॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab ek Dentist ne bataya gutka aur tambaku se yuvaon ka nash ho raha hai to kya bole maharaj ji !

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

maharaj ji inka ek aur hai ki maharaj ji jaise aap bolte hain ki sharab chhodni chahiye to kafi log chhod rahe hain maharaj ji jo sunne ko milta hai jaise aapke kantik mein aur dekhne ko milta hai maharaj ji kah rahe hain ki dant chikitsak hai to bahut sare aise rogi ate hain jo muhn mein jinko cancer ka rog hota hai uska mukhya karan hota hai gutka aadi maharaj ji agar aapke apne mukh se kah denge ki gutka bhi nahi khana chahiye yah bhi hanikarak hai janleva hai isko log accha matlab isko bura nahi samjhte hain aur ye itna khtrnak hai maharaj ji ki sharab se itne asani se matlab hart attack aa gaya mar gaya par gutka khane se jo cancer hota hai pura gal jaata hai maharaj ji kide nikelte hain aur itni dardanak maut ki parivaar ke parivaar ta paise bhi lagta hai kitna gutka khate hain tab cancer ho jaata hai maharaj ji wo to pauch liye rahte hain kabhi 20 wala 50 wala aur din mein matlab pure time muhn mein chalta rahta hai maharaj ji kya hai sharab to thodi mahangi hai gutka to bahut sasta hai to matlab lebar

jo hai jo majdur sab kyonki kisan aadmi jaise driver taip jo aise mehnat ne wale log hai na unko kuch nasha chahiye kuch aise log hote hain jo kriya pradhan bahut hai aur bhi nahi aata ba kha jaata hai kha lete ta to sir ji aadat hai na nahi ham aapse daktari tarike se pooch rahe hain ki agar ek pudiya do pudiya 24 ghante pa leta to cancer hoga bilkul maharaj ji bilkul kyonki usmen chemical bhi dale sirf tamaku nahi hai usmen accha usmen chemical bhi dal hain aajkal har chij chemical ji is matlab agar factory band kar da to prodakshan hi nahi hoga to log khaenge nahi aam aadmi ki pahunch mein nahi aayega par wo factory chal rahi hai aur abhi beech mein tamaku gutke ko bain kiya gaya tha haan tambaku wale mein wo cancer wali chap laga rahta phir bhi khate maraj ji ha nasha to nasha hai accha matlab jan sadharan mein hamen lagta hai 100 logon mein agar pucha jae to 90 log to shikar honge iske kyonki tambaku aur gutka ye to ek matlab sadharan si baat hai maharaj ji pehle log tambaku khate the desi tambaku

aur thoda chune mein to to usse itna nuksan nahi hota maharaj ji jab se gutka aaya hai ye pata chala yang ej ke bachchhe 18 sal ke 20 sal ke unko cancer ho raha ab wo maharaj ji second ya tharda stej pa unko malum parta hai pehle to muhn khulna kam ho jaata hai dhire-dhire ab muhn nahi khul pa raha danto ki problem ab dhire-dhire jab unko bola ki bhai nahi ho payega aap jao to wo kahin yahan bhag rahe wahan bhag rahe ji operation ho rahe hain paise bhi ja rahe hain vyakti nahi is par ye bahut gambhir vishay pahli bar aap ham aapne is vishay par prakash dala nahi to abhi tak na hamare dimaag mein tha aur na hamare ko kisi ne aisa bataya accha ham bachpan se ganga kinare rahe to hamko in vishay ka gyan nahi raha isse kya hoga hamare samaj ko bahut bal milega kyonki lakho log is baat ko sunenge aap jo kah rahe hain to hamen to iska gyan nahi tha lekin aapne ise ham isko kya dekha to hai hamne ki log praya supdi masala is isko to hamen lagta hai 100 mein ko 98 log pate ho kisan hai

driver hai riksha chalak hai ya ghar grahasti wale ye chijon to bahutayat mein matlab aur ise nishiddh nahi mana jaata khas baat ye hai bas maharaj ji isko galat nahi log sochte kahte to theek hai salo se kha rahe hain haan salo se kha rahe pehle bhi khate the to ab isko galat nahi mante hain to aapke paas marij ate hain kya haan ji aae hain aur kai logon ki deth ho gayi maharaj ji wo matlab itni dardanak maut gaye ki matlab main kya batau matlab mujhe haan to hamari sabse hath jod kar ke prarthna hai hamko to gyan hai nahi is vishay ka doctor sahab ne gyan bataya ne isliye ki dekho ismen samaj to jo log masala tambakhu ye chijon khate hain to kah rahe hain ki bahut buri tarah cancer hota hai pareshani hoti hai to aap log chhorne ka prayas karen ham kasam khane ke liye nahi kahte par chhorne ka prayas karen kyonki dhire-dhire pehle use kam kijiye kisi bhi vyasan ko chhorne ke liye saisa nahi chhoda ja sakta kyonki jaise koi 10 sal se masala kha hai to hamen lagta hai yadi dhire se chhoda jae to bahut aram

se chhoda ja 10 pudiya pate ho do pav ek hafta phir iske baad ek chhod do ek panv phir dhire se adhi pudiya karke ek chhod do phir adhi pudiya ko thoda aise rakh aur bas chhod do to chhut jaegi ekdam chhut jae har chij jab sharir chhut jaega to pudiya chhod le ke aa jaata hai aur baat sahi cancer aaj bade bhaykar rog hote hain nahi ham hil gaye tumhari baat samjhkar kyonki abhi tak hamko iska gyan nahi tha ki supari tambakhu aur yah chijon aise kar aur aur praya bhi ham sharab aur iske liye bolte the a ismen bhi bolenge par aapko lekar bolenge ki ek doctor sahab ne bataya hamko ki aisa to ye baten jaengi ye youtube0 log dekhte hain to isse ho sakta hai ki logon ka lekin tambaku aadmi sab likha aata hai ki aapko isse cancer ho sakta hai par phir bhi log khate hain phir bhi ham prarthna karenge is baat ki

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi