28 prakaar ke pradhan narkon ka varnan va unki bhayanak sajayen
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
triloki ke bhitar dakshan ki or prithvi se niche jal ke upar sthit is disha mein dakshan disha mein agni swaat aadi pitr gan rahte hain atyant ekagrata purvak apne vansh dharon ke liye mangal kamna kiya karte hain udhar hi narak lok hai bhagwan surya ke putr pit raj bhagwan Yamraj apne sevkon ke sahit wahan virajman hai yah tribhuvan ka dand vibhag hai jaise chhoti-chhoti kotwali hai na aur sabka ek vibhag ka Swami hai aise hi yah jo rog hai nana prakaar ke sankat hai vipattiyan y kotwali hai yah usi dand vibhag se ate hain aur purn dand vibhag Yampuri hai jahan pura ka pura hisaab diya jaata hai bhagwan Yamraj ki agyaa hoti hai aur papi ko vaisa ek second mein nirnay ho jaata hai wahan wakil ki zaroorat nahi hoti wahan ek second itne jeev roz wahan line lagi hai apne duto ke dwara laye hue mrit praniyon ko tatkaal unke dushkarm ko dekhkar uska parinaam de dete hain tamis andh tamis raur maha raur kumbhi paak kal sutra as patr van sukar mukh andhkup kram bhojan sandash tapt surmi baj kantak salam
vaitarni pu dh pran rodh visan lala bhaksha sar mendan achi aya pan iske siva chhaar kadam raksha gan bhojan sul prot dand sook avtu mukh is tarah se pradhan 28 nark hai jo purush yahan dusre ka dhan dusre ki santan ka haran kar leta hai aur dusre ki striyon ko fusla karke haran kar leta hai dushit karm karta hai usse atyant bhayanak yamdoot kal paas mein bandhkar bla tamis narak mein gira dete hain is narak ka bhayanak dand y ki ismen kahin prakash nahi thodi der bhavna karna ekdam andhkar hi andhkar na to ismen kisi tarah ka usko ahar diya jaata hai na ann na jal aur ni antar yam ke duto ki keval seva hoti ise peeto dande se jaise dhobi kapde ko katta hai se kutte accha va marna hai nahi y ki mar jana to do char ghante pitai hogi marna hai nahi ab waha keval pitai hi hoti rahti hai wah murchhit hota hai girta hai na bhojan pani ghor andhkar keval dande baras rahe hain pitai pitai va barbar murchhit hota hai lekin use ab yah saja aise di jati hai bole ise 100 varsh 5 haj varsh ek kalp ab pitai hi
pitai hogi ab bolo kitni durdasha hai kitni durdasha is lok mein jo manushya kisi dusre ko vishwas dilata hai ki main tumhara mitra hoon aur uski stri ke saath va galat sambandh banata hai aur us purush ko dhokha deta ra man lo aapko mitra banaya aur aapki patni ka bhog kiya aur us mitra ko vishwas dilata rahta hai ki nahi main galat nahi hoon to yamdoot se andh tamis narak mein le jaate hain aur wah kate hue vriksh ke saman bhaykar vedna ko prapt hua sud budh kho baithta hai aur uske angon mein wahan bahut tarah ki pida di jati kata jaata hai thoda thoda aise aise kata jaata hai aise aise kata jaata hai ise andra tamis narak kahte hain is lok mein jo ki main bahut balvan hoon main bahut pusht hoon dekhte hain ki hamen kaun parast karega jahan manaya us dhan cura liya jaha manaya balatkar nana prakaar ki gandi cheshta en ki dusre dharma atmao ka vinash kiya praniyon se droh kiya aur nana prakaar ki vastuon ko chhin chhin kar apna aur apne parivaar ka poshan karte rahte hain wo jab apna
sharir chhote hain to roro nark mein jaate rau ro narak is lok mein jin jin jeevan ko jo jo kasht phuchaya hai Yamraj ke dut vaisa hi wo rup dharan karte hain rur namak hokar ke bhaykar kasht dete hain isliye is nark ka naam roro hai jab kisi ko kaha jaata hai ki sare roro nark milega mb bhaykar charm sima ka kasht sarp jaise krur shabha wale aise jeev wahan hai jo usko katte hain bar-bar katte marna to wahan hai maha roro nark roro nark aise logon ko prapt hota hai jo apne sharir abhiman mein akar
ke dusre dharma atmao ko jeevan ko nana prakaar ke kasht dete unse vastue chhin hain aparn karte hain aur swayam apne parivaar aur apna bhog samgri ekatrit karte ahankaar ke dwara bhog samgri dharm ke dwara bhagwat prasannata ke liye yadi ahankaar ke dwara dusre ki hinsa adh kar aapne to phir wo bhog bhogna padega jo kisi ki bhi parvah nahi karte apne sharir ka poshan karte hain dusre jeevan ka mans khate hain bakra ye aise bahut komal bichare jeev hai jo balheenta ke balat unko pakar ke vivid prakaar se kasht dete hain aur manas khate hain to wahan bhaykar Yamraj ke dut usi ka mans kaat kaat ke usko khavate hain Yampuri mein usi ka mans usko noch hain mans aur usko pate le aap pa accha ek do din ki baat hai nahi yah bahut lamba saja hoti hai bhogte raho jaise koi kah are ham nahi mante to aap bharatiya vidhan ko na mano karo jis din fas jaoge tumhare purkha pani pa jaenge itni pitai karegi bharat sarkar ke jo sainik hai ki tumh ho phir us samay nahi chalega ki ham nahi mante tumhare
manne na manne thodi vidhan hai fas jaoge main mein tab pata chalega ganga kinare jab the to ek mile the aise aise sab anguliyan thi bataya ki ham fas gaye the to anguliyan se tuti hui wo batte the nakhun mein aise kil gaadi jati hai anguliyan tod di kitna kitna bhaykar kasht kafi kafi samay tak barf ki silli mein lita diya upar se pitai ho rahi bade-bade kasht bahut ab aap ise mano ke are sab jhuthi hai nahi kahte jhuthi to kar lo dekh lo ja kya ho raha hai jaise yahan ki pitai ko ham nahi mane aur bure aacharan kare to jab fas jaoge to aapko bilkul anubhav karo anubhavi mahapurush ho jaoge aise aap nark ko abhi man rahe ho ki are shastron mein sab jhutha likha hua jab bhogne ko milega tab aap pata chalega aapko jo yahan dusre jeevan ka kacha manas noch noch karke unko yamdoot unhin ko khavate jo yahan ke jeevan ko katte hain jo apne pet palan ke liye apni jivya ke liye bole anda khao anda mein koi paap nahi hai sun lo khub gaur se sun lo dhyan se akhirkar us ande ko rakhe raho to usmen jeev
niklegaa ki nahi niklegaa aap dekho jeev niklegaa na kisi bhi ande ko aap rakh do wah apne samay par phute us pare jeev nikle jeev hai jo jeev manushya mein hai wahi jeevan pakshi mein hai un pashu mein hai chiti mein hai utna hi jeev hai jo un ko bhuta hai radh hota hai nasht karta hai kaise kaise nirday log wo tadap raha hai usko aag mein aise bandhe hue kiske liye is sendri ke liye are hriday hin Rakshash teri durgati hogi shastr kahta hai un hriday hin rakshasaon se gaye bite yamdoot unhen kumbhi paak narak mein le jaate jo aise rakshasaon se gaye bite hain un Kumbh paak narak mein le jaate hain aur phir kya karte jante ho kholte hue bade-bade kada hai jaise pakri ubal jati hai usmen dal diya ab marna hai nahi marna hai nahi marna ho to chalo do minute mein bhun gaye na khub kholo khelo ab haan usi mein aag mein kadhai mein jo tel para hai khub khelo anand se kitne bole ek kalp tak ab jalo usi mein jo manushya is lok mein apni mata ko galiyan deta hai mata ko peetta hai pita ko galiyan deta hai pita ko
peetta hai vaishnav droh karta hai vedaj janon ka virodh karta hai shastron ki ninda karta hai us papi ko yamdoot kal sutra narak mein le jaate hain 100 haj yojana ka ghera hai ek yojana ka matlab char kosh 100 haj ka matlab kitna hua 4 haj kosh ki bhumi hai aur va tame ki tarah hai aur aag se lal hai bhumi puri bhumi lal hai upar se bhaykar prachnd surya ka tap niche se jalti hui agni aur yah 10000 yojana ka ghera wahan use chhod diya jaata daudo bas daudte raho kitne din tak kalpon tak daudte raho bhuno lo anand tumhen samay diya gaya hai bhi piche satsang mein bula tha kalya purushan ki 70 varsh 80 varsh 90 varsh jo chaho kar lo lekin iska parinaam tumhen bhogna padega aisa mat socho aankh mand kabutar bili ko dek aankh mand leta hai ki are kuch nahi bili to bili chhod degi kya wo to ekahi jhapta mein use kha jaegi aise tum akh mand loge are sab shastr aise hi hai aise nahi hai yahan to byaj mein milta hai cancer y nana prakaar ki sadan galan yah byaj hai mul to Yampuri mein bhogo chal ke ab wo
bechara itni lambi bhumi mein bhagta rahta jalta rahta hai marna hai nahi bechaini badh jati chhatapta aata hai lautta hai khada hota hai dauda hai cheekhta hai pukarta hai kaun sune kitne din tak bole jitne uske sharir mein rom hai utne hazar varsh tak usmen rakha jaata hai usko utne hazar varsh tak isko kahte kal sutra nark jo purush bina apatti ne par vaidik marg ka ullanghhan karke pakhand purn dharmon ka aashray leta hai vaidik marg ki avhelna karta hai vaidik siddhanto ko galiyan deta hai use yamdoot le jaate hain kode se marte hue aur narak mein 80 patr van narak hai uske jo patte hain wo talwar jaise hain aise ped ke upar phenk diya jaata hai tukde tukde hua gira phir ka phir phenk diya gaya bas yahi leela chalti hai phenkte raho aise yam duto ki duty to phenkte raho aise kitni bar va aa bar-bar murchhit hota hai wo us samay vichar karta hai apne ku karmon ko yad karke hai maine shastr virudh aacharan ki shastr ki ninda ki alna ki isliye mujhe dukh mil raha hai jo is mrityu lok mein raj
pad par ya raj karmchari pad par hai aur yah janta hai ki yah manushya nirparadh hai lekin dhan aadi ke liye ya kisi bal prayog ke usmen akar ke wah use dand de deta hai to us maha papi ko sukar mukh namak narak mein giraya jaata hai aapko adhikar mila hai bhagwan ne aapko jagat ki seva di hai yadi aap jante ho ki yah bilkul aparadh rahit hai aur aap kisi ke paise dene se ya kisi ke bal ke dabaw mein akar use dand dete hain to aapko nark ki prapti hogi mahavli amu usko le jaate hain aur kya karte hain pehle
uske upar kudte hain phir iske baad kolu mein use pera jaata hai kolu mein jaise ganna pera jaata hai na aise kolu mein pera jaata hai jo yahan bade pado mein hokar ke nirparadh logon ko satate hain nirparadh logon ko dand dete hain unko Yamraj ke dut phirwa pehle pairo se kuchal hain phir kolu mein perte hain jo is lok mein dusre nirparadh praniyon ko rote chillate hue sukh ka anubhav karta hai khub dard aise bade bade nirday log hai yahan dard aur wo samjhte bada anand wahan aise yamdoot aandit hote nachte kudte yamdoot aur unko kolu mein perte khub dard dete hain is lok mein jo khatmal machchar sarp bichhu chhipkali ye jitne aise jeev hai inko dekhte mar dete hinsa karte hu andhkup narak mein girte hain bhagwan ne in jeevan ke karm ke anusaar inki rachna ki rakt pana aadi inka swabhav hai y yah nahi jante machchar yah nahi janta ki ham kaat rahe hain to inko dukh hoga wo nahi janta uska jaise ham bhojan pane ke liye ann aadi pate hain aise uska bhojan rakt bhagwan ne nischit kiya uda di
bole agar machchar nahi marenege to nana prakaar ke bukhar wale rog paida ho jaenge sachchi maniye jab rog paida hona hota hai to ho hi jaata rog paida na ho to rog agar nahi hona na to aap khule machchharon mein baithe raho nahi ka ha aap apna bachav paksh kijiye machchhardani laga lijiye pehle se aisi aushadhi yad kar lijiye apne yahan chhidkav kar lijiye lekin aap machchar ko mare aap chhipkali ko mare aap sarp ko mare bichhu ko mare aisa hamara shastr laav nahi karta ki aap mare aisa nahi jo ka swabhav hai unka swabhav banaya gaya hai aap apna bachav paksh rakh lijiye accha bachav paksh mein mar jae dekho andar ki baat hai ab pata nahi ki piche kya kaat raha hai wo aise hath kiya va mar gaya uska koi aparadh nahi aap jaan ke ki accha aise mar kuch logon ka swabhav hota makkhi aise dekhte te aise aise mte aise pocho se kya hai maja aa raha hai lela maja ha bole jo yahan in jeevan ko mar saanp dikha rahe maro maro saanp saanp bole kal kal ko tum mar sakte ho jitne yahan machchar ju rangne wale saap ya pashu pakshi
mrig makkhi jo bhi inse tumne jo inko mara inko droh kiya to aap samjh lijiye ki yah paap aapko nark le jane wala hai aapka rog grast sharir hoga bahut kasht bhogne padenge liye andh kup narak se bachna to kisi jeev ki hinsa karna bilkul theek nahi hai jo manushya is lok mein rasoi banata hai gay ke liye pahla gras nahi nikalta dekho kitna sundar hamare sanatan dharm ki mariyada hai darwaze par ek gau bandhi hui hai aap pahla gras gau ke liye na gau hai na gras hai kutta hai aur sab raas hai ha atithi devo bhav waha likha kutte se savdhaan kyonki ab kutte ka vas hai savdhaan nivas sthan mein gate mein likha hai kutte se savdhaan savdhaan yahan varnan kar rahe hain shri shaka charya ki lok mein jab aap bhojan banate ho to ek roti gay ke liye nikalo kuch tukda kauve pakshi ke liye nikal dijiye atithi ke liye aap grihasth hai to intazar ek do minute darwaze pa nikal ke dekhna chahiye koi bhukha koi atithi agar aisa aap bhav rakenge to aap apne dharm ka palan kar rahe hain thakur ji ka bhog lagae bina to pav
hi mati agar thakur ji ka bhog laga diya to sab purn ho jaega jo yahan panch mahayagya ke bhagi hon ko bina bhojan diye swayam bhojan pakate hain khate hain wo krami bhojan namak nikrisht narak mein girte gita mein bhagwan ne kaha hai jo mujhe mujhe bina arpit kiye hue pata hai wah paap khata hai yahi hai paap chahiye kya chala jaata hai bhagwat naam kirtan karte hue bhagwat charcha sunte hue aap prabhu ka bhav rakhte hue ras manya kijiye ek roti gay ko nikal di thode tukde aisi jagah phenk do jahan gilahri hai chidiya hai kaua hai yah payenge chiti hai yah payenge atithi ke liye aap bhav karo ab rasoi to hai nahi ki usmen panch kaval nikal karke ghee bura se bor karke agni ko aati de to gas bujh jaegi agar usam bura ki roti la haval karoge to bujh jaegi bada samay kalyug ka viparit aata chala ja raha hai par sabka sar hai ki aap prabhu ko bhog laga dijiye aur kabhi koi bhukha koi atithi aisa ek minute ke liye kartavya hota hai aap bhojan pane ke pehle darwaze par dekhen koi aisa aaspas atithi to nahi ek lakh yojana ka lamba
choda ek keedon ka kund hai usmen usko phenk diya jaata khao kide phenk diya gaya us kund mein ab aap aise karta hai to hazaron kide uske jaate hain jo bina bhog lagae bina kisi gay aadi ke liye bina agrasan aadi nikale keval bhojan apne liye paka hai wah paap hai wah us aparadh ka bhagi banega ab uske jab papon ka prachit ho jaata hai tab use wahan se nikala jaata hai shri dhur das ji ne bhi likha bina bhagwan kop ke Priyalal ko ke pani bhi mat pi kya jaata hai jal liya Radha vallabh lal ki jai nirdosh ho gaya pi lijiye yah srishti prabhu ki hai rajan jo is lok mein chori karta hai zabardasti sampatti chhida leta hai ya apne ko unche kulo mein janma hua man kar ke bina apatti ke nich karm karta hai dekho goswami ji ne likha yadi aap bhajan nahi karte to aap koi bhi ho hari bhakt vihin jeevan murde ka jeevan hai jin hari bhagti hriday nahi ani jivit sab samante pran koi bhi ho yadi is lok mein koi purush kam se pidit hokar ke shastr ki mariyada ka tyag kisi bhi jati ka koi bhi ho kaise
bhi keval hamen kam bhav ki purti karni hai agam purush striyon se va vichar karta hai use yam purush tapat sum tapat sarma namak narak mein le jaate hain aur jo stri aisi vy vicharneey hoti hai to wahan tapaya hua purush lohe ka bana hua hai aag bilkul aag usmen usko aalingan karne ka dand diya jaata hai Yamraj ke dut aise pakar liye aur usam ab ek do din varsh nahi bahut kal tak jalte raho jo purush paray stri ke saath vyabhichar karta hai uske liye waisi stri ki rachna hoti hai aur aag jaisi tapti hoti
hai bahut kal tak usko usmen aalingan karaya jaata hai jal rahta cheekhta rahta hai tapae hue lohe ki striya tapae hue lohe ke purush ki murti se use bahut kal tak usmen aalingan karaya jaata hai jo purush is lok mein kama shakta hokar pashu ke saath vyabhichar karta hai marne ke baad use yamdoot vaj kaank salam narak mein girate hain ismen vajr ke saman kathor kanton wala semar ke vriksh jaisa hai ko upar aise phenkte phir niche ghaseete hain pure kathor kathor kante hain bajra jaise pura sharir phat jaata hai marna
to hai nahi is lok mein jo raj purushan ke ghar mein janm lekar ya shreshth kulon mein janm lekar apne abhiman se yukt ho jaate hain aur dharm mariyada ka uchchhal karte hain to mariyada atikraman ke karan wo vaitarni nadi mein patke jaate hain jo apni mariyada shastron ne sthaapit ki ki aap jahan usi mariyada ke anusaar aacharan karo aap apni mariyada ko kho dete hain dekho yah jeevan mukt hone ke liye siddhant bana hai aisa aap na samjhe jeevan mukt hone ke liye bana hai hamari rashta vyvastha mein bade pad bhi hai to chhote pad bhi hai jitna bada pad adhikar utna hi chhote agar chhote na ho to jahan sui kam aayegi waha talwar kam nahi aayegi vishwas karo talwar ki bhi rachna avashyak hai to sui ki bhi avashyak hai sabki apni apni jagah avshyakta hai tum apne apne dharm ka palan karo yadi aap apne dharm ka atikraman karte hain aur yahan akar manmani papa aacharan karte hain manmani uddandta karte hain to ek narak hai jiska naam hai vaitarni vaitarni nadi mein use phenk diya jaata hai usmen kya bahta hai usmen mal mutr
peev rakt kes nakh haddi charbi aur pisa hua mans majja ye pravah hota hai usmen phenk diya jaata hai jo dharm ka ullanghhan karta hai nich aacharan karta hai papa aacharan karta hai aur main bahut unche kul ka hoon aisa abhiman karke to usko phenk diya jaata hai aur wahan bade-bade jahreele jeev hain wo bar-bar mal mutr peev rakt kese aise karta hai usi ko khata hai usi mein dubta hai aur jeev usko katte hain paap ke karan wo bhaykar kasht pata hai par uske pran nahi nikelte waha marna nahi wo durgati ko bhogta hai bar-bar rota chillata hai kaun sune uski jo log yahan pavitra ka tyag karte hain apne shastr ke dwara nirdhrit aacharan ka tyag karte hain niyamon ka tyag karte hain lajja ko tyag karke tilanjli dekar ke nana prakaar ke gande aacharan karte hain pashu ke saath gande aacharan karte hain unko y sab peev visha mutr kaph aadi se bhare hue kundon mein fenka jaata hai ise payod nama narak kahte hain payod va sab nahi ganit vastuon ke beech mein bahut kal tak sadta rahta hai yahan jo apne ko uchh
kul ka mante hain kutta palte hain shastr mein pehle se likha hua dekho kutta dwarpaal ki tarah darwaze mein hai usko bhojan do usko rakho ab wo rasoi mein ja raha ja mana raha la shanka kar raha tumhara muhn chat raha hai tu are bhai thodi to mariyada rakho vihaar ka sab mein bhagwan hai pakka hai lekin dekho jab aap soch karte ho to aapka hi sharir hai aap phir mati laga ke hath kyon dhote hain socho aap bole sarvam khalam brahm to sharir to mera hi hai lekin jab sochte ho to use phir hath laga ker dhote ho aisa nahi ki usi ho sakta hai aisi bhi aadat ho gayi usi hath se bhojan palo ja aisa bhi ho sakta hai kyonki ab gyan hi khatm pashuta aati chali jae kiseene bataya tha kaagaz se pachh liya jaata hai pali ki zaroorat nahi kisi hamare to samay se abhi tak aisa koi sanyog para nahi lekin log aisa batte ki ek aur vidhan chala hai kuch kaagaz jaisa hota bole use pachh he bhagwan kaisi hati paper kah rahe ha jo aise apvitra cha charan karta hai kutta dekho yahan kutte ke prati dves bhav nahi lekin aap thakur ke liye
rasoi bana rahe ho thakur seva virajman hai aap pavitra to aap aisa nahi hai ki y ha usko rakho darwaze par rakho khwa pilao use wo dwarpaal hai use khub seva karo ismen koi nishedh nahi hai lekin usko ha ab wo muhn mein chat raha hai are thoda to thoda to brahmagyan se niche utro thoda to niche ab wo rasoi ki samgri tayyar ho rahi wahi rasoi ki diwal mein laghu shanka kar raha hai waise thoda savdhaan raho jo shastr ke viparit aacharan karte hue aur pashu ka vadh karte hain ya apne ko uchh kul ka man kar ke yah sab aise aacharan karte hain pran rodh namak narak mein dale jaate hain wahan yamdoot unko lakshya bhed karke barbar banon se bedh rahte hain jo pakhandi log yahan pakhand phailate hain aur yagya mein isse devi prasann hongi isse amuk prasann honge bakra ki bali do murga ki bali do aise aadi aadi udaharan dete rahte hain unko vaiv visan namak narak mein dala jaata hai aur waise hi barbar unki gardan kati jati hai dhyan rakhna kisi bhi jeev ki hinsa karne se koi devi devta prasann nahi hote ham
unko devi devta hi nahi mante jo dusron ki hatya se prasann hote hain samarth di gayi hai dusron ko sukh pahunchane ke liye jitne bhi devi devta hai yah sab jagat ka mangal karne ke liye hai aisa mangal karne ke liye kuputra jayte ku chatap kumata na bhavti putr to kuputra suna gaya hai lekin maa ku mata nahi suni gayi Jagdamba maa hai wo tumhare jaise bhav wali nahi hai ki uske tum jaise bachchhe ho waise hi bakra bhi bachchha hai va apne ba ki gardan katwa ke prasann hone wali maa nahi bole nahi
durga aur kali to tab prasann hoti jab khun pite ho khun pite nich ka jo dharm ki mariyada ka ullanghhan karte hain bhagwan ki banai hui mariyada ka nash karte hain jab sansaar mein wo aise atank phailate hain tab yahi adya shakti rup dharan karti hai krodhit hokar un duston ka gala katti hai jo dharm ke viparit aacharan unka khun peeti bichare najuk sidhe sadhe naval pashu pakshi ka nahi aise papiyon ko vibhushan namak narak mein dala jaata hai bahut hi kasht diya jaata hai jo koi chor ya raja ya raj purush man lo aap raja hai aapke pratikul aisa bhav aa raha hai aap nagar mein aag lagva diye samarth hai ya aap raj karmchari hai bina aparadhi ko kisi ko pure parivaar ko phansi pa aadi aadi aadi dand kisi ko vish dila diya ya ganv ke ganv lutwayche ka rup dharan karke uske upar tutte hain 20 ek saath vajr ki jaisi dadhiya cheer char kar waha marna hai nahi bahut savdhaan bhagwan shri Sukhdev ji kahte hain is lok mein jo dusre se paisa lekar jhuthi gavahi dete hain jo is lok mein bahut jhooth bol kar ke vyapar karte hain
jo apna kam banane ke liye jhutha pralobhan de dete hain ham tumko itne rupaye denge aisa aisa aisa jo dan ke samay kisi ko jhooth bol ke fusla lete ें itne rupaye de kam karva le kam ban gaya aadi aadi jhooth bol diya use adhar shunya avichi man namak narak mein giraya jaata hai avichi man yah 100 yojana uncha hai 100 yojana unche se use sir ke bal fenka jaata hai bar-bar bas yahi kiya jaata hai niche gira phir upar se le gaye phir sa yojana se niche fi aise bhaykar kasht ise avach man kahte hain girae jane par uske
sharir ki nas nas tut jati hai pran to nikelte nahi phir upar le jae phir patka gaya phir aise yahan jab koi dekho dhyan se sunna koi sankalp leta hai ki aaj ke baad main yah nahi karunga ya aaj se main aisa karunga bahut hosh mein bolna yah koi sadharan nahi hai main aisa vrat leta hoon main aisa niyam leta hoon main aisa agar wah apne niyam ko todta hai apne sankalp ko todta hai apne vrat ko todta hai pramad karta hai to wo aya pan namak narak mein giraya jaata chati mein chadkar yamdoot use gala hua loha pilate hain bani se theek bolo theek niyam theek nishtha aise nahi ki jo manaya so bole is lok mein jo janm tapasya vidya achar varn ashram ke abhiman mein akar ke apne mahan ka satkar karna chhod deta hai va jita hua murde ke saman hai apne bado ka satkar karo mahapurushon ka satkar karo mata pita bujurg gurujanon ka satkar karo agar wah aisa nahi karta hai to marne par chhaar kadam namak narak mein giraya jaata hai va use badi pida sahni padti hai is lok mein jo Bhairav yaksh Rakshash aad ka
yojana karne ke liye pashu ko marte hain khate hain ullas manate hain to rakshoghna mak narak mein le jaya jaata hai kasai ki tarah kulhadi se kaat kaat karke uska mans uska lohu yamdoot kan karte hain aur khub utsav manate hain tumne manaya utsav ab wahan yamdoot utsav manaenge is lok mein jo baniya ganv ke nirparadh jeevan ko pehle fusla kar bulate hain le le aur phir use phasa lete hain aur phir use chhedte hain kate se aise bedna rassi se bandhna khilwad karna marna peet tumhara to khilwad ho raha wahan wo mar raha hai waha usko bhaykar kasht ho raha hai to yah aparadh ban raha hai use sul prot namak narak mein salo se badha jaata hai jo yahan kank bater bandar kutta aadi jo bhi jeev hai inko fusla ke bula liya phir inko aap kasht dete ho inko tadna dete ho to usko yah kasht milta hai jo sarpon ke samanu ugr swabhav wale purush dusre jeevan ko pida phuanchte hain marne par dand sook namak narak mein girae jaate hain wahan panch sat mukh wale bhaykar vishdhari sarp chode jaate hain wo chuhe ki
tarah se nigal jaate hain aur bhaykar isko vish ka prabhav kasht deta ra bar-bar aisa hota rahta hai yahan jo log kisi ka aphrn karke le jaate hain bachchon ka aphrn kar liya striyon ka aphrn kar liya ya dhani mani kisi ka bhi aphrn kar liya unko andhere mein rakha khanti hon mein guphaon mein kothon mein rakha to parlok mein yamdoot aise sthan mein unko le jakar rakhte hain jahan vishaili gas hoti dhue se ghatte hain is narak ko avat nirodh kahte hain jo grihasth apne ghar mein aae hue atithi abhyagat sadhu vaishnav
ki taraf kutila drishti se dekhta hai mano bhasm kar dega bole radheshyam aise gussa se dekhte kahan se aa gaya aur gussa se mano bhasm kar denge aisa nahi teen baten to sabko karni chahiye radheshyam arthat mridu bhashan phir asan aur jal ismen kisi ka paisa nahi lagta koi bhi koi bhi atithi aapke darwaze aaya hai Radhe Radhe aie baithiye jal pijiye nahi nahi hamen bhojan chahiye hamen vastr chahiye hamen rupya cha agar aap nahi de sakte hain to radheshyam jaiye aap aisa aap apne darwaze mein khade ho jaiye koi atithi aaya mridu bhashan hamari samarth nahi ki main aapko de sakun ho gaya zaruri nahi ki aap de hi lekin aap mridu bhashan bol sakte hain aap gali dekar aap krodh drishti se uska apman karte va aapke dwrae atithi aaya hai bhikshuk aaya hai yah aapka bhaykar aparadh ban gaya atithi ka anadar karna kahin bhi shastr mein nahi likha aapke darwaze aaya hai aap mridu bhashan to kar hi sakte hain na aap aise to kar hi sakte ki hamari samarth nahi main aapko du bas mridu bhashan bol dijiye aap usko gali mat dijiye aap uska
apman mat kijiye aap aisi drishti se mat dekhiye agar aap aisa karte hain mano use bhasm kar denge to jab uska sharir chhutta hai to us paap drishti ke karan gid kank kaak aur bater jaisi bajra ki kathor choch wale pakshi narak mein chode jaate hain aur wah usko noch hain is narak ko parya vartan kahte hain is lok mein jo vyakti apne ko bada dhanvan samjhta hai abhiman was dusre ko nich samjhkar unka apman karta rahta hai aur dhan ke va aur nash ki chinta mein hi rahta hai tanik chain nahi manta bas dhan adhik se adhik dhan badhe chahe kisi ki hinsa karani pare chahe jo bhi jaise bhi vyabhichar se ave jaise bhi ave wo tarah-tarah ke paap karte hue jo dhan ekatrit karne mein buddhi lagae rahta hai wo naradham marne par suchi mukh narak mein girta hai us arth pisach papa atma ke sare angon ko bhagwan Yamraj ke dut badi-badi saiyo ke aise Sit pure sharir ko seete hain barbar sun se aise jaise koi kapda Siya jaata hai aise usmen yahi seva hai unki seete raho isko o ho kitna kasht is prakaar se saikadon hazaron nark hai koi yah
sanshay na kare ki yah sabab likhi padi baten hain aisa nahi adharm paraayan jeev ko nischit bhogna parta hai avashya mein bhog tavy katam karm shubhashubh bari bari se nar ko mein jaata hai aur kasht bhogta hai isi prakaar jo dharmatma hota hai punya karta hai wah swarg mein jaata hai aur vivid prakaar ke swarg sukh bhogta hai nark aur swarg ke jab bhog bhoge paap aur punya chay hua to kuch paap aur kuch punya lekar is mrityu lok mein janm leta hai kahin uttam ya adham gatiya uski yahan dikhayee deti hai wah dhani hai wah nirdhan hai wah svasth hai wah rogi hai ye sab paap aur punya ke karm paripak se hai aap ki hamen bhajan karne ki kya zaroorat hai satsang sunne ki kya zaroorat hai niyam sanyam dharan karne ki kya zaroorat hai isliye zaroorat hai ki tumhari aisi durgati na ho tum samjhte keval pashu ki tarah kama lo kha lo manmani aacharan kar lo koi dekhta to hai nahi bhul mat karo bade-bade mahapurushon ne jo nischay kiya hai y unke anubhav ke vishay hai sakshat bhagwat swaroop bhagwan vyas dev ji shri Sukhdev ji yah sakshat
bhagwan hain yah varnan kar rahe hain aisa hai isliye darte raho koi aparadh na bane aur nirantar bhajan mein ro shesh char jag shri Radha vallabh lal ki jai
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…