॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

mere se bahut bada paap ho gaya hai, main ab kya karu ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

Radha vallabh shri Harivansh Gurudev bhagwan aapke charnon mein dandvat pranam Guruji mujh adam se papi se paap karm ban gaye hain jiski mafi bhi nahi ho sakti aap shri ke samne ane ki himmat bhi nahi thi pata nahi kaise aapki kripa se aapke samip aa gaya hoon ham ye to nahi janna chaenge ki aapne kya paap kiya par ham yah janna chahte hain ki jo paap ek bar aapse ho gaya wo punravritti to nahi kar rahe hain ek bar galti ho jae to wah kshma ke kabil hota hai koi jaan ke bhi ho jae to kah raha hai jarur

jaan ke ho gayi par agyani hai nahi vastvik janta ab agar wah galti punravritti ho rahi hai ab achham mein ho jati hai to hamen dekhna ki agar koi bhi hamse aisi galti ho gayi jiska hamen hriday mein pashchatap hai ki nahi hona chahiye koi bhi galti ho phir ham dobara nahi hone chahiye agar dobara nahi hogi to bhagwan kahte ham to ham sir pape moksh agar aap jaan gaye ho ki hamse paap ho gaya hai to dobara baat dhyan rakhna dobara na ho to pehle wala jo ho gaya hai kuch aur karne ki zaroorat nahi prachit karne

ki zaroorat nahi prabhu ka naam jap karo unke ashrit raho va sab kshma kar denge bade kripalu hai wo par agar bar-bar wahi karte raho kahte ra kshma karo kshma karo to phir dand se nahi bach sakte yah pakki baat samjh lo aaj satsang mein suna ki yah sab bura jo main abhi tak kar raha tha galat hai aur aaj nischay kiya ki abalo nasha ni anan aur bhagwan ka bhajan karne lage to bhagwan kripa karke sab wo nasht kar denge sab maaf kar denge lekin aaj kahne ke baad phir aap wahi bar-bar karenge to plus ho jaega phir jhelna mushkil ho jaega yah jo bhagwat sharanagati se bachav paksh hai wah y ki avlav nishani aaj tak hota raha he nath aap aisa bal dijiye ki dobara hamse galti na ho koi bhi galti khanpan vihaar kuch bhi galtiya kisi se bhi ho sakti hai age se galti na karo prayashchit andar yahi jo jalan ho rahi hai aapko pachatava ho raha hai yahi prayashchit ho naam jap karo prabhu ke ashrit raho naam jap nahi ho raha naam kirtan karo kirtan Radha Radha Radha Radha Radha iske liye thodi man ki zaroorat hai hota hai na ki hamara man

prabhu mein nahi lag raha wo to bahut achhche sadhak hai jo man ko lagana chahte hain man nahi laga par jawan Radha Radha Radha Radha radhara aho ba pato gariya y bhag warte naam tubhyam aho mane ascharya ki baat hai wo chandal bhi param pujniya ho jaata hai jiski ji bya pa hari naam ho to aapko to Radha naam mila jo swayam hari japte hain to Radha Radha jaban se bolo hamara bhajan nahi hota va siddho ka bhajan hota hai bhajan ke liye praytn karna hota hai ham praytn karte karte abhyaas karte karte jab aisi sthiti ko hote tab bhajan hone lagta hai jab hone lagta hai to phir rukta nahi jaise dil ki dhadkan nahi rukti aise bhajan nahi rukta abhi to ham shuruaat kar rahe hain na to hamara praytn hoga ismen Radha Radha Radha Radha ra ab kah hamse hota nahi nahi waisi baat nahi dekho isko pramad mein mat daalie aap mein vani mein samarth hai aap vani ji gaiye aap naam kirtan kijiye mana jap mein man nahi lagta lekin Radha Radha bolne mein Radha Radha Radha Radha Radha Radha ra Radha Radha ho raha hai bhajan to ho na Radha ul

shri ha Radha ho raha hai bhajan zaruri mala se karen zaruri mein band karke karen bhai mantr ka kirtan nahi kar sakte naam ka to kar isko bahut dhire se bhi gunguna sakte ho kosi bhi dhvani mein phasa lo hamko bhajan karna hai kisi bhi dhvani mein phasa le aur andar hi andar gunguna ra andar abhi anand aae par ham log kya pramad hai kuch logon ko brahm rahta hai ki sadhu mahatmaon ko bhet de denge phal de denge wah ashirwad de denge kuch nahi sab natak hai bina bhajan ke bhav se tarna asamabhav bilkul pure baat samjh

lo vi nischit bada mite na anytha vacha se mein bar mathe hoe ba sikata tel binu hari bhajan sa santo ki yahi kripa hoti hai ki ham unke samne baithkar apne man ke sansh ki nivitti karen aur unki agyaa ka palan karen baka sab natak baat samjh lena phal phool yah wah sab yah to ek vihaar hai ismen kuch nahi hai pakki baat samjh lena hath ravana pair chuna y sab ek vihaar hai kuch nahi agyaa ka palan na karo kuch nahi hone wala agyaa ka palan karo to samne jaate hi unki drishti padegi aur aapko dekhenge aur andar se jo unka pyar aapke prati uday hoga wah ashirwad ho wo jaban se nahi kaha jaata wah tumhari ai hui badhaaon ko aise mis ke rakh dega nasht karke rakh dega ashirwad mangne ki thodi zaroorat hai aap chalo jaise beta hai na maa usko kahti hai ki bhojan pale dekh ye halwa ye pale aur jab pa lete to maa ka hriday shital hota hai kyonki wo maa hai paya aapne sukh maa ko ho raha hai aise hi guru ko sukh hota hai jab shishya unki agyaa par bhajan karta kalyan uska hoga par guru ko atma shanti milti

ki mere vachno ka aadar karne ke karan is jeev ka mangal ho gaya ab jo uske badhae par rahi hain wo apne power se hataega kyonki aap chalna chahte hain na aap chal ke jab aap chal hi nahi rahe pra aap viparit disha ko ja rahe hain to unko chidh lagegi ki ham lakh bar samjhae aap aisa na karo kar jao a bhog ho ja bhog aisa maya phasa degi ki samne nahi aa paoge aisa phasa de ki ek bar Radha nahi bol paoge maya ka prachnd rup hai ek bar Ram Krishna hari nahi bol sakte wah apne par aa jae ek bar bhagwan ka chintan nahi karne degi guru kripa ho jae to bhagwan ka chintan kya bhagwan swaroop ho jao bhagwan mein ho jao to kripa ka matlab jaise logon kahna hota hai na jaise yah sab nautanki natak hai ismen kuch nahi hai agar is se ho to line se lag kar ke sab hath rakhwa lo param pad mein chale jao to abhi ham bu tayyar hai jab ham ghanton baith kar ke rogi sharir kasht sahte hue aapko updesh de sakte hain to ek minute mein yadi kalyan ho to hath rakhne mein kya jaata hai bhaiya ham to tayyar hai aapke jeevan ke liye tayyar ab

hamara jeevan aapke liye hi to hai jo shastron ka swadhyay jo sant gurujanon se suna us baat ko shodh ke anubhav karke aapko batae to ham batae ki bhaiya aise sidhe rakh de jab aapka mangal karna hai to ham aapko daud bhag karo aise mangal hota hai aise kuch nahi hota aise aaj tak sab wo jo hai va alag baat hai vihaar ki agyaa palan karo abhi isi kshan se aapka mangal prarambh ho gaya agyaa palan karo to sab isse natak kahte hain maya ka kuch nahi hota naam jap se santo ne kaha Ram bolo hari bolo Krishna ab tumhen kuch kisi ke ashirwad ki zaroorat nahi bas usmen lag jao jo kuch chahiye apne aap sab vidhan kar denge bhagwan aap keval lag jao ab lago na to y sab natak baji isse is par hamen vishwas nahi bachpan se ham is par chalna aapko padega bade-bade siddho ke paas darshan kiye batchit chalna aapko padega un hamen unse kya labh mila jo ham dasav varsh nahi samjh sakte the va ek second mein samjha diya baat hamari samjh mein aa gayi aur hamare chalne ke liye andar utsah aa gaya par chalna aapko padega aap na chale to

koi aise nahi pahuncha payega pakki baat hai nahi to bhagwan samne khade aur arjun ko updesh kar rahe hain apni prapti ka samne khade kah rahe hain ki anannya cheta satatam yo mam smriti nitya sa tasam sulabh Parth samne khade hain ye nahi kah mera darshan kar lo sulabh ho gaya dar mujhe tum dekhte hue bhi nahi dekh paoge mera anannya chintan karo uske liye main sulabh ho jaata hoon samne khade batchit kar rahe hain aae hue vikaro ko saho mata sp satu kaute sheetoshan sukh dukhda inko saho y nashvan hai tum mera sakshatkar kar loge matlab samjho bhagwan samne khade hok chintan karo to sant jan kahte bhagwan ka chintan karo agar nahi karoge to nahi samjh paoge isliye savdhaan cha

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…