gopal ki maiya ki katha | bhagwan rooth gaye?
pujya maharaj ji ke Shrimukh se bhakt-charit — puri katha upar video mein sunen.
pura pravachan
bhakt to jo prabhu se apnapan karta hai to prabhu sirf apnapan dekhte hain. Sirf apnapan yahi hamari vijay hai. Yahi hamari vijay hai ki prabhu apnapan ko dekhte hain. Apne jan ke dosh nahi dekhte. Agar wah hamare dosh dekhe to ham kabhi prabhu ki prapti kar hi na pave. Prabhu layak hi nahi hai kyonki bahut janmon se jagat se khalne ka swabhav ban gaya hai. Manoranjan karne ka swabhav ban gaya hai. To hamara man jagat mein hi khelnaa chahta hai. Bhagwan ke saath nahi khelnaa chahta imandari se. Jabki yah bhagwan hamare nitya sakha hai.
wah hamare nitya priy hai. Unke saath khalne mein hi param shanti, sukh aur jeevan ka labh hai. Lekin ye murkh man manta hi nahi sansaar ke saath khelnaa chahta jo sab dagabaj paye jaan jagat mein sab jan kapti kutila kalyugi tanch kalyug ke dwara grasit sabki buddhi bhagwan ke saath apnapan kar lo to tikega. Aur jagat ke saath apnapan karoge to bhagwan ke saath jo apnapan ka bhav hai wah bhul jaega aur jagat ka tikega nahi. Ab kitne mata-pita purv janm mein ham chhod chuke? Kitne parivaar ke sadasya chhod chuke. Bas yah vartman ke jagat ko ham apna mankar phule hue hain aur bhule hue hain.
dusri baat upasak bhakt mein gunon ki kami rahne par bhi bhagwan ki drishti keval apnepan par rahti hai. Uske gunon par nahi. Yah mera hai. Gunon par kami nahi rahti. Kyonki bhagwan jante hain na mayakrit gun hai. Aur bhagwan ki jab yah drishti rahti hai ki yah mera hai. To uska nischit param kalyan ho jaata hai. Isliye sabko chahiye prabhu se apnapan badhane ke liye. Ye apnapan tabhi badhega jab auron se apnapan chhut jaega. Gurudev bhagwan ek drishtant suna rahe the apnepan ka ki gopal ki maiya thi Vrindavan mein.
wo aise chati pe aise jhula banae hue the jismen gopal ji virajman the. Pure sharir mein dasiyon jeb thi silai hui. Kisi mein tophi, kisi mein ye, kisi mein doodh, kisi mein thanda jal, kisi mein phal wo 10 minute mein gopal ko khati. Naam jap karti virakta bhav se rahti. Tat patti ki langoti tat patti lagate. Unhone gopal ko apna beta mana tha. Gopal ji unse baat karte. Raat mein gopal ji baat karte. Wah jhopdi banae hue the pani ghat ki taraf to wahan kuch logon ne akar jaman ke us par hatao apni jhopdi jahan jhopdi nahi aur akinchan kahan jhopdi hatae ye katha matlab prakt ki vartman ki do char log darshan karne ate the shraddha karke unhone kaha maiya aaj udas kyon dikhayee dete ho ye maya jante ho ka kar dari gayo sakhi bhor shant jal mein kankar phenkna is maya ka karya hai.
aise phenkna kankar aise phenkna ye maya ka karya hai. Kakar dar gayo sakhi aur wo shant hai. Kakar dar ab wo kakar isliye darwate hain aapki sthiti paripak karne ke liye. Jagat mein aisa koi to paida hi nahi hua hai jo bhakt ka bal banka kar sake. Bhakt ka bal banka kas aisa koi paida nahi hua rahe na Ravan sam abhimani hirna Kashyap sam vardani aur to ye to sab bhunga hai bhungo mein mitne mein kitni der lagti hai maya ke sab rachit bhunga hai kam krodh lobh moh mad matsar are akhil koti brahmand nayak ke das hai ham mein jo avgun hai ham mein jo dosh hai Swami theek karen Swami jane sem kichap sake ko tasu bal rakhwa Ramapati jasu par usi ka aashray lena hai.
ab un maiya se unhone kaha maiya aaj udas dikhayee deti ho. To kaha do char log aae the. Unhone kaha kutia khali kar do. Jagah yahan se hat hamari jagah hai. Hamari jagah se sham tak kutia hat jani chahiye. Ham kahan lala ko lekar jae? Hamare to kuch hai nahi. Akinchan thi. Unhone kaha maiya chinta mat karo. Rupaye se sharir se sabse jo kuch hoga ham dekh lenge. Kutia yahan se nahi hategi. Aap nishcint ho jao. To maiya ne kaha lala tera hi bharosa hai. Lala tera hi bharosa hai. Unhone kaha nishcint raho tum ham dekh lete hain.
bhai agar vipaksh hai to paksh bhi bhagwan hi hai. Vipaksh bhi bhagwan hai to paksh bhi bhagwan rup dharan karke ate hain. Ab ratri mein jab doodh pilae to lala ko to lala baat hi nahi kiye. Murti rup bane rahe. Jaise murti pital ki bas waise nahi to sakshat baith ke baat karte the aur wo to vikal ho gayi bahut roi ki lala [gala saaf karne ki aawaz] kya galti ho gayi hamse jab bahut vikal ho gaye to unhone kaha ab tumhare dusre lala ho gaye na kaha ki lala tera hi sahara hai to unhin ka sahara rakho ham nahi bolenge aapse bole galti padi anannya chinto ma bharosa ekmatra prabhu ka ekmatra prabhu ka bharosa jaban se bhi dusre ka bharosa nahi nikalna chahiye ki tumhara hi sahara chahe jitni badi vipatti ho baith jao chupchap shant aur shri ji ka sahara hai tha rahega ab unka ma apman karwane ko to bhaiya itna sammaan mila to thoda apman bhi apman mein kahe ko agar kisi ka sahara le liya to yahi to prashn kiya gaya tha ki tum sahara loge ki nahi loge kisi ka aap koi aisa bhakt charit batao jismen samasyaon ka jal na bicha ho.
bhakton ke jeevan mein samasyaon ka jal maya bicha deti hai. Ab nikal ke dikhao isse par nikalna hai keval bhagwat sahare se kisi aur ka sahara nahi le lena nahi aur ka sahara phir kya maja phir kya aaya bhakti ka agar kisi aur ka sahara le liya apbal tap bal aur bahubal chautha bal hai dam apne prichay ka bal aur sab bal ka phir wo bhakti nahi rah gayi phir to baat alag ho gayi kami hai avgun hai lekin apnapan keval prabhu se shri ji se kami dur karo ya kami ke parinaam mein apman karao ya aapka karya hai dusre se nahi apni kami ko dusre se na to dur karvana hai aur na dusre se bachav paksh rakhna hai bane to raghuvar bane aur bigde to bhrpur tulsi aur bane ta dhul gunon ki kami bhagwan apne pan mein nahi dekhte hain.
isi se hamara kam banega. Prabhu ka apnapan dusht se dusht manushya ko bhi dusht se bhi dusht manushya ko bhi param pad mein baitha dega. Apnapan yah bahut badi baat hai. Apche durachaar bhajte manan bhag bhagwan jo bhakton se dves karte hain kahte un nara dhamma duston ko main asuri yoniyon mein girata hoon. Unko un par bhi kripa karte hain ki unko asuri yoniyon mein girakar bhakt aparadh se pavitra karte hain. Bhakt mein dosh hai to malik naukar se dosh bana hai to malik se shikayat karo. To kahte hain aise nadhmon ko main asuri yoniyon mein girata hoon.
bhagwan apnapan ko bahut jor ka mante hain. [gala saaf karne ki aawaz] dekho Shabri ne apnapan se ber khwa diye. Vidurani ne apnapan se chilke pawa diye. Apnapan hone par Sudama ke tandull bhagwan ne sarah sarah ke paye. Apnapan. Apnapan sambandh yadi prabhu se hai aur phir koi kamna bhi hai to bhakt ka mukhya sambandh bhagwan se hai aur gaur sambandh kamna se hai. Is drishti se bhakti ki vijay hogi. Wah kamna use parast nahi kar paegi.
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- Shri vitthlnath ji ka jeevan charit | mahapurush ko kasht dene ka mila bhaykar parinaam — jo shri vitthal nath ji the yah Shrimadd Vallabhacharya ji ke dviti suputra hai. Aapka janm pradurbhav Vikram 1572 mein kashi ke nikat chunargadh mein hua. Shri acharya mahaprabhu Vallabhacharya ji…
- yamuna bai ji ka charit aur ek badi seekh — sadhna jaldi siddh ho jae. Apni taraf se kya upay karna chahiye? Bhagwan ka dridh bharosa. Dridh aashray sadhna siddh hone ka upay sab dosho se mukt hone ka upay bhagwan ka dridh bharosa. Ham wahi…
- mitti mein daba bhakt 30 din baad jivit nikla – chamatkari katha | Shri Hit Premanand Ji Maharaj — keval Ram ji maharaj bahut hi garib parivaar se the par sant se bhi the. Unke yahan sant mandli ai pawane ke liye kuch swabhavic tha hi nahi. Kai logon ke paas gaye ki hamen udhar de dijiye. Hamare yahan…
- jab agni bhi na jala saki bhakt ko – holika dahan ki katha | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj — hiranyakashyap itna pareshaan ho gaya ki usko laga ki hamen lagta hai ki meri mrityu isi se hogi. Bahut chintit baithe the. Itne mein unki bahan ji ai. Bahan ji ne agni ko tapasya ke dwara prasann…
- bure ka bhi bhala karna sikhna hai? To yah kahani sunen. — jo tumhare saath bura kare yadi uske saath paropkar karo bhalai karo to aur dabal labh milta hai. Ek aapse virodh kar raha hai. Aap uska bhala soch rahe ho. Bhala bina bhagwan ki kripa ke aisa kaise socha ja…
- do mahan bhakton ki katha. — maharaj ji bhagwan par pura vishwas iska kya tatparya hai? Pura vishwas ho jana. Haan iska tatparya yah hai ki hamen bhari dukh ki samay vipatti ne gher liya. Bhari dukh ka samay aa gaya. Hamen dridh…