satsang sun kar mans, madira, vyabhichar chhod diya par kabhi-kabhi man usi mein jaata hai
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
maharaj ji ismen ek wo tha bahut asankhya koti maharaj ji aapki varta sunke aapke vachno ko sunke unhone galat aacharan chhod diye mans madira vyabhichar aur asankhya koti aparadh jo adharm aacharan karte the maharaj ji nirantar sang na rahne ke karan haan wahi ham kaha nir jaise aap aap sub kisi ko kah rahe the ki maya patak degi aur abhi gire matlab ane ke baad phir gire phir uthna bada kathin ho jaega to maharaj ji us samay matlab nirantar kya naam jap aur satsang ka sang rahega tab lambe samay tak isko khinch jaenge aur ek bar nikal gaye to phir to nikal hi jaenge nahi bahut kathin hai man jaise 70 varsh ki ayu hai aur 20 varsh se shuru kiya aur ham 40 varsh chalne bhagwat prapti nahi hui to gunja hai maya tumhen parast kar sakti hai to har samay naam jap satsang aur lakshya barabar lakshya bana rahna bahut samay tak yahi tabhi kahte hain koi lakho mein ek chalta hai ne wale hazaron mein koi ek theek se chalta hai aur theek se chalne walon mein koi ek birla pahunchta hai birla pahunchta nahi itne manoranjan tikae hain kanchan kamini
kirti ki ki usi mein jeev gir jaata hai jaise usne kabhi bhavna ki ki agar hamen sukh milta to ji bhar ke bhogte aur bhajan kar raha hai to pehle bhagwan nahi milenge pehle uske samne wah sukh aayega jo usne chaha hai yah pakka hai pakka haj par jo ichchha kari ho man mahi prabhu prasad kach durlabh nahi jab Ravan ne lat mara tha to kaha nahi tha vibhishan ji ne lekin socha tha ki main ja raha hoon Ram ji ke sharan mein tera nash karva ke isi simhasaan par baithunga to bhagwan ne jaate pahla kam kiya tha samudra ka jal manga kar ke lankadhipti kaha tha aao lankesh to ghabra gaye ki prabhu main to aapki sharan mein aaya hoon lankesh banne nahi aaya to prabhu ne kaha nahi is baat ko sweekar karo to unhone kaha ha ur kachu pratham vasna rahi par prabhu pad priti sarit so bahi prabhu thi man mein baat par ab aapke charnon ko dekhkar prem sarita mein bah gaye ab mujhe lankesh nahi aap apne charnon ka nahi bole lankesh bhi bano charnon ki dasat bhi prapt karo to hamen lagta hai ki agar hamari vasna koi hai andar phir age bhajan ke bal se
pehle va vasna puri hogi nasht to nahi hoga sadhak bhrasht to nahi hoga badlon ki tarah chinn bhinn to nahi hoga kyonki bhagwan ka jan hai par nirwasan bina hue wo age unnati ko prapt nahi hota isliye vasna koi na koi bani rahti hai aur jahan bhajan hua to kanchan kamini kirti inka sanyog hone lagta hai to sadhak manoranjan mein lag jaata hai phir wo marg ruk jaata hai isiliye janm janm muni yatan kara va ant Ram kahi aavat nahi to prayas karte raho kabhi chuk mat karna y maharaj ji aapne kaha y sthiti mere saath hai isse kaise bache naam jap khub aur naam jap badao power badao Radha Radha Radha Radha Radha Radha aur galat sang na karna Radha Radha kahte hue bhi yadi galat sang karoge narad ji se prashn hua kas tar kastar kastar mayam kaun tar jaata hai kaun tar jaata hai maya se kaun tar jaata hai to bole yo mahanubhav sevat yo Sanga ta jati yo mamta st jati jo mahapurushon ka sang karta hai aur kusang ka tyag karta hai aur kisi se mamta nahi rakhta va nikal jaega y mahanubhav sev mahapurushon ka sang unke vachan
Baba ne kaha ki aise nahi dekhna nahi dekhna Baba ne kaha ye chij nahi kha nahi khana aise nahi bolna aise nahi dekhna roz satsang suno har ek din naya aapko milega updesh usi se aapka jeevan par ho jaega par pure jeevan agar nishkalank nikal jae to param pad mil jaega param pad bhagwan ka bhagwan ka sanidhy aur jo chahoge bhajan kar rahe ho bhagwan milne ki to ba aise jo chahoge wo mil jaega aur kuch nahi chah rahegi to bhagwan mil jaenge nishcint hokar bhajan kar ismen ghata to hai nahi gir bhi padhoge to
bhi ghata nahi 100 bar Radha Radha kaha to tumhara bank laukar mein jama ho gaya ab tumne paap kiya to iska tumhen dand milega lekin tumhare paas 100 naam jama hai wah tumhari unnati karenge wah kabhi nasht hone wale nahi samjh rahe na ha khub isi lobh se naam jap karo naam badao maraj ji yahan to ham sab sadhak jan aapke sanidhy mein hai to aapka shasan hai bahar jin jo sharab chhuti wahi dost ke beech mein rahna par kam karega dekho kal ek nahi kah rahe the are bole ab jaha sharab pi le ya kuch kar le socho tum chhaa jaate ho hamare dimaag mein dar paida ho jaata hai hamare hriday mein ki ya to bole jahan ham galat sochte hain karne ki sohi tum chhaa jaate ho dimaag mein lagta hai yar Baba jaan jaenge to bole isliye phir ab galat hamse ho hi nahi nahi raha hai kyonki har samay aap hamare dimaag mein chhaa jaate ho to yah baat bahut point ki hai ki yadi ham sant Sadgurudev ya updesh ko apne dimaag mein rakhen y Baba ne kaha tha aisa nahi to dimaag mein wo chhae hue hain to hamse galat ho hi nahi sakta aur bhagwan ki aisi
kripa hai ki lakho log is baat ko samjh rahe hain ki bhagwan ki kripa se wah sat marg mein chalne ki tayyari kar rahe hain koi chal rahe hain koi chal chuke hain to ismen ghata nahi hoga kyonki bhagwan hi chalate hain agar voh na chalave to apne logon ki takat hi nahi ki chal pave
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1403 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
- ham kaun hain aur hamara lakshya kya hai? — vibhovar Mishra ji narwal se jai shri Ram are jai shri Radhe shri Radhe maharaj ji maharaj ji inke bahut sare prashn the inke kahna guru ji mrityu kya hai jeevan kya hai janm kya hai nind kya…
- kya bhagwat prapti hone par bhagwan se bhi moh khatm ho jaata hai? — shashank Dube ji Noida se Radha vallabh shri haris maharaj ji aapke charnon mein koti-koti pranam maharaj ji moh khatm ho jana hi agar bhagwat prapti hai to bhagwan ke prati jo moh hai agar wah bhi…
- ekantik vartalaap evam darshan #1402 — Mahesh kumar chaube ji Radhe-Radhe prabhu Radhe-dhe maharaj ji maharaj ji aapki agyaa se mere paas koi rasta nahi bacha bhagwan ki sharanagati aur ashrit hone ke liye hamne lagbhag sare bhog bhog liye hain aur…
- kisi ko koi baat samjhane par wo na samjhe to krodh aa jaata hai — shashank Varma ji mujaphpharangar se Radhe-Radhe shri Radhavallabh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapke charnon mein koti-koti pranam maharaj ji aisa kai bar hota hai ki kisi ko apni baat samjhate hue…
- swarg mein wo kaun-sa sukh hai, jo dharti par bhi nahi hai? — paras kohli ji nai Delhi se Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti-koti pranam maharaj ji sukh aur dukh ek hi gaadi ke do pahie hain. Mera prashn yah hai ki wah kaun sa sukh swarg mein hai…