॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab ek Gym Trainer ne bataya kaise Youth Body banane ke liye Steroid aadi lekar sharir kharab kar rahe hain !

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

sahil ji Delhi se shri Harivansh ji maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam Gurudev pehle main buri sangat aur galat aacharan ka hissa tha har janm din par mans aur madhi ka sevan meri aadat ban chuki thi lekin is bar aapka ashirwad hai ki main apna janmdin aapke charnon mein mana raha hoon aisa pahli bar hua hai Gurudev is sharir ko jim trenar ki seva prapt hai main aapke madhyam se yuvaon ko ek sandesh dena chahta hoon ki aajkal jim aur phitnes ka krej badhta ja raha hai naye yuvak jaate hain jimma adi mein lekin unke saath yuva kai aisi galtiya kar rahe hain jo unke sharir aur man donon ko nu pahucha rahi ma ji kahna chah rahe hain ki to kah rahe ki stera id aur bahut sar aise injection hai jisse jaldi isse unke mansik santulan bigdta hai abhi to dikh raha hai bat baad mein bahut zyada krodh aur akmar jati hai ma swabhavic jo bal vridhi hai aapko batae ham jab bachpan mein the to hamare bujurg ne hamko sikhaya tha bandh langota bacha ke indri kabhi na dekha par nari dharm ke tukde kha kar bhaiya

chadhi badan par tayyari bandh langota bacha ke indri brahmcharya agar aapko vastvik balvan banna hai to brahmcharya aur swabhavic dand baithak aur vyayam ke dwara jo takat badhti jati hai va sthai hoti hai gay bandho aur gay ka shuddh doodh piyo aur dand baithak maro aur langote ke pakke raho balvan ban jaoge sharir bankar dikhava keval kar sakte ho tum mein takat nahi hogi atma bal nahi hoga pehle nahi hota tha ganv mein 10 20 pahlo pavan hote the matha pi ke nahi waise ham sabse kahte hain ki bahari chijon

se sharir ko phulana ya badhana yah koi pahalwani nahi hai accha khub vichar karte ho hastmaithun karte ho gandi baten karte ho thodi ho jaega brahmcharya se raho namak roti khao y ham tum dekha hai aisa pahlvan aur aise ko gadda ki tarah utha ke patak diya kyonki brahmachari hai aur niyam nishth hai ham jante the saday mein tha tum log to nai avastha ke harishankar Baba ka naam nahi suna hoga Ayodhya ke harishankar Baba kodni hai hamare janmabhumi ke paas to wahan dangal dekhne gaye the jab bachchha the to jo harishankar Baba gaye to upar chaddar aise ude hue the us samay 00 rup Baba ke upar inam laga gaya to char panch chadh gaye hath milane ke Baba aise hath pakar ke aise marte teen char khopdi ke wale se chale jaate char panch bole Ayodhya ka hai pheka chala aise bajrang bali ekam bal aise chalte the bal brahmachari mara aise to phat gaya akhada dharm mein se gir gaye to taliya baj gayi ek chhalang mein upar hanuman ji ki tarah aur aise kiya tha koi bhi koi nahi tha brahmachari ke age kaun hoga brahmacharya hi mahan bal aur

mahan tap hai aap kya samjhte ho bal kise kahte hain jo kam ko pachad de krodh ko pachad de moh ko pachad de dusron ka hit kare dusron ka mangal kare aur pavitra bhojan par ye murga murgi khake balvan banna chahte hain vastvik baat hai char panch gay palo aur gau seva karo aur gay ka doodh mein swarnam power hota hai to gau seva se bhagwan prasann hote hain aur gau ke dugdh se pavitra shakti aati hai to yah sab proteen proteen toha ji proteen to phir bhi theek hai kah rahe steroid usse bhi khtrnak hai

maharaj ji aur usi wajah se cancer bhi usi ki wajah se maharaj ji ye injection laga laga ke body faila rahe usi wajah se cancer ka zyada karan nahi badhiya satvic bhav se jo bal aata hai wo bhagwan ki taraf le jaata hai accha kisko dikhaoge ab marna to hai hi hai sharir to jaega hi haan dharm se chalo yar aisa thodi ki vishv tumhen puje koi nahi pujit ye jo bahut bade bade the na laghu shanka karna mushkil hai soch karna mushkil hai ganthe sab kharab ho gayi ab budhapa mein kuch ho nahi pata to budhape mein sab kharab aur swabhavic dand baithak maro to hamne ek pahlvan ko dekha 92 varsh ki avastha mein khopdi ke bal khade hona dand baithak mein 92 varsh ki avastha bhale 1020 marte the par wo 92 avastha mein brahmachari pavitra aacharan wala dusron ka hit karne wala wo balvan hoga bal to bhagwat bal prdat hota hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi