॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Saar Ki Baat / 21-07-24 / yah cheezen tumhara nash kar dengi / Shorts Compilation

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

tumhara girlfriend boyfriend ye livin relation jo chal raha hai y hamare samaj ko choupat karega naye bachchhe brahmcharya hin ho rahe hain unko aisa dabaw dalte hain bade katu vihaar hote hain ab ek bachchha ma ek bachchi paraspat ab agar aajeevan wahi sweekar karke chale jao to chalo ham man bhi lete hain lekin char din baad tumne chhod diya ab uska jeevan kya ab wo dusre ko usne char din ab uska jeevan kya hamare dharm mein usko kya bolenge vyabhichari to bola jaata hai vyabhichari ko kya kahte hain koi accha charitrvaan thodi kahte hain to aaj ye vyabhichari to badh raha hai ise koi friend kahte hain ham mante hain ham aap friend kar dosti karte hain par aajeevan tab to manenge na ab man lo bachchha bachchi prem kare ham kahte theek hai man liya yug dharm ke anusaar tum karo prem lekin ek se karo aur aajeevan pehle chayan kar lo aur donon aajeevan chayan karke mata-pita gurujanon ka ashirwad lekar pani grahan karo ek din tumko yah dand denge dusre ka jo mans khata hai madira pita hai parai bahan betikon

se vyabhichar karta hai adharm aacharan karta hai wo kabhi sukhi nahi ho sakta abhi jawani hai thoda kar lo phir age aapko pata chalega sharir mein aise bhaykar rogon ki suchna ho jaegi ki depression mein pahunch jaoge mans khane ke to baad jane do vayu lena mushkil ho jaega ye bahut kathin sansaar hai isliye ham sabse prarthna karte hain jahan tak ho sake gande ahar se gande pe se gande aacharan se bacha jae aur bhagwan ka kuch na kuch naam liya jae Ram Krishna hari thoda jisse mangal hona shuru ho jae maraji meri jim mein kuch log hain jo aapse bahut darte hain wo isliye kyonki bahut se bachchon ne nonvej va anda chhod diya hai lekin kuch aise hain jo isliye darte hain ki agar hamne Baba ki vani sun li to ham unse kanwinsibal hu to pila na pahna de dar se mukt karne ke liye ham aapke dost hain dar dene ke liye nahi jaise aap kisi pashu ko jinda bhuj ke kha rahe hain na bahut paisa dharm se kamaya hai beeed marsadeej shisha nahi khulega aisi aag lagegi usi mein ghum jaoge shisha kholne ki koi gunjaysh nahi milegi

aapko usi AC gaadi mein aap bole kitne bhune bole aath the usse bachana chahte hain ham aap agar galti ho gayi hai uska prasit kar liya jae to fatafat maaf ho jaega bahut bade kripalu bhagwan hai avlo nishani anan sayo bhagwan ke vachan se hi to ham logon ko himmat mili hai na vakalt karne ki unhin ki baat sunkar hamari chati phulti hai aur kah dete hai tum chinta mat karo aao aaj se niyam lo ki main aisa nahi karunga piche ka ham sab dekh lenge tum chinta mat karo hamare malik ke vachan hai wo apno paran visar bhagat ko puro paran nibhao jo mans khate hain jo sharab pite hain jo parai mata bahno ke prati gandi drishti rakhte hain voh kuch bhi kar le kabhi mangal hone wala nahi keval tum yah baten chhod do sharab pina chhod do mans khana chhod do parai mata bahno ki taraf ye gandi baat chhod do naam jap karo agar tumhara mangal na ho jae to hamara kahna kuch rahe kuch rahe aur karna chahe jitni bar tum ganga nahao chahe jitni bar haridvar ghum aao papa charan bandan karoge na to narak milega tum pakki baat samjho aur yah

aacharan band kar do Radha Radha Radha Radha Radha pakki baat bhagwan ki prapti ho paap aacharan karne wala kabhi yah sab natak badi mani jae ise dam mana jaega ise pakhand mana jaega y bhagwat marg nahi bhagwat marg mein hai tasma shastram praman karya ka shastr ke anusaar chale mariyada se rahe grihasth mein jis patni se pani grahan kiya ek sima jis pati se pan grahan kiya ek sima hamara dharm hai ham bharatiya hai hamari ek mariyada hai us mariyada se chale abhi shanti prapt hone lagegi y jo jeev jantuon ko paka ke khate hain bhaiya sun lo ye jo mans machhri vanda khane wale bole aur to kuch ham nahi khate machhri khate machhri mein jeev nahi bole nahi pani ki taroi hai ha ha hamse bole ek taroi jo hoti hai va jamin mein chhail hai pani ki taroi hai machhli pani ki taroi hai va banoge tum bhi pani ki taroi tayyar ho jao phir tumko sidhe mirchi ki tarah ke kadhai mein jinda phir khaenge bahut nirday log hai bahut nirday log ye jlate hain pashu ko aise pair bandh diye upar aise sariya dal ke usmen pairo

mein aur niche aag laga di dhire dhire ghanton mein tadap ab muhn bandhaya awaz nahi nik tadap tadap kar mar rahe aur wo char da baithe hasi majak kar karo karo majak karo yamdoot aise hi bandh bilkul aise hi aur wahan yahan ek din tum aisa paap karoge wahan saikadon varsh uska bhogna padega aise hi yahan ek pashu ko tumne jalaya anand liya wahan ho sakta hai ki ek kalp tak tumko jalaya jae jaise y ek 15 minute ka aparadh aajeevan karavass hosh mein yah nahi manna ki ye narak swarg sab vyarth hai jeevan ka anand charit ki pavitra se hai yah hamari samaj samjhe ham videshi nahi hai ham bharatiya hamara charit hi puja jaata hai hamare cha tum dusron ke charit ko accha chahte ho lekin apna charit bigadte ho kaise bane aap jaise man lo aap hai purush hai aap chahoge charitrvaan ladki mile to aap lautkar thoda apni taraf dekhiye aapka charit kaisa hai to ham apne charitra ko surakshit rakhen to ham bharteeyon ka sab hriday jud jaega nahi to aise nahi jab dharm se chala to pura parivaar Bhagvati dharm ek sukh pradan

karne wali vastu hai aaj kaun jaan raha hai dharm kise kahte hain kaun jaan ra hai charit kise kahte hain rupya to kabhi bhi mil jaega charit wapas aayega ek bar charit dushit ho gaya apne jeevan ka ab rupya to chala gaya to ham aur kama lenge lekin charit kahan layenge jeevan dushit ho gaya jeevan ki pavitra ko aaj khilwad samjha jaata hai isiliye bhai ab hamara to yahi ek mat hai ki agar adhyatma ko jana jae shastron ko suna jae dharm ko jana jae us par chala jae to a bhi sudhar ho jaata hai aaj ke samay

mein ek patni vrat ya ek pati vrat yah to matlab aise samjh lo jaise ratri mein surya uday ho jae bhala asamabhav hai na aise ab asamabhav ho raha hai yah badi asamabhav ki baat ho rahi hai kyonki 10 din ye boyfriend phir breakup phir ye boyfriend ye break ap ya ye girlfriend break ka ye bachchhe jananenge ek patli vrat ye bachchhe jaan payenge ki ek pati vrat kaise jaan payenge bhai ham ye nahi kahte dosti na karo ham ye nahi kahte prem mat karo khub prem karo lekin apne dost ka shoshan karo ye kaun si dosti hoti hai aag lage aisi dost aur dosti mein agar bachchha aur bachchi donon prem karen mein koi pareshani nahi lekin tab tak jab tak pani grahan na ho jae tab tak sharir sparsh mat karo dharm se chalo donon dost bankar padho likho hanso khelo hamen koi pareshani kya aap ye pasand karoge ki aapki patni kisi aur ke saath ghumti nazar ave aur kya wo patni pasand karegi ki aap kisi aur ke gale mein hath dalkar ghumte nazar aae phir aise aacharan kyon karte ho aaj jo samaj mein badh raha hai bahut dhurtata hai bahut hi

andhta hai agyaan ki isse bhagwat prapti ki to baat jane do narak ki prapti hoti hai jo kami purush dusre ki striyon ke saath ya kami dusre purushan ke saath unko narak ki prapti hoti hai dhyan de de bharat hai dharm vidhan hai ab aap kah do ki nahi kanun nahi kay ka ye bhagwat kanun hai bhagwan ka banaya hua hai tumhen bhogna padega hosh mein satsang banane ke liye yah bade-bade shastron se Maharshi hon se isiliye chayan karte hain tumhare aur hamare hosh theek rahe yah bharat hai yah dharm bhumi hai sun lijiye is bhumi mein janme ho yadi madira piyoge to narak ka rasta pakka kar rahe ho bole ismen to koi hinsa nahi lekin shastr nishedh hai hamara shastr kahta hai bhartvassi ho videshi nahi ho tum yahan jo varnan ho raha hai va beech mein vishram nahi sidhe narak jo pakhand karta hai sadhu vesh mein in sabko narak ki prapti hoti hai aisa thodi ki tum sadhu bhesh rakh liye to tum chakravarti ho jo chaho so kar sako nahi dekho agar sadhu vesh dharkar galti ho jae to bhagwan kshma karte chuk

lekin pakhand ka matlab janbujh ke wahi karte rahna in sabko nark ki prapti hoti hai aur yah paap unko ghor dukh mein narkopi maharaj ji hamari janreshan bahut zyada galat kamon mein lagi hai aur girlfriend boyfriend banana ek trend sa chal gaya hai aur bachpan ke dost bhi galat raston chal chuke hain aur saath rahne ke karan kabhi-kabhi mera man bahut zyada disturb ho jaata hai jabki shri ji kripa se aaj tak kuch galat karya nahi hua bahut hi vidhvans kari vritti hai jise girlfriend boyfriend jo shabdon se ucharan kiya jaata hai dharm ka nash pavitra ka nash buddhi ka nash kuch bhi accha nahi hai mitrata hai hamari aapki mitrata mein dosh nahi par mitrata ka bahana lekar jo bhog vasna mein utar jana hai yah bahut hi hanikarak hai ab bolo kya jeevan tum kya samjha bazar ki dukan ki vastu samjhae kya ye aap khilwad samjhte ho na aap deshbhakta ban sakte hain na aap mata-pita ke bhakt ban sakte ho na bhagwan ke bhakt ban sakte hain siddhant ki baat sun dusre galat kar rahe hain hamko nahi karna hai phir

hamko koi parast nahi kar sakta dusre sudhre to ham sudhre kabhi sudhar nahi sakte jo apne pati ki vanchna karke dusre purush ke saath ganda aacharan karti rau ra nark usko prapt hota hai jo purush apni patni ki vanchna karke dusre parai stri ke saath sambhog karta hai to bole parivan su koot sal malesh koot sal mali namak narak ki usko prapti hoti hai dusre ki patni ke saath jo sambhog karta hai use koot salam narak mein dala jaata hai kaisa hota hai jaise khajur ka jaisa lamba ped bhale jaise kante uske upar

se chhod diya gaya marna waha hai nahi jo parastri gaman karta hai bari le lo manmani bole jeevan mauj masti ka le lo mauj masti ki jab hisaab kitaab hoga ta tum chahe stri ho chahe purush ho isliye vaishnav mein kabhi yah dosh hota hi nahi jo dusron ke gunon ko prakashit karta hai dosho ko dhak leta hai use vaishnav kahte hain wah dur se hi kabhi kisi mai bahan ki taraf kam drishti nahi

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi