॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

thakur ji jaldi kaise milenge, kya karen ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

aur ha maharaj ji ab sansaar ka kuch nahi chahiye thakur ji jaldi kaise milenge aur mera koi prashn nahi sansaar ka koi sadhan nahi mujhe chahiye itna prashn hai mere bas pahli baat iska uttar maun hi hai na jane kaun se gun par daya nidhi reej jaate hain vish pilane ja rahi hai marne ja rahe hain us pare reech gaye param de diya jo maiya Yashoda ko diya wo Putna ko de diya pahli baat toy hai ki va kis gun par kaise ri jaate iska to koi uttar nahi hai dusri baat yah hai ki hamare jo acharyon ne mahapurushon ne unki prapti ka upay bataya hai prapt to unki kripa se hota hai wah apni karuna se adham jeev ko tatkaal tatkaal bhagwat swaroop mein sthit kar kab karuna kar de is par nahi par jo acharyon ne upay bataya hai y bataya hai shanti shanti avya kal twam virakti man shunya asha bandha samud kantha naam gane sada ruch asakti tad guna kane priti s tad vasti sthale ityadi bhavas agar aise ham bhav ko dharan karen to bahut jaldi anurag prakt ho jae va anurag se hi bhagwan milte hain bhagwan

shankar ne kaha te samaj girja mein rah avsar paye vachan ek kah hari vyapak sarvatra samana aur prem te pragat hoi main bhagwan ke pradurbhav ka hetu prem bata rahe hain aur prem is lakshan se prapt hota hai shanti shanti kahte hain jaise koi bhi aapke samne dwaand ave man aaya to fulan nahi honi chahiye apman hua to shok nahi ana chahiye koi bhi dwaand aapko vichlit na kar paye use shanti kahte hain aur shanti shabd aur thoda mahan ho jaata hai ki aapka jo apman amangal kar raha hai uska bhi mangal vidhan aap soch rahe hain bhagwan isko sadbuddhi de bhagwan inko mangal de karat ja an sahan nindak tin par anugrah kare jo aapke yash ko aapki kirti ko nahi sah pa rahe aapki ninda kar rahe aapko nicha dikhana chahte hain unka bhi aapke hriday se mangal bhavna ho ise kahte shanti aur a vyarth kalam ek kshan bhi bhagwat vismaran nahi hona chahiye agar bhagwat prapti karni hai kabahu kal vratha nahi jae santat sakal suno chit laay shri Harivansh pratap jas ek kshan tad smaran param vyakul tete ran sakat pal palkan antar jaise

jalte meen rahan sakat pal palkan antar jaise ja tad smaran param vyakul tete isliye avya kalam ek kshan bhi aapka jinki prapti karna chahte hain unke chintan se vyarth na jane pave har kshan itna kimti smaran tumhare hriday mein ban jae ki tribhuvan ki raj lakshmi dene par bhi jo adhe pal ko prabhu ka vismaran nahi karta wahi maha bhagwat kaha jaata hai to avya kalwan tisra virakti kahin koi lagav na rah jana kahin rag na rah jana sharir abhiman ke karan indriy janny bhogon mein aur sharir sambandhi mein

sukh ki bhavna se rag ho jaata hai dukh ki bhavna se pratikul bhavna se dves ho jaata hai mul hai rag isiliye kaha virakti kahin bhi tumhara rag nahi hona chahiye tribhuvan mein ek bhi koi vastu vyakti sthan aapke asha aur bharosa ka kendra nahi hona chahiye ek bharoso ek bal ek as ek vishwas ek Ram Ghanshyam ta chatak ye bhagwat prapti ki baat hai kaise bhagwat sakshatkar ho y theek uska bilkul mahapurushon dwara sthaapit kiya hua y marg hai shanti atyant sahnseel dusron ka mangal banane wala arth kalam ek kshan bhi bhagwat vismaran na hone pave virakti kahin bhi kisi se koi asa bharosa nahi ek matra apne aradhya dev se bhagwan ka das kisi anya se as kar hi nahi sakta ab yahan aur koi asha hi nahi keval aapse milne ki asha hai man shunya jab aap y teen dharan karenge to aapko man milna prarambh ho jaega aur agar man sweekar karte hain to de man phir pusht ho jaata hai bhagwat prapti mein badha par jaegi isliye gita ji mein nirman moha jit sang sabse pehle man tyag ki baat

kahi gayi nirman man rahit hona virakti man shunya kaisa man bhagwan ke swaroop hai maha prabhu chaitanya dev kah rahe hain na dap suni chan tarona amani na man den dusron ko man de swayam amani goswami ji kah rahe sahi man prad aap amani vyakti man shunya asha bandha dridh asha lag jae ki mujhe isi janm mein bahut jaldi bhagwat sakshatkar hoga yah asha kisi ke bhi kahne se na tode tumko kahan bhagwat are bada bilkul nahi asha bandha nischit bhagwan mujhe milenge ye asha dridh kar le jo samud kantha naam gane sada ruchi utsah purvak jaise koi garib aadmi dhan kamata hai over time bhi usko utsah rahta hai 12 ghanta to kar liya hai aur aur do ghante kar lete itna mil jaega aise utsah aisa lobh naam jap mein nirantrta naam samat kantha naam gane sada ruchi ruchi ke saath nirantar naam japna asakti st guna ne apne aradhya dev ki charcha karne ka nasha ho jae asakti ho jae jahan unki baat shuru ho sunne aur gane mein aisa lage jaise amrit pan kar rahe hain tav katha matam aapki katha amrit mein bhagwan ne bhi

kaha hai bodh anta paraspat katham cha ha tushyanti cha Raman mere mein hi raman karen mere mein sant meri varta paraspat karen asakti tad guna khane aur agla priti s tad vasti sthale jinka ham aradhan karte hain unke leela kshetron mein hamari priti honi chahiye ham shri Krishna upasak to phir braj chau kosh hamara jeevan ban jana chahiye rahe kahin bhi lekin ghar jahan hota hai uski yad aati hai na jaise bhartvassi videsh mein rah jake to yah baat to usko rahega na ki bhartvassi hoon main amuk pradesh ka ho to apne

aradhya dev ki leela sthitiyon mein jahan jahan bhagwan jo jo leela kiya hai wah hamari asakti ho jani chahiye waha ham ho sake to pura jeevan vyatit karne ki than le aur na ho to asakti to ho hi jae braj ka naam sunte hi romach ho jae mere pyare ki leela bhumi hai agar yah lakshan hai to bahut bahut jaldi anurag prakt hoga aur bhagwan ka sakshat ka anurag milan Raghupath binwa anurag se prapt hota hai baka wo kabhi bhi yah hamare liye niyam unki prapti ke liye lekin wo kab kisko mil jae koi niyam unke upar nahi wo kabhi isiliye sabse badi jor ki baat hai ro ro ke pukarna rudu su sharam rajan Krishna darshan to tasa Mahavir bhu chhori isam mano Pitambar dhara wo usi samay to yahi prarthna hai ki jaise bane waise acharyon ke siddhant se chala jae aur ro rokar unko pukara jae ki aap mil jao meri samarth to nahi hai main sadhan bal ka dava to nahi kar sakta par aap karuna samudra ho aap mil sakte ho prabhu aap mil lo bahut janmon se bichhu ra hu ab milne ki chabi aapne di hai to milan bhi

aap hi karenge aap mil lijiye phir bhi maharaj ji aap bhagwat kripa prapt hai aapki drishti se ji hamlog prabhu samjh nahi pa rahe agar pita ke hriday se pocho to jaise sab bete usko pyare hi hote hain par jo beta pita mein aasakt hai va aisa lagta hai anya logon ko ki pita ka is par vishesh dular hai par sahi pocho to agar uske dil ki baat pocho to sab mam priy sab par mori barabar akaal prabhu le sudam sarv bhuta samasth bhut to bhagwan sabko barabar pyar ba antar yah hai ki ham apne pyare ke pyar ko pehchan le ham pyare ke sanmukh dekhe ki mujhe pyar kar raha hai wo pyar kar raha hai udhar ham thoda pith kar liye idhar dekhte hain isliye kam samjh mein aa waise to bahut kripa ham sab par hamare prabhu ki hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…