kisi bhi rog se dukhi hain to dhyan se sunna ! Aapko bahut bal milega !!
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
maraj ji teen alag-alag prashn hai ismen uday man saini ji ma ji kidney rog se peshent hai kafi samay se 2018 se rajan sut ji maraj ji na sal se cancer se pidit hai aur janwi ji ma ji bhi kidney peshent hai tino ke ek jaise prashn the aapka satsang sunne ke baad bahut utsah mila aur bhajan marg par age chalna chahte hain hama ji ekdam nirash ho gaye the bat aapke satsang ne utsah dek age badha dekho nirash hone ki koi avshyakta nahi hamari donon phayl hai aapne transaplant kara liya ha ab ki agar hamara chitt in sab baton mein laga to ham dukhi ho jaenge hamara chi agar prabhu mein laga hai to sab badhiya accha kitne sal chale gaye transaplant viva vichar karke socho ek sima hi to hai na y kitne sal sharir chalega chahe ham ka kuch bhi kar lo ek samay to nischit hai na yahan se jane ka wah samay pakka hai jane wala jab jane wala pakka hai to mujhe jahan jana hai wahan ki tayyari karna chahiye yahan se to jana hi hai yah hamare logon ke upar kripa hai ki hamare paas ek sathi hai hamen har samay sambodhan
dene wala ki ramo mat yahan tumhen yahan se jana hai jaise cancer hai na yah Krishna milane ke liye sathi mila hai kidney kharab hai na wah shri ji se milne ke liye prerit kar rahi hai hamko nahi darna chahiye mrityu ek bar hogi jo sharir ke bhog hai ham bhog lete hain par ham bhajan mein lage tab ham logon ki kya ichchha hoti ki sharir svasth ham bhogon ko bhoge maut se aa rahe kab tak rahoge marna to padega hi aaj nahi to kal iska na mrityu log hai jab jitne aae wo gaye phir hamko bhi jana chahe mahatma ho chahe duratma marna to sabko padega lekin mar ke phir marna na pare yah khas baat hoti hai hamari akhiri mrityu honi chahiye ab iske liye hamen bhajan karna chahiye dat ke bhajan karo Radha Radha japo yah sab tikau chijon nahi hai ismen kabhi sukhi mat ho ki hamari kidney badal gayi to man ko vishwas mat dilao is baat se dukhi mat ho ki hamari kidney khab donon baten ham sambodhan isliye kar rahe ki rasta ban jaega ek matra prabhu hi hamare sukh ka sadhan hai agar hamara prabhu ka chintan hota hai to donon phayl hai
dekho aapke samne baithe hain aur kal dialysis hua hai aur dialysis mein jo prasad paya tha uske alawa nahi paya ab jakar 230 11 baje payenge apni aur ek baje se din char ja ek baje ratri se isliye aandit ro aur bhajan pran raho y cancer painsar kuch nahi hai Krishna ke age koi hai kya kuch nahi ye bana rahe kone bhai jana to hay jis din jana hai us din pakka jana hai bas naam jap karen shri ji ka aur nishcint rahe hamen pareshaan nahi hona hai aap log pareshaan to nahi ho haan mast raho pareshaan haan jana ko 100 bar thodi marna hai ek bar marna hai bilkul aandit raho koi hamen parast nahi kar sakta ham shri ji ke hain ham ladli ji ke hain aur jab jana hai to ham ladli ja ke paas jana apne ghar jana hai pareshani kya hai yah prichay mrityu se isliye dar lagta hai ki aapko marne ke baad thikana nischit nahi hai dekhna jinse aapne apna prichay badhaya wah sab chhut jaenge jo kuch aapne mana hai wah sab chhut jaega isliye aapko dar lagta hai marne se yah shabd hamare chintan mein rakhna aur yah pehle hi tumne
chhod diya sab chhutne wala hai aur pakar liya gore savle charan Arvind Radha Radha Radha kya jaab marne se sab jag dara mero man anand kab mari ho kab bhet ho puran parmanand apne pyare se milne ke liye ma are yahi dekh lo do mitra bante hain aur unka paraspat viyog hone ka avsar hota hai to phansi chadha lete hain apne sharir ko jahr kha lete ki ham tum bina nahi jiyenge mrityu aise hanste hanste sweekar kar lete nahi kar lete dekho na kitni baten aati samchar ko ladki ladke ne jahr kha liya unke parivaar mein virodh tha isliye milne mrityu koi bahut bhyawah vastu hai are do premi ek chat matlab jara mein apne ko nasht kar dete hain jara se pyar mein nasht kar ham bada pyar kar rahe hain Priyalal phir hamen mrityu ka dar lage matlab abhi pyar hua nahi Priyalal se nahi Priyalal se apnapan mrityu kya hai jana to hai hi ek din mast raho naam jap karo aur bhulo mat Priya lal ko yah kidney tikav nahi hai iska sthai ilaj shri ji ki prapti hai jinki theek hai voh kab chale jae koi pata le
nikle rod mein pahunche batorne layak sharir ho gaya yah bura lagta hai sun kar ke lekin kahani aisi hi hai kab kahan kal hamen raund de kuch pata nahi isliye har samay savdhaan raho Radha Radha Radha Radha aandit raho davaiyaan to aapki bhi chalti hongi haan mast raho dawa lo ab Radha Radha Radha patni nahi patni ai haine kidney haan vastvik to wahi patni hai jo matlab apne pati ki pran raksha ke liye sham ko nau mala karta hoon Radha rani ki aur ek beti ka bhav aata hai Radha rani koi bhi hamari shri ji to aise lal jo aise koi bhi bhav kar lijiye koi bhi bhav kar lijiye dhanyavaad hai aapko ki aapne apne pati ke liye aisa samarpan kiya bahut sundar bhagwan ki kripa hai aapke upar aisa hi hona chahiye ek dusre ka pyar jo hai na pati patni ka ai hi hona chahiye y beech mein raaksasi bhav divorce aa gaya hai na isko hata dena chahiye ye raaksasi bhav sa sukh badsha se pagal hokar ke log aisa karte hain vastvik to yahi ki jab ham do mitra mile hain to ek dusre ke prannon ko samarpit karte hue age badhe hamen bahut
accha lagay sunkar ki aapki patni ne aapko
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…