sant samagam ke samne kisi sadhan ko nahi rakha taansh yagya daa se tirtha niyma yama yatha vandhe satsanga sarv sango paho himam bole bade-bade vrat bade-bade yagya bade-bade veda adhyan upasna aadi jitne hain unse main utna vash mein nahi hota hoon jitna sadhu sang se ho jaata hoon kyon bole sadhu sang sarv sang ka tyag karakar mere mein asakti kara

deta hai iska matlab wah swayam sarv sang tyagi hai uske paramanu chane jor ke hai sarv sang pamam samasth sango se asang karke va bhagwan ke prem rang mein rang dega to man ke jane ki jo dasha hai wah hamari kamzori hai aur kuch nahi hai ham jo apne aap ko uske samne adhinta dikha dete jab va hamen sukh ka pralobhan deta hai to hamari bu badh mein baat aa jati hai ki bhagwan to mil hi jaenge dekhte hain aur dash kat kar dete hain bina hamari swikrati ke man kuch nahi kar sakta ham apni swikrati ko yadi na de to hamko vyathit kar sakta hai uska swabhav hai man ka aur indriyon ka parmat wo vyathit karta hai to yam hin tha tete pursham purush sav sam dukh sukh dharam swam tatva kalp jo man aur indriyon ke dwara di hui vyatha se vyathit nahi hota sah jaata hai jo sukh dukh ko saman wo mahatma param pad ka amrit pad ka adhikari hota hai hamen chinta nahi karni chintan karna hai ye hamara Swami nahi hai nahi Swami narayan hai yah Swami nahi hai yah Swami ka ansh hai to ham bhi to Swami ke ansh hai iski anumati mein

aaj tak ham chale ki bhai aise chalo aise aise jaisa kahta raha waise ham swikrati dete gaye aur aaj hamari durdasha ho jati agar Guruji sweekar na karte manav de hamara barbad ho jaata par guru ji ne sweekar kar liya aur yah raah se bata diya yah keval keval bachchon ko marta hai dhyan rakhna jaise bhediya bachchon ko darwa hai bado ke age pooch daba ke bhag jaega ladne ki takat nahi aise hi agyaan rupi bachchha pan hamare andar khilone mein prakritik khalne ka swabhav bachchha kise kahte hain jo vyarth ke khilone khelta hai na to vyarth ke khilone mein yah malam putra ke bhand mein sukh ki buddhi bachchon ki hoti hai gyan vriddhon ki nahi hoti jo gyan vridh hote hain va unhin ka paramarth mein aadar hota hai wah chahe 16 varsh ke ho aur chahe Sukhdev ji 16 varsh ke padhare to unke bap Baba khade ho gaye wahi jo virajman the gyan vridh to bachchha pan ka bhav jo hamare andar hai na prakritik bhogon mein sukh le na bachchon ke dwara khel khilone mein khelnaa hai yah manav deh mila ki dobara aisi jagah

na rahna pare is bar to manav ma thi agli bar pata nahi kaun maa banegi 83 9999999 yoni hai yah to akhiri yoni hai hamko is bar par hi hona hai aur hamare mein bahut badi samarth hai ham jab sharir bhav se hote hain to asmarth hote hain aur jab ham rup bhav mein hote to hamari anant samarth dhyan rakhna kyonki ham anant se hain bas wahan se ham bhul jaate hain aur ismen jab aa jaate hain tab phir bahut samasya ho gayi yah bahut badi samasya hai hamare sadhu marg mein sabse badi samasya yah hai isi ka rag chhut jae sab baat ban jae bharatri ji ko jab bhagwan ki kripa prapt hui to shankar ji se yahi kaha tha kabhi sammaan se hamko bhiksha nana mile kyonki deha bhiman kahin pusht na ho jae sammaan kalya ghor galam nicha apman sudha yah hamari kshamta hai sammaan kalat ghor galam sammaan ko ghor vish ke saman samjhe aur nich purushan dwara kiya hua apman amrit ke saman lage agar ye kasauti dali jae to bahut hi kathin padega ki ismen paas ho jae ham matlab ye janjal chhutna bahut kathin ho gaya hai isse agar chhut jae

to bas sir se nikal jaega age ye itna bada daldal hai ki ham log jaise chalte hain na to isi daldal mein bahut samay tak ham prayas rat rahte guru kripa ho jae to deh bhav ke daldal se nikle to bas parmanand ki baadh hai ye deh bhav mein hi hamara man hamko chanchal karata hai anytha koi jugad nahi hai is man ko chanchal hole ke bhag le ke koi raste nahi hai to ham deh bhav se guru seva ke isht seva ke pratap se chahe jitna bada gyani yadi guru seva nahi karega to bodh ko prapt nahi hoga aaj is baat se bahut log hat rahe hain guru adhinta guru seva guru pranali guru siddhant agar in par nahi hai to vastvik siddhavna prapt ho sakti siddhavna kiya ja sakta hai prabhu natak karne mein to dekho film mein do ghante ke liye sadhu ka role ke akshar sa karte nahi lekin unse pocho ki zindagi mein sadhu hota jante ho kise kahte hain natak to badhiya kar lenge to natak siddho ka karna to hazaron kar sakte hain lekin vastvik siddh hona yah guru kripa hi keval jo sant apne Gurudev ki

pranali ke anusaar chalte hain Gurudev ke adhin rahte unke diye hue amrit prasad naam ka mantr ka sadaiv chintan karte hain va is maya par vijay prapt kar lete hain prash ek keval yah jignyasa thi aapke darshan karne ki pehle to har ichchha se aur dusra ye bhakti marg mein kuch asuvidhaa bahut hoti hai ab suvida bahut hoti hai kahin jana hai kahin yatra mein hai to bhi ab suvida rahti hai kaise kaise ki koi bhi kuch bhi ton marte hai jaise abhi aapne bola hai char sant ja maa bahno ki galiyan khaaiye ganga

kinare jab bhramn kiye na 20 varsh ganga kinare rahe ham kabhi kisi nagar mein pravesh nahi ka hamare jeevan ki yatra kashi Varanasi se lekar Prayagraj Tirtharaj se haridvar ke pehle tak ham nagar mein pravesh nahi ki shahar mein nahi bahni bitiya ki gali mili hai aur do char thappad bhi mile hain isse kya man mein thoda asuvidhaa hoti nahi nahi ba man chanchal nahi nahi nahi prabhu abhi thoda sa thikane par nahi bol rahe ho nahi nahi nahi jab koi hamen gali deta hai aur jab hamen koi marta hai us samay hamari pariksha hoti hai class upar uth hota hai hamari adhyatmik bhumika upar uthti hai hamko turant wahi sochna yah pariksha hai us samay ham sochte hain vyakti apman kar raha hai nahi nahi main jiski aradhna kar rahe hoon wah mera guru aaj meri salana pariksha le raha hai ya kshma hai wo tum dekh lo ki kitne din baad apman ho raha hai wo bas nikal gaye to cross ho gaye bhumika badal jaegi to agar tum dukhi ho gaye to phir class mein hi rahna padega agar upari bhumika mein jana hai to aapko aise sahna hai

jaise videshi bhasha mein koi aapko gali de voh bhasha aapko nahi aati hai to aap kya karoge muskura ke chal doge na kuch bol raha hai jab aapki bhasha mein aapko gali de muskura ke chal do y dekho dekho apne ko to sahla padega apne ko sahna padega jo virakta bhramn karne wala mahatma hai wah isiliye diggaj ho jaata hai kyonki pit pit ke va hit ho jaata hai aur jaise bachpan se jo bhikshavriti mangte hue jo tapasya purn jeevan hota hai na usmen bahut thok baja diya jaata hai virakta sadhak jo bhramn karne wala hai usmen anubhutiyon ka khajana aa jaata hai kyonki bade-bade siddho se milna bade-bade murkhon se milna bhukhe pyase sardi garmi yah sab sahna to dekho agar aap kahin ja rahe ho aapko koi gali de raha hai to aapko tatkaal sochna hai ki meri pariksha ho rahi hai yah to anand ka vishay hai dekho us samay anand ka vishay aata hai ki sal bhar jo padhai ki ab hari ke milan ke liye bhumika badalne wali hai aap achhche se samjho aise aise thappad mare gaye ki hamare kai din tak thappad bane rahe sharir

mein jante ho ham jante hi nahi unko kaun hai ab wo sab mast hai madira mein dekha ki Baba ji akele wo peet rahe hain aise hath upar ke aur andar us samay to mahadev hi hamare sarvasv the shiv shiv shiv shiv shiv shiv shiv shiv shiv shiv ek are jane de yar ja accha pha age badh ye ganga kinare jaise kohra par raha hai ab ham ja rahe hain kaun idhar aao ji ab dekha sab raiphal liye sab waha botle glas kahan ja raha hai nahi ham to ganga kinare kyon bhramn karte ho Baba ji Baba ji ek din ki ghatna ham satsang

mein bole hain ki brahmavarta bithur mein the to ek sharabi mile aur wo dekha hamen to 21 22 ki jo nai avastha ka tha ae idhar aao ye jarur tha ki andar se dar nahi tha kyonki 13 varsh ki avastha ghar se nikle to bhagwad aashray to bhagwan ne purv janm ka koi bhajan raha hoga jisse nidarta thi bhay nahi tha bhay naam ka shabd nahi tha ki hamen kuch koi kare aisa nahi tha usne bulaya aur kaha ae idhar aao hamare saath chalo kahan le jae to Baikunth dham mein le gaye thakur ji ko dikhaya bole inko de jante ho kaun hai kaha bhagwan bole nahi kahe ke bane bhagwan ke liye thodi socha jaata kahe ke bane wo to bhagwan hai bole nahi sang marmar ke ab wo sharab ke nashe mein tha gam aa rahi thi he sangmarmar ke y niche dekh kya hai u kaha sang marmar hai bole til til kata gaya samne tuta nahi to aaj bhagwan ban ke puj raha hai Baba ji bane ho tutna nahi kabhi are turant turant panchang pranam kiya ham kaha bhagwan dekho is rup mein mujhe samjha rahe hain jab hamko koi aisa hota to y tutna nahi tutna nahi tutna la ba yahi aata usne

kaha tha tutna la tut to bhagwan updesh karte hain isliye maharaj ji tutna le yah bahut jor ka marg hai aur ismen kabhi-kabhi ye kripa hoti hai yah barabar to nahi hoti hai kabhi-kabhi aisi kripa hoti ki aise log mil jaate hain to hamko us samay gambhir hokar apne paramarth ka chintan karte hue apne ko bacha na hai ki ham usse chhup na ho jae yahi na tete ham vyatha ko na prapt ho jae hai kathin Uddhav ji ne kaha hai ekadash skand mein jab bhagwan likha koi gardan pakde koi thuk de koi mare koi pite koi aisa to kisi bahari upay se nahi apne vivek ke dwara bacha lena chahiye apne ko koi bahari to u kaha prabhu ye to bahut kathin ta tit brahmin ki katha bhagwan ne sunai to apne marg mein yah sahna padega aur bhagwan ka parsad kisi se parast ho jae asamabhav kam krodh lobh moh mad matsar sache guru bhagwan hai wo wahi marenege jahan kamzor ho gaya pahlvan kusti mein jaise yahan mara aur thoda tuta to Gurudev jo uske hote wo 100 haj bar yahi marenege ki tum yahan se kachu ho dusra jab marenga to tum

giroge ham pehle marte hain 100 haj bar mar ke u pakka kar deta hai to ham log hari parsad hain to jakh andar wo dekh rahe ki sammaan priyata badh rahi wahi mare ga ki tumhari samal priyata nasht ho jae isliye bahut kripalu hai apne ko to darna nahi hai jahan ham kamzor hai wo khud theek kar lenge bade kripalu Gurudev bade kripalu hari par yah dhyan rakhna hai ki jab hamara apman ho tab hamari pariksha hai agar aisa aap sochoge aur aapki bhumika badhne wali hai to phir aap sah jaoge agar usko dand de diya gaya to usi class mein aap rahenge age nahi badh payenge agar aap sah gaye to aapka class chanj ho jaega aap dekhna itna anand aur ki bhumika badal jaegi to ham sab bhagwat parsad hai hamko zyada chinta to nahi karni par hamko savdhaan rahna hai aur jab kabhi ye mile to bhagwan ki jai manao sammaan mile to dar jao ki prabhu kahin fas na jae sambhalna va apman mile to chati chaudi kar lo yad abhiman ka nash karke upar utha dega pakki baat hai sunta rahta hai bahut anand jo khada karo thoda santo sa sharir rog grasit

hone ke karan hai aapke charnon mein baith jo bhagwan ki charcha karte hain bhuri da jana bas dhyan itna rakhna chauth bhagat mam gun gan kare kapt taj gaan jo goswami ji ne kaha ham swanta sukhay ki bhavna rakhen ki mujhe bhagwan ne katha kahne ka saubhagya diya to mujhe anand aa raha hai aur jo bhagwat premi unko anand aa raha hai na arth ki pradhanata rakhe na sammaan ki pradhanata rakhe aur na koi vasna se prabhavit hokar aapko parast kar paye teen baten dhyan rakhna bhagwat prapti mein samarth hai bhagwat charcha karna keval

bhagwat charcha sunne matra se sat din mein dhundhkari jaisa mahapap parshad swaroop hok ke jaata hai yah koi aisa nahi ki alankar yukt likh diya gaya ho ya phal stuti aisi likh aisa hi bhagwat ka prabhav hai par ham keval shri Krishna priyata ke liye gaye shri Krishna priyata ke liye sune aur hamara bharan poshan to shri Krishna kare nahi yogam agar hamay soche ki arth nahi kahenge to hamara bharan poshan to hamne shri Krishna ko jana nahi to charcha kiski karte hain nahi shri Krishna mahalakshmi Rukmini rup se jinke charan chap rahe hain aur unka ham yash ga rahe hain hamara bharan poshan unse hota hai aur aise ko bhagwat mein chadh de to ek karod ki keemat ho gayi kya kuch nahi agar hamne bol diya jaban se prabhu amuk sankhya pha ham shri Krishna mahima ko nahi jaan paye hamari baat bas it

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi