॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #522 · 16 april 2024

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

swapneel patil ji pandharpur Radhe Radhe Gurudev bhagwan aapke charnon mein koti koti pranam Gurudev bhagwan aap mere sapne mein do bar aae jab sapne mein maine aapko dandvat pranam kiya to aap hans ke bol bole ki dekh le ab to tu gaya iska maharaj ji kya bhav hai hamare shri ji kya leela karti rahte hai ham va kare karave aap sab aur jane badhai de yah khel shri ji ka hota hai ab kahan gaya param pad mein gaya shri ji ke charnon mein gaya kya unka raas hai va to koi jane soi jane ja dev jalae nimit to banate khel unka hai akarshan karna y danche ko ni bana kar ke sara khel prabhu kar rahe hain shri ji kar rahe jab koi santo ko atma samarpan karta hai vinod ki bhasha mein go Swami tulsidas ji kah rahe narad Sikh ja sune nar nari avasi bhavan taj hoi bheekha tu to gaya samjh rahe maya mein phasa ya bhagwan ki kripa ke fas mein phasa swapna mein santo ka ana bhagwan ki chavi ana bhagwat dhamo ka ek kripa ka lakshan hai waise bhagwan ki kripa santo ke rup mein akar ke karti use kripa mane koi aisa nahi sant se kabhi sadhu

te hoe na kar jani kabhi a mangal thodi santo ka darshan mangal ki suchna hoti hai gaya kahan gaya jahan param pad mein jana durlabh wahan gaya ab tu to gaya sansaar ke marg se hatkar bhagwan ke chintan mein agar chitt jud jae to grahasti mein hota hua bhi va mahatma hi hai aur mahatma vesh mein rah kar ke bhi agar sansaar mein chintan mein raha to uska matlab nahi raha to aisa nahi bachchha gaye ka matlab hota hai antarik vritti prabhu mein lagna haan ye dekho piche tumhare jitne baithe sab brajvasi baithe hain aur sab nai avastha ke bachchhe sab diksha le aur sab grihasth hai aur sab niyam se bhajan karte hain ghar mein pura jaise ras se ham log bhajan karte hain aise pura ye sab bhajan karte hain aur bilkul grihasth hai patni hai putr hai parivaar sab mata-pita sab to ab ye sant hai ek to brajvasi aur dusre raat din bhajan mein apne sanyam mein aur grihasth mein rah rahe hain to aise bhi to grihasth mein raha ja sakta hai ek hai sharab pikar be vichar karke juaa khelkar gande aacharan karke rahna aur ek hai achhche aacharan karke samaj ko sukh pradan karte

hue sachchai se bhagwan ka bhajan karna nahi to santo ka jo vachan hai wo gun hota hai to agar bhagwan is swaroop mein jakar bole tu to gaya to kahan gaya param pad gaya mangal bhavan bhagwan ke samip tumhari vritti jaegi amangal sadhu te hue na ka jani bhakti bhakt bhagwant guru chatur naam bap ek inke pad bandan kiye na sat vighna anek aapne kaha na hamne pranam kiya to pad bandhan kiye na sat vighna anek sare paap nasht ho jaate hain bhagwan ki kripa ki taraf hamari vritti badhne lagti bhajan mein hamara anurag hone lagta

hai yah sant kripa ka swaroop hota hai ba ham kahin nahi jaate hain nimit bankar prabhu karya karte rahte hain hazaron ko jo akarshan karte hain prabhu hi to karte hain bhagwan hi sab jeevan ka ma wahi jagat guru hai wahi sabke hriday mein baithe hain wahi sabka mangal karte hain wahi sabko gyan dete hain wahi gyan data hai yah to ek nimit matra dhancha aap dekh rahe ho panch bhautik panch bhautik dhancha ko sambodhan karke kaha jaata hai sant Gurudev Baba jo bhi kahe lekin yah sab kuch nahi ye char din ki hai chandni iske baad ye nasht ho jaega lekin jo andar tatv hai wo pehle bhi tha ab bhi hai aur age bhi rahega wahi sabka mangal karta dhancha thodi ye dhancha to sound hai sound bol raha hai to hamari drishti keval danche tak hai iske andar jo baitha hai wo tha wo hai wo rahega uske siva aur koi hai nahi wahi kripalu vivid rupon mein kripa karta rahta hai ji Sanjay ji madhya pradesh se Radhe Radhe Radha vallabh shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti naman maharaj ji main pehle mans aadi ka sevan kiya karta tha par

ek varsh se aapke se judne ke pashat maine in sabhi chijon ka tyag kar diya aur aapki agyaa se Radha naam jaap karne ka prayas kar raha hoon parantu maharaj ji aapne ek bar ekantik mein kaha tha jis rasoi mein mas banaya gaya ho prabhu unki bhakti sweekar nahi karte to maharaj ji pehle hamari rasoi mein mas banaya gaya tha par ek varsh se rasoi bilkul swachchh hai kya abhi bhi hamari bhakti sweekar nahi nahi hamne ek abhi piche ekantik mein ek bhai ne pucha tha ki main restorent chalata hoon aur aapke updesh se maine sab parivartan kar diya ab us rasoi ko kaise shuddh karun nahi to hamne kaha wah patr pehle bilkul hata do va jinme rasoi mein mans Radha gaya un patron ko hata do rasoi ko ganga jal yamuna jal se se pavitra kar lo aur naveen patr rakh lo ho gaya samjh rahe wo patr to nahi honge na ki wahi patr to phir fayda kya hua jis botal mein sharab bhari gayi usmen Gangajal bhar ke rakhne se pavitra nahi hoti aise un patron ko phenk do hata do itne garib to nahi ho ki patr hai ji

ji un patron ko hata dijiye aur rasoi ko pavan kar dijiye kaise un patron mein tum bikha rahe ho hamari baat man kar ke bhi to suna tha usi din hata dena tha koi sone chandi ke patr to hote nahi aajkal to steel ke hote pehle purane samay mein kanse ke hote the gharo mein steel ka pravesh nahi tha steel ke patron ko bada nindniy steel aadi inka pravesh hi nahi tha pehle gharo mein wo kase ke kalsa aur kase ke katra kase ki thaliyan wo thoda mahangi hoti hai ab to steel ki rahti hai hazar

do hazar mein dher sare bartan aa jaate hain hata ke phenk do naye bartan le unko bhai jin patron ko jaate hi kar lena ji naye patr kharid lo un patron ko hata ke ha da unko wo rasoi mein ganga jal yamuna jal dwara pavitra kar lo fase ab patr wahi rakhe hain to phir phir apvitra ho jae phir nahi mana jaega matlab abhi aapne chhod diya lekin ek varsh tak abhi unhin patron mein kha rahe to kaise baat ba patr to wahi hai usko badal do patr badlo tab hriday ka parivartan hoga hriday ka marjan ho raha hai naam se bahar se pavitra bhojan ja raha hai to naam prakashit hone lagega abhi usko pehle gandi jo patr hain gandi vritti unko chhod do andar se gandi vritti chode bahar se ganda ahar sangh chhod de abhi sab sahi hone lagega aur dhanyavaad hai ki aap accha sudhar kar rahe hain ab usko sudhar kar lo kitne patr honge hazar do hazar ke honge nahi jo bhi hai hatane sone chandi ke to hote nahi hai jinme bhojan ladha jaata hai sone chandi ke to hote nahi ki bhai lakho karodon ka hisaab hai to kaise aur

phir dharm ki baat aae to lakho karodon ko bhi idhar se udhar kar de usmen koi baat thodi hata do paisa hai na kya hoga ek bat loi hogi ek kukar hoga thali hogi katra hoga to hazar do hazar mein sab aa jaenge kya hota hai unko hata dijiye Radha charan das ji bihar shri Harivansh maharaj shri Harivansh Gurudev aapke charnon mein dandvat pranam he mere pran pyare Gurudev aapne satsang mein kai bar bataya ki Gurudev abhad avinashi sacchidanand tatv hai aur har jagah aur har kshan Gurudev hai yah baat jante hue bhi main hamesha sochta rahta hoon ki jab aapka anant mahima shali nahi rahega tab mujh adam jeev ka kya hoga yah baat sochkar hi har pal mujhe chinta bani rahti hai mujhe andar se bh aisi adhik priti man bha sandhya aisa hota hai aisa aapko hi nahi hota sabko hota hai jisko jisse adhik priyata hoti hai uske viyog ko na sahne ki matlab hriday mein samarth aise nahi hoti wo nahi sah sakta chahe jitna gyan ki baten ki jae jaise guru se prem hai Gurudev bhagwan samne jo baith kar ke hamen sukh mil raha hai

wo tatv rup se thodi hamko denge hamen dant aake tatv rup se thodi t to samne baithkar bhai tatv to ab bhi hai aur tatv pehle bhi tha aur tatv baad mein bhi rahega lekin agar sharir hai tabhi to aap hamen dekh pa rahe ho tabhi to sambhshan ho raha hai i aaj ke baad aisa nahi tatv thodi bolegaa yah to sharir se bolegaa tabhi to sharir ka aashray lekar bolegaa nahi to tatv ki vani samjhne ke liye tatv swaroop mein sthit hona pare jaise is samay yahan shabd hai chhae hue hain ab abhi tranjistar lao usko lagao to yahi se pakar kar wo aapko sunai dega aap tranjistar Lucknow lagao yahi se vani pakar lega aur suna dega vayu mein vani samai hui hai lekin ham pakar thodi payenge tranjistar pa aise hi tatv ki vani samjhne ke liye tatv vetta chahiye lekin wahi tatv vetta guru kripa karke jab rup dharan karta hai tab ham us vani ko samjh pate tab mahima ko samjh pate hain to ham hamari baat to bani rup se na to hamari asakti rup mein ho jati hai guru ke aur yah hona hi chahiye to jab hamari asakti rup mein ho

jati hai to sansaar ki asakti ka nash karane ke liye bhagwan kapil dev ji ne kaha jo asakti sansaar mein ho jati wo bandhan ka karan wahi jab kisi sant mahatma se ho jati hai to wahi moksh ka karan ban jati hai to santo se ya gurujanon se priti hone par phir yah gyan nahi wahan kam karta kiy tatv rup se hamko sambhate rahenge yahi prarthna hoti hai ki bhagwan kripa karke gu rup se aap mile ho to jab tak hamara jeevan hai tab tak main aapko aise hi dekhta rahun aur aapki aise hi shasan mein rahun aur aapke

dular se hi bhagwan ke bhajan mein laga raho aap hai to bhajan hai aur aap gaye to pata nahi man kahan le jaega aisa ham sabko bhi hota hai na apne gurujanon ke prati ta hai ki ye chir jeevi rahe jab tak ye adham inke anushasan mein tabhi tak mangal hai aur jab koi shasan karne wala nahi ho to pata nahi man kahan hamen raud de to ye to akanksha rahti hi hai yah koi nindniy ya nishedh nahi nahi to bahut achchhi baat hai par samjhna hoga ki rahna nahi desh birana hai yahan se jala hai aaj nahi to kal jo pehle se tayyar na the pachta pachta kar chale gaye ham tum sabko jana hai jane ki tayyari kar lo rahe na Ravan sam abhimani hirna Kashyap sam vardani khan vibhav ki khan jagat mein kuch din ke mehman bhajle shri bhagwan jagat mein kuch din chalna to hai yar aaj nahi to kal jana to padega ek sarkar hai yahan transfer hoga yah bangla nahi rahega yah vyvastha nahi rahegi yah to la isko satya ko sweekar kar le to isiliye abhi labh le lo fatafat jitna labh lena hai nahi to phir jab unka to ab isko to jana hi hai accha kisi ke jaise

svasth sharir to asha hai ki chalo 40 50 varsh aur ji jaega yahan to kidney phayl hai ane din dialysis se sharir chal raha hai par wo ham va hai hi nahi ek baje ratri se hai yah dincharya chal rahi hai ek baje ratri se aur 10:1 baje tak chalti ra ham paas samay nahi sochne ka main bimar hoon me paas samay hamare paas samay nahi sochne ka ki main bimar hoon samay ha yah badi kripa thakur ji ki aap jaise ek saptah se bol rahe ham itna ghabra rahe the aap bol rahe ki chhod denge sharir jase bolne se lagta hai ki aap bol rahe kya is sharir se aap nahi bachchha iska kya accha dekho jaise makan ki na hil gayi ho to kabhi bhi gir sak sata hai na bachchha kidney phayl hai lekin andar se pura ye ho jaata hai jab se sune aap aapka nahi bahut log hain bahut aise premi jan hai bahut aise bhavuk jan hai ki abhi rahte hue kam se kam ham to uska labh utha le isliye ham rah nahi sake aae abhi maharashtra mein job karte hain bihar se bhale aa gaye kal ka pata thodi hai ab tu baithenge ki nahi baithe ek sal aur bhi khatm ho gaya zindagi ka aaj

janmdin hai mera to prabhu ji mujhe tar dijiye is jeevan aa nahi ba karna naam jap karo kar rahe hain sune prem niti ji shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji kal ke satsang mein aapke Shrimukh se suna tha ki mahapurushon ka aashray lene se ek um ghan si aati hai us um ghan ko tapasya ke dwara sambhala ja sakta hai nahi to gira degi to iska matlab samjh mein nahi aaya maharaj ji kripa karke samjhane ka jaise ham kisi sant mahatma ke samip hai ya kisi mahapurush ki seva mein

hai ya kisi mahapurush ke adesh se sadhan mein lage hain tumhare andar ek anand ki umagya to wahi ugan use bhrasht kar degi use kahin na kahin kahin nan kahin phasa degi isiliye jaise jaise anand aur mahapurushon ki kripa badhe waise waise indriyon ka sanyam antarmukhi sana param pri khin gira arth jal beech sam kahit bhinn na bhinn bando sitaram pad jin param priy khin khinn udasin ti rahe bahar se shant udasin andar anand ke uman ab wo anand ki ugan ka jo swaroop hai use tapasya jitendri ke dwara roka jaata hai nahi to jaha anand ki umagya to phir sharira akarshan kam bhog vasna nana prakaar ki vritti inme fas jaata hai y fasao hai jaise kheti ki med ko majbut kar de to pani uske andar ruka rahega agar bil hai chuhe ne kar diya ya med tut gayi to uska pravah nikal jaega aise anand ki umagya ko antarmukhi hokar agar wah khula rah gayi to indriyon ke dwaar se va nasht ho jaegi wo phir dekha gaya hai bahut bade mahapurushon ke samip rahkar koi labh nana le pana aur patit ho jana to aisa kyon

hua bole anand ki ugan ko wo sanyam ke dwara samal nahi paye bhrasht ho gaye aisa kyon hua kyonki va mahapurushon ki antarik sampatti par nahi wo bahari prabhav par labhanwit hona chahiye isliye aisa hua nahi sant ka kripa patr mahapurushon ka kripa patr apni antarmukhi indriyon ko antarmukhi jo andar kam krodh lobh moh ka tap hai usko sah raha hai jo sah gaya wahi mahapurush ho gaya jo tut gaya wahi vishay ho gaya yah baat samjhna hai bhajan ki umagya mil jae to phula phula ghumega ab wo koi galti karega wo koi galti karega koi aparadh karega usko ek karod ka jo nasha hai use aparadh karva dega wo usse galti karva dega agar wah gambhirta se rahe chupchap shanti se use hajam kar jae to surakshit rakha rahega aise hi bhajan ka bhi unmad hota hai saap dene mein vardan dene mein kisi ka anisht karne mein kisi ka prabhav dikhane mein to yah kai tarah se agar is tarah se nahi to phir akarshan maya karegi kisi sharir mein fas jana kisi bhog mein fas jana kisi pranam namaskaar mein fas jana bahut se phasa hu hain

isliye udasin gambhir shant vritti se rahna apne andar ke bhavon ko chupana aae hue andar ke vego ko sahna kam ka veg krodh ka veg vani ka veg udar ka veg jane dra vivid prakaar ke veg ko shant bhav se wo anand paramatma anand ki taraf le jaega kiska prashn tha aap samjh pa rahe hain haan jaise jaise bhajan badhe anand bade waise-waise udasin thoda bhi bahar kisi bhi tarah se bahirmukhi bhav se vihaar karen nahi to jaise hota ki khub bhajan hua char ghante pach ghante ab thoda man ko ham chhut de dete hain

jahan chhut diya waisi jagah phasa dega agle din bhajan bhi nahi ho payega aur jo bhajan hua uska anand bhi chhi ho jae jaise jaise bhajan badhe mahapurushon ki kripa badhe waise-waise upar se khinn aur udasin ki aadmi ek bar dekh ke dobara dekhna na chahe ki yar kitna y har samay dukhi sa bana rahta hai aisa hona chahiye bilkul shant gambhir narayan hari bhajan mein pachan savat vishay bhog nidra hansi jagat priti bahu baat ye samjh pa rahe hain aap us anand ke ugan ko sambhalne ke liye yah panch baat achchhi nahi lagti vishay bhog nidra hansi jagat priti bahu baat jagat ka vihaar badhna bahut si baten karna khub achhche achhche padaarth khana khub sona hansi majak karna yah sab accha nahi lagta wo gambhir alphar karne wala dharm purvak aacharan karne wala jaisa vihaar jiske saath uchit vihaar par uda to apne aap ko bacha le jaega prayah aisi chatur hota nahi hoti to satsang to isi baat ka hota hai na ki bhajan kaise karna hai usko karke kaise bachana hai bachakar kaise use pcha hai aur bhajan pach gaya to siddh purush ho gaya isiliye

savdhania varnan ki jati hai mayuk upadhyay ji nagpur se Gurudev Radhe Radhe maharaj ji mera kam vasna krodh lobh dukh aur chinta main aapko samarpit kar deta hoon to va nash ho jaate hain kya kya ye karna uchit hai ki main ya main paap kar raha hoon accha hai it aur guru ke hawale kar de par wo samarpit sthai nahi hai na sthai to tabhi samarpit hoga jab aham samarpit ho jae aur aam samarpit hone ke liye khub Radha naam japna padega theek hai gandi baten chodna padega gande drishya dekhna chodna hoga gande mitron ka sang chodna hoga tabhi aam samarpit hoga to sthai khatm ho jaega sthai nirvikaar tabhi aati hai jab aham ka samarpan ho jaata hai guru ke charnon mein santo ke charnon mein bhagwan ke charnon mein jab ahankaar jo deha bhiman hai va samarpit ho jaata hai isi deha bhiman rupi mahal mein sare vikar rahte hain to nirvikaar ho jaata hai to naam jap karo mobile se gandi baten mat dekho gande mitron ka sang mat karo koi nasha mat karo vichar achhche rakho abhi theek ho jaega haan anand kanu aur ye

koi paap nahi isht aur guru inheen ko to hamara jeevan samarpit hota hai ismen aisa kabhi nahi sochna hai ki ham aapko samarpit karte hain gandi baten to koi paap thodi bahut achchhi baat hai bata dekho gandi baat ke samay aap hamara smaran karen to usmen badha par jaegi phir gandi baat aapko phasa nahi paegi to accha hua na haan to ismen koi buri baat nahi hai Chandrashekar ji maharashtra se Radhe Radhe Gurudev sashtang dand pranam Gurudev aapke batae hue marg par chalne ka cheshta kar raha hoon Gurudev mera ek prashn hai sadhan karne mein asan ka mahatva kya hai asan mein dirgh kal rahne ka abhyaas ha isse kya hota hai ki pran vayu ka sansodhan ho jaata hai bina pranayam ke bhi jaise ham padmasan lagae aur ham kam se kam 48 minute bina hile le do ghadi 48 minute ek ghadi 24 minute ki hoti hai to 48 minute ab pida shuru hogi har ang mein pehle janghon mein pida ho bhaykar pida hoti hai jo naya naya abhyaas karte unko bahut pida hoti hai aisa lagta hai tut rahe hain to us samay jab aap shant bhav se sa

hoge to aapke paap nasht honge pahli baat dusri baat aapke sharir ki jo bigdi hui vayu hai jaise kisi ke ghutne mein kaise aise nahi pida pahunchati hai wo vayu sharir ki nasht ho jaegi bahut halka sharir aapka hoga aur pran aapke sukshm hone lagenge pran sukshm hona man ka ekaagr hona aur brahmcharya tino ka tar hai ek tino ka connection hai brahmcharya theek pran sukshm man ekaagr man ekaagr pran sukshm brahmcharya sahi in tino mein ek bhi bigad jae to sab sadhna nasht ho jati hai brahmcharya bigad jae ya man chanchal ho jae ya pran sthul ho jae jo bahut khada aur khub sharir mein charbi badhti to pran sthul ho jaate hain usmen atma bal nahi hota dhire dhire sharir bal bhi ksheen ho jaata hai to jaise aap aasnan par baithenge to aapki charbi nasht ho jaegi aapki jo vayu vikar hai wo nasht ho jaega aapke pran sukshm hone lagenge aur hamari ekagrata siddh hoti hai 48 minute shant ye to abhyaas chach ghante chhah chhah ghante ek ek asan siddhasan shant lagbhag sava ghanta par hone ke baad

phir kitni bhi der baithe raho shoon ho jaata hai pura shant mantr jo chal raha hai va usi mein sthiti hai man ekag pran sukshm sharir nishchal brahmcharya par bina brahmcharya ke in aasnan par na baithe nahi to pareshani ho jaegi Gurudev prayas kar raha aapki kripa se ba ne ka aur 50 minute ke baad kya hota hai guru bet to phir pura sharir pura man sharir mein lag jaata hai naam mein nahi lagta nahi nahi hai abhyaas padhaie jaise ham naam mantr jab rahe na pida ho rahi sharir ki us samay aap vichar kijiye main sharir nahi hoon y sharir hamara kapda hai hamari tanmayata hai ismen isliye dard ho raha hai shant sah jaab shant shant ekdam barbar man ko mantr mein lagao tabhi to bhagwata ka vritti aa jati hai ab kshan kshan mein sharir hil raha hai dul raha hai kshan kshan mein chanchalta man ki to mant akar vriti ho pati hai bana brahmcharya ke phir in aasnan ka abhyaas koi na kare nahi to pareshaan ho jaega phir sharir kam layak nahi rahega brahmcharya hai to in aasnan par baithe sukhasan mein baithe isiliye grihasth dharm mein

zyada aasnan ka updesh nahi diya jaata kyonki grahasthee mein hai jaise aise yah sukhasan jaise aise nahi palti mar ke baithna ise sukhasan kahte hain ismen baitha ja lekin siddhasan aur Padmasan inke liye pehle baat sun lo brahmcharya ki avshyakta agar brahmcharya nahi to phir yah khel khtrnak ho jaega phir sharir ke liye hanikarak hoga aur jo siddhasan aur Padmasan ka abhyaas karte hain wo udh reta brahmachari ho jaate hain siddh asan hone lage to sush nadi khul jati hai aur phir unka brahmcharya udh rata jaata hai adhogami brahmcharya nahi hoga unka wo phir divya mahapurushon mein unki ganna hone lagti par grihasth mein thoda uchit hai thoda aise sukhasan aad mein baith lena lekin ghante do ghante char ghante Padmasan aadi ka abhyaas karne ke liye brahmcharya ki avshyakta hai aur yah bahut upyogi hai sadhan mein bahut upyogi hai aasnan mein to baithna hi chahiye to nanya asan le sake to jaise 30 40 minute jo hai wo agar ham sukhasan mein bina hile dule baithe ka abhyaas karen to bhi ho jaega palti mar ke aram

se nahi agar aisa na ho to phir sofa mein bhi baith ke ho sakta hai kursi mein bhi baith ke ho sakta hai par usmen ki phir acham chal sthiti lave jaise ek bar baith gaye aram mudra mein baith gaye ab samne ham barbar mantr likh rahe hain bas baithe hi rahe ab agar pida bhi ho rahi to thoda baithe rahe aram mudra mein baithe rahe 30 40 minute ka abhyaas dhire dhire kare to aur jaha man vichlit hone lage to asan hata de hamko bhajan se matlab hai phir dusra asan kar le pair faila le jaise bole waise bhajan nahi chhutna chahiye kshamta hai sahan karne ka abhyaas ki jaise ab zyada kasht hone laga to kasht mein man lagne laga aap jaise kahte ho phir hata de ha phir ek ek minute badhaya jaata hai ek hafte 10 din mahina bhar abhyaas kiya 30 minute phir ek minute badha diya phir dhire se 10 pa din mein ek minute badha diya aise kiya jaata hai ye ikatthe nahi ki aaj 30 kal 40 parso 50 minute phir ekdam chhod diya bimar ho jaoge vayu bigad jaegi sharir ki isliye bahut savdhani cha shri ji ki pati patni brahmcharya rahne ka prayas

kar rahe hain ha theek hai haan to phir mantr jab jo hai Gurudev asan mein zyada achchhi tarah se sambhav ho pata hai keval asan mein na rakhe chalte phirte bhi rakhe kyonki agar asan mein hi rakhoge asan se khade ho gaye phir sadhna nahi to us samay mrityu ho jae to hamen mrityu ki tayyari karni hai baat samjho hamen sadhan asan ka nahi karna hamen sadhan chintan ka karna hai kuch der asan mein kuch der tahal karke bhojan ke samay soch ke samay snaan ke samay har samay hamko bhagwat chintan mein rahna hai kabhi bhi pran nikal jae hamari

tayyari hai jeevan mukt hone ki asan siddh karne ki nahi iska agar ham aasnan mein keval rakenge to 40 minute asan kar liya iske baad hamara man phaltu mein phir chintan karega sansari isliye hamko har samay tayyar rahna hai thade baithe pare utara Kabir kahe ham rahe thikana thikana ara dev ham khade hain ya baithe hain ham har samay apne aradhya dev mein sthit hai aisa dhyan rakho shiksha ji nagpur se Radhe guru charnon mein koti koti pranam maharaj ji grast mein rahte hue bina vivah kiye jab tak mata-pita hai unki seva tatha baad mein ghar mein rahkar bhajan karke bhagwat prapti kar sakte hain ya nivitti marg apnana padega nahi nahi nivitti marg mein kahin jane ki zaroorat nahi ghar mein bhajan karo nivitti ka matlab hota hai andar ki vritti hatakr bhagwan mein lagana accha kahin na kahin sas sun rahe hain kahin na kahin shastr swadhyay kar rahe hain kisi na kisi mahapurush ko adarsh man rahe hain hamara sab theek hai stri sharir hai ghar mein raho ghar mein pavitra se jeevan nirvah karo aur dhanyavaad hai ki aap

sansaar ke rag mein nahi fasna chahte par yah dhyan dekh dijiye ki agar sansaar mein aap byah nahi karte to aapka brahmcharya akhand hona chahiye malab dhol mein pol wala khel na khele agar apne andar purush ke prati akarshan ho to badhiya dharm purvak byah karen aur khub naam jap kare grihasth mein chale aur jab yah hai ki hamen byah nahi karna to iska matlab aajeevan hamko phir sanyam se rahna phir yah na ho ki jaise aajkal gandi baten hoti hai na ki bya se koi matlab nahi aaj manoranjan ka samaj banta ja raha hai phir aise matlab bahut hani ho jati hai ye aisa nahi hona chahiye kiska prashn hai haan to manoranjan ka nash ho to phir vyakti andar ki manoranjan ho to phir koi baat nahi agar aapko byah nahi karna hai to aajeevan brahmcharya rahie jab tak parivaar ke sadasya unke beech mein jab nahi ho rahe to usi ghar mein ekant sevan karte hue bhajan karte rahie bahar bhatakne ka samay nahi rah gaya kahin jane vane ka samay nahi rah gaya hai naam jap karo ekant sevan karo parivaar ki suraksha mein raho aisa samay hai aur hamen lagta hai

ki agar jara bhi sansaar ke prati rag ho to grihasth mein jarur jana chahiye gandi baat karne se accha dharm purvak grihasth sevan karen jo bhagwan ne mariyada banai hai dekh lo aap bachchha sabke charnon mein dandvat khub naam jap karo achhche aacharan karo chinta mat karo ham sab bhagwan ke ansh hain aur ham jahan fanse hain wo bhagwan ki maya hai koi aur nahi hai jis samay ham bhagwan ko pukarenge wo apni maya se mujhe mukt kar denge mujhe darne ki zaroorat nahi bas ek ki gandi baton se bachne ki zaroorat hai jo hamare hriday ko

malin kar rahi hai ye vartman mein gande nasha gande aacharan gandi baton se bacha jae ye naye-naye bachchhe gandi baten mobailon mein jaise dekhte hain to aur gandagi badhti hai isliye gandi baton ke dekhne se bacho gandi baton ke sunne se bacho gande vicharon se bacho gandi kriyon se bacho bas isi ka naam maya hai inse bach gaye to bhagwan itne karunamay hai ki bhagwan ki prapti hona durlabh nahi isse bchane ke liye yahi sadhu samagam hai khub naam jap karo svasth raho aur is jeevan ka labh lo sab log labh lo jitna naam jap kar loge tumhare lok parlok mein wahi kam aayega hamari baat man lena yahan ka bank balance kam nahi aayega yahan ka dost kam nahi aayega yahan ki jameedari kam nahi aayegi aur ek bar Ram bola ek bar Radha bola ek bar hari bola yah tumhare kam aa jaega lok parlok sab jagah tumhara mangal karega naam jap karo sukhi raho anand purvak yah manushya janm mila hai ab ham niche na girne pave bahut unchai par aa gaye ab ham suvar kutta na bane kam se kam hamen janm mile to phir hari ke charnon ka aashray

lekar manushya janm mile aur khub badhiya aacharan karke rashtr seva samaj seva aur naam jap karke bhagwan ko prapt ho ab isse niche na gire ab ham kahin nali ki kida na bane ab ham bhut pret na bane aise aacharan hamare na ho to khub naam jap kar aap swasth theek hai swasthya yar itne logon mein tum hi to jo pooch liye badhiya hai dialysis hota rahta hai aaj dialysis hoga dekho aaj kuch sujan aa gayi hogi chehre pe aa gayi na kyonki do din ho gaye Shanivar ravivar hafte mein teen bar hota hai to yah jo do din hote hain phir ismen bhari ho jaata jaise is samay hai na to bas yahi lag raha hai kitni jaldi jau aur dialysis ho kyonki pure sharir mein pida aur sab sujan aa gayi na idhar aa gayi hogi sujan dur se ha ab shri ji ki kripa hai to chal raha to baithe layak thodi sharir hai a baithe to aag jaisa dard hota hai kidney mein kyonki usmen tabhi to doctor kahte hain aram mudra mein raho aur yahan ratri ke ek baje se chal raha hai aram naam ke sa kidney bhi pareshaan hai ki galat jagah ham phayl ho gayi kyonki uske

phayl hone mein jo usko aram chahiye wo thodi milti hai jab tak swas hai aur himmat hai tab tak kadam age badhte rahenge haan jab aisa hi ho jae ki himmat hi nahi rahi to baat alag hai to badi kripa hai he chhote bhagat badi kripa hai shri ji ki lao ek mala ise pahla haan bhai itna chhota hokar swasthya ke vishay mein pooch ra hai pichle ek dedh sal se ma ji 8484 Radha naam jap karta hai 84 84 matlab 8400 accha bahut sundar bahut sundar yahi chalkar hamare rashtr sevak bante hain jakar dekho sant bhi rashtr sevak hai agar agar sachchai se koi sadhu hota mein chalta hai na to lakho ka kalyan kar deta hai to rashtr seva ban gayi ki nahi ban gayi haan agar rashtr seva na hui apna keval kalyan ho gaya to ham use khas baat nahi samjhte apna to sab pet bhar rahe hain chahe moksh ka ho chahe kalyan ka ho apne liye to sab lekin apna pet bhar ke jo auron ka pet bharte hain vishesh kamai unki mani jati hai aise sadhu mein apna kalyan karke aur phir jagat kalyan karte hain to dhanya hai wah sant jan jinke dwara jagat ka

mangal hota hai jagat ka ka to jaise bachchha hai ab ham logon mein sadhu hota kaise ai bachpan se sant jan ate the mata-pita in charan dho charanamrit piyo ab unko bhojan purush aa raha hai unki juthan mil rahi wo satsang suna rahe naam kirtan karva rahe to sanskar aise bane ki bachpan se bhag pare bhagwan ke marg mein agar sanskar galat diye jaate to galat sanskar aa jaate ek bar ek sultana daku ka natak dekha tha ganv mein natak notanki nahi jaise hote to ganv mein kisi ko utsav hota to natak to natak aaya tha sultana daku ka uska abhinay kiya gaya tha to jab us usko phansi ki saja antim samay di gayi to pucha gaya ki tumhari antim ichchha kya hai usne kaha mujhe maa se mila diya jae to adhikariyon ne samjha shayad matri prem ke karan to maa ko bulaya gaya jab maa milne ai to gale lagne ke bahane maa ki nak kaat li dant se to sabne kaha ki aisa kyon kiya to bole meri phansi lagne ka karan meri maa hai ek bar jab main school se pensil cura ke laya to maa ne kaha bahut accha beta likhne ke

kam mein aayegi bas maine samjha ki accha kam hai tab se chori karta karta main itna bada daku bana aur uska parinaam hua ki aaj main phansi ki saja mein agar pahli pensil mein thappad mar deti aur kahti galat kam hai aaj ke baad kabhi na karna to main sultana daku na banta aur mujhe aaj phansi na milti to dhanya ho mata-pita jo apne bachchon ko sachchi shiksha dete hain ab jaise ye naam jap kar raha hai satsang mein aaya ye kuch samjhe na samjhe par ye sanskar iske andar jo hai wo agar grihasth bhi rahega to ek bahut accha grihasth rahega agar virakta hua to bhagwan ka bhakt vishesh jagat mangal karne wala mam bhakti yukt bham Puna to jaise ek deepak se jal jae aur ek karod deepak jala de to pehle wale deepak mein kya antar par jaega kya kuch nahi aise y jo bhagwat prapt bhakt hai lakho ko bhagwat prapti kara de to usmen koi fark thodi par jaata koi kami thodi ho jati par pehle apna deepak jalna chahiye bujhe se deepak thodi jalta hai to pehle swayam siddh bhagwat prapti swayam bhagwata anand ke tab uski vani se

lakho ko bhagwata anand ki prapti ho jati hai aur yah bhajan se hota hai yah nishkam se hota hai yah bure aacharan ke tyag se hota hai bhesh chahe jaisa ho aacharan bure hain to kuch labh nahi aur bhesh chahe jaisa ho aacharan achhche tov mahatma hai wah sant hai bhale wo pent shirt mein ho sakta hai wo dhoti kurta bhi ho sakta hai aise hi papi kisi bhi bhesh mein ho sakta hai kalne ne bhi to sadhu ka vesh dharan kiya tha aise hamara uddeshya theek hai to ham mahatma hai hamara uddeshya theek nahi to bhesh se koi khas baat

nahi hoti hai ji kishan ji kashi se ha shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ab tak galat raste par the hamen nikalne ka tarika batayen aap kaise nikle agar aap itna jaan gaye ho ki main galat raste mein chala gaya hoon to lautne ka rasta to aapko pata hi hai na jis raste se ham galat raste ja sakte hain to sahi se galat mein gaye hain na tabhi to ham jante ki yah galat hai waise wapas laute kadam wapas karo agar ham idhar ja rahe ho galat rasta to ham kya karte hain wapas laute hain na wapas lauto aaj ke baad main yah nahi karunga yahi wapas lautna Vrindavan mein baithe ho aap jise galat samjhte ho use aaj ke baad mat karo ab lo nasani ab nan bol sakte ho ki kya galat karte ho drink karte the aur drink smok is tarah ki chijon mere friend sarkal mein saath mein klab jana dharna naye bachchon mein sab hota hai lekin aap vichar karke dekhiye ki ab aapke andar agar satsang thoda bhi pahunch gaya hai to aap vichar kijiye aapki halat kya hai sharir ki yah rog ka ghar hai sharir agar aap savdhaan nahi rahenge to abhi tak to

manoranjan kiya hai ab jo uska parinaam aayega to keval bhogna hi bhogna padega aur koi sarkil mitra ka aapko sahyog dene wala nahi jab tak jeb mein dum hai aap mein dum hai to hath milaenge jis din charpai mein lag gaye na phir koi tumse milne ave ya smok karane ave ya drink karane ave to hamen batana tumhen tumhari jeb mein dum hai sharir mein dum hai isliye char hath milate hain aaj se sudhar jao aaj se kasam khao is baat keeya brindavan mein ki ham sharab nahi piyenge ham nasha nahi karenge jo smok aadi

kar rahe theek hai na achhche bachchhe ho aur do-teen kilometer daud lagana karte ho subah nahi aaj se niyam lo agar daud lagane mein asmarth ho to raftar se chalo dekho sharir svasth rahega na to dharm kar paoge bhajan kar paoge ise svasth sharir nahi kahte aapka sharir aswasth hai sharir mein adhik charbi badh jana sharir ka adhik wajan badh jana ye aapke jo men ang hai un par iska prabhav padega lever hai kidney hai hart in par prabhav padega adhik charbi hai sharir ke liye theek nahi hai to aap daud lagao jaise bahar daudne ko na mile to aajkal wo dal tred mil usmen daudo theek hai aur nasha mat karna hamare samne kasam kha kasam khate ha iska nirvah karna Guruji ek rikwesta hai meri samjh nahi aata jab chijon koshish bahut bar karte hain ki hamko pata y banda sahi nahi hai mere liye yah sirf ophishiyal ham mil rahe hain par koshish karte hain 10 din baad wapas usi traik pa aa jaate hain nahi chhut nahi pata jaise bhajan kirtan start karte hain karte hain phir 15 din baad wapas normal ho jaata hai to ham apne aap ko

nirash nahi rakhna 15 din baad wapas aae na phir save din wapas chadh na to agli bar 20 din ham wapas nahi aaenge phir agli bar ham 30 din ek din ham sthit ho jaenge hamko nirash nahi hona hatash nahi hona Guruji eksepta kar lijiye hamko nahi ham dekho bachchha nahi rah pa rahe nahi samjh mein aa raha hamko dekho kamzor banoge to phir kaise saath aapko hamara saath dena hoga aapko datna hoga agar aap ye kah de ki ab hamare samne mitra aa jae main uske saath klab chala hi jaaunga hamare samne koi friend aa gaya to ham aisa kar hi lunga to ab phir ham asmarth ho jaenge dekho hamare paas natak baji jadu tamasha drama nahi hai adhyatma ka hai satya baat yah hai ki updesh shri Krishna ka aur skaar arjun ka karna rat ham aa kenge lekin baan tumhen chalana hoga baat samjhe na jab hamari aapki mitrata shri Krishna aur arjun jaisi ho to baat hogi ham wahi rat khada karenge jahan tumhara kalyan hoga lekin jahan tumhara akalyanenkeelam itna kamzor nahi hona ki ab yar kahega dost kahega to phir maharaj ji

aapki kasam tut jaegi to phir ham har jaenge aur tum har jaoge agar aap yah saath doge ki jo main vachan de diya pran tyag sakta hoon kabhi nahi karunga aapse badhkar koi mitra nahi socho dete vachan haan ek baat samjho hamse badhkar tumhen dost nahi milega isliye nahi milega ki dekho ham dhan se bade nahi hai ham tan se bade nahi hai hamare bhagwan hai is baat se ham bade hain ki ham prabhu ke das hain aap bhi shri bhagwan ke ho samjh rahe ho to hamari tumhari dosti sahaj hai drame wali nahi hai aur ham tumhare mangal ke liye kah rahe hain tumse kuch lene ke liye nahi tumhen mahan banane ke liye jahan tum gir chuke ho wahan se khade karne ke liye to hamari baat keval man lo jaise ham aapse kah rahe hain ki aap sharab mat pina to iske saath hamara power bhi aapke saath hai keval itna hi nahi hai aap jo kah rahe ki main nahi piunga to iske saath aap dekhna power bhi hai par aapko kadam ladkhda nahi nahi hai agar ladkhda diya to baat nahi ho agar nahi to lakho log aap hi nahi ho lakho log aise jo milte hamse

baat gaye aur pehle sudhar chuke hain aap to aaj kasam kha rahe ho yahan saikadon hazaron log aise aa chuke hain jo ye kah chuke hain ki mujhe chha mahina ho gaye sab chode mujhe sal bhar ho gaya chode aur tab wo hamse mile iska matlab kya hua keval mahatma kuch aisa jadu tamasha kuch nahi hai ham jo kah rahe hain wo man lo ye chamatkar ho jaega aajkal kya hai sansaar natak bahut pasand karta hai aur ham tumhen phir hi bata rahe hain Radha Radha japo aur ye sab to lagta hai ki yar matlab nahi abhi lal kalava lava kapda papda

nila lal phaal karke kai ganth laga ke na dekho tum ye lo usmen kuch nahi lekin tum safalta ka pratik manoge ki yahi sansaar ka swaroop hai sachchai kah rahe hain na koi rakh na koi duniya ka natak to kam samjh mein aayega aur isse agar man gaye tum to maya par vijay prapt kar loge aaj sansaar drame ko pasand karta hai bachchha natak ko pasand kar aisa nahi bachchha tum karo paap aur koi tumhen sambhal de aisa nahi avashya mein bhog tavy katam karm Subha subh sadhu ke sang se tumhare karm ujjwal hone chahiye sadhu ke sang se tumhare vichar ujjwal hone chahiye sadhu ke sang se tum mein adhyatma shakti ani chahiye ye sadhu ka sang hota sadhu ka sang y jantu mantr wala thodi hota hai ye bhasam Rakhi wala nahi hota wo tumko sadhu bana dega kare sate sadhu samana bhagwan aur bhagwan ke bhakt apne saman bana dete hain to achhche ban jao galat aacharan khud tyago tum mein sab himmat hai tum sab kuch kar sakte ho apne ko bhul chuke ho isliye aisi halat ho chuki hai jo tum mein samarth hai wahi yahan samarth hai wahi

bade-bade mahapurushon mein samarth hai tumne apni samarth kho di bhul kar ke maya mein khodi use jagrit karo Radha Radha Krishna Krishna Ram Ram hari hari isi se abhi jagrit ho jaegi andar ki jalan ko shant karne ke liye bhagwan ne yuktiyan di wahi anubhav wahi yuktiyan va wahi bhajan ka wahi aapko de rahe hain to satya vastu ko sweekar karne se aap swayam mahan ho jaenge kisi ke sahyog ki zaroorat nahi pare aap khud itne majbut ban jao ki dusron ko sambhal sako tumhen kisi ke age rona na pare samjh rahe ho na aise majbut tum bhagwan ke ansh ho ye deh to kal nahi thi aur kal nahi rahegi ye aaj hai vartman mein hai avyakta dan bhutani vyakt madhyan bharat avyakt nidhna tatr ka paride vana ye sab sharir pehle nahi the ye baad mein bhi nahi rahenge wo avyakt aap bhi hai wo pehle bhi tha aur wo age bhi rahega wahi tu hai koi aur nahi paramatma tatv hai ta jag apne swaroop mein jag ye vishay ye nana prakaar ki gandi baten tujhe gira chuke hain tu uth khada ho aur raund de inko rane ke samarth tere mein

kusang ke karan tu itna kamzor ho chuka hai baat samjh lijiye hamari dasha bahut bigad chuki hai kusang se ab satsang bhagwan ne diya aap par kripa na hoti to satsang na milta ab sudhar kar lo Radha Radha naam jap karo aur dekho ham jo kah rahe hain yah bhajan ki tarah hamari baat manna do-teen kilometer tred mel mein ya aise daudo aur kabhi bhi aise padaarth mat khao jo tumhari buddhi ko tumhare swasthya ko kharab karen abhi zyada avastha to aapki hogi nahi kitni avastha hai 32 haan to abhi jawan ho aur dekho bahut zyada sharir ko is tarah se phailana accha nahi alphar karo pavitra ahar karo satvic ahar karo aur thoda vyayam karo karte ho vyayam kuch jo karna chahiye wo to kar nahi rahe jo nahi karna chahiye wo kar rahe ho trenar aata hai uske saath bred makhan khane chale jaata hai ha nahi a makhan mat khana nahi to gadbad ho jaega able ab to Radha Radha japo aur moong ki daal aur sukhi roti khana sikho to abhi sab theek ho jaega dhire dhire theek hai man se to nahi achhche bachchhe ho

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi