man bahut pareshaan karta hai, gharwalon ke liye bhi galat sochta hai kya karu ? BhajanMarg
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
avneesh Mishra ji chhattisgarh se e Radhe Radhe Gurudev pujya maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji mera man mujhe bahut pareshaan karta hai har sabka man bachchha pareshaan karta hai tumhara hi thodi pocho kisi ka ki tumhara man pareshaan nahi karta sabko pareshaan karta hai iska kam hi hai pareshaan karna yah viparit dishaon mein bhagta hi rahta hai isko sametne ke liye hi to bhajan hai bhajan ke bina samet todi sakta hai shastr swadhyay kare satsang sune uske anusaar aacharan karne ki cheshta karen aacharan karne mein jo hamen bal chahiye wo naam jap se bal milta hai nahi to sabko pareshaan kiye man jitni jelen bhari hai sab manhi ke dwara to bhari hai aur jitni badmashi hoti hai uddandta hoti sab manhi ke dwara to ho rahi hai jitni gandi baten sab manhi ke dwara to ho rahi hai ji ghar walon ke prati bhi anisht ghatna ki soch lata hai drishya lata hai waise puja ke sam bhagat dekho bachchha agar isko man ko sambhala na jae to ghar walon ki baat jane do ap nishta kar leta hai yahi to hai itna va pratikul
savane lagta hai ki apne ko suit karva de apne ko jahr khwa de yah manhi to hai bachchha sara khel manhi to kar raha hai isliye isko sudharne ke liye hi to adhyatma hai satsang suno aur naam jap karo yah jab galat chintan kar raha ho usi samay Radha Radha Radha Radha Radha is to yah kahega band karo Radha Radha hamari baat suno uski baat na suno wo dhire-dhire kabje mein aata jaega jab aap naam jap karte hue man ki baat ko katoge to tumhare adhin hota jaega aur jab naam jab chhod doge uski baat sunoge to tum uske
adhin hote chale jaoge wah jaisa kahega vaisa plan karva dega yah itna dusht hai ki aa jae to apne mata-pita ka gala katwa de yah itna dusht hai ki apne hath se apna gala katwa de yah depression mein pahuncha de aur yah itna accha hai ki bhagwan ki prapti kara de yah bhi baat hai ye bhagwan ki bhi prapti kara de isliye hamen lagta hai bachchha man ko chhut nahi dena chahiye man ko adhin karna chahiye man ko shastr sant aur sadguru dev ki agyaa ke anusaar chalana chahiye nahi bahut ganda hai itna ganda hai ki
aap soch nahi sakte itna ganda hai aap dekh lo itna ganda hai ki aap soch nahi sakte ki yar aisa kaise kar sakta hai aadmi wo aisa bhi karva dega jaisa tum soch nahi sakte vaisa bhi karva dega bahut ganda hai isliye isko gandagi se ek bar niklne ki himmat karo ab hamara isliye himmat nahi padti niklne ki ki ham aur man ek ho gaye man kahta hai aam to hamen lagta hai mere ko chahiye main main hi chah raha hoon aam lekin wah man ki maang ab hamen dekhna hai aam hamen khana chahiye ki nahi khana chahiye is samay aam khane se kya parinaam hoga agar ham inka nirnay karen aur yah pata chale ki is samay garmi mein aise aam nahi khana chahiye toy nahi khaonga ab wo bar bar 100 bar aapke samne rakhega nahi khao ham ek udaharan de rahe hain kha are kar lete hain aisa nahi galat hai jab galat hai to nahi nahi nahi ab wo aapke samne dusri peshgi rakhega yah din bhar yahi karta rahta hai jal bunta rahta hai aur bhajan karne wale din bhar isse ladte rahte hain iski baat katte rahte hain dhire dhire dhire ye jab a apne andar mein aa gaya
yahi phir mahatma bana deta hai yahi bhagwan bana deta hai insaan bhagwan ka swaroop ho jaata hai log kahne lagte hain yar ye to sakshat bhagwan hai aise nahi kahne lagte aur man niche gira de to bole to shaitan hai yar ye to Rakshash hai yar to manhi ne to karwaya isliye man ko to bachchha sudharna hi padega agar nahi sudharo ga to yah jail pahuncha sakta hai yah durdasha kar sakta hai isliye mujhe lagta hai bachchha man ko to jarur ankush mein liya jae nahi bade bado ko ye durgati pahuncha deta hai bahut aparadhi hai ye agar isko chhut de do to aparadh ke siva accha sochta hi nahi hai galat hi sochega aap chhut dek dekho galat hi sochega aur iski soch mein chal do to Rakshash ban jao ab jo bachchhe chuk kar diye hain Rakshash hi to ban gaye parai mata bahno ki taraf ganda bhav gandi drishti aur phir hamari koi gandagi jaan na ja jae isliye unki hatya to aajeevan karavass bhog rahe hain isliye ya to suit kar diye gaye isliye bachchha man ki gandagi ko sambhalo ye jo gandi baten soch raha hai iske sudharne ka ek upay hai naam jap karo yah
pavitra hone lage jaise jaise man pavitra hota to pehchan kya hoti hai achhche vichar dene lagta hai jaise ganda man hai to gandi baten phenk raha hai jab ye accha ho jaega na to achchhi baten ho jaegi jaise sant jan hai ab manhi to sara khel hai ab prabhu se prarthna kar rahe hain prabhu ke vishay mein sochte sochte rone lage prabhu ke vishay mein dekho man hai anand mein dubo diya sochte sochte man itna krodhit ho gaya ab nahi raha ja raha usne uska katl kar diya ya uska usne ahit kar diya to iski soch
badle bhajan kya karta hai satsang kya karta hai adhyatma kya karta hai soch badalta hai gandi soch ganda man achchhi soch accha man naam jap karo accha man ho jaega man ko saaf karne ke liye koi sabun nahi bana aaj tak srishti mein ye naam hi hai naam Ram Krishna hari jo naam priy lage Radha Radha Radha wo man ko pavitra pakka vishwas karo vishwas karke japna shuru karo dekhna aaj jo man hai wo kal kaisa lagta hai kal kaisa anubhav mein aayega jab aap naam jap karte karte age jaoge to kaisa anand dega isliye naam naam jap karte ho chalu kiya chalu karo nahi to bahut gadbad hai yahi avastha hai gadbadi karke man yahi nash kar deta hai isliye achhche bachchhe bano achhche bachchhe bano koi nasha to nahi karte haan nasha mat karna mobile se gandi baten mat dekhna gande bachchon ka sang mat karna abhi theek hone lagega isko sahyog na mile bhar aur naam rupi dawa milti rahe to naam theek kar dega man ko i
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- sant bhagwan ke prashn par maharaj ji ne sadhna jeevan ke liye kya updesh diya? — maharaj ji kuch ham logon ko aap bata den ki jaise sadhna jeevan mein kya kaise kuch bhi aap apne mukharvind se kuch sab baton ki keval ek hi baat hai na vishay chintan hone pave na vishay kriya bas…
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…