mehnat karte hain padhe-likhen hain phir bhi dhan ki prapti nahi ho rahi aisa kyon ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
somesh ji hath ras se shri Harivansh maharaj shri maharaj ji mera man dhan ki taraf bahut bhagta hai maharaj ji main kya karun kiy bhajan mein lage pure sansaar ko teen bade shabdon mein bandh diya gaya hai kanchan kamini kirti pure sansaar ko i teen bade shabdon mein ba koi dhan mein aasakt ho jaata hai koi stri mein aasakt ho jaata hai kam shabd se stri purush ka paraspat akarshan aur koi man pratishtha mein ismen bade-bade raji ho jaate hain sammaan hona yash kirti hona pratishtha ho hai sansaar ke antargat kahin na kahin kahin na kahin sab fase hote hain wahi mukt hota hai jo bhagwan par mahatva buddhi kar leta hai jab tak hamari buddhi sansaar mein buddhi isliye ki man ligam hai aur buddhi sarathi hai indri ghode hain aur baithe wala jeev hai sharir rath hai aur rath ke ghode bahut balvan hai ligam jara sa dheeli hui to phir main sarathi rathi sahit gadhe mein gira denge nahi ghode bahut balvan hai indriy rupi ghodo ko theek se chalane ke liye man rupi ligam ko bahut kasna hota hai aur man rupi ligam ko
wahi buddhi rupi sarathi kas sakti hai jo bhagwan ke ashrit hai bhajan karti hai agar bhajan nahi karti to phir nashe mein hai driver maya ka nasha kam ka krodh ka lobh ka moh ka mad ka to ligam nashebaj thodi khinch sakta hai va to dheeli ho jaegi aur ligam dheeli hui to ghode itne balvan hai phir dhajjiya uda dete pura jeevan barbad kar dete hain ab jaise dhan mein rati ho jae dhan chahiye sabko sansaar ki vihaar ke liye sabko dhan ki par wo dharm se yukt chahiye to theek hai nahi to keval dhan mein to phir kya hai phir to aap bhrasht ho jaenge aap aisa kar lo aap aisa kar lo kitne gande kam hain kitne aise adharm rat karya hain jinme dhan ki bahulya hoti hai phir aapko adharm khinch le jaega agar dhan ki pradhanata rakhoge dharm se chalo tumhare praarabdh mein purv se likh gaya hai ki kya tumhen dhan milega yah praarabdh se likha hai ismen aapka purusharth thoda sahayog karega lekin mita nahi sakta jaise aapke praarabdh mein daridrata hi likhi hai to aap khopdi ke bal khade ho jao 24 ghante karyrat raho jitna
kamaoge utna side mein aisa nikalne ka chans aa jaega ki phir aap khali ho jaoge phir aap khali ho jao chahe jitna upay kar lo kyonki aapke purv aise karm hai aur jaise aapka hai dhani hona to abhi aap ki avastha aisi hai fatafat aise judte chale jaenge sanyog ki ekdam kyonki purv sanskar aapka juda ab is praarabdh ko badal sake wo keval bhagwat bhajan hai dusra koi nahi koi karm ise nahi badal sakta wah keval bhagwan hi badal sakte hain unhin ke hath mein sab hai to naam jap karo aur dharm se rahna dharm dhan
ki pradhanata agar kar li to adharm mein le jaega ye pakki baat dhyan rakhna aise salahkaar mil jae suno ek bar keval tum aisa kar lo bas phas gaye pulis le gayi barbad ho gaya parivaar barbad adharm khinch le jaega thode din adharm mein unnati dikhayee de sakti hai badhiya labh par ekdam nasht ho jaoge isliye dharm se chalo namak roti khao dusron ko na dekho tumse bhi aise hain jaise tum rah rahe ho aise wo nahi rah pa rahe niche dekho apne tumse bhi garib log hain jo tumhare jaise nahi rah pa rahe agar upar dekhoge to pareshaan ho jao kitna upar dekhoge to agar kabhi man kahe ki to phir niche bhi dekho aise bhi ganv mein log hote hain jaisi aap vyvastha mein rah rahe aisi va vyvastha mein nahi hai to dhairya purvak raho aur bhagwan ka naam jap karo aur adharm se dhan mile bhi to na le wah tumhara nash karega accha nahi hoga adharm se chaloge to thode din lagega aapko ki aap badshah ho rahe ho bade aadmi ho rahe bade nahi ho rahe bilkul mit jaoge garib se chaloge dharm se chaloge to namak roti khakar aram se
sooge aur bhagwan sab vyvastha kar dete hain dekho agar aap apni sthiti se dekhoge to bhagwan waise hi beti ke liye var mila denge waise hi bete ke liye bah mila sabka hai bhagya hai ab aap agar sochoge ki aise se ham chhalang lagae aur adharm karke to ghar mein baithak roegi aak usko shanti nahi milne wali isliye na ki pradhanata to rakho mat chahiye sabko chahiye koi aisa nahi hai sabko arth pradhan samay hai bhai bijli hai to rupya chahiye har kam rupaye se ho raha hai par dharm ko dekh karke adharm se nahi adharm se mit jaega dharm se bhi to dhan aata hai haan thoda ye ki kam aayega par shanti se to rahoge chain se apne parivaar ke saath so to sakoge aisa kya ki bhage bhage ghumo mare jao isliye dharm se chalo aisa kya parivaar mein bhayanak aise rog aisi vipattiyan aisi ashanti aisi buddhi badal jae to ek dusre ko khae ja rahe hain har vyvastha hai sab ek dusre ke saath chhal kapt kar rahe hain ek dusre ko dekhkar sahan nahi kar rahe yah sab vrutiya adharm se aa jati hai theek hai na
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…