ekantik vartalaap evam darshan #60 · 3 january 2023
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
ras nidhi sahayachari bhagwan aapke charnon mein koti-koti pranam bhagwan aapne apne satsang mein bataya hai ki yadi pratikul paristhiti ave to use sahan karna chahiye yadi kusang ave to uska tyag karna chahiye kal ke satsang mein aapne bataya ki yadi andar se vishay vyakti sthan vastu ka chintan ho to aap bhrasht hain yadi ghar mein hi kusang ho to is paristhiti mein kya karna chahiye mera bhajan aur bade aisa kya karna chahiye ghar to aur duri ki chij hai hriday ka kusang agar ham sambhal le to sab jagah ka sambhal jaega hamara main buddhi gandi prerna karta rahta hai agar uske anusaar na chal karke main buddhi ko prabhu ka chintan karae to phir hamen koi parast nahi kar sakta ham bahar se sab theek karne ki cheshta karen kabhi theek nahi hoga andar se theek karen andar sudhar bhagwan ka rahe ki main hyuman aadaton main buddhi niveesh hai apna main mere mein laga do buddhi laga do ham kya karte hain ki bahar se sudhar ki cheshta karte hain par manju ganda chintan karta gandi prerna karta rag dves ka chintan ham use par
dhyan nahi dete ham vartman ke samay ko vyarth mein nasht karte hain bhut aur bhavishya mein isliye upasak savdhaan rahe vartman ke samay mein bhagwat chintan karte hue main ke dwara ki hui subah-sub prerna donon se bache kyonki shubh vivah bhi bandhne wala hai ham naam mantr vani bhagwat chintan seva chintan ismen bahar ka koi kusang kahan tak hataya ja sakta hai koi birla aisa ghar hoga ya birla aisa vatavran hoga jahan purn rup se satvic Bhagwati ko vatavran unhen to do Bhagwati swabhav wale hain sab bana rahta hai wah bana hi rahega hai agar usmen hi bhav rakenge to phir hamara bhajan nahi ban payega ladai jhagda hota rahega aur sab theek nahi kiska prashn hai han andar se naam jab karo andar ki vrityio ko sudharo bahar jiske prat jaisa vihaar hai vaisa nirapeksh hokar karte ho mamta rahit hokar jiske saath jaisa vihaar hai dharm ke anusaar vaisa kar do aur andar se bhajan karo wo sudhar jae aisi hamesha marta karen ham sudhar jaen bhagwat kripa se itni baat sweekar karo richa ji amit Gurudev bhagwan
aapke charnon mein koti-koti naman Sadgurudev bhagwan hamari diksha hue 7 mahine hue hain parantu diksha se 1 varsh purv hi hamne jugal sarkar ki shri vigrah seva shriji ki kripa se virajman ki thi use samay hoti thi hamen bhi yah nahi pata tha par abhi ab do-teen din pehle ek-ek kamthik mein kisi bhakt ne prashn kiya to aapne bataya ki yadi agyaa liye bina apne asht seva prarambh kar diya to apne jugal sarkar ko Gurudev bhagwan se milna chahiye ek bar dikhana chahiye kya ye ham swayam se le da aur virajman hamne inko Radha Govind bulate hain han bahut hi pyar se seva karo bhagwan vishvanath ji ki use kantik sanyaas upasna se ghati ghasit kar rasbihari ke charnon mein akarshit kiya Krishna Swami ji ke andar alaukik akar aur dekho ek alaukik Paramhans ki tarah da Paramhans ji ki tarah unki antim sthiti se aap dekho saath le da dekho kaisi thi bas Vrindavan Priya Priya to dekho ek baat bata bahut kripa hamari upar jo paramhanson ki mrityu Swami ji bhale grahasti mein da jaise bhai ji maharaj
grahasti mein da aise Swami ji hamari drishti mein sadaiv sant ki aur shant da sant na kisi se rag en kisi se desh Vrindavan dham pyari jo pyare jo bas itna aur sant ka swaroop kya hai ki Swami ji abhinay ko dekh rahe hain Swami sakshatriya pritam ko dekhen shastr dandvat aarti pura matlab aisa swar kokila vridh hai is bhagwat ki bhagwat Sanjay baveja ji faridabad se maharaj ji aapke shri charnon mein koti-koti pranam maharaj ji Divya kam aur bhautik kam mein kya antar hota hai usko kaise samjh sakte hain prem hota hai use kam kahte hain pritam ki seva prabhu ki seva ya prabhu ki ae sakti hai prabhu ke saath jo leela hain wo prem kahe jaate hain jo sharir sambandh se hoti use kam kahte hain jismen indriyon sharir ka hota hai jo bhav mein hota hai wah pritam ki seva mein ya shri Krishna ka milan is sharir se thodi hota hai is sharir ka vismaran karke bhajan rahit hota hai chidanand mein de tumhari vigat vikar jaan adhikari se sambodhan kiya shabd wah mahaprem prem yah jo panch bhautik sharir se
kriyaen hoti inhe kam ke liye kaha gaya hai aur jo mahaprem ras hai to chidanand dev mein rakt mans mat ja asti ye sab dhaatviy nahi hai to wahan ye vikar bhi nahi hai samjh ka rahe hain par ab jaise apne log prakriti rajya ke hain na to hamari bhavna mein keval utni power hai ki iske zyada ham soch hi nahi sakte hain isse zyada udan bhari nahi sakti buddhi to bhajan ke bal se pehle yah prakritik buddhi ka parivartan ho hamari buddhi abhi guna ke andar satogun rajogun tamogun to teen guna se rachit maya se zyada wah soch nahi sakte uski samarth utni mein wo kalpna utni mein vichar utne mein soch sakti iske age jo Bhagwati ras hai jise Divya kaha jaata hai use agar kam bhi kaha jaega wo prem hi hai yahan jo prem kaha jaata hai na wah kam hi hai wah prem nahi hai wahan jo kam shabd kaha jaata hai wah prem hi hai shuddh prem shuddh prem bhi milavat nahi prakriti ki prakriti ki milavat mein gandagi hai jaise prakritijan nahi hai prabhav mein pavitra hone ke karan kam ki gandh nahi ek
jawan beti kai mahine baad is hostal kahte hain wahan se station aae pita lene aaya hai 45 50 varsh ka pita hai 20 22 varsh ki beti daudkar kaise gale lage aur apni beti gale lagakar mata sangh rahe choom raha hai dusra aadmi jiske main mein maleta hai wah kya dekhega agar wah is sambandh ko nahi janta hai is bhav ka prichay nahi janta hai to dost darshan kar sakta hai to par jawan sharir hai stri sharir jawan hai gale laga raha hai choom raha hai mera bachchha jin angon ke dekhne se bhav bigad jaata hai narsa unhen
angon ki roz seva kar de operation hua uski kya usko kam ae jaega kya bhav yah marij hai aur mujhe seva karna iska param dharm vakai vikarna nahi aayega chhoti-chhoti aap prakriti rajya mein dekho jahan thodi si shuddta bhav ki hui to wahan vikar ka pravesh nahi hota to chidanand rajya mein bhalai is vikar ka kahin pravesh ho sakta hai kya jaise koi stri purush hans rahe ho mil rahe ho aap use drishya ko dekhe to kam ae jaega aap swayam sab uski vyvastha kiye aur donon bete baat kar rahe hain gale lag rahe to aapko bekar ae jae ab bhagwan se kahoge prabhu aaj jeevan ka sukh de diya hamare donon bachchhe aise khele aise sukhi wahan vikar ki gunjaysh hai kya socho ek laukik bhav mein kam krida ke samay bhi drishti hone par bhi uske andar kam vikar nahi hai hriday prafulit ho raha hai aur ashirwad de raha hai meri donon bachchhe se sukhi rahe se khelte rahe sadharan bhav mein aap dekho ashadharan jo is pragti rajya se hi atit hai usmen kai kam shri Krishna shabdakosh mein shabd to wahi hai na jaise aalingan to
putri kalin kar raha hai pita bhai bahan ka ling kar raha hai tino aalingan shabd mein hai lekin bada antar hai paramatma chintan ke vriti nahi hai to hamko lagega ki aalingan shabd matlab wah isi rajya mein vichran karega isliye kam aur Divya kam wo mahaprem hai aur yah malin vasna hai yah indriyojan malin vasna ki krida hai aur wo Divya prem pavitra prabhu ke prati jab wo pavitra prem hai aap aise hi samjh lo aise hi mithai khao mithai aur wahi mithai prabhu ko samarpit kar do to aise itne ke liye lalchata hai main koi bhi ho jara hamko bhi de dijiye kyon wahi mithai hai jo Puri dukan kharid ke kha sakta hai wah aadmi hath jodkar thoda sa hamko bhi de dijiye kyon ut prasad ho gaya prabhu shiv mithai jud gayi to itni mahima ho gayi ki itna kal milne par hriday mein ek allah ka itni mithai hai aur wo mithai aur prasad mithai mein bahut antar ho gaya bhav badal gaya na ab aap isi se anuman lagaenge ki shabdakosh idhar ke hi hain lekin jab wo udhar gaye shabd ko shabdik bhi ho gaye aur idhar aae jaise andhkar aur
desh aise hi kam aur Divya kam mein antar hai rishbh thakur ji Himachal shri Radha vallabh shri Harivansh maharaj ji koti-koti pranam maharaj ji agar bhul se pyaaj kha liya to kya hoga jaise ham gani to vastuon ko nischit vastuon ko bhul se bhi nahi kha sakte jankari rakenge na jaise kisi hotel mein main lo aapko kahin vyapar wale nokri wale aapko jana hai aapko jankari karna hoga pratham kavwal ka jise apne logon ko kabhi bhiksha mein kisi ne de di hai roti mangne gaye aur vyakti de di aise samne ate hi wah bata deta ki ham pare hain ismen kyonki ismen durgandh hoti hai na gandh hoti hai usmen roti ko pani se dho liya roti pal mana hai to jo mana hai aur mana hai jaise ham kisi rog se grasit ho doctor kar de chij mana hai usmen vakalt nahi karte usmen main lete mana hai jo bhagwan ke bhajan pura bhojan to bhul se nahi hoga na accha vaste bhi bhul kar rahe hain janbujhkar ke aisi bhul na ki jae kyon han jaise Vaishno ho gaye sarnagat ho gaye bhajan marg mein chal rahe hain to ab
pura kha pi ke phiraya ki pooch lenge ki agar bhul se ek keval mein to ho sakta hai jaise kabhi aisa hua bhi hai to waise nak tak aaya hai bahut sukshmiya to jawan mein pahunchne hi lag gaya ki kuch gadbad hai to usko bahar kar diya hata diya jo gurujanon ki agyaa hoti hai uske anusaar chala jaata hai agar hamen adesh ho jae ki yah nahi karna to phir nahi karna uska kya matlab Guruji jane saath jane nahi karna kaha hai main liya daktron se ham log zyada vakalt nahi karte na wo bole yah dava khani subah
ye saanp ke khane ye nahi khana ye nahi khana hai aisa mat karna isko subah kar do to phir kya ka kar bhag jao yahan se aise hi ham jab sant mahatma shastron ke samjh marg ko sweekar karte hain isi ko shraddha vishwas kahte hain ki jo kaha use pe tark nahi bas sweekar kar liya aur kyon kyon ka uttar ye hai ki jo hamare bhajan mein badha pahunchave wo kuch bhi koi bhi ho use hamen chodna hai to ye jaise pyaaj hai lahsun hai mans hai anda hai sharab hai nashe hain ye sab tamogun prakt karte hain tamogun nidra alsi praman bhajan mein ruchi isliye inko mana kiya gaya hai nahi khana yah asuri to aap raksha to hai nahi aap manushya aur bhagwat marg majak murge ki tang aur sharab to kahin ban payega kya matlab log hasenge aap veyar nautanki sahab le gaye kya yar tum natak kar tilak laga karti laga ye sab kya hai matlab jo vesta rakhe uske anusaar chalna chahiye na to yad to phir ashru pravriti to ashu phir uska hisaab alag hota hai to apne log to tino guna se upar uthne ke liye marg mein aae en
satogun rajogun tamogun aati hai bhagwan ka naam unka rup unki leela unka bhajan ye to bandni hai trigunati da nirantar bhajan karne ke liye shuddh buddhi chahiye in sab se buddhi ashudh ho jati hai isliye santulit se tyag kile ka hai tanishka kurukshetr se jai jai Radha vallabh shri Harivansh mere pran dhan mere Priya pritam meri ek jignyasa hai ki hamare thakur ji shri Krishna ji ki kitni ayu hai unki mahima prakt mein bhagwan kuch samay ke liye vistar karte apne rup ko phir antar dhyan kar lete hain antarjan ka matlab hamari mike drishti se nahi isi samay yahi hai aur hamari drishti se nahi dekhi ja sakte jab parivartan hogi aur Bhagwati drishti hogi to jaise ham aapko dekh rahe hain aise bhagwan ko dekh rahe hain to wah hai uttar jo shat hai wo tino kal mein bhut mein tha wo bhavishya mein rahega wo vartman mein hai trikal satya mike lakshan se jeena nahi ja sakta 10 varsh 20 varsh 50 varsh itna rup itna bal itna unki sima ne isliye use anand hai anant prabhu ki jab ham bhakti karte hain to aise
mahmmahim prabhu hamare drishti mein itne samarth dete hain ki ham use anant ko dekh pate hain aisi buddhi de dete hain kyon use anant ko samjh jaate hain aisa hriday dete hain ki use anant se hamara pyar ho jaata hai phir wah anant nahi rahta phir mera pyara rahta hai phir hamare had ho anant paramatma hamare hriday rupi gufa ko chhodkar kabhi bahar nahi jaata wo bas jaata hai
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…