agar main hi brahm hoon to meri hi maya mujhe apne adhin kaise kar leti hai?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
jitendra dagar ji benglor se shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji ek bahu Shyam ek bhagwat vakya hai phir aisa kyon hai ki mujhe meri hi maya manushya janm mein apne adhin kar leti hai aur pa rahe ho apne swaroop ko jaan kahan pa rahe ho jaan kahan par janne raja aise ban jaata hai pehle sainik hona chahiye majbut vaphadar aur phir shatru paksh ki parajay tab raja ka hukum chalta hai aise thodi raja ban jaoge ki ham bahuma main parbrahmma paramatma hoon mere adesh se surya uday honge nahi to nahi honge itni samarth hai tum maya pati ho aisa anubhav hai tumhen maya ke gulam ho indriyon ke gulam ho man ke gulam ho imandari se dekho tum man aur indriyon ko adhin kiye hue ho tabhi va to kaha sainik par adhikar aur vijay prapt nirvic nirvikaar jo bilkul kahin kinchna na soch na kanti apne swaroop mein to aao tab prashn karo aa kar ke abhi to gulam bane baithe hue ho indriyon ke aur man ke aur maya ke aur to phir kaise samjh paoge ki ko ham bahuma uske liye to
lok parlok ke samasth bhogon ka jo vilasita ka bhav uska tyag shuddh vivek mumuksha titiksha sam dum niyam tab jakar ko paramatma swaroop mein lautta hai abhi to aap isi mein bikhre pare ho laute ka ho pura ka pura deh bhav hai ek second ke liye brahm bhav nahi kyon bhai jahan aap baithkar baat kar rahe ho yahan bilkul ek second ke liye brahm bhav nahi hai pura ka pura deh bhav hai kaise jaan paoge tum wahi ho kaise jaan jab tak deh bhav nahi jaega tab tak kaise jaan paoge bina swaroop simhasaan par
virajman hue uska hukum thodi chalta hai raja ka to abhi aap swaroop mein thodi ho aap to rup mein ho to rup mein hukum chalta hai indriy aur man ki gulami wahi hai swaroop mein ho jao indriy man ko adhin kar lo abhi dekho kaun maya kahan maya kaisi maya ma mane nahi ya mane jo jiski satta hi nahi uska naam maya hai samjh pa rahe ho aap kya prashn hai aapka ka ra ki mujhe meri meri hi maya manushya janm mein apne adhin kar leti aur anya avatar svaroopon mein wah mere adhin karya karti hai abhi ho nahi na abhi swanik purush ho jage hue purush nahi ho isse tumhari baat ka koi mahatva nahi hai bhagwan shri krishnu ji ke puja jaata hai unka bhi avatar hua hai unke bhi jaise baki anya aur bhi jaise log hai janm us hisaab se batte hain palan poshan batte hain dharti par vichran batte hain ham jab apni baat karen na to phir apni baat kare dusro na koi y jahan se shuru kiye na vedant ki baat ek ham bahu shyama se phir dusri baat nahi sirf apni baat karo tumhari samasya kya hai tumhari samasya
ka samadhan ho gaya to matta pratam nanya kinch das Dhananjay kinchna matra bhi brahm ke siva kuch nahi hai shri Krishna ke siva samasya aapki samadhan honi chahiye shri Krishna ki thodi ma avtaron ki thodi yah to sab aise karo kuch nahi ekmatra brahm ek ham a bahu ab us sawal ko hal karo phailne ki zaroorat kya hai phalo to phir jamana hi jamana hai uska uttar kitna raat din dete raho ved aur shesh Saraswati gaan karti kya us paramatma swaroop ki mahima ka par pa paye kya ham tum to aise machchar hain ham
tum to machchar hain machchar kitni udan dega Garun apni udan ude machchar apni udan ude to bhi akash ka par payega kya voh hai paramatma jo meri atma hai jo mera swaroop hai wo aisa hai gagan sad samm tatv masya aadi lakshaman nityam Vimal achlam sarwad sakshi bhutam bhavateet tumhare bhav se bhi atit kyonki abhi ham deh bhav mein hai apne ko pehle apne ko uthao yahi Krishna hai yahi tum ho yahi brahm hai yahi tum ho bas beech ka parda hata do jo tum aur brahm mein dikhayee de raha hai ab isko hatana itna khilwad thodi hai jisne gurujanon ki charnon ki aradhna ki raat din sacchidanand chintan mein raha jagta chintan chhuta aur phir wo siddh hua tab swaroop bodh hua swaroop bodh hua sa kuch nahi yahi jane jag jae herai jage jatha swapan bhram jai samjh pa rahe ho chaupai ka arth hi jane ye jag jae rai kaise jage jatha swapna bhram jai jaise swapna mein jo kuch dekha jagne par sab mithya hua aise jis tatv ko jaan lene par y na natwa mithya bhashit hota hai satya sacchidanand paramatma ek anubhav
mein aata hai wahi tera swaroop hai wahi tu hai khatm khel jeevan mukt ho gaya ab kahne mein itni baat hai lekin gyan ke panth krpan ke dhara parat Khagesh lagat nahi mara pyas bhookh vani ka veg man ka veg jan idri ka veg indriyon ke veg inko jo sah ja yam hin tate pursham purush sab sam dukha sukha dheer sa matwa kalp jo har veg ko sahakar paramatma mein sthit rahta hai sukh dukh mein saman bhav wo amrit pad ka adhikari hota hai y halat kya hai ek indri kabje mein nahi hai ek indri apni to charcha ghar jaisi hoti hai na us vishay ke baat utho jaise arjun se kah rahe na utho tishtha arjun parantap mar inko aise abhi pura ka pura yuddh bakaya maharaj abhi to kamar kasi hai abhi to pura yuddh bakaya hai jab yuddh karke vijay ho ga tab swaroop simhasaan par virajman ho gaye indriy vijeeta man vijeeta kam krodh lobh moh mad matsar kisi ka koi prabhav nahi yah hai hamara swaroop hai yahi hai yah nahi hai jab tak is par bhav hai tab tak baat nahi banegi keval pravachan se baat nahi banti na karne se na sunne se naam
atma pravchne na labh na me dhayan bahuna sute na he gurujanon ke charan pakdo mahapurushon ke charan pakdo aur unki charan raj mein snaan ho raj ka abhishek ho unki agyaa par 10 pach varsh chalo unki langoti dho phir jo aake brahm gyan ka smaran hoga aap Upnishad padh ke dekho 12 12 varsh tak ashram mein keval Soni lagwai aur phir bata diya tum man nahi ho tum pran nahi ho chhnd deg Upnishad padhkar dekho dhire dhire dhire dhire yahan halat kya hai yahan halat pravachan chahe brahm gyan ka karen goswami ji ne
likh diya pehle brahm gyan bin nari nar karai na dusri baat aur kauri lagi lobh was karai vipr guru ghaat aisa brahm gyan spit hoga kalyug mein kyonki mahapurushon ke charnon ka aashray lekar sanyam purvak sadhna ke marg mein chalna bahut kathin hai gyan ke panth krpan ke dhara parat kh gas lage nahi bara jo nirvigghn panth nivai so kaivalya param pad maharaj jinko yah ek bahu shyama vakya ka anubhav ho gaya un mahapurushon ki sthiti kya hoti hai mrit murde ki sthiti kya hoti hai murde ki sthiti mein koi kamna aap chandan lagao ya aap thappad maro ninda karo ya stuti karo labh ho ya hani ho sukh ya dukh ho kuch asar padega bilkul theek wahi sthiti siddh mahapurush ki hoti hai deh bhav se wo mrit hota hai amrit pad mein sthit dev bhav mein mrit sammaan nirader aadar hi sab sant sukhi vichran tumhe na man ka na apman ka na labh ka na hani ka na sukh ka na dukh ka jab koi hai hi nahi dusra ek hi parbrahmma usam are maha anand ka marg hai maharaj ji ye ek sthiti ho gayi ye gyan
marg ki uchchatam sthiti hai maharaj ji prem marg ki uchchatam sthiti unko sarvatra apna prabhu hi dikhte hain to maharaj ji donon mahapurushon ki sthitiyon mein kya antar hota hai bahari gyan mein gyan mein dusra koi nahi dikta hai apne atma swaroop ka hi vistar hai aur prem mein apna kuch nahi dikta keval prabhu ka hi vistar hai wah bhi yahan baithe hain wah bahar bhi hain hriday mein bhi hai wahi prabhu apne smaran keval prabhu ka smaran aur gyan mein sab kuch atma tatv hi hai wahi atma tatv sarvatra vyapt hai main hi sarvatra vyapt hoon mera hi sab pasara hai mera hi sankalp hai dusra koi nahi mera sankalp mita kuch nahi bacha bahut jor ka gyan marg ke ma ji usmen bhi anya na koi aur ismen bhi anya aur kya aur kya sawal to ek hi mein hal hoga na kai bar kaha hai ki paramarth ke sadhak ka tabhi purn nischay sahi mana jaega jab uske parinaam mein baad mein ek ave dusra nahi hona chahiye ek ko brahm dwiteeyo nasti bas ek ek ave chahe gyan ke marg se chale chahe
bhakti par gyan marg se chalna bahut kathin baten bana lena alag hai jab veg aata hai na aur us vego ko jab main nahi hoon phir saho sah jao tuto mat to gyan niphat ho jaega to gyan ki baten kar lena sahaj hai laghu shanka ka veg to rukta nahi pyas ka veg to rukta nahi job jo nahi jam ana chahti ho apne aa jati zabardasti vijeeta shant brahm bhuta prasann atma na sochta na kanti sama Sarvesh bhute su mad bhakti late param shant ekdam isiliye bhagwan ki sharan mein hokar naam jap karo shastr swadhyay
karo santo ka sang karo jaise ke ho waise hi anubhav mein aa jaoge mam darshan phal param napa jeev pav nij sahaj swaroopa bhagwan ke sharan mein rahne se bhagwan bachav paksh mein hai agar hamse koi galti hoti to kshma kar dete hain bachav pa aur gyan mein koi dusra hai nahi to giroge to dharm mein se giroge koi pakdega nahi aur bhakti mein yah hai ki karo sada tin ke rakhwari jim balak rakh hai matari bhagwan raksha kar lete hain aur wahi raksha kare tabhi baat banegi to apne sawal mani sankhya bhagwan sawal hal hona jaise gyan mein bhi hai na to mani sankhya bhagwan mani sankhya guru va parbrahmma sakshat ab usi ka vistar karo pure sansaar mein Gurudev akhand mandla kam vyapt chara charm tat padam drit tasmai shri guruve namah ya sarvam vasudeva bhagwan to jab ek rah jae puri srishti mein dusra nahi to sawal hal ho gaya aap jeevan mukt ho gaye chahe bhakti se chalo chahe gyan se chalo aisa prachnd veg kali kal ka chal raha hai maharaj ji sthitiyan badi kathin lag rahi hai ki age chalkar to charcha nahi hai na ye ye charcha
nahi hai hai ye kahan charcha kaun se satsang mein charcha ho rahi bhai yah charcha hi nahi hai yah to sadhak hain baith kar ke paraspat charcha ho rahi nahi to ye charcha nahi hai ye to man lo bahut achhche sadhak hain paramarth ke chal rahe hain unko to sahi rasta dikhane ke liye ekdam ki kalikaal hai uski siddhi honi nahi hai uske liye jo chahiye masala wo hai nahi isliye paramarth mein bhakti ko lekar ke chalo to gyan bhi pusht ho jaega vairagya bhi pusht ho jaega aur swaroop bodh bhi ho jaega iski charcha kahan hai charcha to manoranjan ho raha hai paramarth manoranjan thodi man bhanjan hai man ka nash karke uski ek ek vritti ko rok karke bhagwan ke charnon sav man Krishna padar vind bahut kathin marg hai paramarth isliye kaun chalna chahta hai birla hi ko dekho dekho do ghante baithkar naam jap mein lagao man abhi gyan utpann hone lagega ekakar vriti Radha dav do ghante Radha hi nikalne denge aur shabd nahi ane denge himat dikhao badri dikhao do ghante ankhon ke samne keval Radha likha rahega chahe aankh band ho chahe khuli ho
aur kan keval Radha sunenge aur hriday mein keval Radha Radha spharan hoga dekho karke dekho abhi bahaduri samjh mein aa jaegi minute tikna mushkil ho jaega ek minute tikna mushkil ho jaega bahar nikal ke phenk dega man sansaar mein ab lao apne ko ghasit ke phir Radha phir Radha to ye yuddh hai ye yuddh hai isiliye bhagwan ki sharan mein ho jao san kaad bhi hari sharanam hari sharanam japte sanak sa nandan sanatan Sanat kumar bhi hari sharanam hari sharanam brahm bodh hone par bhi hari sharanam japte hain ji
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- sant bhagwan ke prashn par maharaj ji ne sadhna jeevan ke liye kya updesh diya? — maharaj ji kuch ham logon ko aap bata den ki jaise sadhna jeevan mein kya kaise kuch bhi aap apne mukharvind se kuch sab baton ki keval ek hi baat hai na vishay chintan hone pave na vishay kriya bas…
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…