॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhagwan sabke andar maujud hain to wo hamen bure karm karne se kyon nahi rokte ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

deepak kumar ji Radhe Radhe shri mar ji Radhe Radhe aapke charnon mein koti koti pranam mar ji hamare sabke andar bhagwan maujud hai to bhagwan ji hamen yah bure karm karne se kyon nahi rokte kyonki bhagwan sakshi matra hai tumhen chhut de degi jaise tumhare pita tumhen 500 rup de diye aur tumhen bheja jao bazar hai ab tum 500 ki daru pi kar ke nali mein gire pare miloge to pita ne to nahi kaha tha pita ne 500 rup diye the ki tumhen uchit kharch karna hai ab iske baad tumhare thappad

chalenge jab laut ke jaoge aur dobara 00 rup nahi milenge aise hi tumhen manav deh mili aur bhagwan ne tumhen apna power de diya dekhne sunne bolne ye sab bhagwat power bhagwat shakti se aap chal rahe hain ab iska prayog kahan karte ho gandi baten dekhte ho ganda aacharan karte ho gande khanpan ko karte ho yah tumhare upar chhut hai is baat mein manushya ki swatantrata hai wo bura kar sakta hai ya accha kar sakta hai iske liye chhut hai parinaam tumhen milega jaise kheti de di bij de diya aur vivid prakaar ke bij de diye ab usmen tum bote kya ho babul bote ho ganna bote ho daakh bote ho tumhari upar chhut hai yahi manushya yoni ki matta hai ki tumhe upar chhut hai aap tum bura se bura karm kar sakte ho achhche se accha karm kar sakte ho bura karm ke narak aadi durgati ko prapt ho gaya accha karm karke swarg adiya bhagwat prapti karo yah chhut hai isliye bhagwan nahi rokte yah to hamne siddhant bataya ab dusri bhav ki baat bata rahe bhagwan sabko rokte hain beimani mat karna hamen imandari se

batana jab tum bura karna chahte ho ya chalte ho to tumhare andar awaz aati hai ki nahi ki galat hai sachchi batana sabke hriday mein aati hai to aapne us bhagwan ki baat ko kahan mana bhagwan bura karne se rokte hain sabko rokte hain he galat hai mat karna fas jao ga lekin nahi jeev manta bahut dheemi awaz hoti hai aapko kabhi sunai di wo dheemi awaz hoti hai bhagwan agar wo baat man lo to theek ho jaega lekin maharaj ji va man phir wo to bas yahi to chhut hai yahi to khel ka khiladi hai man aur panch gyan indri i ke chakkar mana khata bhagwan khud bol rahe gita ji mein mam van so jeev loke jeev bhuta sanatan mana katani indriyani prakriti sthani kar sati bhogon ki taraf prakriti taraf maya ki taraf akarshit hokar wo papa aacharan kar leta hai phir uska dand bhogta hai jeev usi ko bhogna parta hai isiliye savdhaan hokar ke chalo galat karoge to bhai pitna padega achhche karoge to prashansha hogi aapka naam hoga aapko dhanyavaad milega aur nahi to phir dhikkar milega aur narak aadi aur jail aadi katna padega to yah chhut

di bhagwan ne ki tum jo chaho accha karo ya bura karo ye tumhare upar chhut hai aur samjhane ke liye aisa nahi nahi hai ki bhagwan samjhate na ho bhagwan samjhate hain kisi na kisi rup mein bhagwan samjhate hain pakka aisa nahi ki tum galat karne ja rahe ho tumhen samjhae na bhagwan andar se bhi samjhate ho bahar se bhi samjhate hain kisi na kisi dost ke kisi na kisi ke dimaag mein yar bhai tum galat rasta kyon chayan kar rahe ho yar sahi dhang se chalo wo bhagwan hi to aapko prerit kar rahe hain bhagwan sabko savdhaan kar dete hain andar se aata hai ye phas jaoge bahut galat hai bahut bura hoga aur jab fas gaye to bole yar hamare andar aaya tha fas jaoge par ham phas gaye bura fas gaye bhagwan to bilkul aise samjho sakshi pita ki tarah hai tumhen ye jeevan de diya karm bhumi de di ab jo chaho karo parinaam tumhen bhogna padega achhche karm karoge to accha bhogna padega bure karm karoge to bura bhogna padega aur bure karm kar dalo agar ho bhi gaya aur bhagwan ki sharan mein ho gaye to bacha lenge ham tom sarv pape bhyo

moksh Shyam ma sucha ek upay jaise vakalt bhi pakki ho gayi aur nyayadhish ne nirnay bhi pakka kar diya ki tumhen phansi ki saja to bhi ek point abhi bakaya hai rashtrapati se kshma yachna kar lo to wah bacha sakte hain to akhil brahmand ke rashtrapati bhagwan shri Krishna chandra jo hai shri hari hai to unse prarthna karo wo sare paap nasht karke aaj bhi mangal kar denge par naam jap karo aur age paap na karo jo piche ho gaye unka prachit bhagwan ke naam jap se bhagwan ke bhajan se ho jaega samjh pa rahe aap

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi