॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

manokmana purti ke liye mandir me sona-chandi, uphar chadna theek hai ya nahi ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

aman Sharma ji Rajasthan se Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein koti-koti pranam Gurudev manokmana purti ke liye devi-devtaon ke mandir mein Soni chandi ke chatra uphar savamni karna aadi theek hai ya nahi maharaj ji kripya margdarshan karen ki prabhu ki di hui sab vastu hai prabhu ki seva mein jo arpit ki ja rahi hai uttam bhav hi hai kamna se ho ya nishkam bhav se ho kisi bhi tarah se jitne bhi devi devta hai sab sacchidanand prabhu hi bane hue dusra koi nahi kisi bhi

bhav se jude bhagwan ne aarti ke liye koi sampatti pratap ke liye koi bhagwan ko jan ke liye koi bhagwan mein avaidh bhav se sthit parmanand ka anubhav kar rahe kar prakaar ke bhakti batayen to agar koi kisi bhi devi devta ko Swami maa karke chatra chamar bhog raj phool bangla poshak bhagya dhanyavaad chal kapaat dwara chori dwara to nahi kar raha hai aisa hi karna dhire-dhire usko nishakmata ke marg mein le aayega kyonki satya nahi hai sab koi dehab himani vritti se sa kamta mein hi vicharan karta hai koi birla hi aisa hota hai swaroop disha karke accha sthiti mein sthit ho jae isliye koi usmen nishedhatmak bhav to hai hi nahi par haan apne dharm ki kamai se mehnat ke dwara jo shastr virudh aacharan karke papa charan se kamai ki gayi usko devi-devta sweekar nahi karte kyonki wo sab sato tatv mein satya tattvo mein sthit hai aur ye tamsik raaksasi vyakti dwara kamaya gaya dan wo aap main ki seva hai lekin seva nahi hai wo arpit nahi hai kyonki devi devta sab bhagwat swaroop hain aur

wahan bhav ki pradhanata hoti hai aapne jo sharm samarpit kar rahe hain dhanyavaad se ki hai prabhu ya hai maa ya kisi bhi jo aapne aradhyamana hai aapki kripa se ye jo mila hai wo aapko samarpit kar rahe hain aapki seva mein yah bhav to ae gaya lekin agar dharm aacharan karen papa aacharan karen phir soch ki aisa wo pavitra nahi karega wah mana nahi jaega aapka satya vridhi dwara kamaya hua jo dhan hai sampatti hai wo kabhi sadbhav prakt nahi kar sakta hai isliye jo apne dharm ki kamai se aisa karte hain wah pranam yogya hain bhale kamna se karte hain kyonki jarur se chahte hain na to prabhu kamna bhi purti karte hain aur nishakmata ka gyan bhi de dete hain jaise jaise prabhu prasad jo aapko mila hai to aapke andar usse vairag utpann hoga wo swayam gyan dete hain jaise gardan ji maharaj patni pratap ke liye bhagwan ki tapasya ki 10000 varsh bhagwan prakt hue unhone manga mujhe mere anurup patni mile devbhut ji prapt hui unko aur yah nahi manga ki aapki pratap ho aur bhagwan swayam apni taraf

se kapil bhagwan ke rup mein utri to kar unko shankar yog ka gyan diya param padmya arun hone ka marg diya to aise hi jo bhagwan se mangta hai to uske saath bhagwan ki karuna hoti hai jiske uske andar gyan vigyan ka prakash hota hai bhagwan se kisi bhi bhav se jude dekho jo bhagwan ko apne stan mein jahr lagakar karne ke uddeshya gayi usko param pad mila agar bhagwan ko pyar se doodh paylat hain to dves krodh hinsa vritti lekar gayi thi use jo Yashoda maiya ko gati wahi bhagwan ne patna ko gati thi sheeshpal gali wakt tha jaise ved ka stotr gane wale nirantar manan karne wale munio ki param gati vaishyapal ki gati hai agastya bhagwan ke pida pahchane ke bhav se gaye unka param pad mila to jo swarn ka abhushan ya jo bhavna anusaar arpit karte hain bhale sa kam se to kya unka patan ho jaega kya nahi kisi bhi tarah se bhagwan se judna prabhu se judna ma mangalmay bhagwan mangal bhavan hai aur jitne devi devta hain yah sab bhagwan hi bane hue hain yadi yah bhav ae jae ki swayam bhagwan hai nischit kalyan

ho par jab hamko ek simit shakti ke antargat dekhte hain koi devta hai na uski ek simit seemaen shakti ki wo lokpal hai to uski utni samarth the lekin bhagwan maheshvar hai anant samarth sale to jab simit bhav karke kisi devta ka aayojan karoge to tumhari tapasya ya tumhari seva ke anusaar hi pal milega jaise vyapari ki dukan mein jo ₹100 hain to aapko utna hi milega aise devi devtaon ke dwara jo diya jaata hai wo nihit shakti kyonki aapne unko bhagwan nahi mana agar sakshat bhagwan le jab kutte mein bhagwat sakshatkar kar liya namdev ji ne to phir kisi bhi devi devta mein jo bhi hai aur sacchidanand bhagwan hai bas phir wo kali hi krishna dikhayee dene lagenge sham mein wahi virajman hai to kisi bhi bhav se ham bhagwat bhav mein jude ki sakshat prabhu hi jitna bhi chala chal rup hai kahani ek jagah maa le jaegi chakanta ya nishakmata nishakmata aise nahi ai hai jab tak agyaa rahat hai to kamna rahti hai daya abhimani ki kamna bani hi rahti hai ye agyaa guru kripa se nasht hota hai jab

shastr swadhyay gurujanon ki aja mein rahna guru prdat naam mantr updesh ke anusaar chalna to ahankaar dhire-dhire unke charnon mein samarpit ho jaata hai jahan ahankaar samarpit hua to tan vani chintan sab badalne lagta hai phir jo anand ki anubhuti hoti hai is mein nishkam ta ai hai nij sukhwin maa hi ki tera jab tak atmanand ka bhagyadanand ka anubhav nahi hota tab tak nishtha vani se bhale babli jae bhagwat prem nahi hota tab tak kamna pind nahi chhodti to usko apna ko jod do pura karen ki na

karen agar pura karte hain samjh gaya

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…