kya karen ki kisi ke bura karne par bhi krodh na aae ? (maharaj ji ne sunai swayam ke saath ghatit ek ghatna!)
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
amit ji Rajasthan se Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji ham lali ji ki kripa se sahi raste par chalne ka prayas kar rahe hain par kai bar hamara bura karne chahta hai koi phir hamare saath bura vihaar karta hai to hamara sanyam tut jaata hai maharaj ji hamen samne tumhari pariksha hai sahi chalne ki yahi pariksha hai jab ham sahi chale aur hamen galat kaha jae aur ham apne marg se hile nahi hamare saath galat kiya jae galat kaha jae aur ham sahi chal rahe hain ham sahi hi chale yahi hamari pariksha hai yah thodi ki ham dukhi ho jae baithkar rone lage dekho aap to grihasth dharm mein ho ham bhagwan ke dharm mein hamen pita bhi gaya gali bhi di gayi apmanit kiya gaya pure jeevan mein lekin us samay ham yahi sochte rahe ki mere bhagwan meri pariksha le rahe hain dhairya ki pariksha le rahe be matlab ab ham ratri mein aa rahe the 11 baje akele chalte the us samay ye koi shishya parkar koi chahe sharab pi ho ya jo bhi ho gaadi roki utar ke hamen pitne lage aise aise thappad mare the ki puri chati mein pure panja bane hue the
aise kai din tak bane rahe tu Radha Radha da Radha samjh hi nahi paye ki kaun kya itne mein ek brajvasi mai lathi liye aa rahi thi budhi are usne gali dela shuru kiya wo log bhag gaye ham laut kar ke bhi nahi dekha kaun the kyon praarabdh hai uska bhagwan nirakran karva rahe koi kuch nahi bola unko kuch nahi ek shabd nahi hamne pahchana bhi nahi man se kuch nahi bola dil se kuch nahi bola kuch nahi bola aur hriday bahut shital ho gaya nipat gaya bura praarabdh nipat gaya jo hamare jeevan ka bara praarabdh tha
nipat gaya hamne laut kar ke nahi dekha khub light thi dekhkar pahchana ja sakta tha hamne dekha hi nahi wo jaise mar rahe the bas aise shant Radha andar chal raha tha wo bhi jaban se nahi aur hamen pad hai jo pad ga rahe the andar wah hamen bilkul pura dhyan hai ki hamari is line par thappad para tha kaun sa pad tha wo aavat sa vrish bhan dulari rup raas ati chatur shiroman ang ang sukumari to li ham puja garmi ka samay tha to a chala utar ke aise kane mein dale hue the kamdal aur chhadi thi hamare hath mein danda tha wo hamen mar rahe the hamne aise bhi nahi kiya aise bhi nahi kiya ki bachav paksh mein kiya ho na virodh paksh mein kuch bas shant na unko laut ke dekha praarabdh hog kya dekhe dekhenge to dushmani bhav aa jaega pehchan aa jaegi ki wahi aadmi aisa bahut pucha ham logon se jab hamne dikhaya ki kal ratri mein aisa unka ek bar bata do kaun hai kahan ka hai kaisa ham ham khud nahi jante hamne dekhe nahi dekhe nahi bas mast ekdam chale aae to yadi ham sat marg mein chal rahe hain aur achhche marg mein chal rahe hain koi
hamare saath bura kar raha hai to jarur hamne bura kiya hoga us bura ka nirnay hamko bhogna par raha chupchap bhog lo achhche marg mein chalte raho aur achhche ki burai hi hoti ho aisa nahi hai achhche ki burai hi ho aisa nahi yadi aap achhche marg se chal rahe ho to ek din bura aadmi jhukega aur aapki achchai ko sweekar karega pakki baat hamari man lena agar aap bura karne lage to achchai ke pathik hi kahan the aap apni achchai hi karte rahie voh burai karta rahe to har jaega Eknath ji maharaj snaan karne ja rahe the ganga snaan karke aae to ek vidharmi ka upar makan tha gali ke thuk diya upar unke upar phir wah snaan karne gaye phir wo aaya thuk diya 100 bar thuka wo na aise here na kuch bas wahin se laut jaate snaan karke aa jaate uske man mein badi galani hui ki ek sadhu ko ham wo niche aae sashtang dandvat hue aur bole maharaj mujhe kshma karo maine 100 bar aap par thuka lekin aapne na krodh dikhaya na hamare bole bhaiya krodh to tab dikhau jab aapne hamara bura kiya ho ek din mein ek bar snaan
karta tha aapki kripa se 100 bar snaan hua ismen to aapki kripa hui ismen aapne bura kahan kiya ye ye achchai ka marg hai wo usi din se badal gaya jab ham achchai par chalenge to burai bahut halki hoti hai achchai bahut garu hoti hai haan yah jarur hai ki achchai par tike rahna bahut kathin hota hai kyonki burai jab apna prabhav dikahti to hamen khud apni achchai par vishwas lutne ki sambhavna hoti hai hatne ki sambhav achchai ko pakdo to phir pakde ro kuch bhi ho parinaam dekh liya jaega to burai karne wala bhi achchai par aa jaega jab jab achchai ne apna kathorta se niyam palan kiya hai to burai ko nasht hona para hai aur bure log achhche bane hain to isliye ham yah na soche ki hamari burai ho rahi to ham apne achhche marg se hat jae ya baith ke rone lage dukhi ho jae aisa nahi hai ma ji aapke jeevan ka koi anubhav aapse koi bahut virodh karta ho ya dves bhav rakhta ho aur baad mein aapka haan paas mein ek sant rahte the to jaise kuch log aae ate hi the to do log char log aae to jab ate the to sev hai
santray hai yah vastue aur unka samne kutia thi to jab dekhte to unke hriday mein jalan hoti thi irshya hoti thi ki mere paas log ate nahi to ham roz unko pranam karte aur jo vastu hamare paas aati pehle unke paas bhejwa logon ke chale jane ke baad achchhi-achchhi vastu unke paas to kafi din tak unka dves badhta raha aur jab hamara roz pranam aur koi dves nahi to itni mitrata wo karne lage matlab itna dainya hokar milne lage ki jaise ek bahut purana mitra milta hai maharaj ji par aise dhairya to ye sadhan aur naam jap se hi milta hai haan hamen dusron ke sukh ki taraf dekhna hai jo hamara virodh kar rahe hain unke sukh ki taraf dekhna hai jo hamara virodh kar rahe hain hamari ninda kar rahe hain unki ninda nahi karni hamen un par vichar karna ki wo aisa kyon bol rahe hain agar mere mein kami hai aur va main sudhar karun aur unki ninda band ho jae to hamen karna chahiye agar mere mein kami nahi hai aur ninda kar rahe hain to phir bhagwan jane phir ham unka tab bhi nahi karenge par kabhi to sah lete to kabhi sah
nahi pate to matlab kaise regular karse aap naam jap naam jap naam jap se sa aur sabse badi baat hai ki hamen yah pata hai ki mere bhagwan mere saath hai agar mujhe thappad marenga koi to mere bhagwan ke adesh se marenga agar bhagwan ke adesh se marta to mujhe sir jhuka dena chahiye jaise kabhi koi mar deta hai to kabhi lete par phir dobara aise hota rahta hota rahta to phir aisa nahi aisa nahi hoga war ko peetega aisa nahi hota dekho aisa nahi hota ye keval man ki ganit hai aisa nahi hota praarabdh bhog hai to kabhi-kabhi aata hai aisa thodi hota hai har itwar ko aata hai har Shanivar ko aata hai aisa nahi aata hai to bahut aata bhaiya kahte the naam tab bhi tere ko itna krodh aata kya fayda krodh jaise nahi fayda to alag chij hai jo naam hamne 500 naam jab ki ho to bhagwan ke bank mein jama hai aur krodh kar rahe hain hamari galti hai hamko krodh se bachna chahiye agar krodh karen to apna tej nasht hota hai apni buddhi malin hoti hai ho jati hai aisa hota hai ki sabka nasht ho jaata phir baad mein hota hai ki kyon
gussa kara nahi gussa aae to ek upay hai maun kabhi to maun ho jaata hai kabhi hota hi nahi aur wo karta hai nahi dekho iska abhyaas karen abhyaas se theek hota hai jaise abhi koi gali dene lage ham maun ka pehle maharaj ne kaha tha maun Gurudev aapne to zindagi badli do sal se aapko sun ke aapne ba dhire dhire aap is krodh par vijay prapt kar lenge yadi maun ka aashray le hat jane ka swabhav bana le har jane mein bhagwan ka bal milta hai aur jit jane mein ahankaar pusht hota hai suneri maine nirbhal ke
Balram ap bal tap bal aur bahubal chauth bal hai dam sur kishor kripa te sab bal hare ko hari naam jo har gaya wo jit gaya aur jo jit gaya wo ahankaar mein har gaya uska ahankaar pusht ho jaega aur gaye to he bhagwan main aapke aashit hu aap dekh lena to ham jit gaye kyonki ham maya mein nahi ham bhagwan mein sthit the jis samay har rahe the aur jo jit raha tha va ahankaar mein sthit tha ahankaari ka vinash nischit hota hai aur bhagwan ke jo aashit hota hai bhagwan uski raksha karte hain
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- sant bhagwan ke prashn par maharaj ji ne sadhna jeevan ke liye kya updesh diya? — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…