bhagwan se bhi badhkar bhagwan ka naam?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
rasik ananyata ke liye upasak ko jo Gurudev bhagwan ne naam mantr diya hai wo use pavan karta hai. Uske hriday mein ras ki ananyata jagrit karta hai. Ye bazar mein nahi milti rasik ananyata. Brahmand naam koti sankhyadhika naam aishwaryam y chetna vayas avibhtam tan maha Krishna naam tanma sadhyam sadhnam jeevanam cha anant koti bramhandon mein jitna aishwarya hurya hai chaitanya hai gyan hai, prem hai, bhakti, vairagya jo kuch bhi hai wah sab ansh matra hamare Priya pritam ka hai. Dhyan dena jitna bhi jo kuch hai wah sab ansh matra hai.
Priya pritam uske samudra hai. Gyan samudra, prem samudra, aishwarya samudra jo jo chaho aise tej rup prabhu ka sar hai naam. Bahut dhyan dene ki baat hai. Anant bramhandon mein jitna bhi eeshwardhurya jo kuch bhakti gyan vairagya jo kuch us sabke samudra prabhu hai aur us samudra ka sar hai prabhu ka naam bada pratapi hai. Prabhu yahi baithe par hamari durgati nahi ruk rahi. Prabhu ka naam yahan baith jae durgati khatm. Dhyan se sunoge to aapko samjh mein aa jaega ki prabhu aur prabhu ke naam abhed hote hue bhi prabhu se badhkar prabhu ka naam hai.
jab Gurudev ki kripa hoti to tej punj swaroop naam mein priti hone lagti hai. Naam mein Radha Radha Radha Radha vallabh shri Harivansh hamara hriday ye sweekar kar liya ki param dhan hai to ruchi hone lagi jaise kanjus garib aadmi pratiphal rupya ki chinta mein rahta hai aur kamane ki koshish karta hai adhik se adhik sangrah aise wo adhik se adhik naam japne ki koshish karta hai atah aap samjh gaya ki anant bramhandon ka sar hai prabhu aur prabhu ka sar hai prabhu ka naam aur Gurudev ne wo hamen de diya. Ab hamara sadhan sadhya aur jeevan yahi naam hai.
tanmay sadhyam sadhnam jeevanam cha yahi mera sadhan hai. Yahi mera sadhya hai. Yahi mera jeevan hai. Yahi hamen ras mein dubo dega. Naam yahan ek darpan laga hua hai. Uske piche Priya pritam virajman hai. Gita ji mein kal shlok jo jahan se purnata hui thi. Jaise dhuen se agni dhaki hui hoti hai. Jaise mail se darpan dhaka hota hai. Jaise jhilli se garb dhaka hota hai. Aise yahan prabhu dhak gaye hain. Teen usko dhakne ki prakriya bataai. Satogun, rajogun, tamogun. Agar in tino gunon ka parda hat jae to yahi Priya pritam ka darshan ho jaega.
hriday mein virajman hai. Chet darpan marjanmit rupi darpan ke mail ko dur karne ki samarth ekmatra naam mein hai jo guru ji ne diya. Tanmay sadhyam sadhnam jeevanam cha kya karega naam? Jab aap naam jap karoge aapke paap ka nash karega paap pravriti ka nash karega aur phir aapke hriday rupi darpan ka aise je hi darpan saaf hua to shisha ke andar jhalakti hui jugal sarkar ki chavi dikhayee chitt rupi darpan ke andar hi Vasudev virajmanit ka adhishthatra Vasudev bhagwan hai wahi Priya pritam ka darpan se darshan ho raha hai abhi hamara darpan mail se yukt ho gaya to chet darpan marjanmit rupi darpan ke mal ko hatane mein sarv samarth hai kaun bole naam yahi sadhan hai yahi sadhya hai yahi jeevan hai dusra bhav maha dava nirwapnam ye jo sansaar ki jwala hamen jala rahi hai sansaar ki jwala ki jo lapte hain jinka naam hai kam, krodh, lobh, moh, mad, matsar inhi mein sab bhasm ho rahe hain, jal rahe hain.
bole bhav maha da nirwapnam is mahan jal jwalam sheet supad samay ye mahan jwala hai. Ye keval shant hoti hai. Param shital mashyami Priya ji ke charnon ke hriday mein prakashit hone se lal ji ke charnon ke hriday mein pranat kamdam padm jitam dharni mandnam dhama jinka dhyan swayam bhagwan shiv Sukhdev aad karte dharm sada paribhashta doh teesdam shivtam sharanyam wo kaise prakt honge bole naam se mahan bhav dava ko tatkaal shant karne ki samarth jin charnarvind mein hai un charnon ko prakashit karne ki samarth naam mein hai.
chitt rupi darpan ke mal ko hatane ki samarth naam is sansaar rupi maha daba agni ko shant karne ki samarth naam shreya kav Chandrika vitarnam param shrey kalyan ko kahte hain moksh ko kahte hain param pad ko kahte hain jeevan muktata ko kahte hain shrey iske alawa prakriti janit jitne bhi unhen sab prey kahte shreya kav Chandrika vitarnam jo ek parmanand rupi kumudni prakashit hoti hai hriday mein shrey ki param kalyan ki us kumudni ko prakashit karne wala adbhut chandrama jo premamart ki kirnen prakashit karta hai wo naam rupi chandra hai.
naam japak ke hriday mein prem chandrama ka prakash hota hai. Jo param shrey kalyan param pad moksh jo chahta hai wah anand kumudni ko khilane wala hai. Vidya vadhu jeevanam avidya ko mita ke swaroop mein sthit kar de use vidya kahte hain. Avidya ko mitakar prem mein sthit kar de use vidya kahte hain. Sevak ji maharaj vidya Harivansh mantr chaturakshar japat siddh bhav uddham jai jagad vyas kul deepak shri Harivansh charan sharanam kya vidya hari Radha ba Vrindavan sachri vidya avdhut jeevanam jo Gurudev ne naam mantr diya iska jo jaap karta hai to wo vidya prakashit hoti hai jo avidya ka nash karke maha sukh mein nimgn kar de pratipdam purnata swadnam kshan kshan mein anand samudra ki baadh aa jati hai premamart mein upasak dubne lagta hai naam japak dekho dekho kaisi adbhut naam ki phalwatti pratipdam purnat swadnam abhi Radha naam sudha rasam ka swad nahi aa raha kyonki abhi hamare andar paap pravriti hai paap aacharan hai paap aap purv sanchit hai.
jab naam jap in sabko mita dega to pratipdam purnat swadnam aisa anand age milne wala hai jo tum soch nahi sakte tumhari soch mein nahi hai wo ek ek kshan mein naveen Premanand purn amrit swad Radha naam sudha sudha rasam amrit rasam pratipdam purnat swadnam wo swad milega ye jeevan ko agar aap laukik aur parloulik bhogon mein fansakar nasht nahi karna chahte to prarthna hai aankh mund lo aur naam ko pakar lo aankh mundne ka matlab buddhi ko mat daudao naam pakar lo sarvatma snapnam param vijayate shri Krishna sankirtan bhitar aur bahar donon jagah pavan prakashit aur anandmay kar de bhagwan naam kirtan bhagwan naam jap hai.
koi anya sadhan chune ki bhi zaroorat nahi. Antahkaran ko aur bahya karan ko donon ko pavan kar de. Tan aur man donon prem mein duba de. Yah samarth naam ki hai. Isliye avibhutam tan maha Krishna naam tanmay sadhyam sadhnam jeevanam cha guru kripa se jibhya par naam ka avirbhav hota hai. Dekho mahaprabhu kaise kah rahe tachchha parmadhma pran ho garma y naam smriti mahima haresh vrindavnas ye meri jibhya jo Radha Radha rat rahi hai sirf Vrindavan ki kripa se aaj shiv siddh suresh mukh japat rahat nishi ja badha jan ki harat hai Radha Radha naam jise ekant mein bhagwan shiv bhi japte hain.
brahma bhi japte hain. Bade-bade Maharshi jan japte hain. Raat din jo samasth sadhanao ki badha ka nash karke adbhut sukh pradan karta hai. Wo hai Radha Radha Radha naam. Radha Radha je kahe te na pare bhav fand ja sukandh par kamal kar dhare rahit braj chand jinki jibhya pe Radha Radha aisa chalta rahta hai use kabhi sansaar chakra mein phasna nahi hota kyonki jinke ke adhin shri lal jo maharaj hain. Akhil koti brahmand nayak galabhiya diye ishare par jinke dolte hain wo hai Radha aur wo Radha naam jiski jibhya mein hai Radha Radha kahat hain je nar aatho yam te bhav sindhu ulagh ke basat sada braj dham jinki jibhya se Radha Radha Radha aisa wo sansaar samudra se par hokar braj chaurasi kosh bhumi mein akar divya lilaon mein pravesh pa jaate hain.
akhand vas anant kal ke liye vas is braj chaurasi kosh mein Vrindavan dham mein use milta hai. Agar naam jap nahi hai to aise aacharan baenge ki bhut ki tarah bhatakna padega. Bhookh, pyas, sardi, garmi, barsat, nana prakaar ki yoniyon ko balat sahna hota hai. Aap manushya yoni mein hai to bachav paksh hai. Anya yoniyon mein bachav paksh nahi hai. Bhajan bin nar mar ghat ko bhut. Agar bhajan nahi karoge to shashan ke bhut banoge. Kuch na khane ko na pine ko. Paas mein nadi bahegi. Jal nahi pi sakte. Jal wahi pi sakte ho jab tumhen diya jaega anytha nahi pret aise swatantr jal nahi pi sakta tabhi wo malin hriday walon ke upar aakraman karta hai phir wahan jalpan aadi prapt karta hai shyama Shyam rate rasna se tinko jaan saput bhajan bin nar mar ghat ko bhut jinki jibhya se shyama Shyam shyama Shyam Radha vallabh shri Harivansh Radha Radha aisa ucharan ho raha hai bole wo saput hai dhanya hai unki maa naam prasang kahet updesh jahan ya dharm dhanya so desh dhanya su kul jeh janm bhyo dhanya su tat dhanya
so may santat sakal suno chitlae shri Harivansh pratap jas naam prasang mein jinka jeevan samarpit ho chuka hai unki maa pita dhanya unka kul dhanya wah nagar dhanya wah desh dhanya jahan naam japak mahatma prakt hua binu hari bhajan kar sab akram aatho ganth kaput ek anannya bhakti bin kiye dhag karni kar tu bhajan bin nar mar ghat ko bhut chahe jitne karm kar lo yadi yog nahi bana to tumhari durgati nahi rukegi karm karne se durgati nahi rukti karm do prakaar ke shubh aur ashubh to avashya mein bhoktuvi kritam karm shubh shubham ashubh aur shubh karm bhogne padenge janm maran ke chakra se ye hata nahi sakte to yog hona chahiye yog kaun satat yukt naam bhajta priti purvkm dadam buddhi yogam tam en mam pantte jo nirantar mera bhajan karta hai main buddhi yog pradan kar deta karm yog se udhar hota hai karm se nahi keval bole agar anannya bhakti yog jagrit nahi hua to sari karni akarni vyarth ho jaegi tumhari nishdin karat kapt chhal baji ye samjhe nahi at saras madhuri ant kal mein marenege yamdoot bhajan bin nar mar ghat
ke bhut jo man ave so papachran kar rahe ruk jao karmon ka phal ane do phir tumhen pata chalega koi bacha bchane wala dost nahi hoga. Koi bchane wala veer nahi hai. Yamdoot tumhari pitai karke phir yoniyon mein bhatkaenge. Isliye ekmatra upay prabhu ka naam jisne naam pakar liya kah rahe Vishnu naam push shamalpan punya brahmasthan bhoga guru shri pad bhakti tatv gyanam Vishnu mri janan bhraant beejam chaddha sampurn bodhe mah pursham sthaapit nivattam o ho kaisi adbhut mahima jab koi guru pradatt naam ye niyam leta hai ki aaj maine naam mahima suni aaj jeevan mein is naam ko apni swason mein basaunga usi samay brahma ji pujan ki samgri lekar aur mansik puja us bhakt ki karte hain jo naam japne ka niyam le liya.
kyon? Brahma ji jante hain ki ab ye hamare brahmlok ko bhi lang karke ye paramdhaam ka yatri hoga. Isliye iski puja karni. Ye hamare prabhu ka naam japak hamare dham ko bhi lang karke upar jaega. Wo uske dwaand arthat donon charnon ki vandna karte hain brahma ji jab koi naam japne ka niyam leta hai naam siddh nahi naam japne ka niyam leta hai jo hi wo naam japak naam shuru karta hai to hahkar mach jaata hai man ke andar tabhi wo sadhak kahta hai bahut paap ki vrittiya aati gandi baten aati hai ye wo aati nahi hahkar macha diya naam ne ab sabko nikalna padega nikal bahar bahut janm se tum hamare man buddhi mein bas karke nana prakaar ke kukarma aacharan karae.
ab naam ka danda jala to sab bhage andar se aur jo sadhak satsangi nahi hota wo dar jaata hai. Are isse to accha pehle tha. Badi mauj masti thi. Ab to badi jalan ho rahi. Bada ganda vichar aa raha hai. Aa nahi raha. Ab aag lag gayi. Ab nirmal shuddh man hoga. Brahmlok paryant samasth bhogon se vairagya pradan karne ki samarth naam mein. Ab naam jab shuru hua papacharan paap pravattiyan nasht hui bhari punya uday hua bhogon se vairag brahmlok tak ke bhogon se mrityu lok ke bhogon ki to baat jane do naam japak yah hai lagan bhagwat prapti ki brahmaadik ke bhog sab visham lagat tai narayan braj chand ki lagan lagi hai jai je bhi naam japak brahmlok tak ke bhogon se vairagya hota hai to Gurudev mein sakshat bhagwat buddhi paida kar deta hai.
naam ye naam paida kar deta hai. Yah baat ye keval bhav banane ka vishay nahi hai. Sthiti hai aur Gurudev ki taraf dekhta hai to use sakshat param brahm nazar ate hain. Yah naam paida karta hai bhav. Bhagwat vishyak tatv gyan uske hriday mein prakash. Jab Gurudev ke charnon mein sakshat parbrahm buddhi hui to tatv gyan ka prakash ho gaya. Yah sab naam jab se ho raha hai tatv gyan ka prakash hote hi janm maran ki bhranty hetu jo avidya thi wo jalkar bhasm ho gayi aur jeevan mukt mahapurush ho gaya. Ab akhand sacchidanand bhagwan ka bodh ya prem jaisa sadhak hoga.
gyan margi sadhak gyan buddhi pradhan to akhand bodh mein sthit ho gaya. Agar bhakti pradhan to akhand prem mein abhang prem ko prapt ho gaya. Yah naam apna karya itna bada karta hai. Yah naam karya karta hai. Tatv gyan aur bhagwat prem guru mein sakshat param brahm buddhi aur brahma bhi namaskaar karen. Aisa mahan uska pad aur brahmlok tak ke bhogon se vairagya yah sab naam japak ke hriday mein prakashit ho jaata hai. Aham shahar dakhilam sakadya dev sakal lokas taran rasim jayati jagan mangalam hari naam akashta krit chetsa sumta mutnam changsa ma chandal mam lok sulabh was moksh niksha nach dakshina nach purya manakshate mantro rasana prag phalat shri Krishna namatmak jab naam jap shuru karta hai to upasak jaise surya bhagwan uday hote hain dheeredheere andhkar nasht hota chala jaata hai antar ki kothri bhi prakashit ho jati hai.
aise hi naam sampurn hriday mein aisa prakash gyan ka karta hai ki agyaan andhkar nasht ho jaata hai. Jis prakaar surya uday hone matra se sampurn sansaar ka andhkar nasht ho jaata hai. Waise hi naam ucharan matra se sampurn jeev matra ke sampurn paap aur agyaan ka nash ho jaata hai. Pakdie. Bhatakne ki sanshay karne ki zaroorat nahi. At jagan mangal prad shri hari naam ki jai ho. Ye naam aisi vichitra shaktishali sulabh jibhya ke sparsh matra se bhagwat prapti. Jibhya ke sparsh matra se Radha Radha Krishna Krishna bhagwat prapti.
atmaram bana dega. Aap kam bana dega. Purn kam bana dega. Chitt ko shuddh kar dega. Shri Krishna ko akarshit karke hriday mein prakashit kar dega. Kuch aapko nahi karna. Bas naam jap karna. Yagya yog tap dana aadi ye sab nasht hone wale hain. Koi paap ban gaya nasht ho gaya. Lekin naam amog avinashi ye sab papon ka nash karke swayam jai hota hai. Jai ko prapt hota hai. Aras hari naam japat jai. Sevak ji maharaj kah rahe hain naam japak ko jite Vinayak shubh ashubh vighna kare nahi koi vighna kare nahi koi dare kalikaal kasht bhay hare sakal santap haras hari naam japat jai kalyug ke sare dosh nasht ho jaate hain koi bhi devi devta grah nakshatra use vighna nahi pahuncha sakta jiski jibhya par naam chal raha hai chahe wo kitna bhi nich pravriti wala kyon na raha ho kitna itna bada papi kyon na raha ho?
yadi wo naam jap shuru kar diya to ahetu ki kripa se wo jagat mangal karne wala ban jaega. Dhyan dijiye satar satar sa lokti jisne naam ko pakar liya ve pate durita moh mahima sammoh malamte satankam nakhanjni kalayti shri chitragupta kriti badi mahima sanandam madhuparkasbhuti vidho vedha karotam wakt naam taveshwaraste brama param je hi guru pradatt naam japna sadhak prarambh kiya paap pharra uthte hain kanpne lagte hain putr poutr kalat bhatyadi ki asakti mamta moh bhasm ho jaate hain ae ek ek shabd amrit hai pakar lo kuch aur samjhne ki zaroorat zaroorat nahi je bhi sadhak guru pradatt naam jap mein ruchi prakt kiya paap pharra uthe putr poutr kalat bhatyadi ki moh mamta shakti bhasm kar deta hai naam pran matra ke paap punya ka lekh karne wale Yamraj ke pradhanmantri pradhan nyayadhish chitragupta ji kampayamaan hokar ke turant lekhni uthte hain aur Yampuri ke register se turant uska patta saaf kar diya.
nahi bhai nahi isne naam japna shuru kiya. Badi satankam bhayabhit hokar nakhanjni lekhni kalayti Shri it gupt kriti kaun hai Yamraj ke Yampuri ke pradhan nyayadhish aur yahi baithe rahte hain fatafat likhte rahte hain jo aap socha jo aap kiya har karm ek second ka bhi chuk nahi hogi kisi ko wahan kisi gavahi ki zaroorat nahi bole je bhi naam Gurudev pradatt aap japna prarambh kiye. Paap bhayabhit hokar bhasm hue. Pariviarik, shareerik, moh, mamta, asakti, naam bhasm kiye aur chitragupta kampayamaan ho gaye. Sat ankam naam ke bhay se bhayabhit hokar lekhni uthyi aur register se naam kaat diya.
ki agar hamare register mein likha raha to hari ka main aparadhi ho jaaunga kyonki isne naam japna shuru kar diya. Yah abhi naam japak koi siddh nahi hua hai. Abhi naam japna prarambh kiya hai. Shri naam mahatum ke vishisht gyata bhagwan brahma ji madhuparka lekar ke uske charnon mein wahan arpit karte hain. Brahmlok se uske charnon ki disha mein. Kyon? Ye hamare brahmand ko bhed karke hari ka ladla bankar ke dham jane wala hai. Kyonki naam japna prarambh kar diya. Shanandam madhuparka sam veda karomam vidhi brahma madhuparka lekar ke vidhan rachke uske charnon mein namaskaar karte hain.
ye naam japak ab hamare brahmand ko bhed karke hari dham ko prapt hoga. At is naam ki mahima sunne ke baad yadi naam mein priti nahi hui to pakka durbhagya bahut jor ka hai. Sada sarwaste nan Vimal madhyam tab padam tathakmokam nahi bhatro patram jibhyam tavat bhagwan naam nikhilam samulam sansaram kriti katar se manyo yadyapi naam bahut pavitra mahmmahim nishkal hai, nishkaran hai, brahm swaroop hai, tathapi maham mahim karunamay hai. Isliye ghor papi ki bhi jibhya naam ko le sakti hai. Par wahi nami sarvatra virajman hai.
kisi ke bhi dukh nahi mita raha hai. Dhyan dene ka vishay hai. Sarvda sarwatraste nan Vimal madhyam ta padam yahi param pad swaroop bhagwan sabke hriday mein virajman lekin sakal jeev jag din dukhari sabke hriday achat vikari goswami ji likh rahe hain lekin sakal jeev jag din dukhari kyon aisa bole ta vedas karan rakha bhajan prabhav sant shruti bhakha bhagwan ke hone par durgati nahi ruki lekin sadguru ke ho jane par jo naam de diya aap sadgati nahi ruk sakti prabhu yah dekh liya ki aapse bhi badhkar mahimashaali aur karunamay aapka naam hai.
par yah hai to aapke hetu ki hi kripa ki hamari jibhya par aapka naam aaya. Aap hamen Gurudev rup se mile. Ab yah naam sampurn sansaar ko jo avidya sajati hai is avidya ko jad mul se nasht kar dega. Atah prabhu hamne nirnay kiya hai. Maharshiyon ne nirnay kiya hai ki aapse badhkar ke aapki mahima aapka gun aapka prem samudra jo swaroop hai usse bhi badhkar ke naam hai. Kyonki aapke hote hue durgati nahi ruki. Lekin jab naam hamari jibhya pe aa gaya to sab baat ban gayi. Aapan sans ghara y naam ta sa vimut yadi vibh swayam bhay har jeev janm mrityu ke chakra mein bada ghor dukh prapt kar raha hai.
is sthiti mein ek hi param sadhan sadhya maharshiyon ne nischay kiya hai. Prabhu ka mangalmay naam jo naam ucharan karna prarambh kar diya wah swayam mukt ho jaata hai aur bhagwan ke naam japak bhakt se bhayabhit hokar bhay bhag jaata hai isliye wo nirbhay ho jaata hai man lijiye man lijiye to jaan jaoge tan nirwina mita mukuto bhay yog naam nap nirnay ma hari naam kirtanam jo log is lok mein ya parlok mein param mangal aur param sukh aur param unnati chahte hain jo sansaar ke dukh ko mitakar maha sukh mein nimgn hona chahte hain jo nirbhay moksh pad chahte hain ya yog sampann siddhiya chahte hain ya shastron ka param gyan chahte hain jo bhi chahte hain wo naam japna prarambh kar de sab kuch prapt ho jaega.
jisne naam sweekar kar liya sab kuch jagrit ho jaega. Nam vidh pur ramas push tadang rajsa jit naam chitram vid vigat sakda dadeet y naam madhna saj bandhum aa ha ha jinhone naam jab prarambh kiya bhagwan ke charnon ka naam ka pratap uday hua wo sharir ke sare vikaro par vijay prapt kar lete hain baton se nahi naam jap se baton se nahi bhookh pyas shok moh jara mrityu ye chay sabko adhin kiye kam krodh lobh moh mad matsar ye chay sabka kshay kiye hue hain nash kar rahe hain man panch gyanendriay ye chhah kam krodha aadi chhah bhookh pyas shok moh jara mrityu
ye chhah in sab par vijay prapt kar leta hai naam japak panch gyanendriay kabje mein Manu uske kabje mein bhookh pyas shok moh jara mrityu koi bhay nahi usko kam krodh lobh moh mad matsar in par vijay kisse naam se naam se bhajan se bar mathe ghat hoe bar shiktate bar tel binu hari bhajan bhavatri ya siddhant pel anya koi purusharth nahi sabse bada purusharth tumhare naam jibhya par chalne lage chahe sansaar se bahishkrit ekdam nich ghor papi ho yadi wo prabhu ka naam japna prarambh kar de to jagat pujya ho jaega aho vsa pato naam tyam te tapaste jo sarya brahma nochur naam ganti wo chandal bhi sarvshresht jagat pujya ho jaata hai jiski jibhya ke agr bhag par bhagwan ka naam virajman hai.
usne tapasya kar li, yagya kar liya, tirth snaan kar liya, sadachar ka palan kar liya, sab vedon ke adhyan ka phal prapt kar liya. Jisne naam japna prarambh kar diya. Isliye bade bade brahmavadi rishiyon ka shastron ka bhakton ka sabka ek saath mat hai ki nirantar naam jap hi sarvshresht sadhan aur sadhya hai.
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- sant bhagwan ke prashn par maharaj ji ne sadhna jeevan ke liye kya updesh diya? — maharaj ji kuch ham logon ko aap bata den ki jaise sadhna jeevan mein kya kaise kuch bhi aap apne mukharvind se kuch sab baton ki keval ek hi baat hai na vishay chintan hone pave na vishay kriya bas…
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…