॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

aajkal bahut pakhand ho gaya hai, samjh nahi aata kaun sacha hai kaun jhutha ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

Sunil kumar ji hanumangadh se pranam maharaj ji sadar charan sparsh maharaj ji aajkal media aur social media mein tarah-tarah ke galat vicharon aur pakhand ka chalan sa ho gaya hai ki puja path aise karo ye puja-path ka sahi tarika nahi hai aap aise karen ye sahi tarika hai aur channel aur logon ki alag-alag vichardhara hai jisse ki brahm paida hota hai kya sahi aur kya galat hai aur sabse bada dharm sankat jab paida hota hai mata-pita in sab kemon ko karne ka ko kahte hain ki sahi marg to bhajan marg bhagwat marg hai to is dharm sankat ki sthiti mein kya karen kaise iska samna karen ki inko pata ga gaya ki bhajan sahi hai bat mata-pita ya rishtedar ka rahe hain ki aisa karo yahan chadhai yahan ismen kisi ki salah nahi mani jati param sneha pita aap Prahlad vibhishan band bharat matri guru mangalkari dekho bhaiya antar se jab anand ki anubhuti nahi hoti log natak karne lagta hain kyonki ji marg mein chale usmen to chal nahi pe andar ke mal khajana ka pata chala nahi to bachchha bahari sukh ab uske liye nautanki

natak shuru ho jaata hai ab yah baat tumhari buddhi ke pair ki baat hai to tum jaan pate nahi ho aise aise baten boli jati hain aise ki bahut gussa lagti hai kya tum apna bhi nas kar rahe ho aur anugamiyon ka vinash kar rahe ho tumhari pata kaun se durgati to mein hogi aap gaye aur aur ham baithe pravachan kar rahe hain to aapke andar astha aur shraddha hai aap bhav lekar aae ho ki hamare jeevan ki sudhar ke liye ek mahatma ka sangh mila hai uske vachan hamen satya prakash dikhange sat marg dikhange aur ham

sal bharat vachan bole aapse kapaat bharat to sabse pehle durgati hamari hogi aapki to ho hi jaegi kyonki kusang ho gaya galat to isiliye bahut thoda soch samjh ke satsang pehle kisi bhi satsang mein jae dur baithkar sun kai bar aacharan dekhen vihaar dekhen khub andar se bahar se petrol le yahan baat keval hari ki hai to phir baithe nahi to dur hai unko khud bharosa nahi uska hamen bharosa dilane chale ho tumhen khud raat ka tyag ne hamen bairagi sikhne chale ho tumhen khud hari se apnapan nahi hamen hari se

apnapan karne chale bahut kadva lage gaye baten sabko lekin ham aapko satya ka rahe hain lakho mein koi birla ek hota hai jo shat marg mein chalne wala hota hai lakho mein koi birla hota hai tumhara jaise bane Ram krishna hari naam lo tumhara mangal ho jaega in sab jhooth bakwason se kuch nahi hone wala hai kuch tel chadhai bhagwan se vimurkh aacharan karo sukh mil jae to bata dena aur ek bund mat chalao Ram Ram Ram Ram krishna krishna koi tumhara bigad de to main bata dena ki main samjhe nahi ae raha hai yah sab bhagwan ke parsad hain jitne navgrah hain jab aap bhagwan se vimurkh rahoge gande aacharan karoge to chahe jo kuch karoge tumhara nasik karenge aur sahi dhang se chaloge to chai jitna bure sthan par baithe honge kuch nahi bigad sakte ki baat kahte ki bachpan se imandari se chale itna bhi kahani bhagwat kripa se koi drama 105 varsho se achhche se karen to yah chhah akshari hai sabse do jati jo kya bol rahe ho kya sun rahe ho kya dekh rahe ho lakho ko use dur ki baat bata sakte hain bhagwan ka bhajan kar

rahe to hamari baat maa lo koi log lalach vas nahi kuch kisi ki samarth rahe aap aae aur aapka kam ban gaya to aapko laga Baba bade siddh hai chamatkari to vastvik aap kasht sahkar aae sant bhagwat bhavna ki to ye aapka purni ban gaya na sant drishti patr to aapka hi karm to aapke kalyan ka karya bana koi kisi ka kalyan nahi kar sakta kalyan ka marg ham bata rahe hain aap na chalo to sab bekar hai ab aap maa lo to aap hi uske mukhya dhanyavaad ke patr hue jo aap galat baten chhodkar achhche marg mein to

ye to sab log dimaag mein baitha lo main kalyug hai age aur pareshani baadh jaegi sahi rasta nahi milega bhagwan ke marg ka ab wo ek dham mein the to ek ne kaha ki ham bahut pareshaan hain ek jagah gaye the to 5000 rupaye ki ghode ki anguthi nal ki anguthi aise nahi tab to ghoda par brahm ujala chahiye ya uske nal mein itni takat hai ki tum anguthi pahlu dukh rahi to jae to vichar roz ek kam ek joda jaata hai aur roz sante chalte hain uske aur dauda saikdo kilometer to uska dukh dur ho jae are dimaag kharab hai ghode ki nal tumhen nahi theek par Radha to bahe hi dikhave mein accha aajkal logon ko vishwas bhi nahi hai jaise ham aapko sidhi baat bata rahe na koi fees nahi koi phorma nahi bharna koi dan peti nahi koi maang nahi aap sammaan se aao baitho aur sat shastron ki baat jisse aapka vastvik param mangal hoga to aapko lagta hai yahan koi jadu giri to hai nahi chamatkar to hai nahi hai yah to aise pravachan karte rahte hain jo sansaar mein yah to aapne bhajan marg ki baat bata di jinko bhagwat

pratap karni hai jo sansaar mein fains hain dost bilkul is baat ka gyan nahi ki bhajan bhi karna chahiye unko tatkaal dukh aaya aur uska nidan unko chahe kaise bhi mile to isliye is uddeshya se wo kahani bhi jaate hain aur wahan uska nidan dukh ka nidan nahi mil sakta kyonki usmen usmen samarth nahi dukh nidan karne ki dekho koi bhi jo dukh aata hai wo purv ke paap karm se aata hai agar thoda bhi adhyatma jante hote to samjhte ho ki purv ka paap karm hi hamare dukh ka srijan karta hai to jab ham kahani jaate hain to jaise tirth gaye ya bhagwan ke mandir gaye ya sache santo ka song kiya to usse hamare purv papon par prhar hota hai uchh hote hain to dukh mitana prarambh ho jaata hai aur aisi jagah ham gaye jahan hamari aur buddhi malin ho jae to bhala dukh kaise ab ho sakta hai aisa sanyukt ki aaj 12:00 baje se aapka wo dukh sampann hone wala hai aur aap subah aap pahunch gaye aur unka jo theek ho jaoge aur aap theek ho gaye ab aapko vishwas ho jaega ki amuk vyakti ne kiya aisa nahi tha agar

12:00 baje tak tum wahan nahi pahunchne to apne aap theek ho jaate hain kyonki kam chal raha hai uska koi kisi ko dukhi ya sukhi nahi kar sakta hamare karm hi hamko sukhi dukhi karte ismen pakka samjh lo chahe jahan bhag ke chale jo agar ek vyakti hamko aisa labh hai ki ek bar ashirwad dene ke baad pura jeevan ho gaya usne kabhi dukh ka muhn nahi dekha kahani se bhi kisi ka bhi anuyai ho ek vyakti lo tatkalik ghatna tatkalik vartman dukh ka shravan tukka panka nahi ek aadmi hamen le aao Puri srishti mein ki ye unka aadmi hai aur ji din se ashirwad diya bas karorpati banta chala gaya sari sukh suvida charan chhum rahi hain aur kabhi yah to sab bahut chhoti baat hai bhagwan ke avatar dattatrate ji hain apne suna swayam bhagwan ke avatar hain dattarey aur avdhuton ke guru hain paramhansa ke avdhuton ke guru hain aur aradhna ki shastr bahu arjun havasi aradhna karke prasann kar liya unki prasannata se usko bahut si siddhiya prapt hui 88000 tak jawan ra kar vishyon ka bhog kiya 88 hazar

varsh tak koi bhi vaibhav uske ishwar ki kami nahi thi hua kya sarvnash kar diya unhen bhagwan ne jo datta ji ke rup mein the wahi parshuram bhagwan ke hi to avatar hai na kahan lalkaar lalkaar ke pure vansh ko kat kat ke aise pahar laga diye unke ham aap samjho yatra teji jaise mahayogi ka avdhut ka sangh karke wo bhi sahi bana raha wo itna niche harkat kar gaya ki ye brahm rishi ki hatya kar di matlab samjhna padega dukh hai nivitti seedhiyan se bhi nahi hoti dukh niti ekmatra bhagwan ki pratap se hoti hai jaise kevat jab bhagwan ke charan ho raha hai na to bhagwan baad mein dete na kuch to ka raha hai charan saroj pakaran dhaga tumhen taklif hai paise dete ho jana hota hai dawai khani hoti hai operation karna hota hai aap usmen theek ho jaoge agar chal kapaat wali bhasha ho to baat alag hamari atma ho aap agar aap sahi dhang se chaloge to vastvik tumhen dukh sahne ki samarth ae jaegi aur tum bhagwat pratap ke yogya ho jaoge to yah kalyug ka kuch aisa age samay bhi aayega aur badhkar ki satya baat bol nahi sakte satya

baat koi sunne ke liye tayyar nahi hoga kyonki satya marg mein chalne ki kshamta hi nahi ra gayi hai yah galat dharnaen baadh rahe hain nahi baadh rahi dekho accha hamari bahan hamko kitna pyari lagti hai bhaiya kahkar jab hriday se lage aur wahi dusre ki bahan tumhare samne padti tab tum kaisi drishti se dekhte ho kya vihaar karte ho aur sharm mil jae to raksan ki tarah mar dete ho yah kya buddhi hai yah kahan sukh abhi kahani bhi bhag ke tribhuvan mein jae inko kahani sukh milega tribhuvan mein kai vakya chale jae to isliye aur kya hota hai ham log thoda vivekheen ho rahe hain isliye pakhand ka badhava de rahe hain bhai chamatkar hai jaise hamse koi chamatkar dikhao dekho tumhari bah pakar lenge dukh se nivitti kar denge dusra koi upay nahi hai apni vasna ki purti ke liye is bes ko rakh liya gaya mauj masti se chale to ab itna rupya dijiye tab phir agar aise rupya dene se satya vastu ki pratap hoti to matlab satya vastu apne logon ko milti hi nahi log kharid lete satya vastu kabhi

rupaye se nahi milti dhyan rakhna yah pakka samjhna rupesh se agar tumhen jo bhi mil raha hai satya vastu pran samarpan karne se milte hain ab yah pehchan kahan tumhare andar hai satya vastu pran samarpan karne se milti hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…