bharat se bahar rahne wale log(NRI) apne bachchon ko bhakti mein kaise lagaen ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
dhrupad ji america se Radhe Radhe shr ha maharaj ji aaj lakho log bharat se bahar rahte hain anya deshon mein wahan apne bachchon ko thakur ji ki bhakti ya bhakti mein kaise lagaen samasya to hai kyonki vatavran ka prabhav parta hai jaise sardi hai to sabko par rahi na to aise vilasita ke paramanu videshon mein zyada paye jaate hain bhoganandeeshwara Rasendra jane indri ke bhogon ki pradhanata ke khel zyada hai ab wahan ke mitti mein hi sanskar hai aise hota na vayu jaise hamko ek bar Chitrakoot ham
bhramn karte hue gaye to ek prichay ke sant unhone le jakar ek asan par hamko litaya aur teen char sant baith gaye thodi der baad ham uthe ham kaha ya bahut gande paramanu hai to yahi janne ke liye ham log baithe the bole aisa aisa aisa aisa hua tha kaha thodi der lette hi uske paramanu ka prabhav aa gaya to jab pavitra hriday mein uska prabhav par sakta hai to apvitra hriday mein to usi rang mein rang jaega jahan ek bar ghatna ghati us sthan par wah paramanu apna prabhav dikha rahe hain aur jahan barabar bhoganandeeshwara bhavan sarvatra hai saman hai jaise bharat mein taise videshon mein bhi hai kyonki bhagwan to sarvatra samasth bhumi bhagwan ki hai to yadi ham bhagwan ka naam jap karen bhagwan ki katha bachchon ko sunae bhagwan ki puja seva mein unko darshan karvawe to unke sanskar baenge agar unke sanskar na bane to phir va jahan rah rahe hain wahan ke sanskar baenge wahan ke sanskar bhakti virodhi hai jahan bhog bahulya hoti hai wahan bhagwat chintan ka kahin bhi avkash nahi hota va bhogon ka chintan hota rahta hai jo ham kriya
karte hain uske pehle chintan hota hai chintan phir sankalp aur phir kriya to hai kathin par asamabhav nahi hai yadi wahan bhi satsang sunaya jae naam kirtan kiya jae bhagwan ki leela katha gai jae suni jae to hamen lagta hai bhakti ka rang chadh jaega kyonki videshi log bhi bhakti karte hain apne bharatiya rishiyon ki bhakton ki vani ke anusaar kitne videshi log chalte hain nahi chalte hain dekho bahut se videshi log hai mala lekar naam jap karte hain apne prabhupad ji gaye to dekho bahut se aise sant mahatma jaate hain videsh mein aur apni bhakti ka rang chadhate hain to agar na chadta hota rang to phir nahi chadta hota chadha iska matlab chadh sakta hai to agar ham naam kirtan bhagwan ki gun mahima ka leela katha ka gayan shravan satsang to hamen lagta hai parivartan nischit ho jaega yahi upay hai dusra upay nahi hai kyonki khanpan ki pavitra asamabhav hai nahi khanpan ki pavitra ka to matlab ham kabhi gaye nahi lekin sunna jaisa hua kano mein to hamen lagta hai ki khanpan agar koi bahari hotlon mein aise karta hai to
bada mushkil hai ki kisi ko daal roti shuddh mil jae videsh mein kyonki mansahar pradhan bhojan hai kyon videshon mein mansahar matlab pradhan bhojan hai jaise apne roti daal pradhan bhojan hai yahan uttar pradesh mein aise videshon mein mansahar pradhan bhojan hai pe padartho mein jo nishedhatmak pe hai ye to aap kisi bhi hotel mein chale jaiye agar aapko jeena hai to khana padega khana hai to waha apvitra hogi mana ki aap wahi bred le rahe hain wahan se lekin usi mein wah mans ka karke dete hain aapko bina mans ka de denge lekin hath wahi hai aur patr wahi hai dene wala bhi wahi hamen lagta hai bhojan pa tr milna videsh mein kyon ham to kabhi gaye nahi ha kyonki hamare paas jaise do char log aise mile na to un logon ne bataya ki aisa asamabhav hai ki jaisa apne desh mein pavitra bhojan mil jae aisa waha kisi hotel mein aisa mile par Baba jaise ye ghar mein apne mein bana rahe hain khano peeno shuddh desi to va mein to koi pareshani na hai ha wo to chal jaega ji ki seva mein ha wo to apne ghar ka hath ka
hai lekin bazar aur waise bhakti sarvatra ho sakti hai bhagwan ka bhajan sarvatra ho sakta hai yadi ahar shuddh ho jae aur hamara vihaar shuddh ho jae to hamari bhakti rang le ave agar hamare aacharan gande rahe ahar ganda raha to keval kahne matra ki bhakti hogi to jab tak aacharan pavitra nahi honge aur hamare bhojan pavitra nahi honge to phir vichar kahan se pavitra ho jae aur bhakti bhav se hoti kriya se thodi hoti hai man lo kriya mein aapne bahut 56 bhog laga diye bhav aapka theek nahi ahankaari hai to hamare bhagwan ek bhi dana nahi payenge aur aapne bajre ki roti sukhi aur namak rakh diya aur ankhon se aansu bhagwan puri pa jaenge bhav ka bhukha hoon main aur bhav hi ek sar hai bhav se mujhko bhaje to bahut se beda par hai bhav bin suni pukare main kabhi sunta nahi bhav purit ter hi karti mujhe lachar bhavo save bhajta ras kamdhenu tam Radhika charan re maham thoda bhakti ka matlab bhakti shabd kahte ek pavitra ki urja aati hai to hamara ahar pavitra hamare aacharan pavitra hamara vichar pavitra tab ham param
pavitra bhagwan ki aradhna kar sakte hain to jahan Bhogeshwar prasak naam tapat chet sam vyavsaya atmika buddhi samadh na vidhte jinka chitt bhogon mein phasa hai ishwar rupe mein fansa hai wo kabhi bhagwat bhajan karne ki soch bhi nahi sakte kyonki itna malin chintan hai ki wahi hoga bhajan ka matlab mala ghumana nahi hota bhajan ka matlab chintan karna hota hai agar hamare chintan mein jaise kami hi nari pyari ji lobhi jim priy dam tim Raghunath nirantar priy lago mein bhajan matlab priyata Ram Ram Ram Ram to ek hriday mein pida si ho rahi hai ankhon mein aansu aa rahe hain Radha Radha Radha Radha ise bhajan kahte hain ab prapanch ki baten bhi kah rahe mala bhi chal raha hai to mala kiske liye chal raha hai ek ek man ka bilkul pite hue chale jao Radha Radha Radha to chahe ek mala ho bahut jor ka mala hua ab 21 mala ghum gaye pata nahi kab guriya kahan se kaise sakal gayi to usse phir wo baat nahi honi nahi to hamen lagta hai ahar shudhi ho aur aacharan shudhi ho tribhuvan mein kahin bhi ho bhakti ki ja sakti hai agar hamen
satsang sunne ko mile hari naam japne ko mile bhagwan ki katha varta to isi se bhakti ka rang aa jaata hai maharaj ji se aaya hoon aur waha par matlab ki aisa jaha par rahte hain kam karte hain to waha par 99 par non vejiteriyan mansahar hota hai to kya aisi jagah par ham kanthi mala dharan kar sakte hain jahan par kam karte hain aise logon ke beech mein rahte hain aap mat khaaiye to dharan kar sakte hain kyonki wahan par jose aisa kansepta hota hai ki aap ek ghar mein alag kamle mein rahte hain bat aapko khana banane ki jagah aur bartan dhone ki jagah sanjha karni padti hai bada pavitra wahi to kah raha hoon pavitra ab usi mein mans wale patr dhoe jaate hain usi mein aap apne dhoenge ab hath mein utha ke thodi rakenge rakenge to sink mein to usi sink mein apvitra sink mana jaega wo ab yahi to kah rahe the ki abhi ki samasya to yah hai ki waha pradhan ahar mansahar hai par tum naam jap karo bhagwan ka naam jap bas aap saath maharaj ji theek hai ha naam jab se sab theek ho jaega kanthi bandho ya na bandho agar Ram Ram kah rahe
to Ram ji ko prapt hog Radha Radha kah rahe to mangal hi hoga tum bhajan pradhan rakho theek hai naam jap jarur karte raho agar naam japne to dekho bhakti ko kya hai aaj pakhand rupi rog lag raha hai gande aacharan bhi karenge ganda khanpan bhi karenge ganda vihaar kar kuch nahi hota isse agar aap rogi ho to aapko parhej pehle dekhna padega dawa se zyada parhej kam karta hai to agar ham parhej shastr ke anusaar nahi chal rahe to rang nahi aayega anubhutiyan nahi ayengi jo Divya anubhutiyan bhai agar anubhutiyan andar nahi ai to aap man ko nahi rok sakte bina nij sukh bin man hoi ki theera agar bhagwata ki anubhuti nahi to drama hi chalega agar bhagav nand ki anubhuti hai to phir asliyat hai bin vivek vairagya bhakti bin satya nay ko mano bhagwat vimurkh kapt chaturi so pakhand jano bhakti ko pakhand rog grasit kar raha hai agar shuddh bhakti thodi bhi ho jae to anand hriday mein ane lage dekho aap bhagwan ka naam kirtan ho raha ho aapka bhojan sahi ho aur pavitra bhav se baitho to aapko rona ane lagega tab mano
ki bhakti hai bhakti ho rahi hai y vichar bhi kar rahe ho parai mata bahno ki taraf gandi drishti bhi hai nana prakaar ki vasna bhi purti to wo ek vyapar ho gaya ek udam ho gaya bhakti shuddh vastu hai raj shui yagya mein yudhishthir ji ki ek sankh rakha gaya tha ki jab yagya ki purti ho jaegi koi maha bhagwat pa jaega to ye shankh bach jaega to brahma shankar sh Krishna dan vyas dev ji parshuram bhagwan na jane kitne Maharshi aae the puri yagya hui lekin shankh nahi baja to bhagwan se yudhishthir ji ne kaha prabhu yagya to purn hone ko hai aur shankh baja nahi itne bade-bade Maharshi brahm rishi raj rishi sab pa gaye to bhagwan ne kaha ek dainya shabd dhyan do dainya akinchan ahankaar rahit abhi bhagwat premi mahatma nahi paya sabko main yah hoon main wo hoon main wo hoon main aisa jo dainya hai ahankaar rahit hai aur bhagwat premi hai aisa maha bole prabhu aisa mahaprabhu purush kahan dhundhe bole tumhare nagar mein rahta hai bole prabhu kaun bole swap Valmiki swap Valmiki bole prabhu to roz jhaddu lagane ate hain
bole haan unko lao aur aad sahit lao aur unko pa dekho shankh bach jaega bhim aur arjun ko nimantran karne bheja jo ghar gaye to sugandh aa rahi thi ghar mein andar ghuse mitti ki divar mitti to thakur ji ki chavi rakhe va ro rahe the akinchan bhakt premi ja dekha bhim arjuna se malik malik to kaha nahi tumhen nimantran dene aae rajas yagya mein purnata aapse hogi to bhagwan shri Krishna ko aise dhyan mein dekhe aur ka chain se nahi rahne doge aap hamen agar aap in rajaon se hamen pujwa hoge to ham chain se bhajan
kar payenge par ab aap jaisi aapki ichchha to unka malik ham to roz juthan pate hain aapki dona pattal uthane ate roz du bole nahi ab nimantran hai dusre din palki mein baitha ke unko le gaye raat bhar Draupadi ji ne bhojan banaya apne kar kamal se ab jab parosa gaya to unhone ra kadhi chaval daal sab ek mila diya jo jo bhi padaarth sab Draupadi ji ke man mein aaya ki koi raj gharane ke hote to swad alag alag lete shankh nahi baja unke khane par bhi yash ji ne kaha maharaj aapne kaha tha sup Valmiki ke pane par shankh bole ek ek kaval par bajna chahiye lekin tumhare yahan kisi nene aparadh kar diya inke prati dosh darshan kisi ne kiya to Draupadi jine kaha hamne hamne itna raat bhar alag-alag padaarth banae inhone ekahi mein milakar ke sab to hamen laga koi raje maharaje ke ghar ke hote to swad lete bole dosh darshan vaishnav ki jati par gaye tum itne bade mahan bhakt pranam karo aur pranam karke pucha ki aap mila ke kyon paye to unka prabhu swad to aap lete hain ham to prasad pate hain ham padaarth ka
swad nahi lete ham to prasad pate hain jahi unhone kshma mangi tahi sankh bach gaya akinchan dainya ahankaar rahit bhagwat premi mahatma milna bahut durlabh hai hazaron dharmatma mein koi ek vairagya van hota hai lakho vairagyam mein koi ek gyani hota hai hazaron gyanyon mein koi ek brahm bodh hota hai hazaron brahm bodhon mein koi ek videh mukt jeevan mukt hota hai aur hazaron jeevan mukt mein maya madh se rahit bhagwat premi mahatma koi ek hota hai itni durlabh bhakti hai jo premay bhakti hai jismen ahankaar choor ho gaya hai jo bhagwan ki baat sunte hi aansu chhalakne lage aur bas ha Krishna ha Radha ha yah durlabh vishay aur wahi bhakti ham log bhi karte hain aur hamen sansaar priy lagta hai bhog achhche lagte hain man pratishtha to abhi rog hata nahi hai rog hat jaega to brahmadev banta ki bhagwan se tumhen prem ho sansaar accha lage y aisa kaise ho sakta hai sansaar ke bhog use sab vyarth lagne lagte hain jisse bhagwan ka anand prapt ho jaata hai ji
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- sant bhagwan ke prashn par maharaj ji ne sadhna jeevan ke liye kya updesh diya? — maharaj ji kuch ham logon ko aap bata den ki jaise sadhna jeevan mein kya kaise kuch bhi aap apne mukharvind se kuch sab baton ki keval ek hi baat hai na vishay chintan hone pave na vishay kriya bas…
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…