॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

logon ki baten man mein chubhti hain aur andar ghumti rahti hain, phir dukh hota hai !

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

hasini ji Delhi se Radhe maharaj ji Radhe Radhe aapke charnon mein koti koti pranam bhagwan mujhe bhagwan mein pura bharosa hai mujhe kabhi-kabhi paristhitiyon se logon se dar lagta hai logon ki boli hui baton ko main apne man mein se nikal nahi pati is wajah se man mein vicharon ki ek chain si bani rahti hai jiske karan man bahut ghabrata hai aur bahut dukh pata hai to main is avastha mein kaise vijay pra kya hai ki vivek ki kami hai jo man hamen bandhta hai na ye kalpnatmak bhi bandh sakta hai bina kisi vyakti vastu sthan ke bhi ye bina kisi ke bhi ye bhay ki rachna kar sakta hai andar hi andar ye bina kisi baat ke bhi baat rachna kar sakta agar aisa ho gaya to phir to jeena mushkil ho jaega phir kya wo matlab aapko aise vishad mein paida kar dega jahan koi avsar nahi vishad ka wahan bhi vishad kara dega kyonki vivek nahi hai agar vivek hai to phat se kaat dega jahan wo chan banana chahega na phat se kaat dega agar aisa hoga to bhagwan hai na wo raksha karenge agar yah nasht ho gaya to dusri vyvastha

karenge anant brahmand ki raksha karte hain hamare sarv samarth bhagwan hai wo turant kaat lega ab itna aashray hai nahi satsang ka abhi rang chadha nahi to vivek rupi kaichi sahi hai nahi to kaat nahi pati agar vivek ek kshan mein kat jaega koi koi ghanta mein kaat pata hai koi din mein koi jeevan bhar banae rakhta ye wahi aadmi hai jisne mujhe diya tha jeevan bhar banae rakhta hai aur koi ek second ek second mein kaat diya na na iska koi dosh nahi hai mere kisi avgunnon ka sudhar karne ke liye paap ka nash karne

ke liye bhagwan ise prerit karke galiyan de aa rahe hain mangal bhavan jo kar rahe hain accha hai pra nikal vivek le kya gaya aur agar vivek nahi hamne to kuch bigad nahi tha isne gali diya kabhi to avsar aayega jab milogi zindagi mein to tumne 10 diye na 100 denge tumhen ab wo pakde baitha hua hai ab vivek hai to ek second mein kaat diya to yah jo chintan hai yah tabhi sudhrega jab bhagwat chintan ho isiliye ham kah rahe sabko agar sukh ki chah hai to naam jap karo dusra upay koi nahi hai yah tumhare kisi ke ashirwad se phal phool dene se jantu mantr bandhne se kuch nahi Radha Radha Radha Radha achhche aacharan karo koi bhi tumhare saath jo pratikul vihaar kar raha hai to bhagwan dekh raha hai jahan tak ho tahan tak apni buddhi usse bachne ka upay karo nahi hai to aise ho jao he bhagwan aap dekh lo ham to asmarth hai to bahut samarth hai wo sab dekh lenge bhay kyon karna hai agar ham bhay karte rahenge to iska matlab bhagwan ka aashray nahi hai bhagwan ke ashrit mein nirbhayata badhti hai kya ham akele ja rahe agar koi

mila mara to to wahi bhagwan hai na hamari raksha kar lenge nischit aapne vishwas kiya hai bhagwan raksha kar lenge agar koi bhi ka koi se bhari samasya hai to bhagwan ke liye koi samasya hai kya to bas agar bhagwan ka aapne aashray nahi liya to sab samasya hi samasya hai jisko ham pati kahte hain pran pa kahte hain waisi paristhitiyon mein uski buddhi ho jati ki apne parivaar ko jahr de deta hai aisi paristhiti prakt ho jati hai ki jo pri se prijan sambandh vikshit kar lete hain jinke sahare hamne jeevan katne ki koshish ki wahi hamen chhod dete hain ye kya hai pha bhay hi to hai na agar bhagwan ka aashray sam mein bhagwan ka bhav karo to agar aisi sthiti bhi aayegi to aapne bhagwan ko pakda hai jaise Meera ji ke prati rana ji ka sharir pura hua unse kaha aap apna suvag ujad hamne inke liye suhag bhara hi nahi tha yah to shri Krishna ke liye tha hamare Giridhar avinashi isliye mera suhag avinash ab bina bhagwan ke aash mere jo hriday ki baat aur santo ki baat aur shastron ki baat bina bhagwan ke kisi ko

swapna mein bhi sukh nahi mil sakta pakka samjh lo ab chahe aap use sweekar karen ya na sweekar karen ismen aap swatantr ho bhagwan ne bhi aapko swatantr mein kiya hai agar aap sweekar karo to theek hai na sweekar karo to dusra bhi bhag hai wah to sweekar karna hi hoga adharm aacharan karoge uska dand milega aapko yahan se lok parlok sab mi wo to sweekar karne ki zaroorat nahi to milega hi agar idhar sweekar kar liya to nasht ho jaega tumhen anand ki prapti hogi bas yah baat samjhna hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…