ekantik vartalaap evam darshan #765 · 21 december 2024
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
Kashyap ji surat Gujarat se Radha vallabh shri Harivansh maharaj shri Gurudev mera prashn hai ki un sarv samarth shali purn Purushottam parmeshvar mere Govind ke liye to kuch bhi asamabhav nahi hai phir ek bhakt ke purn sharna hone ke pashat bhi uska praarabdh bhi bhasam kyon nahi kar dete kya is nahi nahi nahi wo bhakti hi nahi chahta chah le to ho jae lekin bhakt nahi chahta jo chah kare to bhakt kaisa jahi na chahi kabahu kachu tum san sahaj sneh basah nirantar tasar sora ur nij ga jeevan bhar chah mitane ki baat ki gayi hai sadhu hota ka matlab kya hai hamen koi chah na rah jae hamen koi avshyakta na rah jae na hamen jine ki chah na marne ki chah na hamen sharir svasth se matlab na svasth se tum san sahaj sane aapse keval pyar ho agar ye chah ho jae ki hamare rog nivrit ho jae dukh nivrit ho jae to phir yah to ho sakta hai lekin bhagwat prapti nahi ho sakti bhagwat prapti tabhi hoti hai he nath aapka diya hua har dukh muskura kar sahga na aapse kahunga na kisi se kahunga pyar ka matlab kya
hota hai pyar bhakt ka matlab hota hai pyar karne wala bhagwan ko aur pyar ka matlab kya hota hai apna vismaran ho jana keval pyare ka smaran apne dukh darga ka smaran raha to phir bhakti ka rang kya bhakti ka rang hai pyare ke smaran mein magan rahna aur apne ko bhul jana gyan ka rang hai sab kuch bhul jana keval main mein sthit ho jana aur bhakti ka hai main ko bhul jana keval tu mein sthit ho jana maya ka main aur tu ye prem jo hai na bahut sab koi nahi kar sakta prem prem sab koi kahe prem nirvah karna chadh ke main turang par chalav pavak may prem panth kathin hai sabko nibhana hai apni koi parvah nahi fi phir prem kya hai apne dukh dard ki chinta rahi to sharira bhimani phir prem kya hai ma ji isi prashn ko agar dusre drishtik kaun se dekhen maharaj ji ye to bhakt ki sthiti ho gayi wo nahi chah raha inka ek bhav yah bhi ismen darshaya inhone ki prabhu jaise apne bhakt ko jaise abhi dukh aaya to wo to sarvshaktiman hai sahi pocho to dukh hai hi nahi tumhen dikhayee de raha hai
na swapna mein koi tamacha mare to aapko jagrit mein tamacha ka chobh hoga kya par swapna mein ho to lagega tada se lagega agar jag chuke ho to hasoge uski baat kya yar koi nahi samudra mein ek aadmi swapne mein doob raha tha aur bola bachao main samudra mein doob raha awaz nikal gayi uski to bahar ke log aap kya karen usko kaise bachhae nauka le ave taik le ave kya karen aap batao usko keval jaga do nauka taik ki zaroorat nahi hai usko jaga do ek bund pani nahi hai wo usmen doob raha hai samjh rahe na aise hi jab gyan mein bhakti mein jag jaya jaata hai to bhaiya dukh hote hue bhi dukh nahi hai hi jane jag jae herai jage jatha swapan bhram jai satya maniye aapse sachchi kah rahe hain is sharir ko jo kasht hai wo bhayanak hai kitne kasht matlab aapko lekin zero koi kasht nahi aapko kya mehsus ho raha ki main kasht mein hoon is samay vartman mein aur vartman mein bhi kasht mein hoon to kasht aise jaise aapko pida ho rahi aur ham dekh rahe hain ham pida mein nahi yah mere bhagwan ki kripa nahi dikhayee de rahi ab
vichar karo bhagwan apne bhakt ka praarabdh mita sakte hain lekin bhagwan praarabdh nahi mitate praarabdh bhogne ki samarth dete hain kanun hai wo tod sakte Jagannath Puri ke Madhav das Baba unko sangrahni rog hua to bar-bar soch barbar soch 10 20 bar soch ho to aadmi ki halat kharab ho jae vridh sant to behosh ho gaye jab hosh aaya to sugandh to kaha ki kutia mein to durgandh thi mal se to dekha samudra se langoti dhote hue aae Jagannath ji swayam nau kishor avastha Ghanshyam swaroop to ka kaun ho sata jo hamari langoti dh mude to dekha re kamal lochan bhagwan to kaha jai jai ha Baba yah kya kar rahe ho aap mujhe das ki langoti aap to Baba tumhare paas aur koi hai kya bole prabhu aapke siva to koi nahi bole jiska mere siva koi nahi hai uski swayam main seva karta hoon bhagwan kahte na yogkshem karam mein ham nahi kya main karva deta hoon nahi to jai vijay ko bhed dete kitne bhagwan ke parsad hai bhagwan kisi ko wo swayam bolte hain yog yogakshemam wahan mein ham main to yahi prashn kiya tha
shri Baba ne thakur ji se ki to jai jai phir praarabdh hi nasht kar do isse to accha ki ham aapko dekh rahe hain ki mal bhari langoti dho rahe ho to isse accha bole Baba agar abhi praarabdh ham mita denge to phir agla janm ho jaega isliye tumko ham saath le chalna chahte hain to tum praarabdh bhog lo main langoti dh raha hoon tumhari to sachchi maniye aap yah sab kasht hai par itna pyar itna dular itna anand wo diye hain ki usi anand ke bal se aisi buri sthiti mein bhi ye sab ho raha hai to kaise shikayat karoge aap batao hamen pata hai ki hamne bahut badi galti ki ab hamko saulat khani hai aur wo 100 lat mein to 90 to maaf kar diye aur 10 aise utha rahe chhwa dete hain log samjh rahe kitni jor ka pita ja raha hai aur wo lat aise aati hai nahi ab aapse koi poohe ki ye aapka Swami kitna nirday lath se mar raha hai to aapko kya lagega aapko lagega tum kripa nahi jante yar nahi 100 lath lagni thi aur ye jo 10 lag rahi na yah keval drama hai lath lagane ka drama hai lath nahi lag aise hi pura jeevan ho raha
hai aap sachchi samjh lo keval dukh ka ek drama hai dukh nahi hai bhagwan apne jan ko dukh dete hain are anand samudra unki matlab unke ham bata rahe ki vani age bol nahi sakti ki va kitna sukh dete hain bachpan se nikle the maa parivaar sab sansaar ke rag ka tyag karke to kya va hamko dukh denge ab ab hamko karm bandhan sataega hamko praarabdh sataega nahi nahi nahi bhagwan kahte hain aisa kaise bhagwan ke vachan hai na bhagwan ek bar jo meri sharan mein aa gaya main uske sare dukho ko nasht kar deta hoon sanmukh hoe jeev mo jahi janm kot yajnas hote ab kya rah ab keval drama ho raha hai drama anant janmon ke hisaab kitaab ka fatafat drama ho raha hai ye bhuga ye bhuga aur god mein baitha la ke apaar sukh bhagwan dete hain bachchha apaar ham tumhen bata nahi sakte kyonki wo anubhav gam mein bhaje ji santa wo vani se nahi dur se dekhne mein aata hai ki jab ye bhajan karte hain bhagwan ke marg mein tab inko itna dukh hai phir ham log to sansari nahi aap aisa na sochiye dibba mein ek bhi power nahi hai power injun mein
hai lekin saikadon ko dibba le jaata hai injun do hi char hote hain injun mein samjh rahe ho nahi ye dibba hai injun age chal raha hai usmen connection hai hazaron baith jao to wahi pahunch jaoge jahan pahunchna hai yah keval natak hai kidney ka keval natak nahi agar tumhen kidney peshent dekhna ho to dekho na sansaar mein hai to kidney peshent aur jiska roz dialysis hota ho aur phir uske paas itni badi dincharya aur jo svasth aadmi nahi kar sakta tumhe 9:00 baje sulaya jae 11 12 baje jaga diya jae to agar satsang mein baithoge na to aise ho jaoge sunne mein bolne mein to dimaag kahi kam nahi karega agar pida hai to dimaag kam karega bilkul pida nahi aur koi ang nahi bakaya jo pida yukt na ho koi ang nahi par hriday mein aapko sachchi kahte hain aise anand prabhu dete hain ki aisa lagta hai ki 102 kidney hoti hai aur sab phayl ho jati hai to koi fark nahi parta maharaj ji pahli kya kab samjh aayegi aapne abhi ek vaktavya kaha ki bhaykar kasht hai aur hamen bilkul kasht nahi hai tumhare ji
matlab samjh baton se to samjh aa rahi hai bat wo anubhav mein kab kaise utarti hai jab bhajan karoge bina bhajan ke bari mathe grat hoe baru sikata te baru tel binu hari bhajan bhav tari ya siddhant pel are wo matlab jaise ham aise aise karte hain to samjh lo hamare paas shabd nahi ki ham bata sake aapko ki bhagwan kitna pyar karte hain matlab ye kuch nahi sab drama hai sharir sharir ke rog ye sab natak hai maya ka unka jo pyar hai ham avinashi unke ansh hai va hamare avinashi anshi hai unka jo pyar hai va kaise tumhen batae jaise ham tumhen dekh rahe hain aise milte hain va aise thodi milte ham dhyan mein y Vrindavan dham hai yah koi san aisi baat nahi ki gupt rakhni chahiye ham tumhen bata rahe hain gupt kya jeevan tumhare liye kya gupt tum hi to ho inan nainam sab sukh dekhe apno janm suphal kari lekhe teen netr hote hain ek hai prakritik netr jo maya rachit drishya dekh sakte hain aur inke andar jo hai ek hai manas netr jise hriday netr kahte hain unse premi jan dekhte hain inheen netron mein aake aur ek
hote hain buddhi chaksu gyani wo jo brahm tatv ka darshan karte hain golak yahi hote hain netr golak yahi hote hain netr idri badal jati hai ek ho jati hai premay aur ek hoti hai brahmam gyanam jidhar dekhta sarvam lamdam brahm wo jidhar dekhta jit dekho tit Shyam mai drishti badal gayi golak yahi rahte hain netr golak hi rahte hain drishti badal jati hai samjh rahe na bachchha bahut pyar bhagwan karte hain bahut pyar karte hain unke pyar ki jai ho apni adham aur prabhu ke pyar ki hod lagi hai isiliye
sabko kahte naam jap karo kyonki dekho jab Bhishma jaise mahapurush bal brahmachari ko chhah mahina banon ki saya to apne logon ki kitna hisaab kitaab hai to sare hisaab kitaab ko bhagwan nasht karne ka vada kar rahe hain sarv dharmamam kam sharanam braj to aham tavam sarv pape bhyo moksh Shyam ma sucha ekdam fit ab ja rahe hain apne prabhu ke paas ja rahe ekdam clear na sanchit karm rah gaya na kriya man aur praarabdh aur bhagwan ki prapti kitna badhiya ho gaya thoda thoda thoda karke fatafat sab bhagwa diya aap dekho bade mahapurushon ko dekho Ramkrishna Paramhans ji ke cancer bhai ji hanuman prasad pudar ji ke udar mein cancer Swami Ram Sukhdas ji ke shish par cancer hua tha brahmand ke paas to kai bade-bade mahapuru to ye mahapurushon ko kyon hua nahi nahi khatm anant janmon ka praarabdh bh praarabdh bahut prabal hota hai use bhogna hi hota hai bhog ke hi katne mein safalta hai agar usko mitane mein safal ho gaye tum to phir asfal ho jaoge bhagwat prapti mein isiliye koi bhi sant praarabdh nahi
mitata bade-bade sant praarabdh ko bhog lete hain 108 gopal shastr naam ka roz path aur teen parikrama giriraj ji ki aur unko lakwa mar gaye ab na parikrama na path kyonki bolne mein pare to odiya Baba hari Baba gaye aur ja kaha Baba tum sankalp kar lo to bharat ka lakwa mit jae phir aap apne sharir ko liye kyon pare ho aapke paas itni samgri hai ki sankalp karo abhi theek ho jao 108 gopal shastr naam ka path roz kitni badi baat hai aur teen parikrama giriraj ji ki lakwa mar gaya ta unhone muskura ke kaha Baba pariksha le rahe ho kya Brahmastra ka prayog machchar marne ke liye nahi kiya jaata Brahmastra ka prayog machchar marne ke liye le to sharir ke praarabdh ko bhog liya lekin wo apne bhajan ko us sharir praarabdh nasht ke liye nahi diya isliye chatur wahi ramay bhaj chatur jab us koti ka bhajan hoga na to aap is prashn ka uttar apne aap samjh jaoge aur jab tak apne mala do mala char mala to lagta hai ki bhagwan hamen jukham na ho mein bukhar na ho ye rog are prem
mein sahi sharir ke rag ki baat tabhi ham kahte hain ha sab prem thodi karte hain to sab prem ka durpayog karte hain ham aapse prem karte hamare man ki baat mano yah prem hai ise swarth kahte hain kam kahte hain vasna kahte hain rag kahte hain prem ka matlab hai ham aapse prem karte hain aapko sukh denge aapke anukul ham chalenge aap jo pasand karoge wahi aapko lakar denge prem ka matlab pyare ko sukh pahunchana pyare se sukh lena thodi hota hai joi joi pyaro kare soi mahi bhave to phir prashn kaise rah jaata hai ki bhagwan praarabdh mita de nahi nahi nahi khub accha hai khub anand jo svasth sharir bhagwan se vimurkh hai wo sochni hai aswasth sharir ho man bhagwan mein ho badh nahi kya usmen fark parta hai man hi to sukh dukh ka bhogta hota hai aur sav mana Krishna padar vinde va Priyalal ke charnon mein anand bhog raha hai phir kya matlab hai to man ko prabhu mein lagao khub naam jap karo praarabdh kaman sanchit tino unke charnon mein samarpit kar do to praarabdh ke bhogne ki samarth de denge kra
man ko nishphal kar denge aur san chit ko bhasm kar denge jeevan anandmay ho jaega veeraj Krishna das ji Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji Shrimadd bhagwat mein Prahlad ji kahte hain ki apne aniyantrit indriyon ke karan bhautikwadi jeevan mein atydhik aasakt vyakti narkeey sthitiyon ki or badhte hain aur bar-bar chabae gaye bhojan ko chabate hain Krishna ke prati unka jhukav kabhi bhi jagrit nahi hota na to dusron ke nirdesh se na hi unke apne prayason se ya donon ke sanyojan mein phir Pralhad ji samasya ka nivaran bhi dete hain ki bhautikwadi jeevan ki or atydhik pravritta vyakti jab tak bhautik kalmat se purnta mukt vaishnav ke charan kamlo ki dhuli ko apne sharir par nahi lagate tab tak ve bhagwan ke charan kamlo ke prati aasakt nahi ho sakte jinki mahima unke asdhran karyo ke liye ki jati hai keval Krishna bhavna bhavit hokar hi is prakaar bhagwan ke charan kamlo ki sharan grahan karke hi koi vyakti bhautik kalam se mukt ho sakta hai maharaj ji yadi pujya maharaj ji is shlok pe
hamen samjha sake ki iska vyavahrik arth kya hai pad rajo bishya har mein laye nishka chan vyakti ki lakshan kya haim mati sva dur krama par satyartha gam y dar mahi sam pad rajo abhishekam niska chana naman vani ta yavat shri Prahlad ji ne kaha jab tak nishka chan mahapurushon ke charan raj se ham abhishikt nahi hote iska karan agyaa palan hai mul charan raj to ek dainya ka pratik hai lekin charan raj ke jo sevan karne ki bhavna hai wah agyaa palan kisi mahapurush ki agyaa mein jo bhagwan ke anurag rang mein ranga hua hai sab sadhan ek taraf aur bhagwan ka prem ek taraf bhagwan gita ji mein in sab bahari baton ko kahin nahi bola ek baat bahut baat boli hai anannya chint to mam anannya cheta satatam bhagwan ismen kah main bahut jaldi prapt ho jaaunga anannya cheta satatam yo mam smati nitya sa tasam sulabh Parth nitya yakta Yogina anannya chintan mahatma kaun jo bhagwat chintan paraayan ho kaisa bhagwat chintan avyavaharik smaran param vyakul te jo samasth aacharan bhagwan ko samarpit kiye hue aur har samay bhagwan ke smaran mein
duba hai thoda bhi vismaran ka abhas hone par bhi wah vyakul ho jaata hai jaise machhli ko jal se bahar kar do sabse badi pehchan bhagwat smriti ki aur wah andar ka vishay bahar se jana nahi ja sakta isliye devesh nar ji ne kaha mat sang stu durlabh ho mahapurushon ka sang bada durlabh hai phir kaha agamya nirvah kar pana unka sang kathin hai aur nirvah kar le gaye to amogh nischit bhagwat prapti ho jaegi kuch bahari lakshan hote hain jinka vihaar prapanch mein bhi sanidhy prapt hota hai aisa nahi ki na prapt hone to vihaar prapanch mein dube hue logon ka man akarshit karke bhagwan mein lagana yah ho hi nahi sakta yah unhi mahapurushon se hota hai jiske samip baithe se hamare hriday alaukik ka anand uthe aur hamare dosh hamare samne sab ane lage main itna nich hoon main yah dekho mere andar yah dosh mere andar yah dosh aapke andar bilkul reel chalne lage aur lage main kitna adham hoon ab main bhagwan ka bhajan karunga ab main in dosho ko chhodu bina kahe tumhare andar hi chalne lagega unka paramanu unki
kripa wo aapka parivartan prarambh kar degi jinke dekhne se aisa lage dekh to pahli raha hoon lekin aisa lag raha hai hamara inka prichay bahut purana hai kyonki bhagwan mein jude na bhagwan mein chittritti hai aur bhagwan ka har ansh jeev hai to aisa lagta hai ki inko dekh to main pahli bar raha hoon lekin aisa lag raha hai mere bahut purane mitra hai mere bahut purane priy hai jin santo ke darshan matra se sambhshan matra se sansaar phika lagne lage asat aacharan chhutne lage bhagwan priy lagne lage ye bahari pehchan va antarik to aap sari kar denge jaise wo waise tumhen bana denge aap sari cha hai sabki na va apne saman bana denge aur sant ki sthiti sant hi jaan sakta hai anya nahi jaan sakte jaise vidyarthi apne ticher ki yogyta ka nirnay nahi kar sakta hai kyonki to vidyarthi kakha gaga padh raha hai wo degree lekar padhane aaya hai to aise hi mahatma kyonki aadhunik vidya to vani ke dwara samjh mein aa sakti ki kitna graduate hai lekin adhyatmik vidya to sukshm drishti se hi samjh mein
aayegi wo keval vani se vani to pharate dar na matma pravchne na labh bahut badhiya pravachan kar leta to atma badh thodi ho jaega bhagwat sakshatkar thodi ho jaega aur nam daya bahut buddhiman hai to nahi hoga na bahuna surte bahut sunne wala hai to bhi nahi hoga kyonki wo bodh hai na wo to guru prasad se hota hai ho sakta hai atma gyanyon par bol na pata ho ho sakta hai bhagwat sakshatkar kiye hue par bahari koi bhi aisa chinh nahi jisse aap jaan sako ki bhagwan ka bhakt hai to ham santo ko
nahi pehchan sakte yahan tak ki rahu gan bhagwan kapil dev se satsang karta lekin kya jad bharat ji ko pehchan paya palki mein jyoti diya itne bade mahapurush ko aur satsangi tha aur satsang karne hi ja raha tha isliye mahapurushon ko pahchanana to to bhagwan ki sirf kripa se ho sakta hai haan bahari pehchan hai jinke sang matra se sambhshan se darshan se asat vasna chhutne lage aur hamare andar sat bhavna bhagwat bhajan shri Krishna pyare lagne lage yahi santo ki pehchan hai to santo ki charan raj ka sevan ka matlab hai rahu gan se jad bharat ji ne bhi yahi kaha hai jo Prahlad ji ne kaha wahi rahu gan se bharat ji ne kaha ki rahu gan ta tapsa na yati na chan nirpa dawa na chhnd sa na jalag surya bina mahat pad rajo abhishekam wahan kah rahe nishka chana naam navat aavat nishka chan ka tatparya hota hai jo bhagwan ke siva koi bhi sangrah parigreh jiske hriday mein nahi wo amrish ji hai nishcint ka matlab aisa nahi hota bikhari phate kapde waise nahi bhagwan ke siva jiske hriday mein koi sangrah parigreh nahi koi ata mamta nahi wo chahe
chakravarti samrat amrish ji ho aur chahe koi bhikshavriti se rahne wala ekant sevi ho nishka chan ka matlab aisa nahi hota ki uske phate kapde hain garib aadmi hai to nishka chan hai koi ata mamta nahi bhagwan ke siva dhruv ji ni skinch hai Prahlad ji ni kinchna hai aur samrat rahe Prahlad ji bhi samrat rahe dhruv ji bhi samrat bahe yah nishka chan ka tatparya koi bahari lakshan se nahi k bechara phata purana phir lauk ka kamdal bole niki chan nahi sab kuch hai par koi ata nahi koi mamta nahi prabhu ke siva koi ata mamta nahi sav mana Krishna padar vind ye hai nikan to unki agyaa par rahna ma charan raj le li manmani kar rahe to charan raj ka koi prabhav thodi hoga kaun sa kan aisa Vrindavan ka jo mahapurush ki charan raj nahi hai Priya pritam se lekar gopiyon se lekar abhi tak kitne mahapurush lekin agar aap agyaa par nahi chal rahe to kya prabhav hai aap dekh lo khud wahi sansaar kita wahi hai dham lekin aap dekho na kya prabhav hai to agyaa ka palan karna agyaa hi charan raj ka sevan karna hai matlab
dasta hai charan raj ka sevan ka matlab dasta dasta ka matlab agyaa saman su sahab seva apne sahab ki agyaa ka palan karna sant Gurudev unki agyaa pa rahna sajh pa rahe bachchha unke batae hue aacharan unke batae hue kiye hue updesh par chalna yahi hai charan raj ka sevan dasata ka matlab nahi to aise charan raj laga lo aur agyaa ka palan santo ki na karo to mujhe lagta hai ki labh anubhav mein nahi aayega kyon bachchha ji nitin kumar ji meena rani ji punjab se Radhe Radhe ji maharaj ji Radhe Radhe maharaj ji bhagwat gita mein char yog ka varnan kiya hai karm yog bhakti yog gyan yog sankhya yog maharaj ji in char yog ka gyan yog saank yog ek jise saank yog kahte hain na use hi gyan yog kahte hain aur jo karm yog hai na wo mishrit bhakti sambandh hai sare karm bhagwan ko arpit karna sab vastu bhagwan ki manna sabko bhagwan man ke seva karna to karmayog ho jaata hai aur nirantar bhagwan ke chintan mein leela katha gayan shravan bhagwan ke shri ang ki seva bhakton ki seva ye bhakti ho jaata hai mukhyat ham
kahenge do ek hai gyan yog aur ek hai bhakti yog gyan yog mein ashtang yog gyan yog mein sankhya tatv ganna aur bhakti yog mein karm yog mil jaata hai kyonki karm ke dwara hi to bhakti hoti hai to bhakti yog karm yog ek hi samjh lijiye unka varnan alag alag thoda hai bhakti yog mein main bhagwan ka hoon sab kuch bhagwan ki vastu hai nirantar bhagwan ka chintan karna aur bhagwan ke leela gunon ka gayan karna aur sab karm bhagwan ko samarpit kar dena ab theek karm yog mein yah sab paramatma ki di hui vastu hai sab rupon mein paramatma virajman hai usi paramatma ke dwara di hui vastu ke dwara paramatma svaroopon ki seva karta hoon mujhe koi phal nahi chahiye meri koi akanksha nahi wo moksh ko prapt ho gaya to mukhyat do hi ate hain bhakti yog aur gyan yog gyan yog mein sankhya yog ashtang yog bhakti yog mein karm yog ye sab aa jaate hain unka vistar chhota chhota alag-alag karke bahut rupon mein kiya gaya lekin mukhyat do hi dharaen hain ek hai bhakti aur ek hai gyan jitne bhi
gyan yog ki dharaen hain va sab main mein sthit hone ki hai main mein aur jitni bhakti yog ki anya sab dharae hain va sab tu mein sthit hone ki hai aur jitni maya ki dharae hai wo sab main ta mein sthit hone ke liye hai main ta mein sthit main aur mor torat main aam brahma smi aur tu he Govind jidhar dekhun tu hi tu hai tu hi tu hai apna vismaran karke usi mein leen ho jana yah bhakti bilkul saral bhasha mein samjh lo theek hai doctor piyush Sharma ji bareli se Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji main ek chikitsak hoon aur apni sevae apni niji kleenik par de raha hoon thoda sa lamba choda likha hai kah rahe ki inke achanak chalne mein asmarth hua 2020 mein phir inhone ilaj nahi karaya shri ji ke bal se abhi rah rahe hain maharaj ji inka sawal hai ki aap kahte hain ki kam krodh lobh moh maya se dur rahna chahiye aur maine yah bhi suna hai ki ye jeevan ek rang manch hai aur ham iske kirdar hain to hamen ek achhche kirdar ke nate ek accha pati putr pita va sambandhi ke rup mein nibhana chahiye aapne
pura sahi nahi suna agar sahi suna hota to apne pani grahan karke patni ke saath santan utpatti ki bhavna se jo kam kiya jaata hai wah kam main hoon bhagwan bole vibhutiyon mein wo dharm mein kam main hoon lekin vyabhichar mein kam wah nishedh hai agar pani grahan kiya hai to apni hi patni ke sahwas se jo santan utpatti ki bhavna se shastr itne ke liye adesh karta hai itne ke liye adesh nahi karta ki aapka byah ho gaya to phir aap dharmachakra dhan bhi dharm ke dwara pehle purusharth ko samjho chaturtha purusharth hai dharm arth kam moksh dharm ki sima ko pehle uske antargat dhan hona chahiye aur jo dharm se hi kam ki purti honi chahiye tab moksh ki prapti ho jaegi dharm aur moksh ke beech mein do purusharth rakhe gaye hain arth aur kam hamari kamna ki purti moksh tak honi chahiye keval laukik hi nahi rahni chahiye aur hamara arth dharm se yukt hona chahiye agar arth hamara dharm hata diya jae phir liya jae to arth pisach bana dega wo tumhara sarvnash kar dega aisi kamnayen utpann
hongi ki aap bandhan ko prapt ho jaenge isliye brahm rishiyon ne bahut soch karke shastron mein likha hai dharmartha chaturshty dharm arth kam moksh to dhan chahiye parivaar poshan ke liye par praarabdh ke anusaar hi milega aapko chahe jitna aap kar lo praarabdh ke anusaar milega kri man aapka bahut accha jaise aap bahut degree padhe likhe ho nokri nahi milegi praarabdh kharab hai to nokri nahi milegi aap bahut bade doctor ho lekin praarabdh kharab hai to marij nahi aapke paas aaenge aviswas ho jaega aur praarabdh agar jor ka hai to kam padhe likhe ho to bhi kam chal jaega anubhav adhik hai aur daktari ki aapke paas wo nahi hai zyada sarti to bhi logon ki bhid lag jaegi ki bahut anubhavi doctor hai ek matra praarabdh keval bhagwat prapti ka nahi hai kisi ke bhagya mein nahi likha hai aur yahi ham likhne ke liye aae hain ki manushya jeevan mein main bhagwan ko prapt karu yah aur sukh dukh unnati nati sab likha hua hai maharaj parikshit ke kundli jab banai na bhagwat mein padhkar dekh lena to janm se
lekar ke aur maran tak ka bata diya ki takshak sarp se marenge lekin Paramhans samhita sunkar bhagwan ko prapt honge bhagya mein nahi likha yah bhagwan ki kripa se hua hai to dhan chahiye sabko chahiye jeevan yapan ke liye aur yatha yogya bhagwan sabko praarabdh ke anusaar diye par adharm se nahi adharm se yadi dhan aaya to sarvnash kar dega chahe rup ho to apne hisaab bhar wo nuksan pahuncha dega samay ane par to dhan chahiye kam bhi chahiye kyonki srishti badh rahi to dharm ke anusaar kam ki baat kahi ham log pashu thodi hai aap socho aapki bahan ko koi gandi drishti se dekhe aapko pasand nahi aayega aapke aag lag jaegi to aap dusre ki bahan ki taraf kyon dekhte ho atmana pratikul nahi pareshaan na sama charit aapki patni ki taraf koi gandi drishti se dekhe to kaisa lagega to aap dusre ki patni ki taraf atmana prati kulani paresha na samachar to dharm se yadi kam sevan karo dharm se arth ka sevan karo to akhiri parinaam hai moksh dharm arth kam moksh aisa koi sanshay hai aapko kedar pandya ji badora se ji Radhe Radhe
maharaj ji maharaj ji mujhe kuch life stail se jude swasthya samasyaon ka samna karna par raha hai mujhe yah pata hai ki sahi jeevan shaili sahi niyamit vyayam uchit ahar apnane se main in samasyaon ko theek kar sakta hoon phir bhi main aksar apni ichhao ke karan bhtak jaata hoon ma ji inka kahne ka matlab ichhao se bhtak jaate hain ki maharaj ji koi adhyatmik vishesh sadhna ya abhyaas ya mantr ya dhyan prakriya bata sakte jisse main bhtak na aur jo ek sammit jin kya baje uthte ho so ke sa baje
4 baje utho pahli baat mano 4 baje uth kar ke aadha liter jal halka sa garm karke aur vajrasan mein baithna jante ho vajrasan mein baith ke 10 minute mein piyo thoda dhire-dhire aur phir 10 minute talo soch jao snaan karo snaan karne ke baad 20 minute vyayam karo phir do teen kilometer chalo ya daudo jitni tumhari samarth ho Radha naam japte hue vyayam aur daud aur chalna phir iske baad jo aapki dincharya sansarik ho ham puja ki ek bhi baat nahi kah rahe apni sansarik dincharya karo aur jab aapko samay mile to satsang suno aur gita ji le lo Shrimad bhagwat gita ji aur tika ki hui hai pujya shri Swami Ram Sukhdas ji maharaj bahut jor ki tika hai matlab bahut jor ki hai saral se saral bhasha mein Swami ji ne itni badi kripa ki ki gramin aadmi bhi gita ko samjh sakta hai to thodi der gita padho aur iske baad jo karya karo us karya mein karte Radha Radha Radha Radha aur jo karya karo bhagwan ko samarpit kar do ek ek ghanta ya pach ghanta ya 12 ghanta jaisa tumhara abhyaas ban pave ek ek ghanta mein ki ye
jo ek ghante mein hamne karya kiya jitna naam jap kiya va sab ham he prabhu aapke charnon mein samarpit karte hain abhi aap dekho rang ane lagega shuru to karo aur parai mata bahno ki taraf gandi drishti mat karo y vichar na karo agar byah ho gaya ho to ek sima mein raho apne ghar mein apni bhavna koi nasha na karo nasha karte ho koi koi nasha mat karo abhi jeevan anandmay ho jaega samjh paye mantr bhi mil gaya aur rasta bhi mil gaya Radha naam para vidya hai jo swayam bhagwan shri Krishna chandra ja ratte rahte hain Radha
hari rasna Radha Radha ra japat hari vivas tav naam prati pad Vimal manasta dhyan te nimas nahi riv Radha Radha Radha aise shri ji Shyam Shyam Shyam Krishna Krishna rati rahti hai to isliye naam jap karo kartavya ka pav 4:00 baje uth jao brahm muhurt mein ka baje sote ho nahi galat time hai 10 baje tak so tab 4:00 baje utho ga 10 11 12 ek doti cha 6 ghanta pure sone ko mil gaya to 10 baje se 12 baje ke beech mein kya karte ho accha aap koi karya karte ho to dopahar mein phir aapko samay mil jaega to aap din mein so lijiye thoda par yah 4:00 baje wala samay vyayam apni dincharya naam jap karte hue aur phir din mein 12 baje so lijiye kyonki agar aap 12:00 baje ratri karte hain to sham time nokri hogi aapki haan to theek aap din mein thoda aram kar lijiye khanpan dekho sharir svasth hai to dharm bhi hoga adhyatma bhi hoga lokwan a svasth to kya hua jo surya uday hote hue apni charpai mein saiya mein hai uski ayu shri swasthya anand smriti sab aparn ho jati hai aur aaj praya y niyam bana liya gaya 12
ek do baje sona aur 10 11 baje tak subah sote rahna 12 ek baje 2 baje ratri ke san karna aur subah 11 12 baje tak suna aisa sunte hain ham aisa hi hai haan kyonki praya surya uday ke pehle agar ham poohe ki kitne log uthte ho to shayad ki do hi char log y to kafi log uthte accha ek aae maharaj ji va kah rahe ki ham main char baje uthne lag gaya aaspas wale kahne lage kya ho gaya re ko kya ho gaya ghar wale kah rahe hain tum hamen bhi sone bo 4:00 baje uth raha hai 4:00 baje itna andhera 4:00 baje ya 4:00 baje to satsang hota hai ham to dhanya man rahe hain bharatvasion ko bhaiya itni thandi mein rod mein akar khade ho jaate hain sardi ka samay hai na koi aag na koi kuch aur kahan-kahan se log ate hain aur chhote-chhote bachchhe navjat shishu matayen bahne ham to pranam karte hain ki bharatvasion ko ki itni shraddha ek sadhu ke prati ye unki shraddha naman karne yogya hai ki aisi sardi mein raat ke ham 2 baje nikelte hain wo pehle khade hote iska matlab 12 ek baje se khade honge tab kitni badi shraddha sa ra
ji rod ke side mein so jaate ki jaise kuch bajega uth jaenge bilkul bilkul bakal Sachin ji chandigarh se Radhe Radhe prabhu Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji aapke mukh se kai bar suna hai ki aap kahte hain ki yah sharir kabhi bhi ham chhod sakte hain ya chale jaega chhod nahi sakte chala jaega uski avadhi hai sarkari department hai sarkari jis din phone aata hai ki aap di bangla khali karo to khali karna padega chalo a jagah chalo to chalna padega ma ji sunkar bahut rona aata hai maharaj ji sharir samarpit hai kitne sare aapko mal bhagwan ka khel hai hamare tumhare kahne se thodi hoga wahi matlab sarkari kanun hai sarkari hisaab kitaab ya kisi ka kuch nahi chalega jana padega par ham kya karke ja rahe hain yah khas baat hai jana to sabko hai ham jane ki tayyari kar le jo pehle se tayyar na the pata pachta kar chale gaye ham sabko jana hai jane ki tayyari kar lo jo pehle se tayyar na the pachta pachta kar chale gaye isliye jana to hai hi bachchha par bade anand mein jana hai kyonki prabhu ka jas ga rahe prabhu ka naam jap kar rahe
prabhu ki sharan mein anand purvak koi galti ho to bhagwan kshma karen ab unki sharan mein hai aur iske baad bhagwan ko hi prapt ho jana hai to jana to hai hi hai na sabko jana hai tumko bhi jana hai hamko jana hai iska naam hai lok barabar kasai vada kal ka jaise pashu sab kasai vade mein nahi hoti aur hari hari ghas khwa hai pankha ke niche rakhta hai to koi sukh thodi de raha hai wah aaenge number mein jahan number aaya to gadasa chalega aise ham sab kal ke kasai vade mein pack hai har ek ka number aa raha hai bole
accident ho gaya dil phayl ho gaya koi kal ka nahi batata kal ko koi kahta hai kya nahi nahi kya hua bole wo hart phayl ho aath phayl ho gaya chale gaye sabko jana hai sabka akhiri samay hai mrityu isiliye Ram Ram Krishna Krishna hari hari Radha Radha jitna rat lo wahi tumhare saath jaega yahan ka ek rupya nahi jaega ek vyakti nahi jaega ek inch jamin nahi jaegi sara bank balance yahi dhara rahega agar Ram Ram japa hai Radha Radha japa hai Krishna Krishna japa hai wah tumhare saath jaega to jana to hai hi bachchha par anand purvak jaya jae nahi accha yah ki yah nahi rahe nahi sarkari aadmi accha dekho hamari sarkar kamzor to hai nahi man lo ek adhikari gaya to dusra aa jaega haan dusra ko aisa khada kar denge ki jo pehle wale se bhi accha hoga to hamare malik ke paas koi kami chhodi ek se ek maha bhagwat mein bhed denge pure lok ke log ko tarne ki samarth rakhte hain ji pyar to ek se hota hai aap hi batayen ki pyar to haan par ab isko karoge kya karoge ladai thodi lado ki andolan
chherd diya ki to bhagwan aise bhagwan ka jitna samay diya hua hai utne menhi anand le lo phir chalo apne bhagwan ke paas dusre ki seva aa jaegi kram bai kram seva chalti rahti hai sarkari hai kam ye guru to kar sake guru bhagwan jo rahe tho bhagwan par rakh nahi sakte wo bhi sharir thodi bahut helpa to kar sake sahi pocho to unhin ke chalae chal rahe hain unhin ke chalae nahi to mara hua sharir kaise chal sakta hai sharir chal to raha hai guru kripa se hi aur wo guru kripa bhagwan ki kripa santo ki kripa aap sabki kripa tabhi tak kam karegi jab tak wo tithi nahi aa rahi aur jahan wo tithi ai chatpat hisaab ho jaega kyonki yahan ka niyam hai yahan ka kanun hai bhagwan bhi niyat samay par antardhyan ho gaye nahi jo man lo Dvapar mein bhagwan to phir 125 varsh akhiri ay to bhagwan antardhan ho gaye Ram ji bhi jab samay aaya to lekar ke parikar ko saryu ji mein antardhyan ho gaye iska naam mrityu lok hai yahan jana padega bade-bade mahapurush chale gaye to hamen lagta hai ki ham logon ko aandit hona chahiye jane ki baat sunke par
aandit wahi hoga jo bhagwan se juda hai aur patni putr parivaar ghar mein aa sakte hai to usko lagega marna aandit hai are yar yah sab chhut jaega bahut bar chhod chuke ho tumhen abhyaas hai par dhyan nahi hai bahut bar chhod chuke ho naam jap karo Babaji aapke kahne ka matlab yah hai jaise aap jitne marji amir ho aapko jo paise hai wo upar kabhi koi lekar nahi ja sakta bhagwan ke ek bar Sikandar badshah tha to wo bharat par vijay prapt karke ja raha tha bade anand Gosh se nagade bajae ja rahe the to ek sant
jo hai nachne lage samne jake Sikandar ne kaha de isko kuch u kaha nahi main tumhen dunga thodi hamse baat suno aap to badshah bade veer ho to khush hua ek sui nikali aur dhaga nikala bole ham garib Baba ji hain yahan hamare kapde phat jaate hain to sil lete hain to parlok mein suna hai ki waha sui dhaga nahi milega to aap bade veer hoe sui dhaga le chalna aur parlok mein hamen de dena bole parlok mein kahin kuch jaata hai bole yahi baat tumko samjha rahe hain ki hazaron ki gardan utarte ho apne ko veer samjhte ho doos ko kasht dete ho aur le yahan se tum ek sui dhaga bhi nahi jaoge ab hosh aa gaya Sikandar usi samay shant ho gaya aur kaha jab Sikandar mare to hath bahar nikal dena ki itna mehnat karke kamane wala yuddh karke kamane wala Sikandar khali hath ja raha hai kuch nahi le jaega yah baat hai samjh pa rahe ho kya rato ga krishna ka ra krishna krishna rati hai Krishna Krishna rat theek hai yahi jaega saath saath ise koi nahi chula sakta yah naam hi jaega saath yogesh kathura Radhe guru Radhe Radhe maharaj ji
maharaj ji aap likh rahe hain ki aapne do bar bharat ko rajat padak jitaya maharaj jeey pairalampik mein unka maraj ji ek prashn hai inka ki khelon mein bhagwan anushasan ekagrata vinamrata ke siddhant adhyatmik pad par prakriti karne mein kis prakaar sahayak ho sakte hain bachchha pehle baat to khel ko bhagwan ki puja manani hogi jaise ham apni puja mein ekaagr hote hain na aise aap khel ko bhagwan bharat aapke saath juda hai agar aap hare to bharat hara kisi bhi khel mein ho to aap samjho kitna bada aapko puja ka karya mila hai kitna bada puja hai kitni badi seva hai ki agar aap jite to kitne bharatvasion ki chati phulti hai agar aap jit gaye to yahan patakhe chhutae jaate hain alag-alag jaise cricket mein jit gaye usmen jit gaye ham dekhte hain hamare pure bhartvassi aise mante hain jaise mera putr ho mera bhai ho mera aur jit gaya to aise matlab pure bharatvasion ki prasannata aapse judi hui hai agar aap khel ko puja man kar ke aur sanyam ke dwara abhyaas ke dwara ham kya nahi kar sakte abhyaas se
abhyaas mein bahut badi takat hai aankh mein patti bandh ke goli mar de abhyaas agar hai to aankh mein patti bandh ke va sans ki kan se sans ki awaz sunkar mar dega va jara si kharak mein mar dega aur ham logon ke age rakh do to bilkul kam nahi aayega kyonki hamne kabhi abhyaas nahi kiya hai nahi to aap jis khel mein ho us khel mein raat din abhyaas karke aur koi bhi abhyaas pusht karne ke liye ekagrata aur sanyam ye do ki avshyakta hoti hai apne log praya jo phayl hote hain uska karan hota hai jaise koi pad mila padak mila ya jit mili to ham itne utsahit ho jaate hain ki ham abhyaas chhod dete hain aur bhogon mein rath ho jaate hain phir wah nahi rah jaata jab ham vijay ko prapt ho to hamen aur brak marni chahiye ki hamen itni vijay nahi ham itni khushi nahi ham aur age badhenge to ham age badhte chale jae lekin ham logon mein ham logon mein bharatvasion mein bahut sa hriday hai na zaroorat hai un cricket ke jo jawan hai unko protsahan dene ke liye aur abhyaas mein dridh karne ke liye par hamare yahan
thoda sa bhavuk desh hai na to jara mein accha wo kya karte hain jo pravinta mein age badhenge wo utsah ko cross karna hoga alp sukh ka bhog tyag karne wala mahan sukh ko prapt hota hai ab ham utne mein raji ho jaate hain khan pin aur phir party aur sab idhar-udhar to kya hota hai hamara abhyaas dheema ho jaata hai ham age phayl ho jaate hain agar ham apne abhyaas ko bhagwan ki puja mane jaise ham mala ka abhyaas karte hain aise aap apne khel ka abhyaas kijiye aur yah sochna hai ki ham samaj sevi hain kya ek saath karodon logon ka dil dukhi ho jaega aapse aur ek saath karodon logon ko sukh mil jaega aapse kitni badi seva ban gayi bachchhe bachchhe bharat ke nachne lagte hain jab cricket jit jaate nahi jit to hamen lagta hai ham pura manoyog se ekagrata purvak aur naam jap aur sukh mein vijay mein phule na aur dukh mein ham kamzor na ho aaj agar ham kam kamzor ho jaenge to baat nahi aaj har gaye hain to hamare abhyaas ki kami rahi in khelon mein ashirwad ki zaroorat nahi hoti to hamen lagta hai thoda
bhavna ko rok karke hamen abhyaas mein dridh hona chahiye aur yah to bada garv ka vishay ki hamare kisi aacharan se pura bharat prasann ho jae pure bharat ko sukh mile to ham kah kisi bhi khel mein ho sabko agradsar hona chahiye abhyaas yukt hona chahiye abhyaas tabhi safal hoga jab aap sanyami honge vyabhichari kabhi abhyaas safal nahi kar sakta jab brahmcharya nahi ho pavitra nahi hai ekagrata nahi hai to mana punya bal se tum par fi age unnati prapt nahi kar sakte aur jo sanyami hai ekaagr hai wo kahin bhi
vijay ko prapt ho sakta hai isliye thoda sanyam rakho koi vyasan mat karo swasthyavardhak bhojan pao aur apne khel ke abhyaas ko nitya karo nitya to ek bahut bada abhyasi ban jaega bahut bada abhyasi ban jaega kyon kaun sa khel khelte ho main diskas karo khelta hoon maj ek plet aise karke mane hoti hai aur plet jitni dur jati hai uske meetar gine jaate hain jiski sabse age gayi hogi mera varlda rikorda tha 2022 mein maine banaya tha varlda rikorda haan bhagwan ki kripa se bana tha saath mein ye bhi bolte lekin mera manna ye hai ki matlab main vishwas bahut zyada karta hoon bhagwan mein bachpan se puja path karta meri mata bhi abhi bhi brahm muhurt mein karti hui ai hai to hamesha se mera yahi tha ki us raah par chalu lekin bhagwan hamen ek shakti deta hai ki ham ek raah par chalte rahe to mujhe usse shakti mili to main dal aaya bilkul aaj yahi andar bha bhavna honi chahiye harda varka ke saath-saath ek wo shakti bhi hoti hai hamara khiladiyon ka din hota hai kyonki us din jis din jiska din accha
jaata hai to bahut hi accha jaata hai kisi ka accha bhi jo mehnat karke jaata hai wo bhi nahi pa to main to is chij se nahi bachchha yahan y ham aapko rokte hain hamari mehnat kabhi vyarth nahi ja sakti hai yah baat samjh lo ki mehnat karna matlab ham khud bhakt hai bhagwan ke marg ke hain to hamen thodi kah rahe ki kripa mein samarth nahi lekin abhyaas mein bhi bachchha samarth hai mehnat karoge to bhagwan tumhen dekh rahe hain na tum bhagwan se na kripa mango ham yahi tumhen dikhana chahte hain unko videsh wo mante kya ko wo bole kya jai shri Ram jai shri Krishna bole kya unka abhyaas va abhyaas mein preta dikhate khate hain pite hain abhyaas mein pranta dikhate vijay lekar chale jaate hain ham log thoda samjhe antarik bhav ko samjhe hamara yadi abhyaas hai to bhagwan chukne nahi denge kyonki hamne pasina chuvaya abhyaas mein arjun ko tribhuvan ka sabse bada dhanurdhar ghoshit kiya Dronacharya ji ne arjun ek din jangal mein bhramn kar rahe the to unke saath ek kutta tha kutta ne bhook diya to pura
mukh banon se bhar gaya uske keval bhookh bhookh aur kahin bhi khun nahi ma baan se va gazab ka hast lago mb baan jaega to chhe dega to hai lekin nahi keval muhn bhar gaya to kisne bhara to samne dekha kirat vesh mein ek lavya khada tha bhai tribhuvan ka sabse bada dhanurdhar arjun aaj har gaya keval dekh ke tere jaisa dhanurdhar kahin ghav nahi kutte ke muhn mein chot nahi aur pura muhn banon se bhar diya keval bhookh matlab itne samay mein kiska shishya hai to unka guru Dronacharya to unho kaha aisa kaise ho sakta hai unhone to mujhe bhi sudhar udhar to kab sikhaya to uka guru ji ne aao dikhaya kutia mein keval murti bana ke aur pranam karke aur dhanush ka abhyaas kiya to uchh ban gaya to hamen lagta hai bhagwan ka aashray to le par hamara praytn bhi hona chahiye nahi agar ab hamen pata nahi hai usko marna kaise hamen pata hai to kya bait aple aap mar dega kya aap vichar karo hamne abhyaas kiya ab ham kahte kishori ju aapne dekha hamne abhyaas kiya hai ab hamen itna bal do ki chuk na ho to wo baat ban
jaegi haan bahut badhiya hai achhche bachchhe ho naam jap karte ho haan main pura karta hoon aur puja path bhi achhche se karta hoon aur mantr jab bhi pure achhche se karte haan theek hai vyayam karte ho sab karta hoon haan theek karte pairo se thoda sa kamzor hoon lekin jaan bahut hai haan nahi theek hai ham chahte hain ki hamare bharat ke naujawan age badhe jo vyasan aur vyabhichar se yukt ho rahe hain wo mukt ho hamari akanksha hai ki hamare jo bharat ke naujawan hai na ye thoda bigadte chale ja rahe hain vyasan aur vyabhichar ye do bhari dosh chale aa rahe hain badhte chale ja rahe hain chhote-chhote bachchon se lekar jawan tak to ye to bada saubhagya ka vishay ki aap jaise jawan kisi bhi tarah se age badhe aur hamare bharat ka naam ho hamare bharat ke jawan age badhe ham toy chahte hain na to isliye khub achhche se chalo hamen accha laga aapse milkar ke haan bahut sundar bahut bas ye ichchha hai meri jaise main har bar mummy papa bahut zyada khush ho jaate hain to kai bar se silwar aa raha hai aath salo se to main kabhi bhi enjoy nahi
karta is muvment haan wahi ham shayad mera ye tha ki jab tak golda nahi aayega tak rukna nahi haan wahi kah raha hoon ki alp sukho ka tyag kar mahan sukh ki taraf badhta chala jae badhte chale jao bas agli sal idhar apne pahli bar indiya mein varlda chaimpiyanship ho rahi hai us chij ke liye ashirwad de do aap abhyaas rat rahie theek hai aap abhyaas Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha ra Radha shri Radha
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- sant bhagwan ke prashn par maharaj ji ne sadhna jeevan ke liye kya updesh diya? — maharaj ji kuch ham logon ko aap bata den ki jaise sadhna jeevan mein kya kaise kuch bhi aap apne mukharvind se kuch sab baton ki keval ek hi baat hai na vishay chintan hone pave na vishay kriya bas…
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…