॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

aapko sunne ke baad maans, madira, anda sab chhod diya hai par kya pehle ke karmon ka phal bhogna padega ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

anshul khandelwal ji bareli Radhavallabh shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti-koti pranam maharaj ji ham pichle kuch mahine pehle pyaaj lahsun anda madira ka sevan karte the lekin jab se aapki sharan mein aae hain in sab chijon ka sevan to dur dekhne mein bhi ghrna ai hai lekin maharaj ji kabhi-kabhi yah sochkar bahut dukh hota hai ki ab tak hamne jo anda ka ya masad ka sevan kiya ham gun ga raha hai ab uski chinta chhod do ab uska theka hamari taraf se age ka aap sambhal lo piche ka ham dekh lenge dekho aap

hamare ghar ke ho aur maya bhi hamare hi malik ki hai kisi aur ki nahi hai is maya ke agyaa avritti se yukt ho jaan karan hamare dwara galtiya ho jati hai ji din ham lot karke is baat ko sweekar karen hamse galti ho gayi to hamare malik itne kripalu hai kya main tumhen sab papon ko kar dunga aur is ke bal se ham kahte ham bhi to aap jaise hi hain par hamen apne Swami ke swabhav aur prabhav wah jitna samjhaen uska pata hai tum chinta mat karo uske baad hamse ka matlab hamare dwara galti hona swabhavic hai par barabar galti hoti hi ra aisa bhi theek nahi hai jo galti ho gayi aur jab se suna ki galat hai aur aapne beech mein khane wale the aapko ki aapko aapke liye hamari taraf se dhanyavaad isliye dhanyavaad ki aapne apni galti ko galti mankar sudharne ki cheshta ki usmen aapko hi sukh hai par use baat se hamen sukh hua ki aap hamari vani ka adhar ke hamari baat ka adhar ke bhagwan aap par kripa karen aapka mangal ho aap sukhi rahe svasth rahe samaj seva parivaar seva mein aap dusron ko shubh pahunchaen dekho har

jeev ko apna sharir free hai hamen koi aise kate to kaisa lagta hai aise hi yah bahut ghrinit buddhi ho jati hai jab ham dusron ka mans bhashan karte hain wah matlab ho jati hai wah galti ho jati hai praman mein padhkar kusang mein padhkar na jaan ke karan ya kai aise dosh hote hain jim hamse galtiya ho jati hai ab aaj tak jo hamne kiya wo hamse galti hui ye sweekar kar liya aur abalo na sani bana en sahi ho ab age ham nahi karenge chahe koi hamen mar del to aap sachchi manega piche ka sir ka sir jo paap hai wo nasht ho jaega bas ismen yah baat hani chahiye ki agar age phir punravriti hui to phir wah jud jaega phir nahi katega aur agar ye hai avlon palat gaye aap aur naam jab saath mein kyonki phir tik nahi paoge jaise aap kahte hain aaj se main yah nahi karunga to ab maa ko bhi to chahiye jo koi bal de rock ab aap upar se kitne din rukenege ek din phir ekdam aisi baat aayegi are chodo yar meena se niyam liye baithe pareshani aur ho rahi hriday aur jal raha hai maa samjhne lagega agar naam jaap kar rahe ho to jaise aapke

hriday mein ab mujhe badi gyan hi ho rahi iska matlab roz ka roz hriday pavitra ho raha hai aur wo kaise ho raha hai aap satsang sun rahe hain kuch na kuch naam jaap kar rahe hain to aapki buddhi wahi jo pani mein ruchi paida kar rahi thi wahi gilani paida karen aap khud samjhiye wahi buddhi thi jo aapko apne mein utsah de rahi thi wahi buddhi hai aaj wo glani mehsus lekar yar mere se bahut galat hua matlab wo pavitra ho rahi agar ye Puri pavitra ho gayi to sab mein bhagwan ka darshan kar denge sab jagah wahi hai dusra

nahi anubhav ho jaega bas iska kam hai ye pavitra hoti chali jae to aisa hai bas jo naam aap jaap rahe hain naam japte rahe apne bujurgo ki seva ke liye bahut bade labh ki baat hai aaj hamari samaj mein yahi buddhi bhrasht hoti chali ja rahi pujya jaan gurjan mata pita ya aaspas padosi koi bujurg hai uski seva kargar aur sir mile to tan se maa se dhan se jaise bane aap seva kar lo dekh lo aapki ham yahi kahte hain log sochte hain main dhani ban jaun sab sochte na lekin sahi marg jo dhan ka hai wah aap log jaan nahi rahe sahi marg dharm ka hai ki ₹100 mile na aap unmein se apne parivaar ko kharch karke ₹2 kisi ki aisi seva mein laga do jo usko bahut jarur thi sadhu seva gau seva bhagwat seva kisi pashu pakshi ki seva wo ₹2 lakh ki vyvastha kar denge dekh lena aur do lakh laga diye na to malik ho 20 lakh ki vyvastha kar dega agar dhani bahut jaldi banna hai to sahi upay hai ki jo jeevan ko avshyakta nazar ave hamen dhundna nahi swabhavi koi bima hai koi aisa hai koi usko ham seva mein laga de wah apne

aap aapke paap ko nasht karke na shri ka varnan kar dega hamdani kaise baenge bole salta kar apnaie bahut jaldi dhani ban jae naye sarvnash aap parinaam dekhna thode din to aapko lagega phir parinaam dekhna apna to aur dharm se chaloge ho sakta hai thode din aapko kasht parinaam dekhna jaise 12 varsh ka banwasi yudhishthir ji ko mila ek varsh ka agyatvass par simhasaan par kaun baitha yahi to baithe na kasht shah khub wo unmatt hua Duryodhan karna aadi ke saath sabke gale kat gaye aur simhasaan par maharaj dharmraj yudhishthir hi virajman hui dharm thoda kasht pate nazar ae sakta hai par chamkegi wahi vijay shri ko wahi prapt adaraniy dekh lijiega piche ki to chinta mat karo bhagwan kahte hain sarwadharman prichay jai maa mein kam sharan aam to amshar papiyo moksh mein mahasicha unke un jaisa guru kripa se unke swabhav ko dekha hai na is bal se kahte tum chinta mat karo bahut kripalu hai anant mata mein jo pyar hai na wo hamare prabhu ke ek ansh se ab aap anuman logon kitna pyar prabhu ham sabko karte hain par ham log

prabhu ki taraf se vimurkh hokar sansaar ki taraf hai isliye isliye aisa hai aur ham sabse prarthna karte hain kisi swarth vi saath mein aap sachchi baat maa lo aapka bahut durlabh janm hai ye jo manushya de hai na bahut durlabh hai aap dekho anya yoniyon ko dekho kaise kitna kasht diya jaata hai ab wo pashu hai kya bol sakte hain kat kar aap unko khata hain aap pehle apne dharmi log the na wah jab aakraman kiya to talwar ki yad to tu ise chak aur ya phir to gardan katwa li chakh de hamare purwajon ne gardan katwa

li lekin use akshay ko chakh nahi aaj ham paisa dekar aap desh videsh ja rahe puchte hain kya kaisa hai khae chale ja rahe hain pashuta buddhi bhrasht hoti hai aapke mangal ke liye aapse kahte hain koi bhi agar hamari prarthna maa lijiye to aap sukhi ho jaoge aap svasth ho jaoge thoda dhairya rakhiye karmon ko bahut daal hai mans mat khae yah manushyon ke liye nahi bahut sundar sundar padaarth apne liye banae prabhu ne sharab mat pijiye yah tumhen svasth nahi karegi yah tumhari buddhi ko achchhi nahi banaegi ye

nasht kar degi pehle thodi masti lagti hai phir iska parinaam jo aata hai bahut hanikarak aur nishedh kiya gaya kitna saubhagya dev durlabh manav de hi prapt hui log kahte hain bhagwan ne banaya are pyar samjh diparment alag alag hai varuni devi prakt hui thi samudra manthan se wo aphsar ko prapt hue aisa aapka swabhav nahi hai aap manushya hain wo manushya jiski devta bhi achanak dev durlabh de hi kahin gayi hai na accha bhajan pav aur svasth rahne ki cheshta karo jahan tak ho virya raksha karo brahmcharya jeevan hai aap sachchi main grahasti mein bhi ho to khilwad mat karo abhi parso satsang mein tha 18 varsh tak brahmcharya rahe pashupti ji aur phir garbhadhan kiya to savitri naam ki kanya paida hui jinhone dharmraj ki buddhi ko bhi chakkar mein daal diya ab 10 varsh tak brahmcharya phir santan dekho mahan deshbhakti bhagwat bhakti balvan paida hoga aap uski baat hi nahi samjh rahe ki aap apne jeevan ko nasht kar rahe hain manoranjan mankar grast ho chahe ji marg ke pati ko jeevan bachao jeevan

brahmcharya tumhara jeevan hai avshyakta anusaar uska prayog karo mein jo prayog bataya gaya khan-pan se hi rakho aacharan se rakho aur jaise bane waise Radha Radha Radha phir aap dekh lena aap sukhi ho jaoge aap aandit ho jaoge pakka kyonki ye ham baten padi likhi the yahan ki bhi anubhav ki kahte hain ham kuch pakshpat bhagwan ko pakshpat nahi le rahe jo ham swad mil raha hai na is ke bal se ka rahe hain nahi ham aapko khane ki kya jarur hai kyon kahenge isliye ka rahe hain ki aap hamare hain hamen jo mila hai jo anand iske bal se ham baithe hue hain is anand ki khud aap sab kar rahe ho lekin bhul kar disha badal gaye bhogo par vyaktyo par aisi disha badal gayi sachchi baat mano aacharan pavitra rakho ahar pavitra rakho naam jaap karo kisi se ashirwad mangne ke liye jeeti rod hai sidha bolne wala marg nahi bhagwat marg Sita ji T rod hai pakar lo aankh mund ke daudte chale jo kabhi nahi giroge mukh mein naam hai aacharan pavitra hai kisi se ashirwad mangne ki jarur nahi aacharan gande karo dusron ko dukh do to

chahe jahan chale jo to bhi to mangal hone wala nahi baat samjh lo mangal hone wala hai mangalam bhagwan Vishnu mangalam Garud dhvaj unka smaran hi aapka mangal karega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…