॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #731 · 17 november 2024

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

paraj kah rahe hain ki jab aaj jab pashchimi sanskriti hamen pratyaksh evam apratyaksha rup se prabhavit kar rahi hai evam adhyatma ke marg mein rukavat paida kar rahi hai aise mein kya adhyatmik chetna ke saath-saath swadeshi bhav jagran kitna avashyak nahi swadeshi bhav adhyatma hai hamara wo alag baat nahi hai swadeshi bhav hi hamara adhyatmik hai dekho adhyatma in bahari baton par zyada chintan nahi karta hamara mukhya chintan hai indriy aur man ko sanyam mein rakhna aap samjho kya desi kapda pahan kar ke vay vichar nahi ho sakta gande aacharan nahi ho sakte aap vichar karo bharat adhyatma hai bharat ka agar arth hai samjho to adhyatma hai adhyatma tumhari vasnaon ko nasht kar dega sab baat ban jaegi aisa ham nahi kah sakte ki videshi yantron ko phenk do nahi har jeb se mobile phenkna padega aap samjh rahe ho videshi gadiyan hai ham desh aur videsh vishv pura hamare bhagwan ka hai hamko achhche aacharan lene hamko gun lena hai videsh mein bhi bahut gun hai aisa nahi ki gun nahi ham swadeshi videsh se padhkar

doctor ate hain bahut bade-bade rogon ka nidan kar dete hain bahut achchhi quality ka jo vigyan hai videsh mein jo wo ham ham usko grahan karte bahut si aisi chijon hain jo hamare liye labhdayak hai videshi ausdhiya bhi hai videshi yantr bhi hai videshi bahut se aise lekin ham videshi gande aacharan kyon sweekar karen ham gandi baat kyon ham yahan se yah nahi bol sakte ki keval aap aise nahi kah sakte sanskriti par jo hamla hai main us adhyatma usko ham shabd mein adhyatma kahte hain adhyatma wahi aap jo kahna chahte ho ham usko ek taraf isliye kaat diya ki kahin us shabd pe na aaya jae ab aap agar kisi ek ko khada karo aur usmen janch karo to hare kapda latta mobile kuch na kuch kuch hamen lagta hai isse hamen koi fark nahi padne wala fark padne wala hai aacharan se yah jo ham videshi aacharan apne mein utar rahe hain yah livin relation bharat ka nahi hai ye girl friend aur boyfriend bharat ka nahi hai ye jo vy vichar manoranjan pravriti badh rahi hai bharatiya nahi hai yah mobile se videshi dekhi gayi hai aur

wahi jo apne ko vip samjha jaata hai na unhin ki durgati ho rahi hai kyon itna vasna ka jo bhut chadha hai wo use shanti nahi lene dega use chain se nahi le dekho nirwasan hriday kitna anandmay hota hai to hamara bharat adhyatma bharat shabd hi adhyatma samjh lijiye agar adhyatma se ham jud kar ke chale to jitendri mano nigrh hota satya brahmcharya par aprigrah bahut se aise mahan lakshan hai jo divya prakash aapka chehra prakashit ho jae aapka hriday aandit ho jae par yah jo galat aacharan hai ham un par prhar karna chahte hain ki inka sudhar ho aur inka sudhar hoga ham ek ekak apna sudhar karen ab aap vichar karo chhota tumhara bachchi bachchha aur tum khud bap hokar uska shoshan kar rahe ho yah yah matlab yah to pashu mein manushyon mein to nahi paya jaata yah kya hai yah jo ku vasna hai isko jab tak nahi mitaya jaega to bahari parivartan se hamen lagta koi antarik parivartan hona chahiye are yar pita apni putri ke charan chhuta hai kaisi pavitra hamare desh ki ye kahan se aa gayi pavitra aap

vichar karo to hamen lagta hai hamare jo shastron mein likha hai hamare jo dharm shastr adesh karte hain yadi uske anusaar chala jae to bahut jeevan anandmay ho agar uska virodh karke chalenge bhagwan ke vachan shri Krishna chandra ja ke tasma shastram prmanam se karya karya vyvasthit karya aur akary ki vyvastha shastr se judi hui aur aaj shastr ko manne ke liye koi tayyar nahi hai yah to ham bahut bhagwan ki kripa man rahe hain ki is samay koi satsang sun raha hai is samay koi ekantik sun raha hai koi baten man raha hai aur subah jab ate hain na apaar bhid jaise aaj ravivar aur usmen 10 20 hazar chhod do va ka sab jawan agar usmen dekha jae to 80 pra jawan Radha Radha agar yah sudhre to hamara bharat sudhar jaega jawan sudhar gaye to sab sudhar iska matlab hai ki agar ham dharmashastra ke anusaar chal karke dharmashastron ka updesh karen to hamare desh ka sudhar ho jae par agar ham dharmashastron ko beche to sudhar nahi hoga aur dosh darshan ho jaega adhyatma bikta nahi aur jo bikta hai wah adhyatma nahi

hota hai to hamen chahiye ham bharatvasion ko ki adhyatma ko adhyatma ki dharohar banae vyapar na banae to adhyatma prakashit ho jaega adhyatma ka bal ho jaega teen prakaar se ham adhyatma ko bech rahe hain ek dhan ke liye ek man ke liye aur ek naam ke liye agar tino prakaar ke adhyatma ko keval bhagwan ke liye keval jan sudhar ke liye ho bhagwan par agar vishwas hai to den har koi aur hai det rahat din ran wah pata nahi kahan se de dega ham bhagwan ki charcha nishulka karen jo aa jae Radhe Radhe to uska prabhav aur dusri baat jo charcha karen wo hamare jeevan mein ho tab prabhav padega agar ham kah rahe hain tumse ki samosa mat khana aur ham samosa khate hain to koi prabhav nahi pare pehle ham samosa chode phir tumse bole ki samosa baat kala to wo aisa prabhav padega ki tumhare dimaag mein chakkar lagne lagega yar Baba ne kaha samosa nahi khana aise prabhav parta hai swayam par param pavitra charit swayam bhagwan mein sthit phir bhagwan ka updesh aur wo bhi nishkam tab baat ban jae goswami tulsidas ji

kah rahe hain chauth bhagti mam gun gan karhi kapt taj gaan kapt kya yahi kapt gaan to kar rahe prabhu ka naam apna chahte hain rupya apne liye chahte man chahte phir uska prabhav nahi parta to ham sabko chahiye ki adhyatma ko adhyatma ki tarah ham bante aur adhyatma se hi jagat kalyan ho sakta hai adhyatma se hi hamari buddhi kitne aise naujawan hai jinhone bataya ki ham sharab chhod diye mans chhod diye aur gandi baten chhod di ab ham sahi marg mein chal rahe hain ab Radha Radha jap rahe to thoda hriday mein sheetalata hoti ki bhagwan bade kripalu hain jo baat inki samjh mein aa rahi hai inka mangal ho rane bolna bekar hai agar sudhar na ho to bakwas hi hua ki nahi hua phir bematlab bolna raha to aap bhi aap bhi jo jo sun rahe aap sudhro pura bharat sudhar jaega ham log kya karte hain dusron ko sudharna chahte hain apne bigdel dusron ko sudharna chahte to kabhi aisa nahi ho sakta ham sudhre aap sudhro aap sudhro bharat ka hissa sudhrane laga dhire dhire sab sudhar jaenge raveesh kumar ji shri Harivansh maharaj ji

maharaj ji mera prashn hai ki aapne kai bar ekantik vartalaap mein kaha hai ki sthul se sukshm shreshth hai sukshm se karan sharir shreshth aur karan se turya shreshth hai maharaj ji kya turya vastha hi jeev ko atmabodh karati hai bhajan karte karte dh ka hi naam vastha hai wo sthiti aisi hoti hai jaise susrupt mein hai na koi spharan nahi hota na accha na bura par wo gadh nidra mein soya hua tamogun ka lakshan hai aur wo triguna ta avastha satogun rajogun tamogun tino se pare hai aur smaran

rahit hai koi bhi smaran sat na sat apne swaroop mein jo turi avastha hai wo apne swaroop mein jab tak smriti hai tab tak wo brahm bodh sampann mahapurush nahi smriti chintan ka hi lop ho gaya chintan shunya mukt purush kaisa hota hai wo chintan shunya koi chintan nahi na sat na sat ka shantam va shant jaise ghadi ka sele chalo second ki sui second ki minute ki minute mein ghanta ki ghanta ye hota hai gyani purush ki sthiti aur jo bhakti ki sthiti hoti hai gaadh chintan itna gadh chintan ki apne prabhu ke shiva

koi chintan nahi brahm nahi maya nahi nahi jeev nahi kal apni sudhi na rahi ek rahe Nandlal gaadh chintan bhagwad akar aur wah sat sa chintan shya atma swaroop mein sthit jeevan maha mukt mahapurush jo antahkaran ki agar koi bhi purna hai sharir ki jo kriyaen unka va kinchna matra karta nahi hota jaise dusre sharir mein kriya ho ra aise uske sharir mein ho rahi wah khata hua pita hua chalta hua sunghta hua bhi nahi karta kuch nahi karta na wo koi kriya aur na ho koi chintan ab guna gun vartan te kriya

ho rahi guna gun vartan te chintan ho raha hai wo achint sthiti mein sthit hai use turi avastha kahte hain jaise nind mein nahi hota koi chintan nahi hota agar swapna mein aa jae to chintan shuru ho jaata hai jagrit mein aae to phir aur chintan shuru ho jaata hai lekin sushupta mein chintan nahi hota aise va jagrit mein chintan rahit hota hai kitna kathin hai sthiti ek second ke liye man niruta chintan chal raha na usi ko ghasit karke nirodh kar dena chintan rahit kar dena tab turi avastha hoti hai u aur kya bhajan mein ta samarth jo chahoge wo ho jaega bhajan se hi to hota hai pehle sat chintan se sat chintan ka tyag hua phir sat swaroop mein sthit hokar sab chintan chhut gaya ek bar odiya Baba ji mohanpur mein virajman the to kuch bhakt log darshan karne gaye ro ke chilla ke aake bole Baba to padhar gaye aisi to sab log bhage are bole ye naye naye log hai nahi ki is sthiti ka wo log roz karte the matlab da da 12 ghante Padmasan mein baithe hain makkhi andar se muh mein ja rahi bahar nikal le ankhen khuli palak nahi jhapak rahe

nadi dekho va dhadkan hai pran spand asam pragya vichakshan samadhi yogi ki charm sima bilkul mrit prayah sharir aise check karoge to nadi nahi milegi palak nahi jhapke gi ankhe jaise murde ki nahi khuli ki khuli rahegi mu khul gaya to khul gaya band hai to band hai Baba ke do daat aise upar the to praya muhn khul jaata tha mrit prayah shyam sacchidanand mein ab yah sab kathin sthiti hai koi aisi thodi hoti hai gyan ki charm sima aath bhumikaen gyan ki hai pehle pratham bhumika mein bhogon ka to tyag kare

lok parlok ke samasth bhogon ka tyag naam jap karen bhagwan ki aradhna karen wahi sab de dete soi jane ja dev janai wahi apna prichay de dete wahi brahm hai wahi atma hai wahi sab kuch hai ji Manish ji mirjapur se Radha vallabh Radha vallav shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapne kai bar satsang mein bataya ki hamare antahkaran par teen gunon ka prabhav parta hai aapki kripa se hi ham adham jeevan par satogun ka prabhav ane par sharir pulkit hone lagta hai atah ashu prabhav hone lag jaata hai vani se shabd bhi nahi nikelte parantu maharaj ji aap to prem ke samudra hote hue bhi vyavahrik kriya kaise kar lete hain ye hamen khud pata nahi yah hamen khud pata nahi to in logon ne bhi prashn kiya tha y hamen khud pata nahi bas itna jarur batte hain ki jaise kisi ka system haik kar liya jae na aur wah chalave to phir uska koi bas to rahta le kyonki system haik ho gaya to hamara pura system haik ho chuka hai hamare system ko chalaya ja ab samjh pao to samjh pao system ko haik kar liya gaye aur chalane wala chala

raha hai ham keval dekh rahe hain ham chala nahi pa rahe yah hamare chalane se nahi hai yah system hai kar liya gaya hai jab main tha tab hari nahi ab hari hai main na kaise jo paas rahte hain wah jante hain ki hamare bas ka nahi yah jo bhi ho raha hai yah sab prabhu swayam sanchan kar rahe hain mere bas ka nahi mere bas ka nahi to yah sara ka sara khel prabhu ke hath ka hai bhai ji hanuman prasad pot das ji ne jayadyal goinka ji ko likha ab hamare hath se koi bhi karya nahi ho payega ab main ganga kinare parnakuti chhava karar bas wahan rona chahta hoon ekant mein baithkar Priya pritam ke liye unka nahi nahi sampadn ka karya bhagwan ne aapko diya hai to aise hoto 20-20 ghante kalam liye hue aise 20-20 ghante samadhi st rahte kalam liye hue bhai ji maharaj sampadn ka karya karna hai to phir adhe Shyam banka ji sambhale bhai ji ki sthiti aisi par bhagwan sab karya karate hain acharya dekho sakshat prem rup hote hain par pragat mein akar sab karte hain na to wo bhagwan karate hain abhi jab tak aham bachta hai tab tak

hamen lagta hai aisa kaise ho sakta hai aur jab bhagwan baith jaate hain to sab ka mukham karoti vachal pangam langte girim yat kripa tam ham vande parmanand Madhav wahi sab ya raas se Raghunath kar began jale koi aur jo jane Raghupath kripa to sapne mohan ho wahi baith kar ke sanchan karte hain hriday mein apne bas ki to baat nahi hai apne to bas aise hai ki jara sa hat jae to abhi dharm se gire mile nahi wahi sambhale wahi pakde wahi chala rahe hain wahi bula rahe hain wahi sab karya kar rahe hain aaj ham log tate kate ka jab hamara sadhan karte karte aham samarpit ho jae bandhan ka mul karan ahankaar hai sanskriti mul shul prad nana sakal shok dayak abhimaan to deha abhiman jo jagrit ho chuka main purush hoon main stri hoon main karta hoon main bhogta hoon bhajan karte karte jab divya gyan utpann hota hai to ham apne ko alag dekhte hain sharir se sharir mein rahte hue bhi sharir se alag aur sharir alag hai hi hai dekh kahe na wah jo the wah to chale gaye ab sharir rah gaya to sharir se alag hai wah to alag chale gaye lekin usko koi nahi janta agar jite ji

usi ko jaan le to wahi atma swaroop mein sthiti hai ab bhagwan ka khub bhajan karen dusron ka upkar karen pavitra bhojan pave aur adhiktar machar se rahe kyonki is marg ke liye jo dimaag ki takat chahiye wah haluva badam se nahi aati wo brahmcharya se aati hai nahi dimaag hi nahi lagega aap likho Radha naam aur ek ghanta usi par aise raho Radha bilkul hateega nahi har samay andar Radha chal raha hai Radha sun rahe hain dimaag phatne lagega man bhagne lagega agar brahmcharya theek nahi thodi der mein aise lagega aise aur brahmcharya theek hai to date raho brahmcharya shareerik bal adhyatmik bal baudhik bal sab bal pradan karta hai to santan utpatti ke liye grihasth ko uchit adesh hai virakta ko ya jinka byaan nahi hua unko to bahut sanyam se apne jeevan ko bhagwan ki taraf badhana chahiye brahmcharya bahut bada vardan hai isi brahmcharya ke nash mein duniya dati hui hai nahi T i isi ka nash boy friend girlfriend living relation yah wo wo bas marna jiske niklne mein itna sukh usko rokne mein kitna sukh hoga tum

soch bhi nahi sakte rok kar dekho bahadur ho to jaise apne ko log bahut veer mante hain ham kahte veer bahadur ho to veer ko rok ke dekho veer ho to veer ko rok ke dekho bahut kathin baat hai bahut kathin baat haan sanyam mein ho jae to 10 10 20 20 varsh ho gaye aise aise sadhak hai jinko swapna doshi nahi hua aise urta to phir to ham kah rahe kam se kam sanyam se chalo grahasti ke liye ek shishya jo seva mein jaate the sant ke to unka byah hua to unhone pucha maharaj ji byah hua hai to ham grihasth mein kaise vihaar karen santo se hi kyonki shastron tak hamari pahunch nahi to unhone kaha ki uttam baat to yah hai ki santan utpatti ke liye hi keval shastr adesh karte hain to unka guru ji aisa to nahi ho sakta grahasthee mein hai ki santan pati ke liye unka ek varsh mein ek bar Guruji ek sal mein ek bar to donon ka rah pana bahut kathin hoga naka chha mahine mein ek bar to unka guru ji chha mahina bhi bahut hota hai to unka phir akhiri dharmashastra jo adesh karte hain matayen mahne jab masik

dharm se yukt ho jati hai aur pavitra ho jati hai to phir ek mahine mein ek bar ka aisa to u kaha ki guru ji mahine mein ek bar bahut kathin hota hai to unka kaphan leo mathe mein bandh lo jo mana matlab mrityu ko sir mein bandh le jo manave so karo shastr jo adesh karta hai uske anusaar chaloge to sukhi rahoge jab tak ana ho tab tak brahmachari rahe brahmachari bahut bada vrat hai bahut badi amrit hai usmen matlab bhagwan ki kripa se brahmcharya mein bahut badi takat brahmcharya se raho bhagwan ka naam jap karo har samasya ka samadhan hai har samasya se ladne ki samarth aap mein rahegi aap mein ek divyta rahegi aap mein divya sari divyta aap mein hai par divyta ki khoj to koi karne chal nahi raha aur divyta nasht karke bhogon mein apna nash kar raha hai na aaj satsang mein yahi kah rahe the ki naujawan jawan bachchhe ghutne dard kar rahe kamar dard kar rahe dikhayee nahi de raha yah pareshani wo pareshani aur manmani aacharan karte hain to agar ham sahi dhang se chale to hamare andar divya shaktiya hai ham un divya shaktyon

ko jagrit karen jidhar jo chaho jo chaho aap prapt kar sakte ho jo chaho yahi to manushya jeevan ki divyta hai par y chah itni gandi ho gayi ki ham divyta ki taraf badh nahi pa rahe usi mein gir pa rahe usi mein girte chale ja rahe hain ji bas hamari sabse y apni taraf se prarthna hai zyada shastr ki baten to nahi samjh pa rahe ek baat hamari keval sa samjh lo sab prashan ka uttar hai yadi aapka charit pavitra hai bachchha ho bachchhe ho jawan ho budhe ho aapka charit to samjh rahe na charit pavitra yadi

aapka cha pavitra hai aur aap koi nasha nahi karte mans aadi nahi khate aur naam jap karte ho itne se sab ho jaega zyada matlab shastr ka gyan to bahut kathin hai sahaj baat samjh lo tumhara jeevan pavitra matlab charit pavitra va angrezzi mein kahavat hamko to angrezzi aati nahi lekin uska arth aata hai uske mein hai ki jiska dhan gaya uska kuch nahi gaya aur jiska swasthya gaya kuch gaya aur jiska charit gaya sab kuch gaya aur aaj ke naujvano ka kya vichar hai charit mein gaya to kuch dekho na charit ke

mahatva ko na samjhne ke karan nokri ke liye lobh lalach ke liye manoranjan ke liye apne charit ko bech rahe ulta hai na haan angrezzi mein kya kahte hain mani iz lost nathing iz lost i heltha iz lost samthing iz lost i kaktar i lost evreething evreething la aruna Soni ji kashi Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji vishv mein itna man fas gaya hai ki naam jap karte pata hi nahi chalta ki yah kab vishay chintan mein chala jaata hai maharaj ji aise mein kaise apne man ko phir se jaban se naam jih japi ja gehi jo naam Ram naam mani deep dhar jih de hari dwaar tulsi bhitar bah rahu jo chahat ujiyar yadi shuddh gyan chahti ho nirwasan ki sthiti chahti ho to jaban se naam jap karo upa jap rahe koi jaan bhi nahi raha kya kar rahe par jaban hilne chahiye yaj byaag warte naam tubhyam aho baat su pato gariya yaj byaag warte naam to jiski jivya ka agr bhag hilta rahta hai naam ucharan Radha Radha Radha Radha sab theek ho jae ab socho ki naam jap ho hota to siddho ka hai sadhak ko karna parta hai abhyaas abhyaas bahut

badi jor ki chij hai to abhi asat abhyaas kiya man ne indriyon ne to jab ham sat abhyaas mein lagna chahte hain to badha pahunchata hai bar-bar wahi aata hai ab sat abhyaas karke asat abhyaas ko nasht kar do to sat hi bachega phir wahi chalne lagega swas naam naam hi swasa naam swas ko bhed mitaaye rom rom jab rag rag bole tab kuch swad naam ko pave khub japo pehle jaise garib aadmi dhan kamane mein lagta hai aise lago jaise usko over time kasht nahi lagta do ghante kar liye to 00 aur mil jaega aise ham aadha ghanta aur naam jap kar le hamara man pavitra hoga bhagwan ki kripa milegi lok parlok sare sukh hamen prapt ho jaenge yadi bhagwan mil gaye to sab sukh prapt ho jaate hain ek bhagwan y hai jinki chah karne par sari chahe mit jati hain ek bhagwan hai jinko jaan lene par sab jankariyan purn ho jati hain ek bhagwan hai jinko prapt kar lene ke baad ab kuch prapt karna baki nahi rahta isliye naam jap karo lobh se bhagwan ke naam mein lobh paida karo aaj 10000 japa to aaj ham 15000 japenege ham aaj 16000 japenege

aise aajkal to bahut badhiya wo counter chal gaya hai usmen pura jitna japo sab to usse lobh badhta hai ki ham aur adhik se adhik jap karen accha batao teen ghante film tumhari pasand ki lagi ho man jaega kahin kahin nahi jaega teen ghante nahi jaega mala lekar 30 minute baith jao updrav macha dega kyonki uska abhyaas hamne sansaar mein karwaya hai aur jab ham bhajan mein karate hain to bhajan ka jab abhyaas pakar leta hai phir wah nahi chhota hai man ka karya hai pakdna usko pakda do abhi bhajan pakda do usko pakar mein jitni chijon pehle va chhodega to gandi baten jo hamare man mein aati hai wo chhod raha hai wo nikal rahe aur naam pakar raha hai jab ham naam jab karte hain aur gandi baten aati hain sansaar ki baten aati hain to wah man se nikal rahe hain wo delete ho rahi hain aur khub naam jap karo naam bhar jae to wahi chalne lagega phir jagrit swapna susupti s phurat mein Radha pda jab chhata swamini ja ka rup Radha naam amrit hai amrit hai apna janm ka janm hamne sansaar mein kho diya kuch hath nahi laga thode din bhajan

karke dekho phir kaisa lagta hai aur bhajan aise thodi kiya jaata hai ki aa mein baith ke keval grahasti mein aisa bhajan nahi hota Soni kar rahe Radha Radha Radha rasoi bana rahe Radha Radha Radha kapde dho rahe hain andar Radha Radha Radha sharir se karm karo aur man aur jaban se naam jap karo aise bhajan karo bhagwan arjun ji ko kahte hain ma muni smar yuddh cha mera smaran aur yuddh karo to apne apne kartavya ka palan karte hue dhire-dhire andar naam jap karo kya pareshani koi paisa lagta hai bhai ki ho to kitne ghante fawda chalate ho vyapari ho to kitne ghante ga rahte hain nokri hai to kitne ghante rahti hai aur us nokri mein kya har samay tum dimaag aur har samay sharir lagae ho thoda avsar mile Radha Radha Radha Radha Radha Radha aur phir iske baad jo manoranjan mein samay nasht karte ho pramad mein samay nasht karte ho wah bhajan mein de do bhagwan ki prapti ho jaegi samjh pa rahe hain aap isliye 15 16 salo se main shiv mantr ka jaap karta hoon jo diksha liya ji aapko nahi janta tha pichle sal swapna mein hamare

hanuman ji aae swapna mein aur unhone kaha tera phail clear ho gaya aur uske agle din pahli bar life mein aapka maine vadiyo dekha aur us din se dekh raha hoon to mera ek question hai ki wo phail aur aapka entri hamari zindagi mein aur us din se dekhna kya matlab ham to yahi samjhte hain ki jab drav din dayalu raghav to sadhu sangati paie jab Raghunath ji hanuman ji kripa kiye vibhishan ji par Raghunath ji kripa to hanuman ji ko bheja hanuman ji ne jab kripa ki to vibhishan ji Ram ji ke darshan paye Ram ji ki sharan mein aae to hamen lagta hai hanuman ji kripa karke aapko sant samagam diye hain sadhu samagam diye aur jise sadhu samagam mil gayi uski phail clear hi hoti hai mahat sangas to durlabh ja ja maharaj ji ek baat bata dijiye sab hit mahaprabhu ji ke marg se jude hain aur unhin ki kripa se chal rahe hain aur sab anya anya margo se jude hain ham sabka chain shri ji kripa se hua ya kisi purv ki kisi usse hua shri ji ki kripa se kyonki Harivansh kripa Harivansh kahe Harivansh kahe Harivansh lay Harivansh su labh

sada tinke sukh sampati dampati jo jinke Harivansh naam Harivansh ki kripa se kaha Vrindavan dham shri Radhika kripa bin sabke manan agam mein to hamara to sab kuch kripa se chal raha hai hamara purv praarabdh nahi hai itna jordar ki maharani ki sharanagat ho jae Vrindavan dham aa jae Harivansh naam mein priti ho jae ye kripa se hoti hai Harivansh kripa sevak ji kah rahe hain na Harivansh kripa Harivansh kaha hai Harivansh kaha hai Harivansh ismen praarabdh jordar nahi hai ismen kripa jordar hai shri ji ki kripa apne jaise amon ko jahan sambhavya pa biranchi narad shiv swayambhuva de naya wo hamari maharani jo hai wahan hamko sharanagati dilai aur wah maharani jo jinke adhin hai wo hit sajni jo hai wo Harivansh mahaprabhu ke rup mein acharya rup se hamen sweekar kiye ye keval kripa hai ye keval kripa hai kripa shri ji ki murtiman bap dharan kiye to Harivansh naam hua Harivansh mahaprabhu ko kripa rup jo vap dharyo sakshat shri ji ki kripa ne jab deh dharan kiya to Harivansh na ho to ye kripa se hi hai apna praarabdh nahi hai tapas

kumar visho ji Gujarat se shri Harivansh Radhavallabh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji pichle ek sal se aapke dwara jo satsang hota hai us par chalne ka prayas kar raha hoon Gurudev man ko samjhane ki meri abhi sthiti nahi hai ba yah aap kahte hain ki hamara shatru bhi hai mitra bhi hai par yah man dusron ki ninda karne se rukta nahi hai maraj ji ninda karne mein ninda karne mein to hamko bilkul koi point nahi samjh mein aata ki ham dusre ke vishay ki ninda kyon karen agar ham sahi ho to dusre ki ninda karne ka adhikar rakhte hain vichar karo aap khud back se socho back se socho apna jaj tum bano vakalt ham kar rahe hain aap piche back se abhi tak dekho kya aap nindniy karya nahi kiye phir aapka adhikar kaise dusre ko ninda kar dene ka bhai agar ham gande aacharan kiye hain aur bhagwan mujh kripa karke achhche marg mein chala rahe hain to aaj jo ganda kar raha hai kal uske upar bhi kripa hogi na to hamko ninda karne ka adhikar kaise ban sakta hai aur achhche jab ho jaenge to sachchi achchai yah hai ki usmen kisi ko

dosh darshan hi nahi hoga to donon prakaar se ninda nahi banti jo hamen chahiye wah hai nahi aur jab wo aa jaegi tab kisi mein dosh darshan hoga nahi Uma de Ram charan vigat kam mad ko aur nij prabhu mein dekhe jagat jab apne prabhu ko dekhoge to ninda kya karoge asli achchai yahi hai sab mein prabhu ko dekhna ab abhi sthiti hai nahi to jab ham khud apna ghar nahi saaf kar pa rahe to dusre ke darwaze mein kuda dekhkar kyon ninda karen tere bhave jo kare bhlo baro sansaar narayan tu baith ke apno bhavan bahar dusre ki ninda karne jaisa koi bhi paap hamare hriday ko malin nahi karta par ninda ke kite aavat nahi kachu hath murkh parvat paap ko le chal apne saath aur kahin bhaktan ninda to bhaktan ninda ati buri bhul karo jin koe kiye sukrit bahu janm ke kshan mein dale ko sadhu avagya turat Bhawani kar kalyan hamen kya lena dena hamko apna kam banana hai apna ghar saaf karna hai aur apna jaisa chashma hota hai waise hi hamko rang dikhayee deta hai agar ham hamara chashma accha ho jaega hamen sab achhche dikhayee denge

sachchi mano hamen koi bhi papi ya dusht nahi dikhayee deta kyon agar paap aur dushtata hai to hamen papi dusht dikhayee dega nahi to sab hamko yahi lagta hai ki hamare bhagwan in rupon mein aae mere bhagwan in rupon mein darshan dene aae aur hamare ko bolne ka saubhagya de rahe hain prashn karke aisa nahi ki aap agyani aae ho nahi hamare bhagwan in rupon mein akar hamen bolne ka saubhagya de rahe prashn karte hain aur baithkar shrota ban kar ke sunte hain jaise Sandipni ji ke samne baith ke sunte mere bhagwan itne rupon mein baithe hue hain aur agar ham dosh darshan karenge to bhagwan ko nahi dekh payenge maya ke gunon ko dekhenge to jab maya ke gunon ki baat ai to pyare koi bhi aisa srishti mein nahi bana sharir jo do se na bana ho paap aur punya donon se aur jab paap punya se bana hai to kriyaen bhi do hi prakaar ki hote hain paap aur bone ki ab jo triguna keet ho gaye hain unki baat alag hai lekin jitna lebal hai trigun ke antargat to ghor papi se bhi punya hota hai aur bahut achhche punya

atma se bhi paap ban jaata hai yah srishti ka kram hai to ham kisi ki ninda kyon karen ninda karne ka to matlab koi sawal hi nahi uthta hai isliye nahi uthta hai ki jab tak ham us yogya nahi hue shreshth nahi hue tab tak jinda karna banta nahi aur jab shreshth ho jaoge to usmen shreshtha yahi hai ya to sam mein brahm bhav aur ya jad chetan jag jeev jat sakal Ram mein jane ab ham kiski ninda karen apna hi Swami hai hai kiski ninda karen gore uske kale uske purab paschim wale uske sab mein usi ka

nur samaya kaun hai apna kaun paraya sab sab ruko mein si Ram mein sab jagah kiski ninda karen kyon bhai aap hamen batao kiski ninda karen subah man se bana ke jaata hoon aaj kisi ka ninda nahi karunga nahi ham ham usi man ko tumhare nicha dikha rahe hain jo galat aapko dikhata hai kis baat ki kyon ninda karen ham mahan hai kya to phir hamen maun rahna chahiye hamen apna kapda dekhna hai ki kitni jagah se dag laga hua hai aap apne hriday ko pavitra karo aur bhagwan aur jis din hriday pavitra ho gaya us din batana ki ki sansaar mein doshi kaun hai ghor papi mein bhi muskurata hua wahi dikhayee deta hai ghar durachaar paraayan gali de raha hamen mar raha hai to bhi usmen jab gaur se dekho to wahi dikhayee de pyare koi bhi rup tu rakh gaya hai tu hi tu hi hai dusra koi nahi hai pakka samjh lijiye bilkul sachchi man lijiye wahi paramatma sab rupon mein khel kar raha hai agar ham dosh darshan karenge ninda karenge to apni durgati kar lenge isliye sabse prarthna hai haan jaise hamara koi mitra hai galat hai to ham usko usi

ko keval personal he bhai dekho hamari tumhari mitrata tum galat ho isko theek kar lo lekin uske piche uski baat karna ninda ho jaegi usi se keval baat karen jaise mata-pita ko putr ke dosh darshan karne ka adhikar hai putr ko dosh agar hai to dekhkar dantna fatkar chapat laga dena aise guru ka adhikar shishya par hai aise hi mitra ka adhikar mitra par hai to ham apne samaj mein mitrvat vihaar karen agar koi galat hai hi bahut badhiya tum use banana chahte to hath jodkar kaho bhai yah baat galat hai hamne santo se suni shastr mein sune ho aap bhi jante ho galat ise chhod do yah ninda nahi hogi lekin uske piche phir char logon se uski baat karna yah ninda ho jaegi aur wah aapke punya ko nasht kar degi isliye kyon bhai punya kamana kitna kathin hai gva kyon to isliye maun ho jao jab aapko ninda karne ki baat ave to maun ho ja Radha Radha Radha Radha are bhagwan ki sharan mein isliye wo bado ki sharan mein isliye hai nahi abhi chhod de bhagwan jara sa maya ka ishara kar de to abhi raddi kaagaz ho jae

narad ji ko thoda aaya ki kam vijay ho bhagwan ke paas gaye shankar ji ke paas bole hamne kam vijay kiya isliye bata rahe ki unko krodh bhi nahi aaya shankar ji ko krodh aa gaya tha shankar ji ne kaha bahut badhiya baat hai hamse to bata diye bhagwan se mat kahna jake to unko laga ye hamari prashansha sah nahi pa rahe hain hari ji ke paas gaye sidhe pahli baat yahi rakhe bhagwan se kaha ki ham kam vijay to bhagwan ne kaha aapka kam vijay hona koi ascharya ki baat nahi aapka jo sumiran kar le wo kam vijay ho jae aur phulra badh gaya accha prabhu bole haan chalo aur age jakar nagar rach diya bhagwan ne maya ka to wahan log batchit kar rahe to bole narad ji ne kaha kya bole ek Rajkumari ka swayambar ho raha maharaj ke to aise gaye aur raja ne dekha sashtang dand kuch nahi sab maya ke dwara racha sashtang dandvat ki aao maharaj narad ji accha aap hamen pahchana ha maharaj aapko kaun nahi pahchanta aap to vishv pujya hai narad ji ko simhasaan par baitha la lao Rajkumari ko joi Rajkumari ko dekha wo vishv Mohini bhagwan

ki maya narad ji ke oth sukh gaye kam vijay karke aae bhagwan se ot sukh gaye ki yar matlab zindagi mein byah ka man nahi hua pahli bar dekh kar ke byah ka man rajkumar narad ji ab wo jo raja the unhone kaha maharaj ladki ka hath dekar batao dulha kaisa milega joi rekha dekhi soi jo dulha iska hoga wah avinashi lakshmeepti aur sab bhagwan ke gun to unhone kaha bas ab to byah pakka ham hi karenge byah lekin mujh narad ke rup mein kaun byah karega narad ke rup mein kaun byah karega bhage ekant mein gaye khas baat yah hai ki bhagwan ka itna maya prabhav hone par bhagwan hi unko apne lage dekho ekant mein gaye aur kaha ki nath jaldi prakt ho hamari ek ichchha hai bhagwan prakt ho gaye kaha prabhu is samay tapasya ke dwara wah rup to nahi prapt kiya aapki kripa ke dwara prabhu agar aapka hari rup mil jae to unko laga ki bhagwan ka rup milega phatta se jaymala aa jaegi to kaha ek baat bahut jor ki nikal gayi ja vidhi ho nath hit mora karo suveg bhagwan ne isi baat ko pakar liya kaha ja vidhi i

hai param hit hit nahi param hit jao tumhen hari ka rup diya narad ji bade khush ho gaye hari hari bandar ko bhi kahte ab wah sabha mein gaye to sabko narad ji dikhayee dete the Rajkumari ko do shankar ji ke parsad the unko maraktangar sochti itni sundar sabha mein bandar kahan se aa gaya to udhar mala bhi nahi to jidhar jati narad ji uchak ke udhar jaate raja khade ho jaate wahan baith jaate hain kyonki sabko narad ji dikhayee de rahe hain har kitni kursi badal di lekin Rajkumari gale mein mala kisi ke nahi dale itne mein bhagwan aa gaye rajkumar ban ke bhagwan swayam aise murtiman are bhaiya turant jaymala padi aur narad ji ko laga ki yar zindagi chali gayi matlab bahut dukhi hue to bhagwan shiv ke parsad kahe ki aap bade rupvan ho bahut uchak rahe ho jara pani mein apna chehra to dekho to hi dekha to bandar ka bhaykar bole isi se Rajkumari hari hamare saath dhokha kiye hamne kaha tha hari rup dena de diya bandar ka rup bhage ja rahe the Baikunth bhagwan ke paas raste mein hi baat karte hue bhagwan gale mein hath dale aur usi

Rajkumari se baat kar narad ji ne kaha jal gaye dekho maya ka prabhav apne isht se jal gaye ki zindagi mein to hamko chaha nahi ek bar byah ki chah wo bhi yah aake kar le gaye matlab aur koi karta to chalo yahi aake kar le gaye bhagwan se kaha ki param swatantr na sir par koi bhave mano karo tum soi aaj dekho narad se pala para hai jao main shaap deta hoon jis tarah main stri viyog se tadap raha hoon aise tum tadpoge aur jo bandar ka rup diya yahi tumhari sahayata karega bhagwan ne kaha sweekar hai tab hari maya

duri nivari tha na rama na Rajkumari kuch nahi are narad ji charnon mein he bhagwan trahi mam trahi mam aisi hai bhagwan ki maya bade-bade siddho ko jo hai narad ji siddho ke guru hai to ham tum garv karen matlab kuch hai to aap samjh lo ki kya durdasha ho jaegi jab narad jaise siddho ko garv karne par bhagwan ki ma parast kar deti hai to ham tumko hamen chahiye kisi ki ninda na karen sabse jhuk kar ke rahe bhagwan ka naam jap karen doctor deepak ji doctor priti ji faridabad se Radha Radha Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji ham donon peshe se doctor hain ham log bhagyashali hain kyonki hamen mrijon ka svasth ho jane par ashirwad milta hai kuch marij va unke sambandhi marij ke theek na hone par hamare praytn ko samjhte hain parantu kuch log katu vachan dil se baddua bol kar jaate hain yah baat hamen vichlit karti hai maharaj ji ek bar aapne kaha tha ki kisi ke dil se nikli ba insaan ko bhogni padti nahi wo baddua tab lagti hai jab aap sata rahe ho aap paise adhik aith rahe ho aur aapko jo gyan hai

daktari ka uska prayog sahi nahi kar rahe ho aur marij se arth ki bahut maang karke unko sata rahe ho wah tab lage jab aapne apne jo vigyan ke dwara sikha hai uska pura prayog kar rahe hain uchit bhat le rahe hain ab uska bhi to praarabdh hai uska bhi to praarabdh hai usko bhogna padega na praarabdh praarabdh kahan jaega ham apna batte hain dialysis ke liye pet ka operation hota hai na wo jo ha Delhi se doctor bahut sab vi bhakt pura prayas kiya usne bahut badhiya operation hua lekin imphekshan

kahin se kisam gaya kuch bata le ab wo durgati hui do mahine do mahine muh mein na jana aur kitna bhayanak pida bhayanak ab yah hamara praarabdh bhag ki doctor ismen kami ki usne to apna pura karya kiya ab imphekshan ghus gaya to kya karen ja wo fail gaya to phir wo hai haan itni jor ki ki nas mein jae to phatti hui jae itna kasht ki ham bata nahi sakte pura sharir kala par gaya tha pura pura sharir kala ab usko bhogna para ye murkh log hain jo doctor ko gali dete hain kuch doctor aise ham aapki

baat nahi kahte jo hai swabhav mein pramad hai arth lolup hai aap imandari se marij ko bhagwan samjhkar jitna gyan hai utna theek prayog kijiye aur jitna uchit paisa lagta hai utna uchit le lijiye yadi wah nahi dene layak hai thoda raham bhi kijiye daya bhi kar dijiye iske baad agar koi baddua deta to aise baddua dene se kuch nahi fark parta sataya hai to phir dukhiya ko na sataie dukhiya dega roy aur jab mukhiya ke mukhiya sune tab teri gati ka ho yahan yah baat hai satana agar aap wahan aspataal mein hai koi

bhi marij serious hai aap apne har sukho ko bhojan ko bhi chhodkar tatparta purvak lagi paisa hi sab nahi hota bhagwan ne aapko gyan diya hai to dusron ka dukh nivraat karne ke liye ek do mrijon ke paise nahi loge to tum bhukho thodi mar jaoge uska ashirwad aayega jahan baddua ki baat hoti hai wahan satana hota hai yadi aap sata rahe ho to baddua se daro agar sata nahi nahi rahe ho tum doctor koi bhagwan nahi hai ki jaan bacha hi lega ya rog theek hi kar dega doctor ek vidya hai uska prayog karega agar aapka praarabdh hai to bach jaoge praarabdh nahi to nahi bachoge chahe jitna upay kar le to doctor kya karega tumhara praarabdh tumhen bhogna padega toy baat aap samjh rahe hain na aapki taraf se kisi ke prati aisi pramad sthiti jaise daadh dard kare ye aur jure se ukhad diya si wali doos dilae to phir dard kar rahi bole dard wali to ahi hai ab pata li aisi daktari to le Holi chahi le aisi daktari to badua lag hi jaega ki rupya gaya sahi daadh bhi ukhar gayi to yah baat nahi honi chahiye

bahut pravinta purvak jaise koi operation hota hai to dekho kitna bada samarpan hota hai ki marij dastakhat kar deta hai ki main mar jaun to aapko koi dosh nahi ab aapko kitna udaar hokar ke ki iska jeevan mere hath mein hai puri udarta purvak phir nahi bachta hai to usmen bhagwan sakshi bhagwan aapko support denge aisi baddua se kuch nahi bigdta hai lekin yadi aapne dusre ka kahin sataya ahit kiya to phir aaj nahi to kal wah baddua jarur lagegi kyonki garib ki hai jo hai na ek chamde ki dhok hoti hai

na wo jab dhoka jaata hai to loha gala deti hai wahan mare bail ki sham se haan haan uski dhokni banti hai aur usse loha gal jaata hai jab loha aise kiya jaata hai pitne ke liye haan to jab garib ki hriday ki dhok jalegi aur tape gi ki main kuch to nahi kar sakta hai isne to phir wah jarur tap de de par aap koi bhagwan nahi ho aap keval doctor ho aap upay karoge bachna na bachna yah bhagwan ke hath ki baat hai theek hona na theek hona y uske praarabdh ki baat hai aap apna prayog sahi kar dijiye theek samjh mein aa raha hai na maharaj ji lekin jyadatar doctor apna accha hi karte jo karte hain aisa egjampal bahut kam ate ki unke dwara jaise aapne egjampal diya galat operation kar diya ye hamen ek lekin pure bharat mein jo operation ho rahe hai jo marij theek ho rahe bahut sare theek ho rahe hain lekin ham log pehle hi motivet hote hain ki bhai koi bhi aae wo pehle hi doctor par shak karte hain nahi nahi hamne ye bhi udaharan diya ki pehle aap jaise aap aap likhwa lete hain ki agar aapke sharir ka kuch hota to main jimmedar

nahi to dast karta nahi maharaj ji jo komplikeshan hote hain jo ho sakte hain kisi marij mein wo ham pehle hi sain kara lete hain ki bhai ye sab ho sakta hai ji aapke marij mein ji to ham ham ye dekhte hain na ki uska atma samarpan pura hai ki nahi wo aap par sanshay to nahi kar raha agar sanshay aap kahte ho daut agar daut kare to ye na likhe koi wo likhta hai ab aapko bhagwan ki tarah uski puri suraksha karni wahan na uske koi ghar ka hoga na uska koi mitra hoga keval aap hi uske jeevan data honge to

wahan aapki savdhani visheshta ki zaroorat hai maharaj ji theek kah ra lekin ek do egjampal ke karan baki sab jo accha kam kar rahe to unke achchai ke liye bhi ham kah rahe hain unki achchai ke liye le ka usko suna ki nahi aap suna haan agar ham achchai se chalte hain to achchai ki baat ko koi daba nahi sakta lekin agar arth pradhan chalte hain to ismen kai aise udaharan hai ki jinme daktron ko arth pradhanata mein dekha jaata hai to ham us arth pradhanata ke dosh se rahit karne ke liye aapko sachet karte hain

aap ka charit pavitra ho aapke vichar pavitra ho aap achhche doctor bane lekin aap mein na dhan ki trishna ho aur na satane ki koi chah ho to aapko koi bhi di hui baddua wo aapko pareshaan nahi kar sakte to aap jaise sahi ya aap jaise achhche doctor ham sabko ninda nahi karte hain lekin ham is baat par bhi bolte hain ki aapko dhan ki pradhanata nahi rakhni aap marij ko samjhiye wo aapki sharan mein aaya hai aapko purnta aap dhyan dena padega to agar koi bhi ek do char doctor aisa karte hain aur log jab virodh karte hain to unmein aur aap mein yahi antar hona chahiye ki ham doctor ki kami ko bhi dekhen aur samaj ki pida ko bhi dekhen jab samaj dhan lagata hai na to uski akanksha hoti hai to hamari taraf se safalta purn honi chahiye ab ham bar-bar yah bhi kaha hai ki doctor koi bhagwan nahi hota ki bacha hi lega doctor ke karm ke baad tumhara bhi karm lagu hai agar tumhen bhogna hai to hamne apna udaharan diya ki mujhe do mahine bhogna para aur doctor sadhu swabhav ka purn ek bhi rupya lene ki akanksha na

rakhne wala pura prayas kiya ab imphekshan kya karen to hamne donon paksh ke udaharan diye hain to aap mein dosh nahi hona chahiye to aapko kisi bhi tarah ka bhay bhi nahi hona chahiye ki koi baddua dega to aapki hani ho jaegi aur dekho yah to hoga jab karya asfal hoga to aapko gali dega wo aapke virodh bhav mein hoga kyonki usne kamna ki thi ki yah marij theek ho jae mera bhai theek ho jae mera putr theek ho jae aapne pura prayas kiya to uski pida ko samjhna hoga hamko uski gali sunne par koi

dukh nahi hona chahiye kyon wo apne bhav se de raha hai kyonki uske priyjan ka nidhan ho gaya ya priyjan ki safalta nahi prapt hui jo hamare dwara honi chahiye hamne prayas pura kiya hai to aapko nirash nahi hona chahiye aur uske katu vachan sunkar udas nahi hona chahiye kyonki wo ek pida mein hai wo itna viveki nahi hai ki wo is dharm ki baat ko janta ho ki hamara praarabdh bhi to prabal ho sakta hai par apni daktari mein kamzori nahi honi chahiye bahut se aapko sachchi batayen bahut se aise doctor hain jo dharm purvak apni jeb se paisa lagakar dusron ka hit kar rahe hain aur bahut se aise hain jo dusron ki matlab kamzori ko shoshan vritti ke dwara dukh pahuncha rahe hain donon paksh hai andhera aur prakash accha aur bura har jagah paya jaata hai to wo burai aap mein na ho isliye hamne is baat ko kahi hai ki wo buraian na rakho iske baad koi baddua de to tumhara bal banka bhi nahi ho sakta samjh pa rahe ho aap haan lekin ham us baat ka virodh karte hain jo virodh karne layak hai aap arth

lolup mat baniye aapko jitna gyan hai utna samyak rup se kijiye iske baad phir aap chinta mat kijiye koi gali de ya ab ye itni ham janta se jarur prarthna karte hain phir kahte hain wahi shabd ki doctor bhagwan nahi ki wo bacha hi le doctor prayas kar raha hai aushadhi aur operation ke dwara ab agar aapka karm hai ki aaj se akhiri shwas hai to aap maroge chahe doctor ke yahan jao chahe y na jao agar karm bhogna hai to lakh chahe upay kar le kitna bhi bada vign doctor ho safal nahi hoga operation bhogna hi padega to hamen lagta hai ki phir uske charit par sanshay karna uski daktari par sanshay kar aisa nahi karna chahiye par donon paksh ki baat ham kahte hain aur jo doctor aisa karte ho sambhal nahi to yahan bhi durgati hogi aur narak bhi milega kyonki jeev jo hai jab tumhari sharan mein aa gaya to tumko bahut safai se bahut pavitra se us jeev ki raksha karne ka bhaar bhagwan ne diya hai ab jaise ban sake kai bar aisi hoti hai ki itne kharche hote hain ki kuch garib logon ki samarth nahi hoti to hamen lagta

hai agar bhagwan ne daktari di hai aur kuch aisi vyvastha di to aise garibon ka sahyog bhi kar dena chahiye ki ham operation ki fees maaf karte hain malo ham sab tumhara kharch to nahi le sakte lekin ham apni operation ki fees maaf karte hain dawa ki aap vyvastha kar lo isse bhagwan aap par kripa karenge bhagwan aap par prasann honge samjh pa rahe hain aap maharaj ji yahi tha ki ilaj maine dekha ki jo ilaj main de raha hoon aur mera sathi de raha hai agar mere pe marij ka zyada vishwas hai to marij theek ho jaata hai agar us sem ilaj se sem dawai ham donon sem de rahe hain marij lekin mere par vishwas karke aaya to theek ho jaata hai aajkal sosaiti mein kya ho raha hai ki vishwas khatm ho raha hai lekin maharaj ji hamko to 24 ghante aur 365 din wahi rahna parta aspataal mein hamen to wahi hasna hai wahi khana hai wahi sab kam to marij ke prati udasinta dikha de nahi udasinta nahi maharajay nahi ye jo prasang hamne bataya is prasang mein aap kya kahoge ismen to galti hai agar peshent pida mein to pehle unko

karna chahiye aap 365 din lage ho to aap ek do ghante aram karne ke liye nikaalte hoge nikaalte ho na lekin jis samay taynaat ho us samay aapko manoranjan us samay aapko apne sukh ko nahi dekhna ham dekhte hain ki jab marij aata hai to doctor ki seva hoti hai nahi AC kursi mein baithe ko bhi milta hai baithe ko milta hai har samay khade nahi rahte har samay operation nahi hota har samay marij se aap nahi milte lekin agar marij aa gaya hai aur imarjensi mein gaye the to hamko bahar se jo pata chalta hai bahar se jo baat

chalti hai usi baat ko aapko samne rakha ki aapke samne mari jave use bhagwan samjhkar tatkaal agar ma imarjensi mein hai sahaj mein hai to 10 pa minute chalta hai lekin imarjensi mein hai to phir baat samjhna bas yahi savdhani aap agar rakhoge na to ye aapki jo shraddha hai na ki hamare daktron ki izzat bache hamare daktron ke prati vishwas bhavna aa jae na to apne aap aa jaegi kyonki aap satya se chal rahe ho aapka prashn tha ki log hamko baddua denge to maharaj ji lagegi to nahi to hamne kaha aap apne kartavya ka palan kijiye theek niyam se aap jaisa daktari sikhe ho iske baad aap prayas kiye to uska karm hai agar wah theek nahi hota wo baddua dete koi baddua bigad nahi karegi lekin yadi kahin aise daktron wali baat hai aap achhche ho aap achchai se chalo samaj ki seva karo aur hamen lagta hai ki achchai par vishwas ho hi jaata hai yadi aap satya se chaloge apne kartavya ka palan karoge to bhagwan aapke saath hai aur vishwas aur shraddha yah donon aapke samip aaenge to asavdhani pramad sthiti aur galti yah

teen baten hamen sudharna hai ham sabke jeevan mein ho sakti hai sangopang purnata bhagwan hi dete hain to jahan y samaj mein hamari galti hai wah agar chhut jae aur hamare samaj ke log doctor ke prati joy bhavna rakhte hain uska tyag karen kyonki tum ra karm aur mrityu ka samay ye do nahi hatae ja sakte kya hata sakta hai koi doctor nahi hata sakta to yadi mrityu ho jati hai to uska samay tha aap wahan doctor ke upar aakraman mat kijiye kyonki marne ka ek nischit samay tha aur dusri baat sudhar nahi hua to usmen bhi praarabdh hai doctor apna sahi upay kar liya iske baad theek nahi jaise hamne apna udaharan diya ki do mahine mujhe bhogna para ab agar us doctor se kahe ki tumne kya operation mein kar diya to wo to phir matlab ek bahut hi upadravi hoga ki nahi ham jante hain ki usne bahut sadhu se sab apna karya kiya ab imphekshan ka bhog hamara wo bhogna padega samjh pa rahe aap Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha

Radha Radha Radha Radha Radha ra Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha aa me

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi