॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab agni bhi na jala saki bhakt ko – holika dahan ki katha | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj

▶ YouTube

pujya maharaj ji ke Shrimukh se bhakt-charit — puri katha upar video mein sunen.

pura pravachan

hiranyakashyap itna pareshaan ho gaya ki usko laga ki hamen lagta hai ki meri mrityu isi se hogi. Bahut chintit baithe the. Itne mein unki bahan ji ai. Bahan ji ne agni ko tapasya ke dwara prasann kar liya tha to unko ek shital pat mila tha jinhe holika kahte hain. Unhone kaha bhaiya tum chintit mat ho. Ab ki ye mara jaega. To unhone kaha kaise mara jaega? Bole hamko to prapt hai agni ka shital pat. Tum lakdiyaan ka dher lagao. Beech mein jagah banwao. Ham zabardasti lekar is balak ko baith jaenge.

aag lagva do. Mujhe agni ka vardan rupi sheetalpat mila. Main jalungi nahi. Yah ladka bhasm ho jae. Hiranyakashyap ko thodi tasalli mili par thoda sanshay tha ki itni jagah nahi mara. To pata nahi aag jalae ki na jalae isko. Ab jaisa vidhan banaya gaya tha. Bahut taal katal lakdi ekatrit kar di gayi. Niche andar jagah bana di gayi. Holika lekar ke baith gayi. Prahalhad ji ko pakar ke samne Prahlad ji ne kaha bua ji aap nishcint raho. Pakdne ki zaroorat nahi. Ham aapke samne hi baithe hain aur shri hari shri hari shri hari ab ishara kar diya lagao aag charon taraf se aag laga di jo hi aag lagi to hari peri to aisi hawa chali shital wo to pakde baithi thi Prahlad ji ko to shital pat pura Prahlad ji ke upar aur bua ji phua ho gayi puri aag bua ji ko ab wo chikh rahi hai to daitya log anand mana rahe hain ki ab mara Prahlad kyonki stri ki awaz aur balak ki awaz lagbhag lagbhag puri raat daitya log badi masti mein ki hamare Swami ka sankat tala aaj bhi subah bhagat log dholak maneera lekar jo Prahlad ke paksh ke hain wo jaate hain wahan Holi ka tilak karte hain aur Prahlad ji ke saath naam kirtan wahan dekha jake ki to wahan bua to koi thi nahi wo to sab rakh ho chuki thi aur Prahlad ji baithe shri hari shri hari shri

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi