॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #344 · 20 october 2023

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

nitin Goyal ji maharaj ji Radhe Radhe aapke charnon mein koti koti pranam maharaj shri prabhu ne srishti ki rachna kar di parantu dukh ki rachna kyon ki prabhu ne srishti ki rachna nahi ki prabhu srishti bane hain vasna su devasya vasit bantam sarv bhut nivas sm Vasudev namostute bhagwan ne apni ichchha prakt ki ved kahta hai ek ko ham bahu shyama aur wahi fail gaya jad chaitanya ke rup mein bas tumhen dukh isliye mil raha hai ki tum bhul gaye ho apne swaroop ko bhul kar ke manav deh ko main man kar ke bhogon mein vichran kar rahe ho manmani aacharan kar rahe ho to pyare khet mein bamuvi aisa hua hai ki bhai boya to tha bamal lekin dag chhuhara khane ko mile agar aapke karm bigad gaye to avashya mein bhogat bam kritam karm shubha subham bhagwan ne dukh ki rachna nahi ki hai bhagwan ne to sukh ki rachna ki hai tum bhagwan ke ansh ho to dekho likha ishwar ansh jeev avinashi chetan amal sahaj sukh rashi tumhara swaroop sukh rashi hai tumhare swaroop mein abhav hai hi nahi aur sharir kabhi purn ho hi nahi sakta ye kamnayen hi

kamnaae to sharir mein main ko sthaapit karne ke karan apne swaroop ko bhul gaye isliye ab dosharopan hone laga ki bhagwan ne aisa kyon kiya ho kaun tum ham aapse poohe aapka prichay aap kaun ho to aap kya uttar doge prabhu ken usko kya bhav hai sacchidanand hai wo to nainam chhindanti shastrani nainam dhaat pav ka nachan klen tya pon shati maruta agni ki takat nahi use jala de kisi divyastr ki takat nahi use chhed de vayu ki takat nahi ko uda de jal ki takat nahi phir us ko dukh kaise ho sakta hai vani se to bol diye bhagwan lekin aap ho dev mein tabhi aapko chinta aur shok aur kamnayen aur bhog vasna en jala rahi hain andar se aap dekh lijiye abhi tak jalati rahi hai ab bhi hain in dushmanon ko bina raunde sena mehnat karti hai tilak raja ka hota hai indriyan man buddhi aadi ye galat marg mein ja rahe hain inko satya mein sthaapit kar do aap raja ho abhi aap swarajya par sthit hote hi sab dukho ki nivitti ho jae kyonki aapko koi dukh chu nahi sakta srishti mein paida nahi hua dukh jo aapko

chu sake aur bhagwan pehle kah rahe ki dekho is kamre mein jaoge to iska naam hai dukhal ham sansaar ko kya likha hai dukhal asha swat medical store mein jao bolo 250 gram jara rabri dena to aapki taraf dekhega kahega dimaag theek hai aapka kahega ki nahi kahega to aapko kyon dukan to hai bole dukan hai lekin dawa ki hai to is sansaar ka naam bhagwan ne kya rakha hai jante ho iska naam jante ho is sansaar ka kya naam hai mrityu lok mrityu mane marna mane kasai wala siddhi vad siddh baad kasai vade

mein jitne pashu hote hain na unko bhi dana chara diya jaata hai number par katta hai aise hi number ane do vidhvans kar dega koi bhi ho mahatma ho chahe duratma ho is sharir par uska prhar hoga agar ji ji sharir se rahit ho jao to kal ka koi prabhav nahi tum kaalatit ho tum avinashi ho chaitanya ghan tumhen koi mar hi nahi sakta aur ise koi bacha nahi sakta chahe jitna bada tapasvi ho kyonki iska nash aur sambhwi hai ye marega ye jaega ab dukh kis baat ka agyaan ka kamnao ka aisa ho jaata to

theek hai yah mil jaata to theek hai ye bhog leta to theek hai isi ka naam avidya hai yahi dukh hai to bhagwan ne to pehle likh di diya dukh khaliya mastam ab waha aap gaye bole hamen sukh de do to wahi dasha hai jaise granthalay mein ya medical aushdhalay mein jakar ke aap mithai mango iska naam dukhal hai kisko jo bhagwat vimurkh hai aur jo bhajan karne wala hai to dason dishaein uske liye maha sukhmay ho jati hain bhagwan ka naam mangal bhavan hai naam japoge bhagwan ke ashrit rahoge ashrit ka matlab jante ho kya hai bhagwan ke virudh aacharan na hona kahlata hai sevak wahi jo Swami ke virudh aacharan na kare shri Krishna anukul pratikul varjan ab aapko koi dukh ho to batao hamen koi dukh hai kya dukh kisko hota hai man ko hota hai man hamara jahan thikane mein lagna chahiye thade baithe pare uta Kabir ka ham ray thikana thikane par hai pakka na mrityu ka bhay hai na rog ka bhay hai aur kisi ka koi bhi chah nahi bhay nahi aise mast rahte hain kyon kyonki man prabhu ne le liya agar man doctor to gendra se alag karva de

aushadhiyon ke dwara use behosh kar de sara khel man ka hai tv gendra to hai hi lekin wo sparsh iska gun hai tv gendra ka us gun se man ko alag kar diya matlab shunya kar diya wahan man ka pravesh nahi ho pa raha ab chahe kaat dalo aap operation tabhi to hota hai to socho jab ek aushadhi mein itni takat hai ki yahan se wo usko dukh rahit kar degi utne samay tak jitne tak audhi aur hamara man yad bhagwan mein lag gaya to pure sharir ke dukh ka koi prabhav nahi parta bhagwan kisi ko dukh nahi dete haan kheti de di hai karm kshetra ab dukh bhoge to dukh milega dukh paap karm se milta hai adharm se milta hai achhche karm karoge sukh milega waise aapko dukh sukh se koi matlab nahi hai aap sukh swaroop hi ho par apne ko bhule ho isliye aaj bahut log gyan bagte hain yah wo aisa vaisa sadhe teen hath ke apne hath se nap lo sadhe teen hath ke sharir mein rahte hue aap kitni ayu ke ho 45 45 varsh mein aapne ek bar bhi apne ko nahi dekha ek second bhi aap apne swaroop mein nahi aae darpan se dekh ke isi ko apna

mante rahe swaroop kyonki swaroop mein hone par netr drishti vani chal sthiti vachan wo hota hai jaise doctor hota hai na peeliya hoti hai u batane ki zaroorat nahi peeliya netron se dekhta jawan dekhta hai va davar nischit kar deta hai aise hi bhagwat prapt mahatma ki drishti se pata chal jaega ki haan kahan sthiti hai ab batao kitna gyan hai kya gyan hai bahut bada makan hota ki bhai do char kilometer mein hai to ham aaj tak dhund nahi paye sadhe teen hath ka sharir hai aur iske andar aap hain aur yah aap hai nahi aap kaun hai jab itna hi nahi aap apne ko nahi jaan paye to kya brahm ko janoge kya bhagwan ko paoge kya janoge jaise ho na bahut buddhiman bahut shastr vetta to hamko keval itni baat bata du ki sharir mein rahte hue ek bar bhi aap apne se mile apne ko dekha wahan dekha le darpan mein dekha isko mana apna bas yahi bhul mitane ke liye yah adhyatma marg hai aur jis din apne ko jaan jaoge us din bhagwan ko janna nahi padega kyonki aap bhi wahi hain dusre nahi hain

pakka 100% jeev shabd isiliye kaha gaya hai ki sharir se aapne apnapan kar liya anytha aap wahi hain wahi dusre koi nahi hai isiliye jab jis mahatma ko bodh hota hai to wahi dekhta hai sarvam lamdam brahm bhagwan ne gita mein ka bahu naam janm na vante gyanvan mam prapadye vasudeva sarma sam atma su durlabh jo sarvatra Vasudev ka darshan karta hai aisa mahatma durlabh hai to hai na Vasudev aap bhi to usi ke ansh ka matlab samjhte ho ek chamach lo Gangajal to kya bologe ismen kya hai Gangajal to bologe ek tanker bhar lo to Gangajal bologe aur ganga ki dhara ko to kya bologe ganga jal to bologe to purnat purn mud chate purnas purn madae purn meva vashya us purn paramatma ka ansh bhi purn paramatma hi hai dusra nahi ab batao kaun dukh de raha hai kisko dukh de raha hai aap dukh ko pakar kar ke bhog rahe hain dukh nahi dukh aapko chu nahi sakta aap chhod do dukh sharira abhiman chodo galat aacharan chodo abhi nach padhoge itna dukh diya ja raha hai prakt mein mera charit padh ke dekho aur nach

nach ke kah re payo ji payo maine Ram ratan dhan payo vastu amolak di mere satguru nis din badhat savay isliye sabse prarthna karte hain ki yah vyasan yah gandi baten jo aacharan mein aa rahi jinko tum sukh ke labh se kar rahe ho kabhi sukh dene wali nahi grihasth dharm mein ek mariyada banai gayi hai jab tak byah na ho brahmcharya ka palan karte hue jab pani grahan karo to sanyam mein ho jao usi se aap apne grah dharm rupi puja bhagwan ki prasannata ke lekin yahan aap samjh hi nahi rahe ab to aisa vihaar badalta chala ja raha hai ki bolne ka man nahi karta hai ab batao va kaise grihasth achhche baenge jinke char boyfriend hai ya jinke char girl friend hai aaj ke naye naye bachchhe jo ate hain wo sab batte hain ab batao kaise wo ek achhche grihasth baenge kaise unmein dharm mariyada rahegi ek indri Rasendra hai agar aap isko hotel ke alag-alag chat khwa denge na phir isko apne ghar ki roti daal achchhi nahi lagegi dhyan rakhna aisi sab indriyan hain bahut chanchal hai aur vyat mat karke aapko bhogon mein laga dene wali

hai ab wo ham baad mein kahe ki hamen dukh mil raha hai hamen pareshani ho rahi to aapne bho diya vyabhichari kabhi sukhi nahi ho sakta vyasni kabhi sukhi nahi ho sakta mansahar karne wale ka hriday kabhi shant aur aandit nahi ho sakta kyonki atma bal hin kabhi shanti nahi prapt kar sakta mana tum sharir ko mota kitne din kal ka ek tamacha lagega sab bikhar jaoge dusre hazaron pashu ke mans kha kha karke tu apne sharir ko balvan bana rahe ho lekin kal ke age nahi bole accident hua bole waise hi phat gaye jaise kakdi phat gayi kyon tum nahi ho bhuj gaya gaadi mein pare pare bhuj bhuj ke khae na to usi mein bhuj dega kal usi mein bhagwan nirday nahi tumne nirdayta ke karya ki wo tumhen phal mila nahi to sachchi kahte hain aapka aparadh na ho paap na ho to aap kahin se bhi nikal jae na koi saanp dasega na koi kanta lagega aur aparadh hai to mahal mein bhi wah aake kaat jaega mahal mein akar aapko dand de jaega isliye aparadh rahit jeevan hi sukhi jeevan hai ham logon ne aise-aise aparadh kiye jinko koi nahi

janta aur abhi koi dand nahi mila aur koi prachit nahi mila wo phal phool rahe hain samne aaenge to aapko parast kar denge isliye ham sabse prarthna karte hain sukh ke lobh se papa aacharan mat karo yah vyabhichar y vyasan yah mans pana yah dusron ki hinsa karne ka swabhav aapka nash kar dega chahe jitna dhan ekatrit kar lo tum kabhi sukh aur shanti prapt nahi kar sakte to yah dosharopan to kabhi mat lagana ki bhagwan ne dukh kyon racha accha bharat sarkar ka yah department jo aapke samne baitha hai yah tumhara dushman hai ya mitra hai aap vichar karke batao mitra mitra hai kyonki jara si zaroorat hone par ye apne prannon ki parvah nahi karte kud padte hain aur yahi jab ham adrma aacharan kar dete hain to ye shatru vat vihaar karte hain karte hain ki nahi karte aise hi pura department bhagwan ka hai sampurn sansaar ka sab tumhare hi taisi hain aap dekho sahi chal kar ke wo har jagah support dene ke liye aapke khade hain lekin aap galat chaloge kanun ke khilaf chaloge tab aapko lagega bade nirday hai nahi

na aise hi bhagwan ke parsad hain aap sahi dhang se chalo dekho aapko kaise bhagwan bachhate hain aur aapne bahut ganda aacharan kiya aur koi janta nahi hai to wo janta hai jo sabki janta hai wo jab peetega tab aapko sabse yahi kahoge ki hamne galti nahi ki lekin is bar galti nahi ki jismen pit rahe ho par wo piche wala hisaab aaya hai ab tumhen koi nahi bacha sakta is siddhant ko log samjhte nahi aur man mani aacharan karte hain jaise surya ki takat nahi ki andhera kar sake surya se kaho tumhari takat ho andhera dikha do to surya jab tak rahenge to andhera ho hi nahi sakta wah antar dhyan ho jae tabhi baat andhera aise hi bhagwan ka naam hai mangal bhavan bhagwan chahe bhi to a mangal nahi kar sakte jaise Putna ko bhagwan ne mara aapko dikhayee diya ki bhagwan ne mar diya lekin wah gati usko mili jo bade-bade tapasvi munio ke liye bhi durlabh hai jo Yashoda maiya ki gati wahi Putna ki hui aur ai thi bhagwan ko marne jo bhagwan ke bade-bade mahatmaon ki gati hoti wahi bhagwan ke baan sparsh se jo sharir chode

param dham mangal bhavan hai mangal kari nahi sakte to yah baat agar ham man mein baitha lenge bhagwan ne dukh kyon diya ya dukh ki rachna kyon ki to hamari astik mit jaegi astik mit gayi to phir jeevan ka koi mahatva nahi raha ismen koi sanshay aapko ji meriyan maharaj ji pranam maharaj ji main jarmani se ai hoon meri umr 70 varsh hai main kaise kam samay mein apni adhyatmik unnati kar sakti hoon aur yadi koi jane anjane mein aparadh ho gaya us aparadh bodh se kaise nipte bhai hamari dawa to hamare medical store mein Radha Radha hai samjh rahe ho hamare hamse jaise alag-alag doctor speshlista hote hain na koi haddi ke koi pet ke koi akh ke koi kan ke ham bharog ke hain bhavar rog jiske jisse aap nivrit hona chahte hain aur us rog ki hamari aspataal mein aushadhi milti Radha Radha Radha hamare prabhu ke bahut se naam hai bahut se rup hai par hamare paas hamari jo nishtha jo hamare guru vani se prapt hua hamare Gurudev ki vani se wah hai Radha Radha Radha aur yah ham vishwas purvak kahte hain ki jitni swas

bachi hain aapko jo bhagwan ka naam priy ho bhagwan ke bahut se naam hai omkar bhi naam hai Ram hai Krishna hai hari hai shiv hai bahut se naam hai jo naam priy ho aapko aap us naam ko har swas mein japne ka prayas karo bhagwan pakka mil jaenge naam hi ek aisa hai jo tar sakta hai dusra koi abhi sadhan paripakva nahi yah pehle ki baten thi ab to naam jap karo yahi tumhen mangal guru nanak sahab bahut pehle kah gaye nanak naam jahaj hai chadhe so utre Kabir das ji ke swas shwas naam jape duwidha raha hai na koi agar pratyek swas naam jap karoge to nischit bhagwat baat samjh mein aati hai ki nahi angrezzi ham nahi jante Hindi tum nahi jante bolte chale ja rahe to pata nahi samjh mein aata ki nahi baad mein bata du sunke ye aapko bata denge kuch shabdon mein sar sar baat bata dijiega saath mein accha saath mein haan ha phir aap aap bata dena aap bata de to itne se hi kam ho jaega aur yah piche ki chinta na karen jo galtiya ho gayi hain to bhagwan kah rahe sarv dharmanna mekam sharanam braj to aham tavam sarv paap moksh

sham ma sucha yadi tum sachchai se hamari sharan mein sabka sahara chhodkar ki prabhu ab main jaan gaya ki aapke siva mera kalyan karne wala koi nahi hai aur bhagwan ki sharan ho jao aur naam jap karo to bhagwan aham tavam sarv pape bh moksh sham ma sucha main tumhare sare paap nasht kar dunga aur naam sankirtana yasy sarv paap pranas bhagwan ka naam sare paap paap ko nash kar deta hai accha ham abhi bole Radha aur sharir chhut gaya to mujhe Radha ki prapti mujhe bhagwan ki prapti hogi param ras ki prapti hogi antim samay jo sthiti hoti usi se mana jaata hai Ajamil bahut papa aacharan karta tha aur uske ek bete ka naam narayan akhiri chhote bete ka naam wo usse bahut pyar karta tha to marne ka jab samay aaya yamdoot dikhayee diye to jor se chillaya apne bachchhe ko pukara narayan usi samay bhagwan ke parsad aa gaye ki narayan ke parshad na antim samay naam nikla na wo param pad mein arudh hua ab hamen pata nahi ki hamari kaun swas antim hai to hamko to bahut savdhaan rahna hai to har swas mein naam lena hai jo

naam priy ho har swas pata nahi kaun si swas antim ho agar ham har shwas mein naam lenge to nischit bhagwat prapti ho jaegi ismen koi sanshay nahi bhagwan ke naam ki badi apaar mahima hai usi naam ke bal se ham dahad rahe hain ham to avinashi ke bachchha hai avinashi hai aur sharir parivartnshil hai aaj nahi to kal chhutega ab iske liye kya rona dhona ham to prabhu ke hain mast brahm bhuta prasann atma na sochta na kant na koi shok hai na koi chinta hai Radha Radha Radha manushya janm se thodi mila kida maku ki tarah mar jao jo keval bhogon mein laga hai to kida maku to hai are bhog to pakshi bhi karte hain unke bhi bachchhe paida hote hain voh bhi bachchon ko khane ke liye shikar karke te aur wah bhi apne bachchon ko prannon se adhik priy wah bhi sote hain jagte hain itna hi keval rah gaya to manushya janm ki mata kya rahe manushya janm ki mata hai ishwar ko prapt karna yah sab karte hue ishwar ka bhajan ishwar ko prapt dekho bade-bade gurujanon ke bhi to bachchhe the aap dekho na guru shri Govind

sahab ji ke ladle kaise desh ke liye nichhavar to the na to aisa thodi hai ki matlab bhagwan ko wahi prapt kar sakta hai jisne aisa aisa nahi hai ladke hain bachchhe hain patni hai parivaar hai par itni unchai mein adhyatma ki hai acharya hai Gurudev hain sabse to kya unke bachchhe nahi chal sakte aise ham log unhin ki to bachchhe hain to ham bhi to waise chal sakte hain jaise hamare bade gaye hain gurjan gaye hain ham waise hi jie par ham log galat ho jaate hain hamara marg galat ho jaata hai haan marg galat hone se phir sukh ki anubhuti nahi hoti phir achchhi gati nahi hoti waheguru ji ka Khalsa waheguru ji ki kya seva karen aapki aapke darshan karne ke liye aae the jo aapne sansaar ke upar naam ka pratap jo aapne failaya wo to gurujanon ki kripa hamari sound badhiya bole to uski koi mahima nahi hai kyonki mashin bulva rahi hai to aise guru vani gurujanon ki kripa yahi yahan prakashit ham to bolne layak nahi donon kidney phayl hamari samarth kya par gurujanon ki samarth Guruvani ki samarth guru kripa

va aisi ek baje se dincharya chalti ek baje ratri se aur do baje se to aise jaate aise aur dekho abhi kuch khana pina nahi aur bulva rahe hain isiliye ham sabko batana chahte hain ki sabse badi takat naam hai naam agar naam chal raha hai to tumhen koi parast nahi kar sakta wahi ham sabko batte ki bhai dekho tum sochte ho ki ham gande aacharan karke hinsa karke sharab pi ke sukhi ho jaenge nahi hoge tum tum sochte ho ham dusre pakshu pakshi ka mans khake balvan ho jaenge bhaiya nahi hoge tum sacha bal hai adhyatma bal parmeshvar ka aashray guru ka aashray guru vani ka aashray aap chal ke dekho agar hriday shital rahta hai na to har dukh se ladne ki samarth hoti hai man prasann hai hriday shital hai aur bade ka bharosa hai bharosa bade ka hai to koi parast nahi kar sakta aur jab ham gande aacharan mein utar jaate to hamari adhyatma shakti ksheen ho jati hai phir dekho chehre dekho unke wo viksipt tension mein se dikhayee de rahe hain rupya tumhare tension nahi mita sakta koi pad tumhara tension nahi mita sakta

bharosa aur naam jap ye do bahut jor ki baat hai bharosa ho apne sahab ka Swami ka prabhu ka parmeshvar ka aur naam japo bas jit gaye jit gaye koi tumhen parast nahi kar sakta itna bal adhyatma ka jagrit hoga isi chij ke aapke darshanon ke liye hamen prerit kiya hai ki aapne jo hai na wo jo dhura hai jo naam jap ki dhura hai aapne us chij ko jo hai wo pramanit ye ye ye sab ye sab guru vani ki kripa sab Guruvani ki kripa aur ham jaise aap janon ko dekhte na aise lagta mere ghar ke log aae apne ghar ke log

aae Baba ramdev ji ke shishya hain aapne koi rikorda banaya hai pushap ka aapne bhi kitna push pud 10 10 ghante 10 ghante 25 push aur pakistan ka varda rikarda thada hai is tarah se pushap laga ke rista pu kar dikha isko thoda maharaj ji gurukul mein pare hain patanjli Swami ramdev ji ke shesh hai wahi aa pradam dada guru hai aur maharaj ji aap jobhi ha ye u ye sidhi pu sabap se kathin hai hayik ha ye bahut kathin hail donon pathar upar mein marte jeebhi apna onlain kafi logon ko char pa lakh logon ko pura onlain training dete hain jo yuva maharaj ji pareshaan the bole swasthya ki drishti se ya brahmcharya nasht hone ke karan ham sharir nahi bana sakte maharaj ji unhone pura apna bhai ji se sikha hai sabse badi baat yah hai ki logon ke liye udaharan ki bina mans khae bina anda khae bina machhli khae hamara sharir balvan hai aur ham svasth hain yah praman jin logon ko bhram hai to ek bar badi dekho jisne kabhi mans nahi khaya anda ne kyonki santo ka aashit koi aisa kam thodi karega to jo haan aur

pura bal pura aur jaise log kahte hain ye nahi baenge to ye bhi dikha diya karo ki kaise ha ye ha to dekho isse kya hai isse hamari samaj ko jo ham chilla chilla ke kah rahe hain ki aap mans mat khao machhli mat khao to kahte hain ham bal hin ho jaenge to isse praman milega ki sanyam aur sadhna se kaisa bal aata hai khane se aap mote ho sakte ho charbi badh sakti hai lekin agar aap brahmcharya se ho adhyatma mein chalte ho pavitra aacharan karte ho to aap apne se dabal wajan wale ko patak sakte ho kyonki aap

mein adhyatma bal hai na bahut accha laga main na varsh tak gurukul mein raha to mere jitne mitra the sabhi sanyasi ho gaye aur abhi main vyavharikta mein aa raha hoon Gurudev is vyavharikta mein ham apni jo adhyatmikta hai jo usko ham kaise kis tarike se saath lekar ke chale vyavharikta matlab byah karke grahasti mein jana ji Gurudev haan to uske liye phir ek baat hi rahegi santan utpatti ka lakshya rakh kar ke mahine mein masik dharm ke pavitra ke baad ek bar santan to phir aapke sharir aur brahmcharya par koi fark nahi padega dharm purvak pani grahan karke aise agar vyabhichar pravriti mein utar jae to phir galat ho jaega sanyam hi rakhe ab to apni ayu bahut kam hai to uska kya udaharan den maharaj Kashyap ji 100 haj varsh tak brahmcharya rahkar jab apni patni vinta se to arun aur Garun ji prakt hue arun bhagwan surya ke sarathi aur Garun bhagwan hari ke vahan to aise bhajan aur satya purvak to desh bhakt santane hongi bhagwat bhakt hongi sanyami hongi to yah koi hani ka vishay nahi grihasth

dharm par bas dhyan hi rakhna hai ki sanyam rahe usmen bhi sanyam ka bartaav rahe nahi to phir wah tej nahi rah jaega wah baat nahi rah jaegi vyarth mein brahmcharya ko nasht na kare haan santan utpatti ki bhavna se jo kiya jae to wah puja hi hoti bhagwan ki kyonki srishti y badhane ki seva bhi to mili na haan to aap aisa karo naam jap karte rahna aur vyayam kabhi mat chodna agar chalne layak ho to jarur karo kyonki agar ab vyayam chhod diya aap kisi pramad se phir aap aapka sharir down matlab pareshani

paida ho jaegi kyonki aapne bahut khincha na to ab isko chahiye nasha hai isko jitna ho sake jab man lo avastha kam hone lagi to bhale panch dand lagao lekin lagao jarur nahi na nahi toy sharir jo hai phir aapka dard karega kyonki aapne bahut khincha hai to aap bahut prasannata purvak grihasth mein jaiye koi hani nahi grihasth se bhi bhagwat prapti hoti hai bas ham apne thodi sanyam rupi brak banae rakhen aur bhagwan ke ashra to niyamavli yahi rakhen jo aap apne din rakh rahe ho to isse bana rahega theek hai bahut accha laga hamen isliye accha laga sabse zyada ki log yah bar-bar prashn karte ki bina mans khae anda khae hamari body nahi banegi takat nahi bane yahi ham dikhana chahte ki dekho santo ke dwara shikshit vyakti balvan bhi hai aur sab aur kuch aise gande bhojan nahi karta hai bahut ek bachchha ka doodh ghee aur ek bachchha aur aaya tha uska kya wo ek hai vane ra banaya andar ke andar ne rikarda banaya bahut sundar jai jai sh dhan jai karan ji jhansi Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein sadar naman maharaj ji

kisi apne ko khub prem karen uske prati samarpit rahe aur phir bhi wah vyakti hamare prem samarpan ko na samjhe to kya karna chahiye bahut badi kripa hai jo nahi samjh raha hai bahut badi kripa hai jo nahi samjh raha nahi hamen jeevan bhar samjh nahi deta wo samjh rahe ho jise ham pyar karte hain vyakti shabd hai kisi se bhi ham pyar karte hain hamara va man samay jeevan tabhi to pyar mana jaata hai hamne sahaj saral pavitra bhav se pyar kar diya a hamare saath chhal kar raha hai to badi kripa kar di kyonki hamen samjh mein to aa gaya ki sansaar ka pyar jhutha hai yahan sab chhalia hai aaj hi satsa ga mein charcha hui hai jab tak tumse swarth hai aur tumse badhkar nahi milta hai tab tak jis din uska swarth khatm ho jaega aur tumse badh ke mil jaega to pahchanana mushkil ho jaega ki aap hai kaun dusri baat jis din aap kisi ke kam layak nahi rahoge bhari vipatti mein phas jaoge us din koi saath dene wala nahi milega bhai ham to ye accha mante hain ki sansaar mein ham to pyar kar lekin koi hamen pyar na kare

to mujhe rasta to mil jaega ki koi aisa ek hai jo hamen pyar kar sakta hai wah bhagwan wo Govind isiliye Meera ji ne bachpan se jo thana mere to Giridhar gopal dusro na koi jake sir mor mukut mero pati soi mera wahi pritam hai wahi pyara aur sahi baat pyar usi se sab karte hain par jaan nahi pate jaise mano aap kisi sharir se pyar karte hain us sharir se bhagwan antar dhyan ho jae jo ab rakh lo sharir aap kahoge wo to chala gaya kaun jante the nahi jaan to bina jane priti kaise ho gayi priti usse

thi kya bole nahi to sharir se priti thi wo tumhare samne para hai nahi wo chala gaya matlab jane anjane mein tum usi bhagwan se pyar karte the agar tum kahin jankar pyar karne lagte bhagwan se to siddh purush ho jaate tum kabhi rote nahi kyonki wo tumhare se kabhi alag nahi hota hai aur yah kabhi tikega nahi ek din paida hua tha ek din balyvastha ai Yavan avastha ai dhire dhire a mrityu avastha ki taraf ja raha hai yah rukegaa nahi yah jal pravah ki bhanti yah parivartit ho raha hai nasht ho jaega hamen to accha lagta hai jab koi hamen pyar na karen kyonki pyar karega ham man lenge ki aap hamen pyar kar rahe hain phir aapki pratikul jis din ho gaya to aap chhod denge ya koi birla aisa nahi ki nahi hai koi birla aisa hota hai jo pyar shabd ka prichay janta hai pyar ka matlab kya hota hai apne prannon ki baji lagakar apne pyare ko sukhi karna yahan aisa dost nahi milega yahan aisa pyar karne wala nahi milega wah sirf bhagwan hai hamari to samjh mein jaisa abhi tak aaya hai

sirf bhagwan hai aap pyar karo patni ko aap pyar karo bachchon ko mata-pita ko par andar wale ko dekh ke pyar karo sab mein mera prabhu baitha hoga to aapka kalyan ho jaega mata-pita patni putr parivaar sabki seva ka bhav rakho sabko sukh dene ka bhav rakho yahi bhagwat prapti kara dega naam jap karte hue yahi bhagwat prapti par ham bhagwan ko nahi dekhte ham apna sambandh sthaapit karke man lete hain mera putr hai meri patni mere pati phir kya hai moh jal aisa phir wo dukh deta hai ham to itna samarpit hai aur ye aisa ab wo jal raha hai kisse kahe apni baat ab usko rasta to mila nahi to yahan tak man pahuncha deta ki apne sharir ko nasht kar le agar adhik aap kisi se pyar kar lo ma uske bina aap ji nahi sakte aur wah aapko dhokha de de dega sansaar ka naam dhokha hai phir kya karoge ab to ham ji nahi sakte kitni aisi ghatnayen aati hai jahr kha liya phansi laga li rail ke samne kat gaye bole kya aisa nahi yah jeevan itna adhin hone ke liye nahi mila hai thoda to tum apne mein dum rakho agar rup

to prabhu se koi rupvan hai kya zyada bal lakshmi vaibhav pad inse badhkar koi hai ek bar to prabhu se kar lo pyar bahut janm ho gaye apne pyar ko phailate hue dhokha khate ek bar sache yar se pyar kar lo kabhi wo jal nahi hote ye mat manna ki bhagwan darshan diye ki nahi sab majak wali baat hai ek kshan ke liye bhagwan nahi hatte ek kshan ke liye jaise drisht abhi aapko bataya jab surya nikle to athan ke beech mein aap aise dekhna surya ko dekhne ke ba pha aankh mo chahe kholo surya hi nazar aayega na haan

ek bar chitt bhagwan mein jab samarpit ho gaya to man mein bhagwan buddhi mein bhagwan chitt mein bhagwan hriday mein bhagwan netron mein bhagwan bahar dekho bhagwan andar dekho bhagwan jo socho wo bhagwan ye sthiti jagrit ho jati hai hamen to lagta hai pyar karo nishedh nahi par andar Govind ko dekhkar prabhu ko dekhkar patni ki avshyakta thi mere bhavan patni ban ke aa gaye putr rup mein aa gaye ab voh hamen pyar karen na karen ham apni tar apna ek aki pyar hona chahiye ham aapko pyar karte hain aap hamen dutkar do ham sah jaenge par ham aapke siva yah bhagwan se bhagwan se haan ek sab mein ek paramatma ko phir jit jaoge sansaar ko ji aur nahi to aise bahut halat buri hoti hai kyonki hriday hai na jab aap kisi bhi se apna hriday de baithe hain phir jeena mushkil ho jaata hai pakka kyonki hriday bina diye aap rah nahi sakte yah bhi pakki baat hai isko aapko dela padega ek uman hoti hai jab nav kishor avastha se Yavan avastha ki taraf padarpan hota hai to ek hriday mein ugan hoti samarpan karne ki ki ham kisi ko

apna jeevan samarpit kar den koi hamare jeevan ka aisa sathi mile jo ar par kar de par ham nashvan sharir ko sathi man lete isliye dhokha ho jaata samarpan ki bhavna aati hai aur wahi bhavna jaise bachpan se hari ki kripa se unhin mein lag gayi a wo kattar matlab ekdam kathor jaise man lo hamse kahe ham aapko pyar karte to hamen jante ho bina jane kaise priti hogi bole nahi Baba ji ye to dhancha hai yah to dhancha hai hamara yah to jaise kot shirt baniyan pahnte na aise hi ye kot hai aur sa sukshm sharir ye shirt

hai hai aur karan sharir ye banyan hai to kya kot shirt banyan aap ho gaye kya to aap kya kisse pyar karte hain aap kapde se pyar kar rahe hain mere se thodi mera pyar karne wala to keval mera hari hai dusra nahi wo mujhe janta hai aur wo apne ko jala diya hai y nihal ho jaoge mast he karm ab tu hamen nahi gira sakta nahi kyonki hamne bhagwan ka aashray le liya tu is sharir ko nasht ye nasht hone wala hai ek na ek din to nasht hoga chahe tum jitni makar dhvaj kha lo chahe ne ki bhasam kha lo marna to hai hi sharir ek din y achhche ban ke prabhu ke ban ke sabko sukh pradan karke ham pareshaan hai sukh lene ke liye tumse pyar kiya hamen pyar karo kyon kare uski marji tum aur se pyar karo ham tumhe pyar karte hain yah keval bhakt bol sakta hai aur koi nahi bol sakta prabhu ham to nahi kahte ki ham aapke layak hain lekin ham aapke siva kisi ko nahi aap aapke hazaron hain dekho dekho aapke hazaron pyar karne wale hain aap aap hazaron se pyar karenge main aapke yogya nahi hoon par mere liye

aap keval ek hai bas main aapse pyar karta hoon yah bla sansaar mein ho sakta hai tum jise pyar karo dusre ki taraf dekhe phir tumhari dasha kya hogi kaisi hogi aur yahan kya bhakt kah raha hai ki sirf hamare aap ho ham aapse pyar karte hain aapke lakho hai sara jagat aapka hai wah aapse pyar aapko to pyar karne wale lakho hain lekin mere pyar ke vishay keval aap ho keval aap ho aur yah kev bhagwan se hi ho sakta sansaar se nahi ho sakta aur yahi pyar ka swaroop hai bolo kahan pyar hai ye kahan pyar ham aapko itna pyar karte hain aapne hamari wo baat kyon nahi mani ham aapko itna pyar karte hain aap aisa kijiye aap aisa kyon bole ye pyar nahi hai ye swarth hai jise ham pyar ki level mein bolte hain pyar ki level laga ker bolte hain pure pure shuddh swarth hai shuddh swarth hai prem prem ka to rahasya tab samjh mein aayega jab paramarth ki baten tumhare dimaag mein pare ho aacharan tumhare theek ho tab prem samjh mein aayega bole hamara iska prem vivah hua hai baad mein pata

chala sal bhar mein talak ho gaye yey prem vivah hua tha bhaiya ye prem tha hai kaise ascharya ascharya ki baat hai to dekho hamen to accha lagta hai jab koi ham galti kar rahe ho hamen dante to mano jagat mein pyar karna mano galti karna hai agar wo hamare samne hamare pratikul to prabhu se kripa manli chahi ki agar yah pyar kare to main fas jaata bhi jeevan barbad ho ja aapne badi kripa ki ki har jagah thokar laga ker apna marg de diya haan hamen to yahi satya lagta hai ab aapko ya jisse jaisa lage hamen to prabhu yahi dikhayee de rahe hain jaise Kunti ji ne bhagwan se kaha dukh dena vipatti dena hamko accha lagta hai jab koi thukra hai na tab lagta hai ki yar prabhu ke siva koi apna nahi hai apne logon ko yahi maya phasayo ki koi apna hai lekin jab aap jaoge tab aapko bhi rona padega ki koi hamare saath hi nahi akele jaoge duniya mein lakho ka mela juda aur hansa jab jab uda to akela uda ab akela udne wala manushya sharir mat rakho saath mein hari ko rakho wo dost aao Krishna le chalo hamen apne

saath ab jahan le chaloge wahin main chaluga jahan aap jaise rakhoge vai ek bar bhagwan se to yar prem karen bole bhagwan ko dekha nahi prem kaise karen are tu apne ko dekha hai phir bhi tu prem karta hai ki nahi apne se jaise sab log bolte hain hamne bhagwan ko dekha nahi kaise tumne apne ko dekha hai bole roz shisha mein dekhte hain are yah sharir ko dekha hai tumne apne ko dekha hai phir bhi tum bahut prannon se adhik pyar karte ho apne ko to wah to prannon ka pran hai man lo aur pyar karna shuru

kar do anubhav kara dega wah naam jap karo achhche aacharan se chalo aur kisi se asha mat rakho ki yah tumhen sukh dega ag agar koi tumhen pyar karta hai to hai kuch uske layak jisse va tumhen pyar kar raha hai ek keval atu ki pyar karne wala bhagwan hai dusra nahi hai cha i

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…