॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya aapke jane ke baad bhi Radha keli kunj se satsang aur pravachan ka labh milta rahega ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

somweer sinh ji Hyderabad se Radhe Radhe puj Gurudev aapke charnon mein koti koti pranam Gurudev Radha keli kunj vishv ki pavan jagah hai yahan bharat aur vishv ke ishwar tully mahapurush aapke darshan ke liye ate rahte hain tatha karodon log yahan ke pavan sanidhy se apna jeevan badal rahe hain maharaj ji is das ka bhay aur sankoch va yah sawal hai ki aapke Radha rani ke paas chale jane ke baad bhi Radha keli kun se aise hi satsang pravachan aadi chalta rahega aur ham logon ko is pavan dham ke darshan hote rahe ab

ye to ham nahi kah sakte ham is ye kaise kah sakte hain kyonki yah to bhagwan ke hath hai shri ji ke hath hai ki wah kya karen kya na karen itna to samjh lo ki asamabhav hai sanket mein itna hi hai ki chalta rahega par asamabhav hai odiya Baba jab the jaisa krishna ashram odiya Baba ke jane ke baad phir thodi ra jaata hai to saanp ki mani chali gayi to saanp ra ga mani to chali jati hai na to ab yadyapi sant bhagwan hai bahut se sant bhagwan hai sab prayas karenge ki par yah prayas wala nahi tum sun rahe ho ham kisi

yogya nahi hai ayogya ke dwara bhagwan jo karva rahe hain wah yogyta se nahi ho sakta hai y ham aapko bata rahe yah jo ho raha hai ye ayogya se bhagwan karva rahe hain to yogya ki koi yogya purush tayyar kar diya jae kathavachak kathavachak ho sakta hai wo sab ye kar sakta hai lekin parivartan nahi kar sakta jeev ki maansikta ka parivartan nahi ho sakta aur khas baat hota hai jeev ki maansikta ka parivartan karna aur wah hota hai shri bhagwan se aur wah kisi ko kabhi-kabhi nimit banate hain nimit kabhi kisi ko

banate hain to ye ham is samay jo dekh rahe hain ki wo Premanand naam ke sharir dharak ko ek nimit bankar apna karya kar rahe hain hazaron logon ki maansikta hon ko badal rahe hain to wo chahe tabhi hamne kaha bhagwan chahe to ho sakta hai anytha asamabhav hai ye kisi vidvta se ya padh likh ke ya pravachan se nahi ho sakta yah keval bhagwan ke dwara karen karave aap sab jane badhai de yah unka karya ham kabhi baith ke pravachan nahi sikhe ham koi vyakaran charya nahi hai hamare paas koi wo degree nahi hai bas itna jarur hai ki ham shri ji ke hai shri ji hamari hai ab voh kya karna chahti hai unka vidhan hai tu maharaj ji kah sakte hain tumri kripa pav koi has bilkul tumhari kripa pav koi koi kripa patr jan ke dwara y hota hai matlab vidvta ya iske dwara to ham samjhte mu kam karoti vachal pa late Giri yat kripa tam ham vande parmanand Madhav nahi na jiska sharir theek hai uska kya dusron ka parivartan kar sakta hai par yah hai ki wo sarv samarth sali hai bas itna ham kahte hain wo kya karna chahte hain

hamen to doctor ne kaha tha pach varsh mein mar jaoge bahut dhai varsh kaha tha phir kaha tha bahut bahut pach varsh chaloge 19van 20van varsh chal raha hai doctor ke kahe ke anusaar se 19van 20van varsh chal raha hai ab bhai bhagwan kab tak chalana chahte hain wo jante hain ab wo shri ji ke paas jane ke baad shri ji kya yah jarur ham kahte hain ki kisi ki koi jagah le le aisa nahi hota odiya Baba ki jagah koi dusra baith aisa nahi ho sakta shri Ramchandra dongre ki jagah koi dusra baith jae aisa nahi ho sakta

wo ek hota hai bhagwan ek prabhav prakashit karte hain aur phir gupt kar dete hain phir dusri jagah kisi bhakt ko prakashit karte hain phir gupt kar dete hain ye unka khel chalta rahta hai wah apne sant janon se dharm ko badhava adharm ki vrityio ka nash karate rahte hain aur kahan baith jae wo wah kiske baith jae ye ye radh kal kunj se hoga ye nahi kah sakte ho sakta hai dusri jagah kisi mahatma ke prakash kar bhagwan aur wo prakashit hokar jan samuday ko bhakti ke rang mein rang de kis sampraday ka kis marg ka sab unke sampraday sab unke marg isliye yah nahi kah sakte ki aisa hi hoga kaisa hoga jaisa prabhu jaenge vaisa hoga joi joi pyaro kare soi mahi bha

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ham kaun hain aur hamara lakshya kya hai? — vibhovar Mishra ji narwal se jai shri Ram are jai shri Radhe shri Radhe maharaj ji maharaj ji inke bahut sare prashn the inke kahna guru ji mrityu kya hai jeevan kya hai janm kya hai nind kya…
  • kya bhagwat prapti hone par bhagwan se bhi moh khatm ho jaata hai? — shashank Dube ji Noida se Radha vallabh shri haris maharaj ji aapke charnon mein koti-koti pranam maharaj ji moh khatm ho jana hi agar bhagwat prapti hai to bhagwan ke prati jo moh hai agar wah bhi…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1402 — Mahesh kumar chaube ji Radhe-Radhe prabhu Radhe-dhe maharaj ji maharaj ji aapki agyaa se mere paas koi rasta nahi bacha bhagwan ki sharanagati aur ashrit hone ke liye hamne lagbhag sare bhog bhog liye hain aur…
  • kisi ko koi baat samjhane par wo na samjhe to krodh aa jaata hai — shashank Varma ji mujaphpharangar se Radhe-Radhe shri Radhavallabh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapke charnon mein koti-koti pranam maharaj ji aisa kai bar hota hai ki kisi ko apni baat samjhate hue…
  • swarg mein wo kaun-sa sukh hai, jo dharti par bhi nahi hai? — paras kohli ji nai Delhi se Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti-koti pranam maharaj ji sukh aur dukh ek hi gaadi ke do pahie hain. Mera prashn yah hai ki wah kaun sa sukh swarg mein hai…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1401 — Vikram pande ji mirjapur se shri Harivansh maharaj ji Radhavallabh shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti-koti pranam maharaj ji aapka satsang sunta hoon aur kripa ka anubhav hai maharaj ji…