॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

SSB Inspector ne jab pucha, ki gyan -vigyan ne bhagwan ko manne mein hi sanshay la diya, ab kya karu ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

Rahul kumar ji sab inspektar maharaj ji aapke charnon mein koti-koti pranam maharaj ji bachpan se hi satsang aur pravachan ke song mein rahe parivaar ki sahayata se lekin jaise-jaise bade hue padhe likhe gyan vigyan ne bhagwan ko mane mein hi tarak la diya ab sanshay hi rahat hai purn vishwas wali stuti nahi ai margdarshan kijiye jaise pita ka disha karne ki samarth balak mein nahi hai yah mera pita hai uska nirnay maa karti hai aur maa ke vachan par vishwas karke ham pita par ae shakti kar lete hain ismen koi sans hai aapko ham pita ka prichay nahi jante kyonki pita ka prichay sirf maa janti hai aur maa ke hi sambodhan se aur uske vachno par sahaj mamta bhare vachno par dridh vishwas karke ham pita ki god mein baith jaate hain aur jeevan bhar yad nahi karna parta wo baat mere baithi rahti hai ki yah mera pita hai aise hi ham swayam bhagwan ko nahi jante hain gurujanon ke sant mahapurushon ke vachno par dridh vishwas karke yadi ham chal rahe to ham bhagwan ki god mein baith jaenge bhagwan bade karuna mein

unko ji bhav se bajaya jaata hai wo band shakha tumhen wo tumhen vidyarwin tumhen sharm main dev abhi ham pooch rahe the kisi se ki surya kisne racha hai ye chandra kisne racha hai aapki buddhi ko kisne racha hai aapne bal kisne diya hai aapki donon ankhen kyon di hai wo haran karna chahta garv se hi tumhen andha bana deta garv se tumhen murkh bana deta garb se tumhen apang bana deta garv se tumhen kisi layak nahi rakhna hai na koi maa hai na koi ishwar jiske aashray se sampurn srishti chal rahi jal mein nav ki tne prithvi tiki hui hai aaspas jal niche jal aur tiki kaun hai jo is dharan shakti pradhan kar raha hai kaun hai jo oxygen de raha hai kaun hai jo pure jeev ko anant jeevan ko jinka sabka mano bhajan hai ek bar ka unka bharan poshan kar raha hai wo vishv ka bharan poshan karne wala koi hai koi hai jiske shasan se sab chal raha hai wo prabhu usko mahapurushon ne anubhav kiya hai jaise maa ne anubhav kiya pita se aise maa ke anand anubhav ka parinaam ham hain to santo ke anand anubhavo mein jo

param brahm paramatma tatv hit tatv prem tatv jo bhi use bola jae wo jo aaya bas unke vachno par vishwas kar le pratham is marg mein adhyatma marg mein shraddha kam karti hai pratham hriday shraddha jo karen acharya anusaar hai jahan hamare hriday mein shraddha aur vishwas hua wahi hamara kam ban jaata hai bhagwan ke shiva kisi ke satta nahi hai abhi bhagwan iske andar se antardam ho jae to jo sharir aapka padam hai jo sharir aapka kai logon ko Priya is ko parijan bhasm kar denge aapke andar jo tatv virajman tha usko pyar kar raha tha anjane mein bhi bhagwan ka hi asman ho raha hai bhagwan ka hi pyar ho raha hai wo ji kshanettar dhyan ho jaenge is kshan is sharir ki aisi durdasha ki jati hai aaj mein jal diya jaata hai gadh diya jaata hai fake diya jaata hai na koi ishwar yah baat mane ke liye sant ka vachan hi praman hoga agar vachan ko ham maa lene to phir baat shuru ho jaegi adhyatmik ki maa lene se sawal hal ho jaata hai jab ham school mein the to tha ki mani sankhya itni sawal hal ho jaata tha

maa ke hi jaan sakte ho jaan ke mane ke yogyta nahi ra gayi hai ki ham pehle use tatv ko jaan iske liye pehle manna padega guru manna padega unke vachno ko manna padega shastron ki baat manani padegi Shraddhavan lagti gyanam tatprad sahit kendreey prabal shraddha ke dwara gurujanon ki baat shastr ki baat mani to use gyan hua ki main vyarth mein apne jivni shakti ko bhogo mein nasht kar raha hoon ab indriyon ko shasan mein liya tab usko asli gyan hua phir wo dekh pata hai apne hriday

mein narayan ya gaur se hamko hriday nikunj yahi bhagwan ko prapt kar let hai aur tripti ho jaata hai unhin bhagwan mein ab na koi kar ra gayi na koi lal sa na koi dukh na koi sukh mahan prasannata akhand prem adhyatma marg koi sansarik marg to hai nahi ab is marg mein vishwas purvak chalna chahiye aur sant sangi iska mul hai agar sant ka sangh nahi hai to adhyatma mein praveshi nahi ho sakta hai sadharan dharm mein bhi chalne ke liye kisi ne kisi mahapurush ka samay lena hota hai is se ham age badhte hain satya vastu hai usmen kisi ke praman ki jarur nahi hai aapka bhi hriday kahta koi to hai aisa kisi ka hriday nahi hai jo ka nahi janta koi bhagwan bhagwan ham ek bar aisa usko ghutne tekna padega ek bar use lagega koi hai koi hai mujhe bachchha le sabko lagega is jeevan mein hai wo param tatv hai wo to usko abhi sweekar kar lo to bchane ki baat hi nahi aayegi aap aur wo sathi ho gayi dur nahi hai itne nazdik hai ki sharir bahut dur hai wo hamare bahut nazdik hai wahi baitha hoon chupchap mohan shant

tumhen dekh raha hai ji din tum pyar se use pukaroge gale laga laga bas wo pyar ki jarur hai aur wo pyar bazar mein milta nahi ranjan mujhe prem bhakti kar di prem kari bati sadh sangat kari aur din ratri tabhi uska anubhav hota hai chauth ka rahe hain ki mera kuch nahi shishya guru ko main ki mere param brahm ya mere Gurudev ya mere ishwar usko waise hi anubhav hoga jab ham pashan vigrah ko lekar ke unmein bhagwan ki bhavna karke aradhna karte to hamko sanket milne lagta hai mere bhagwan ke hain hamara pyar pashan mein bhagwan ko prakt kar deta hai dhatu mein bhagwan ko pragti kar deta hai to kya chaitanya dhan sharir mein virajman jo anand swaroop paramatma hai vishwatma hai prabhu hai hit hai kya mujhmen par bhav karenge to nahi ae jaega par wo aapka bhav hoga hamare mananiye ji ne Eklavya ko hata diya ham rajkumaron ko shishya rup mein sweekar karte hain kal bhi logon ne kaise karan Duryodhan arjun bhim ke saath tumkam shiksha denge usne kaha maine to use ek maa mein maine to sweekar

kar liya aapko guru aur ekant mein jakar waise hi mano bhavnayukta mitti ki murti banain aur roz pranam karke puja karke pratyancha chaddha aisa dhanurdhar hua ki arjun ko sikhaya to aisa dhan udhar nahi ho pe arjun ke saath ek kutta gaya tha abu bagar ke bhookh to ek bund khun nahi kahani gav ne pura muhn balo se bhar diya arjun ka itna hastakla ho samip gaye kaha veer main tumhari sarahan karta hoon tumhare guru kaun hai to unka bhagwan Dronacharya unka kabhi hamne nahi dekha tumko ki wo shiksha de rahe hain aur maa mein socha ki Dronacharya ji ne to mujhe ashirwad diya hai vishv ka sarvshresht dhanurdhar aur main iske age kuch nahi hoon apni chhoti si kutia mein mitti ki murti Dronacharya ko bhi pata nahi hai uski nishtha uska bhav aapka bhav aap jitna bhav karenge utne uttar aapko milta chala jaega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…