hamare praarabdh ke karan agar koi hamen kasht de to kya use paap aur dand milega ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
diksha ji jalandhar punjab se Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji aapke pravachan sunne se bahut jeevan mein parivartan aaya hai maharaj ji aap kahte hain ki hamare saath agar koi bura karta hai to hamen yah sochkar khush hona chahiye ki uska hamare saath purv janm ka koi rin tha to jo ham us samay chuka nahi paye isliye hamare saath is janm mein bura ho raha hai to yahi soch kar rakh ke unhen maaf kar dena chahiye lekin maharaj ji kya bhagwan ji bhi yahi sochkar us insaan ko maaf kar denge ki uska purv ka praarabdh tha kya uske liye dusht karmon ki koi saja nahi usko dand milega ham usko chupchap sah bhi sakte the lekin hamne thappad mara y meri naveen kriya bani aur aapka praarabdh chay hua ab mujhe uska bhogna padega hamare andar prerna ho rahi sanyog bhi bana aap galat bhi kiye hain lekin kya bharat sarkar aisa adesh karti hai kya aap socho bhagwan ki to baat chodo kya bharatiya sarkar hamare kanun mein aisa hai kya report karo aisa hai report report par matlab kanun apne hath mein nahi le sakte aap
to aapke andar prerna hui ki isko peet de uska praarabdh prerna kar raha lekin aapne nahi pita to uska praarabdh kshay ho gaya aur aapka naveen karm nahi bana agar aapne peet diya to uska praarabdh to chay hua pit ke lekin aapke liye naveen karm ban gaya praarabdh se hamare paas samgri aa sakti hai lekin bhoge na bhoge ye hamare vivek ke par hai praarabdh balvan hai wo prerit karega lekin ham use rok sakte hain vivek ke dwara use rok sakte hain to agar ham kshma kar diya to uska to jo karm bana usko to dand bhogna hi padega hamara hriday nirvikaar ho gaya aur jisne hamko gali di jisne hamare prati kat vihaar kiya wah uska bhageedar banega usko dand bhoge to isliye ham yah bhi na chahe ki use dand mile sant jan to bhagwan se prarthna karte hain ki jo hamen gali de jo hamen mare jo hamara apman karen unko kabhi dukh na pahunche nath unko kabhi dukh na pahunche isiliye to santo ki mahima hai to chalna hai nirvikaar hone ke liye adhyatma marg mein jab hamen koi apman karta hai to hamara
praarabdh kshay hota hai ham ujjwal ho rahe hain aur wah malin ho raha hai to hamara praarabdh hamen bhagwan ki taraf badhata le ja raha hai nirmal kar ta hua to hamen chahiye ki ham apne praarabdh ko dhul jane de beech mein adanga na lagae hamko gali di Radha Radha chupchap nikal gaye hamara praarabdh chay ho gaya yah bhav jo shastr mein siddhant hai uske anusaar chalna chahiye jisse ham bahut jaldi nirmal aur anand mein ho jaate hain sansarik buddhi se socha ja sakta hai ki ek bar gali di agar maine kshma kar diya to agli bar aur gali dega wo gali dene layak nahi rahega tum kshma karke to de dekho Uma kshma saap hote bhari apne karm jay apkari usko aisa dand milega ki dobara aapse bolegaa nahi kyonki malik hai na is jagat ka malik hai wo dekh raha hai agar 10 bar aapko usse apmanit hona likha hai to apmanit hona padega lekin 10 bar ka apman ka jo parinaam uske paas aayega wo bhulkar kisi ka apman nahi karega bhagwan sabke upar virajman hai isiliye unko ishwar kahte hain unka shasan mein
thoda deri to hogi lekin andher nahi hogi deri isliye hogi bahut bada hisaab kitaab hai aur fasal aaj boi jati to aaj thodi kaat li jati hai char mahina pach mahina baad hi us fasal ko ham kaat pate hain aise jo ham karm kar rahe hain unka kalantar mein dand ya puraskar milta hai turant to nahi milta hai har karm ka phal turant nahi milta hai bada karm ho jae jaise kisi sant ki apman vritti ban jae to phir turant lagu ho jaega sadhu avagya turat Bhawani kar kalyan akhil ke hani marji nahi to phir
nark mein milega agar yahan ka chhut gaya to ha wo bhagwan ka vidhan hai bilkul usko bhogna avashya mein bhogta bhogna hi padega yudhishthir ji se bhagwan ne kaha ki itna kah do avasthama hato ashwathama mara gaya unhone buddhi laga di naro ya kunjo narak dikhaya gaya ki keval adesh tha itna ki avasthama hato bolo to unhone laga diya naro kunjar utne bhagwan shakat dhvani ki drona char ji ne avasthama ha to mara gaya ye yudhishthir bol rahe iska matlab satya va turant udas hue drisht ne jakar gala kaat liya Dronacharya ji ka kyonki Dronacharya ji ka badh hona aniwarya tha isliye bhagwan ne to agar aap apni buddhi lagakar jhooth bole to aapko narak dikhaya gaya shi ji ko aur kaha jahan ye vichlit ho jae wahi pura ho gaya inka narak une ji dekha kahan mujhe le aae turant swarg pahunch gaye kyonki ek shabd ka jo aur y kitna bada kitaab hai isliye bhagwan ka naam jap karen bhagwan ki sharan mein ho to jeevan anand mein ho jaega nahi itna lamba hisaab kitaab ki ham bhog bhog ke marte rahe bar-bar to bhi ham
apne karmon ka hisaab nahi purn kar payenge wo bhagwan hi maaf kar de to baat banegi bhagwan ki sharan mein ho jao bhagwan ka naam jap karo sab theek ho jaega jo beemariyan aad aati hai y andar dukh aata hai jalan se lekar andar ki jalan se lekar bahari bhari vipatti tak y sab hamare karmon ka phal hai karm ka phal accha aaya andar ke liye ab andar chintan badhiya hone laga muskura raha hai ab anand mein duba ja raha hai aur karm ka phal bigda ab aise vyakti ka chintan kara raha hai ki va jal raha hai bematlab jal raha hai chintan karm ka phal usko bhugta ke liye ab ghanton jal raha hai usi vishay ko soch ke aur ghanton ek aandit ho raha usi isliye achhche karm karo uska parinaam accha hoga bure karm karoge uska parinaam bura hoga depression aadi yahi bure karm sab karmon ke anusaar andar se ek jalan ki rekha se lekar bhari se bhari vipatti tak sab karmon ka phal hai
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- sant bhagwan ke prashn par maharaj ji ne sadhna jeevan ke liye kya updesh diya? — maharaj ji kuch ham logon ko aap bata den ki jaise sadhna jeevan mein kya kaise kuch bhi aap apne mukharvind se kuch sab baton ki keval ek hi baat hai na vishay chintan hone pave na vishay kriya bas…
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…