॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bure ka bhi bhala karna sikhna hai? To yah kahani sunen.

▶ YouTube

pujya maharaj ji ke Shrimukh se bhakt-charit — puri katha upar video mein sunen.

pura pravachan

jo tumhare saath bura kare yadi uske saath paropkar karo bhalai karo to aur dabal labh milta hai. Ek aapse virodh kar raha hai. Aap uska bhala soch rahe ho. Bhala bina bhagwan ki kripa ke aisa kaise socha ja sakta hai? Lekin jo hamara bura kare uska ham bhala karen. Ye aur badhkar ke parhit hai aur shreshth paropkar hai. Yahi sundar devatwa hai. Manavta mein devatwa hai. Par yah hona kathin hai. Jo hamara apman kare, hamari ninda kare aur ham uski par agar ham paropkari hain to darenge nahi. Ek bar hamen ek doctor mile pagal khana ke to hamne pucha pagal to pagal hi hote hain.

wo aapke upar bhi prhar karne ki kabhi cheshta ki. Bole ek do bar khopdi phuti. Kaha aapko gussa nahi aaya. Bole bilkul nahi. Kaha kyon? Bole hamen pata hai wo pagal hai. Hamara kartavya hai usko theek karna. Bole bilkul gussa nahi aaya. Ek apna kartavya samjhne wala doctor apne upar prhar karne wale par gussa nahi karta to ham apna paramarth ka kartavya samjhne wale sadhak hokar hamko gussa nahi karni chahiye.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi