॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #41 · 13 december 2022

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

shivika ji pujya Gurudev ke charnon mein koti-koti pranam Gurudev bhagwan aap har satsang mein samjhte hain ki mantr jaap karte samay aisa abhyaas karna chahiye ki sansaar bhul jae aur keval shriji ka hi chintan ho Gurudev jab main yah chintan karti hoon to keval Sadgurudev ke charan nahi darshan hote hain Gurudev samjh nahi aata ki jinko hamne dekha nahi unka chintan kaise ho sakta hai meri to aapki jo swaroop hai to aap adhar pakar le sawal hal ho jaega phir aapko ye prashn kaise ban gaya ki ye theek hai ki nahi

guru charnon ka dhyan karte hain to ye theek hai ki nahi ye prashn kaise ban gaya ye prashn ya to ahankaar ki dhara mein apne samjhana chahti ki ham wo guru premi hain ya phir aapko sanshay sanskrit theek nahi hai aur ahankaar to bhi theek nahi hai to isliye donon baton mein kahna banta nahi dhyan mul guru murti puja mangalam guru padam mantr mulam guru vakya Gurudev ka dhyan karen isse bada aur sadhan kya ho sakta hai hona chahiye na abhiman hona chahiye aur jinko dekha nahi hai wah hamare kaise ho sakte

hain hamko kaise prapt kar sakte hain naam keval se naam mein itne samarth ke prakashit aaj tak jitne bhi sant mahapurush hain sabne prapt kiya hai naam keval se jaise doodh mein sab koi janta hai par doodh mein Puri nahi paka sakte uski prakriya hai uski prakriya se jab aap nikelnge to usi mein se ghee nikal aayega phir usmen Puri paak sakti hai doodh mein hai lekin aap Puri nahi paka sakte ki doodh mein dal diya Puri paak gayi aise hi bhagwan sharbat hain par ek prakriya hai ek yukti hai ek vichar hai ek manthan hai jis manthan se gyan pragti hota phir sarvatra bhagwan ka anubhav ho jaata hai jaise ghee doodh ke hai aur prakriya se alag hota hai jaise mehdi ek-ek pat ke ke gres se main lalima chhipae hue aur aap faad ke dekh lo kahin lal nahi aur ek prakriya hai jiske karne ke baad hath mein lalima ae jati hai aise bhagwan sab jagah samay hue hain are upasna hai ek padhti hai isse chaloge to sab mein samay hua prabhu anubhav mein ae jaega ghee dikhayee thodi deta hai baad mein ghee dikhayee deta aur bhim nikalta hai alag

uska swad hota hai alag uska prabhav hota hai alag uska bal hota hai aise sab mein samay hua prabhu hai yahi to sadhna hai yahi to aradhna upasna hai hamara adhna upasna sadhna karke use paramatma ko aise dekhte-jaise ham aapko dekhte hain aap hamen dekhte aise prabhu ka sakshatkar thodi aankh munde tab prabhu aise khuli aankh par wo dikhayee denge aur wo samarth ani chahiye wo prakriya ani chahiye to guru ne prakriya de di naam jap karo mantr jap karo sansaar mein jahan jahan main jae apne aradhya dev ki bhavna se use main se pranam karo tabhi rag hai jaega aur khub naam jap karo Gurudev ke yahan koi bhi jad chaitanyas ne jismen hamare prabhu na ho phir Gurudev to Gurudev hi ham unke charnon ka dhyan karen unka chintan karen unmein bhagwat bhavna karen to ek ek jagah ham bhagwat bhavna kar paye to sab jagah karne ka hamen samarth prapt ho jae kisi ek jagah kar lo jaise ham vigrah virajman karte hain ki hamare bhagwan hain usi se bhakti badhti hai phir jad chetan jagah bhagwan dikh rahe Prahlad ji karen khmbe mein

bhagwan hain aur pragti ho gaye narsingh rup se to ham jab ek jagah bhavna dridh kar len ki mere Gurudev bhagwan hain phir dhire-dhire sab bhakt bhagwan hain phir dhire-dhire sab jeev bhagwan hain koi dusra hai hi nahi dekho goswami ji ka rahe hain ki jad chetan jag jeev jaat sakal Ram mein jaan keval mana nahi unhone dekha unhone jana sab mein bhagwan virajman hai ritu vyas ji sagar se maharaj ji pavitra nadiyon mein snaan bina nahaye karna chahiye naha kar jana chahiye Shastri jo mahapurushon se suna hai jaise aapko ganga ya yamuna snaan karna hai to apne ghar mein soch nivitti ho aur jo apavitrata sahaj mein jise hath dho lena kulla kar lena kamar se snaan kar lena iske baad jao phir nadi mein to wahan jakar pehle pranam karo ashram karo phir jakar wahan aise karne ka vidhan nahi ragadne ka vidhan nahi agar ragadna hai to wahin ki balu lekar ke phir aap raho par phir gota lagane ke baad phir nahi ragadna gota lagana hai pavitra jaise main lo aap usi ke jal se soch gaye phir wahin kulla aur sabhi agar aap

gres hain to aisa na karen apne jahan ruke hue aajkal to sab shauchalay ki vyvastha hoti hai phir pavitra hokar ke wahan se jaiye unko apne politheen mein rakhkar ke apne bathroom mein akar sadhu mahatma hai unke litan bathroom karte da to Gangajal kamdal mein liya usse pehle piya uska aadar ho gaya padosi se phir balu se unko alag prakriya hoti hai balu se dur dur hi raj se hath sabke bartan saaf ke jismen pani leke gaye da aur rajya se pavitra hue phir jalvay bahar jakar ke kulla kiya to grahasti mein phir itne pavitra rakhen ab jaise aap wahan gaye hain phir aisa utpheey prakriya kar sakte hain sadhu mahatma karte hain jab use pavitra hoke hi tirth hoga ham karna chahiye aur ye sabun lagana aur thukna aur malana ye to bilkul matlab muddat hai aisa nahi kar jaise ganga ji hai ye hamare yahan keval inko jal hi thodi mana gaya hai inko sakshat murtiman mana gaya dekho ganga ji ke putr Bhishma ji da na yamuna ji sakshat shri ji ki sahchari hain to ek pravah mein unmein wakt kar rahe ho ab jaise

log jaate hain na sabun lagaya aise kisi bhi kundli mein kisi bhi pawan nadi mein jab aap tirth bhavna se snaan karne ja rahe to yah sab nahi karna chahe wahan bahut pavitra se ligan matra karo phir chale aao priti dixit ji jhansi se Gurudev sadar dandvat pranam Gurudev bhakti mein kabhi sansarik dayitwa mein pendulam ki tarah bhakti aur sansarikta suryoday ho gaya aur andhkar prashn hi nahi bana na han aap bhakti karna chahti hain par aap bhakti nahi kar ka rahe ye prashn to dridh vyakti kam khatm ab udhar rang chadega bhakt dridh bhakti yahi to shabd hai ya dridh bhakti mein jana chahti par hamara sansaar chintan nahi chhutta aisa prashn ban sakta hai hai to ham naam shuru karen prabhu ki leela gayan karen khub satsang suna dhire-dhire abhyaas karen bhojan sudhar karen bina prabhu ko lagae bhog ham na paen gandi chij na paye jo sant Jain nahi pate jiska nishedh karte hain aur jo kriyaen shastr virudh hain wo en karen jo gande aacharan wale log unse ham apni mitrata na rakhen to hamara dhire-dhire main

pavitra hone lagega bhagwan ki kripa se hamara main bhagwan mein lagne lagega bhakti dridh rup to phir baat bahut ho to sidha avastha ho bhakti dridh ho gayi to bhagwan adhin ho gaye phir bacha kya

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…