॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Vastu Consultant ne jab pucha ki kabhi man paisa kamane ka karta hai to kabhi sab kuch tyagne ka

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

kah aap kyon badle baithe ho mere bhagya mein yahi likha hai agar uddeshya parivartan nahi hua to bhesh badalne ke baad bhi yahi sab chalta rahta hai nautanki natak baat samjh mein aa rahi hai aapki aapko Baba jeevan ka pranam karvana ho to koi baat nahi phir to thoda da 20 rup bacha liye to kisi garib ki bimari mein laga dete hain kisi pashu pakshi ki seva mein laga dete hain aisi jagah ham wo seva de dete hain jisse hazaron ko labh mile man bada chanchal hai ab aajkal smart mobile chal gaya hai bhajan karne ke liye jo ham ekant bhagte the ab ekant mein mobile lekar baithe hain kabhi tyag accha lagta hai kabhi rupya accha lagta hai to iski achhche lagne aur tyag ki baton par vishwas na karen yah chhoti moti hasti nahi hai man bade bado ko nacha deta hai bhavna upadhyay ji faridabad se Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji main ek vastu kansaltent hoon matlab vastu shastr ka va dete honge kabhi-kabhi man paisa kamane mein lagta hai to kabhi sab kuch tyag karke man hota hai ki prabhu ki seva mein lage maharaj ji

inko balance kaise karun kiska naam jap karo tyag kar kahan jaoge kya tyagna hai kapda badlna koi tyag kahlata hai ya sthan badlna tyag kahlata hai yah to bahari baat hai isse koi bhagwat prapti nahi hoti kah aap kyon badle baithe ho mere bhagya mein yahi likha hai alag-alag hota hai na hamara bhagya virakta marg se bachpan se likha hai to aise chal rahe tabhi ham wo anubhav karke tumhen bata rahe wahi to sunne aae ho bhagwat prapti ke liye vesh parivartan zaruri nahi hai sthan parivartan zaruri nahi hai uddeshya parivartan zaruri hai agar uddesh parivartan nahi hua to bhesh badalne ke baad bhi yahi sab chalta rahta hai nautanki natak rupya paisa khanpan bhog samgri aur sansaar accha lagne lagta hai fayda kuch nahi hua uddeshya parivartan ho jae to Radha Radha naam jap karo aur jis vidhan se badhiya parivaar ka poshan ho dhan kamao dharm purvak adhik lag raha hai ki 100 200 adhik hai to aspataal mein kisi ke de do garib ki dawai mein lag jae bhukhe ko bhojan de do naam jap karo jahan ho wahin bhagwan ki prapti

ho jaegi aur hazaron log bhagwan ka bhav rakhkar pranam karte hain agar sahi mane mein bhajan nahi to narak jana padega pranam khali nahi hai sabka hisaab hai ek bar sir jhukaya kisi ne to tumhare punya ho lega koi phi mein to dandvat nahi karta dhyan rakhna tumko 00 rupya chadaya uska hisaab bhajan se jaega wo to nashvan paisa de raha tumhara bhajan katega isliye raat din bhajana Anandi mahatma jab bhajan karte tab sansaar ka mangal aur swayam ka kalyan karte hain Baba ji bankar bhandara khana ya aise kha pi ke aise pare rahna to narak ki prapti hoti hai agar bhajan na ho keval vesh dharne se kalyan nahi hota bhajan karne se kalyan hota hai to bhajan to kisi bhi bash mein kiya ja sakta hai kisi bhi desh mein kiya ja sakta hai kisi bhi karya karte hue kiya ja sakta hai jab yuddh karte hue kiya ja sakta hai arjun ji ko bhagwan kah rahe maman smar yuddh to yuddh se bada khtrnak koi kam hai hi nahi yuddh mein jab bhajan ho sakta hai to sab jagah bhajan ho sakta hai baat samjh mein aa rahi hai aapki aapko Baba jeevan ka pranam

karvana ho to koi baat nahi phir to agar bhagwat prapti karni hai to aise hi hamen sahi baat yah lagti hai ghor vairagya aur va baat alag hai nahi to Baba ji banna khtre se khelnaa hai Baba ji bankar yad sahi marg mein na chal paye na to aise na waise rahe majre do paachh leo ji kari nirbhag na grahasti dharm mein rah paye na virakti dharm mein rah paye na idhar ka na udhar ka be matlab mein jeevan nasht ho jaata hai to grahasti mein rahkar ke kya dharm purvak dhan kamae char ki seva karen parivaar ka sanchan karen aur naam jap kare bahut badhiya hai sant bane to phir bahut kasht mein jeevan vyatit karke bhagwat prapti karen phir bhagwan jaise chahe taise rakhe pehle bhagwat prapti karen aur wo bahut kathin hai jab ek hiran ka bachchha bharat ji ko yad se rahit kar sakta hai to karodon arabon rupya bhagwan ki yad mein kitna bada vighna pahuncha sakte hain yah bhog samgri nana prakaar ki wahwahi kitna bada bhagwan to hamen lagta hai chhupkar bhajan karke nikal jae bahut badi baat hai to Radha Radha japo dharm purvak dhan kamao apne parivaar

ka poshan karo aur ghar mein sadgi se raho 10 paisa bacha kar ke dusre ki seva mein laga do haina man lo hamara kam 00 se chal jaata hai ham thoda 10 20 bacha liye to kisi garib ki bimari mein laga dete hain kisi pashu pakshi ki seva mein laga dete hain aisi jagah ham wo seva de dete hain jisse hazaron ko labh mile aisa kar dete hain bahut se aise sthan hai jahan hazaron praniyon ko labh mil sakta hai jaise ham garmi ka samay dhire-dhire paisa ekatrit karke aisi jagah paula laga de thanda pani hazaron log piye to

dharm ke karyo mein ham thoda-thoda dhan bacha karke ek gay ko ek mahine mein agar ham ek bar bhojan pawa dete hain to hamara ek dharm ban jaata hai ab ek gay ko bhojan pa kya 10000 rup to mahine mein to 100 de sa nikal sakte hain ab koi bahut bimar hai to ham apne ek do din ke kharche kam karke usko dawai dila dete hain to bhagwan uske andar hai hamara mangal ho jaega yah baten grahasti mein bahut anand purvak bhagwat prapti ho accha isliye kah rahe hain grihasth mein ki dekho man bada chanchal hai ab aajkal smart mobile chal gaya hai bhajan karne ke liye jo ham ekant bhagte the ab ekant mein mobile lekar baithe hain aur mobile mein puri vishv hai gandi baten bhi hai achchhi baten bhi hain to achchhi man kam dekhna chahta hai ekant mein dekhna ekant mein baithkar koi satsang sune birli baat hai nahi ekant mein jab yah to hai ki samaj mein baithak ghar parivaar mein to satsang sunoge lekin jab kamra band karke mobile lege tab satsang koi berle sunega pha kusang dekhne ka man hota hai aur jab kusang dekhoge to phir koi bhi ho

nasht ho jaoge jo dekhte hain jo sunte hain jo bolte hain wahi kriya banti hai isliye hamen lagta hai savdhani purvak grihasth dharm mein chale khub bhajan karen Baba ji banne ki na soche kalikaal hai koi birla aisa Baba ji banne ka matlab hai apne ko mara hua samjh ke chale aur kathin hai man ko marna indriyon ko marna buddhi dekho baten banana alag yar man ko marna bahut kathin hai dekha hai man ko marte hue kabhi apne jab man kahta hai ye chahiye phir kah do nahi phir dekho kaise tumhen jalata hai tum usko mar ke dikhao ab bade bado ko ghutne tikwa deta hai man wo chij hai ab isi ko marna hai so mahatma to grahasti mein hai ki thoda chhut hai aaj yah payenge to banao thakur ji ko bhog lagao man kharab hua to tum grahasti mein ho tumhare koi paap nahi lagega virakti mein bahut hosh mein chalne ka to isliye hamari salah hai naam jap karo aur man ki dasha to badti rahti hai isko kabhi vairagya accha lagta hai kabhi vivah accha lagta hai kabhi tyag accha lagta hai kabhi rupya accha lagta hai to iski achhche lagne

aur tyag ki baton par vishwas na karen yah chhoti moti ba hasti nahi hai man bade bado ko nacha deta hai to agar bhagwan ki prapti karni to dharm purvak chale apne apne dharm ka palan karte hue par virakta dharm bahut kathin dharm hai virakta vesh dharm matlab lakho mein koi ek sachchai se bhagwan ke marg mein chal pata hai bahut kathin hai ji

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi