ekantik vartalaap evam darshan #368 · 13 november 2023
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
shreshtha ji Lucknow se maharaj ji aapke charnon mein koti koti naman maharaj ji main aapke sharanagat hoon maharaj shri main aapke kathan anusaar sab sahne ka praytn karti hoon jab lambe samay tak sahte sahte wahi pratikultaa paristhiti bar-bar samne aati hai to ek samay aisa aata hai ki achanak krodh ka blasta ho jaata hai aur us samay sab satsang bhagwat bhav dhairya vismaran ho jaata hai baad mein bahut pashchatap hota hai aur bhajan badhit hota hai maharaj ji aise mein main kya karun dekho krodh kyon aata hai uska karan samjhiye krodh ki swayam ki satta nahi hai wah kamna se aata hai kama sanjat krodha krodha smrit vibhram smriti bhansa buddhi naso buddhi nashad pranati jise aap kahte bam blasta ho jaata hai wo buddhi nashad pranati jab hamare andar chah hoti hai anukulta ki tab hamen pratikultaa mein dukh ka anubhav hota hai anukulta ki chah wo bhagwan se nahi hoti hai wo bhagwat bhav ki nahi hoti hai wo sharir sammaan ki hoti hai sharir bhogon ki hoti hai sharir priyata ki hoti hai yahi agyaan hai agyaan ke karan hi
hamare andar kamna chah vasna spriya trishna yah rahti hain aur inki purti mein jab hoti hai to lobh vritti badhti hai aur jab inki purti mein badha padti to krodh vritti aa jati hai mul par drishti daalie mul jo hai wah sukh ki chah hai sammaan ki chah hai aadar ki chah hai yah kyon hai jab sab mein mera prabhu virajman hai mujhe apne kartavya ka palan karna ham log dukhi tab hote hain jab ham apne kartavya ke palan ki cheshta karte hain aur samne wale se kartavya palan ki cheshta karvana chahte hain mera to kartavya hai main kar rahe hoon lekin aapka kya kartavya hai jab aap apne kartavya ka palan nahi karenge to phir ham aapke saath jo vihaar kar rahe hain wo kis kam ka bas vichar karte karte krodh aa jaata hai ki itna maine iske saath kiya aur yah hamare saath pratikul karta chala ja raha hai krodh aa jaega galti kya hui ham apne kartavya se chuk gaye hamen apna kartavya dekhna jab ham samne wale ke kartavya ko dekhne lagte hain ki iska hamare prati kya kartavya hai wahin krodh aa jaega wahin baat
bigad jaegi keval ham apna kartavya dekhen aur us yat karoshi jo kar rahe hain bhagwan ko samarpit kar de bhagwan dekh raha hai to aap kabhi dukhi nahi honge aapko krodh parast nahi kar payega lekin jahan ham dusre ko dekhte hain ki iska kya kartavya banta hai jab maine iske saath itna kiya to iska bhi kartavya ye banta hai mere saath ab wo nahi kar raha to hamen krodh aa jaega hamari galti adhyatma kya karta hai apne ko unchai par chadhata hai jahan kam krodh lobh moh mad matsar chu na sake haan dusre par va bhagwat bhav karta hai jis samay wah pratikul vihaar kar raha hai us samay mera kya kartavya hai kabhi aap vichlit nahi hongi jab aap uske kartavya ko uske vihaar ko phir to vichal hohi jaegi agar hamen pratikultaa milti hai to mere kinhin papon ka shaman karva rahe bhagwan jo mujhe sharik dand milna chahiye wo keval hriday mein jalan matra se dur ho jaata hai agar ham krodh karte hain to phir naya sanskar bana lete hain phir naya aparadh banne ki sambhavna hai krodh se bahut tarah ke aparadh ban jaate hain zyada
krodh badh jae to hinsmtk vritti aa jati hai dekho ye jo mar kaat hoti hai krodh se to hoti hai uska mul krodh hi to hai kyonki krodh se hamari smriti nasht ho jati hai ki hamara kartavya kya hai smriti nasht hui to buddhi ka nash ho buddhi nash ko hi sarvnash kahte hain buddhi gayi to sa jaise agar sarathi driver nashe mein hai to accident pakka hoga phir ghatna mein kya ho jae wo to aise ab itni priyata thi aur dhire-dhire pratikultaa ka itna bhav ban gaya ki jisse wo priyata karta
tha usi ko jahr de diya usi ke saath aise mrityu ka khel khalne laga hua kya sahi mane mein pyar nahi tha sahi mane mein aap apne kartavya ko nahi dekh paye kyonki aapke andar chah kamna vasna aadar sammaan yahi to mitana hai sansaar mein isi ki satta mani jati hai paramarth isi ki satta ko mita deta hai dekho jo is paramarth ka yodha hota hai ek aadmi stavan kare aur ek aadmi ninda kare donon ke liye saman bhav uska hota hai kyonki uski buddhi hai wo ninda kar raha hai uski buddhi wo stavan
kar raha hai lekin ham kya hai na hamen stuti se matlab na ninda se matlab na man se matlab na apman se matlab to hamari baat ban jaegi kyonki wo bahari keval sound se ninda stuti ho rahi andar sabke bhagwan virajman shuddh paramarth adhyatma ke bina in vikaro par vijay prapt nahi ki ja sakti kiska prashn hai aap samjh rahe hain koi sanshay is pe ji jitendra pande ji sir Radhe Radhe gud param adaraniy Gurudev koti koti naman Guruji pichle sat aath mahine se ham pati-patni aapka pravachan dhya se nitya pratdin subah sham sun rahe hain Radha naam ka jaap bhi karte hain par Gurudev gat ek mahine se keval mere saath kuch ajeeb sa hone laga hai shri ji ke naam jab ke samay kabhi-kabhi mere liye bilkul aparichit sudarshan chehre wah sthan mere manas patal par ubharne lagte hain jab se mera dhyan hatne lagta hai man vich aap is par dhyan do jab hamare jo message mobile mein hote hain unko delete karna hota hai to message samne ate hain na wahi to delete kya rakhna hai kya delete karna hai va samne aata hai na jab
ham naam jap karte hain to hamare man rupi chip mein bahut janmon ke jinko aap bhi nahi jo aap is is samay soch bhi nahi sakte aisi gandi bhavnae aa sakti hai aise gande drishya aa sakte hain kyonki bahut janmon ka man mein sab bhara hua hai to nirmal man bhagwan ko pasand hai nirmal man jan so mohi pava ab hamare andar bada mal bhara hai man mein kamna vasna ke khel khele va janm janmantar ki seen bhare ab hamko gambhir rahna hai na hamen usse dukhi hona hai aur na usse sukhi hona hai naam jap kar rahe hain va aa rahe nikal
rahe aapka man nirmal hota chala ja raha hai to usmen pareshani kya hai pehle bahut anand aata tha guru ji ek mahine sidhe haan ab suno pehle jo anand aata hai va sidhe kripa ka aata hai to yah bhagwat jo anand hai ye sant kripa se guru kripa se bhagwat kripa se jeev ko apni taraf se diya jaata hai ekdam uska man samaahit hone laga chitt mein anand ane laga ab ab wo jo chip bhari hai usko mitana hai ab aap khade ho apne pairo par aur chalo apne anand ki prapti ke liye to yah jo anand ka swad hai ek kripa se hari kripa se guru kripa se sabko pehle milta hai nahi chali na pave unki taraf se swad phir achanak use rok liya jaata hai ab chalo ab ye aapki sthiti hai ab aapko wahan tak pahunchna hai Radha Radha Radha naam chodna nahi hai aur naam lete hue agar abhi sharir pura ho jae abhi bhagwat prapti ho jaegi abhi prapt yah bahut bada labh hai ham logon ke liye ki man lo pura jeevan nikal gaya ab is samay hamen dhyan aaya apne ka ka to is samay bhi kalyan ho sakta hai ab jitni shwas bachi hai ham man ki chalon par
na jae ham u naam par rahe naam ko pakde rahe wah sab theek ho jaega nahi theek hoga to na theek hote hue bhi hamari antim swas Radha to hamen bhagwat prapti ho jae aap samjh rahe na ek prashn aur ha bolie abhi bhi main nokri kar raha hoon samay nikalta hoon subah sham to Radha ka naam ham pati patni saath baithak kirtan bhi karte hain japte bhi hai maun dhyan jab karte hain usi samay ye ajeeb ajeeb chijon yahi haan yahi nasht ho raha hai aap chinta mat kijiye aur nokri karte samay bhi Radha Radha kamaie samjhiye ye antarik sampatti hai mano baat karna hai to baat kiya phir shuru Radha Radha Radha Radha Radha Radha kam karte hue bhi to Radha Radha japa ja sakta hai haan baat karte samay aapka abhyaas nahi hai to aapka bhajan ruk jaega nahi baat karte hue nahi rukar ham jaise aapko dekh rahe hain to aapka chehra kam naam zyada dikhayee de raha hai ab ham apne naam ka darshan ekdam ek tar karte hue aapko uttar de rahe hamara bhajan chal raha hai uttar bhi bhagwat hai hamara chintan bhi bhagwat hai aap par bhi bhagwat bhavna hai ki mere prabhu hi swaroop
mein aae mera bhajan ban raha hai ek second ke liye bhajan se alag nahi aisi chatur aap vihaar mein kar sakte hain jab yuddh ho sakta hai bhagwan ka smaran karte hue to yuddh se kathin koi kartavya karm hai nahi to aap jo bhi nokri karte hain usmen jahan aap khali mile to Radha Radha Radha andar hi andar Radha Radha Radha Radha Radha pakka kalyan ho jaega aap vishwas karo kyonki yah marg vish vishwas ka hai Bhawani shank vande shraddha vishwas rupan ya bhyaan na pashyanti siddha swanta swaram siddh tatv hriday mein virajman hai jab tak vishwas nahi karoge shraddha nahi karoge tab tak uska anubhav nahi hota to aap santo ki baat par shastr ki baat par vishwas kar lo to abhi aapko anand prapt hone lagega haan agar Radha nikla aur sharir pura hua to sidhe aap Priya lal ko prapt honge bhagwan ko prapt honge bilkul akatya jeevan bhar vaishya gaman kiya narayan bol diya antim samay putr ke bahane to param pad prapt hua phir ye to Radha naam hai jisse swayam hari japte hain hari rasna Radha Radha rat
swayam bhagwan shri Krishna Radha Radha Radha manu ji ji radh Radhe Radhe Gurudev aapke charnon mein is das ko koti koti pranam maharaj ji jab se main aapka satsang sun raha hoon mere man ke sare prashn dur ho gaye hain lekin ek sanshay hai kripa karke uska nivaran karen ham gyan rupi samudra se nikal ke prem rupi samudra mein kaise dubki mare dekho jo asli gyan aa jaega gyan ka matlab jante ho kya hota hai do bhag ismen jagat mein kiye jaate hain anvay tirek anvay hai vyatirek nahi hai jaise Upnishad kahte brahm satyam jagan mithya bhagwan shiv kah rahe hain Uma kaho mein anubhav apna sat hari bhajan jagat sab sapna kya gyan hua ki jo nanav dikhayee de raha hai y na pehle tha na baad mein rahega beech mein dikhayee de raha hai par beech mein bhi pratiphal parivartnshil hai iska nash hota chala ja raha hai dekho balyvastha se Yavan avastha yogan avastha se vriddhavastha phir wo mrityu matlab parivartnshil hai ab hamen jo gyan hua sat kya hai aur asat kya hai to asat ka prichay mila ki uski satta hi nahi hai
to rag rahit arthat vairagya aur vairagya ke baad jo bodh hua sat ka wo hamari atma hi hai wah hamara isht hai agar bhakti marg mein chalte hain to isht ham sambodhan karte hain agar gyan marg mein chalte hain to use atma kahte hain jis sat ko hamne jaan liya ab usse ham anurag karen rati karen jaise atma rati Krishna rati yahi prem ho gaya sat ko jo jana jisko hamne sat ka prichay prapt kiya usmen hamara gadh rag ho jana chahiye gadha shakti usi ko prem kahte hain gyani jan atma rati ko prapt ho jaate hain va atma tatv ke siva kuch dusra nahi dekhte sarvam khalam dum brahm aur bhakt jan Krishna rati ko prapt ho jaate hain jit dekho tit Shyam may donon ek hi sthiti to hai jise wo Shyam kah rahe hain use wo brahm kah rahe hain jise wo brahm kah rahe hain usi ko Ram aur Shyam naam se sambodhit karen wo Swami ji sab say Ram mein sab jag jane to aisa thodi ki gyan marg se hat kar ke wo prem marg ko sweekar karta hai nahi gyan hua to vairagya hua aur jiska gyan hua
usmen jab rati hui to usi ko to prem kahte hain koi dusra hamen to aaj tak koi bhi marg dusra nahi laga sab marg haan ghat alag alag hai snaan karoge to ek hi yamuna ji milenge Mathura ka vishram ghat ya Vrindavan ka kesi ghat jugal ghat kisi bhi ghat mein snaan karo ye ghat hai gyan marg ashtang yog marg karm yog marg bhakti yog marg lekin jiska avgahan hota hai wo ek hi tatv hota hai use Ram kaho hari kaho Krishna kaho brahm kaho nirakaar kaho sakar karo jis bhavna se ye yatha mam prapadyate ta st bhajman mein aata hoon bhagwan nirakaar to aapko nirakaar anubhav mein aaenge bhagwan sakar to bhagwan sakar anubhav mein aaenge par rati donon ko avashyak hai atma rati wahi Krishna rati usi ko anurag kahte hain gyani atma premi hota hai aur bhakt usi atma tatv ko bhagwat swaroop mein anubhav karke use bhagwat premi kahte hain samjh rahe aap koi alag nahi hai ki ham gyan marg ki avhelna karen ya kisi aur marg ki avhelna karen mujhe to nahi lagta kyonki sab marg usi mein hai dvait se
adwait mein ana har marg ka swaroop hai nanatsu karta hai to phir wo vivid rupon mein dekh pata hai dham naam rup leela wahi ek sacchidanand ras tatv wahi Priya pritam ke rup mein hai wahi Vrindavan ke rup mein hai aur wahi charachar ke rup mein koi prashn hi nahi bachta anubhav ke baad koi prashn nahi bachta savan vastu taya niri param savara buddhir mam ek matra brahm ekmatra prabhu aisa anubhav ho jaata hai to gyan avashyak hai gyan tyajya vishay thodi hai haan bhakt ke vishay mein aham brahmam nahi surit hota daso ham st hota hai aa gaya ek mein ab ek ke baad usi atma tatv ko Swami aur sevak bhav mein sweekar karke jaise shant bhav das bhav sakhya bhav vatsalya bhav kanta bhav sachar bhav usi atma swaroop mein wah deh thodi hai sthul sukshm karan tino deho ka baat karne par bhav deh ki jo prapti hoti hai wah prem marg mein chala gaya aur jo tino ko baat karke atma swaroop mein sthit ho gaya wo moksh ko prapt ho gaya thoda sahi gyan ho tab abhi ham logon ko kitabi gyan hai
anubhav ka gyan to hai nahi to buddhi khub chalti hai lekin gyan hone par buddhi ka vishram ho jaata hai uske hriday mein jo apaar shanti hoti hai dekho bhagwan kah rahe hain Shraddhavan labhte gyanam tatpara set indri gyanam labdh param shanti machre di gachati uska rom rom shant ho jaata hai uske hriday mein ek parmanand may lahar uthti hai sare vikar kam krodh lobh moh madh matsar inka spharan band ho jaata hai jinke hriday mein koi vikar nahi hai wahi nirvikaar tatv ko jaan paye jinke hriday mein kisi dwaand ka prabhav nahi dwaand vi mukta wahi bhagwat tatv ko jaan paye wahi prapt kar paye isliye sahi dhang se chalo shastriya paddhti se to gyan koi virodhi bhav thodi hai jaise panchhi do pankhon se hi akash ki yatra karta hai aise paramarth ki yatra gyan aur vairagya donon chahiye agar gyan vairagya nahi to wo sahi mane mein bodh nahi prapt kar payega aur sahi mane mein prem prapt nahi kar payega isliye gyan bairagya koi nindniy ya tyaaj vastu nahi donon adaraniy hai bin vivek
vairagya bhakti bin satya nay ko mano bhagwat vimurkh kapt chaturi so pakhand jano tasma shastram prmanam isliye usko nishedhatmak bhav se dekho mati mujhe gyan tyag karna hai prem sweekar karna hai apne aap ho jaega jis sat ko jana hai usmen asakti ho gayi usi ko to prem kahte hain haan sat ko koi nirakaar manta hai koi sakar manta hai ab aap apni mati ko dekh lijiye k nirakaar ki taraf akarshit ya sakar ki taraf usi ke anusaar bhav ban jaata hai samjh pa rahe aap ek hi sawal tha ki jiske paas bhi jao kahta hai are tu pagal hai ja pehle gyan leke aa phir aa nahi galat baat hai kyonki bimar aadmi aspataal jaata hai use kah de tu rogi svasth ho ja phira to aspataal ka khole ho bhai aspataal kahe khole ho aspataal to tabhi hota hai na jab aadmi bimar hota hai aur phir aspataal jaata hai man lo agar hamare andar koi sanshay hai hamare andar koi jankari ki chah hai aur ham santo ke paas jaate hain to wahan tiraskaar to nahi hona chahiye na kyonki voh bhramit hai wo aaya isiliye santo ke paas hai usmen
koi dosh nahi hai aur aisi shabdon ka ucharan nahi hona chahiye ha kyonki dekho jaise jaise apne ghar ke log hote hain unmein se kisi ka swabhav gussa wala hota hai kisi ka premi hota hai aise aap hamare ghar ke hain hamare atma swaroop agar hamara bhai hota hamara putr hota to ham kya karte hamen waise vihaar karna sab apne prabhu ke swaroop hai aap koi agar aapko kahta gyan lekar aao to usi se prashn kar do ki kahan lene jae bazar mein thodi milta hai aap santo ke paas hi milta hai aap hamen sudhare aap hamen gyan de aur dukhi hone ki zaroorat nahi dekho katu vachan aur pra vachan donon mein jo saman hota hai wahi mahatma hota hai wahi bhagwat marg ka pathak hota hai apman karne wala aur sammaan karne wala donon mein jo ek tatv ko dekhta hai wahi tatwadarshi hota hai to chalo abhi tatwadarshi to nahi par marg to wahi hai na hamara lakshya to wahi hai na to chalo agar kabhi koi mahatma kat vachan bol de to pranam karo aur chale jao to bhagwan tumhen mila denge jahan tumhare prashn ka uttar
wahi milate hain dekho aap yahan aae ho hamne aapko bulaya to nahi na na ham aapke pragat rup ko jante hain to kisne milaya bhagwan ne milaya bas agar aapko hamari baat par vishwas ho jae to sanshay nivrit ho jae koi sanshay hai aapko haan anand se bhagwat marg mein chalo gyan vairagya bhakti ye sab ek hi paramatma ki upasna ke marg hai koi hai nahi koi laghu nahi koi tyajya nahi tyajya hai vishay tyajya hai nana prakaar ki kamnayen vasna en jo hamen hamare swaroop se hamare bhagwan se bilag karke papa charan karati hain jinko shastron mein nishedh wo tyajya hai gyan tyajya thodi hai gyan to ati aniwarya hai jab tak gyan nahi hoga ki main jisse priti karna chahta hoon hai kaun to bin jane na hoi pratiti bin pratit ho nahi priti to phir priti kaise hogi to hamen jankari mili ki sacchidanand bhagwan kan kan mein sab mein vyapt hai wahi hamari atma wahi hamara pritam uska naam jap karen uske dhyan mein magan rahe apne aap prem ho jaega prem mul y naam hai jo naam hai na jise
ham chillate rahte hain Radha Radha Radha Radha aap bolo to prem mul yah naam hai premi rasik japat yah naam prem magan nij man vishram shri Harivansh jaha ra hai prem pravah pare jan soi tab kyon lok ved suddhi hoi jab Harivansh kripa khub naam jap karo bhagwan ke aashit raho wahi gyan denge wahi prem data hai wahi prem pradan kar denge yadi aap gande nasha karoge y vichar karoge ganda ahar paoge mansa anda ye satsang aapke kam nahi aayega ye aapko bakwas anubhav mein aae aise nikal jaega chhue nahi agar aacharan pavitra vahar pavitra hai to yahi shabd brahm ki tarah prakash kar denge aapke hriday mein paka shabd brahm jaise har akshar mein aa virajman dekho bolo ka kha ga gh a aa hai na wo brahm virajman har akshar mein virajman aap dekho aa har akshar mein virajman hai koi bhi shabd ucharan koi achchhar ucharan karo aayega na aise koi bhi mahatma bole wo brahm vakya hote hain jo sache marg ke pati hote hain aur brahm vakya mein samarth hoti hai va tumhari khopdi mein jaega shravan indriy se badal
ke rakh dega par tab jab aap in gandi baton agar malin aacharan karoge na to phir yah satsang kam nahi karega pakka samjh lena khal kare bhali pai su sangu mite na malin swabhav abhang gande aacharan karne walon ko bhi kabhi-kabhi bhagwan kripa karke satsang de dete hain wah nahi badalne wale khal karen bhali pai su sangu par mite na malin swabhav abhang isliye ham apni taraf se prarthna aapse karte hain ki aap bhagwat prapti moksh ya prem to bahut unchai ki baat hai jine ke liye sahi jeevan jine ke liye manavta ke liye sukh shanti ke liye gande ahar ka gande aacharan ka tyag kar do bhagwan ka aashray le lo jitna bane naam jap karo parivaar samaj ki seva karo badhiya ho jaoge y parlok sakal sukh pad mangal ho jao bhaiya agar gande aacharan karoge to chahe jahan bhag ke chale jao jab tak apna sudhar nahi karoge tab tak bahar se kuch nahi hone wala hamari baat man lena aapke aacharan aapka chintan yahi aapka sukh shanti param kalyan karega gande aacharan ko tyago gande nasha mat karo ganda chintan ganda dekhna band karo bhagwan ka aashray aur shastr
samat aacharan naam jab abhi devi shakti ane lagegi devi sampada aap mein jagrit hone lage abhi anand ane lagega to satsang ka phal hai jab aap usko apne aa charnon mein utare aa charnon mein nahi to ek tarah se manoranjan hua hamara bolna aur aapka sunna donon vyarth chala gaya aacharan mein nahi hota rasoi ban gayi paya nahi to phir fayda kya hua fayda kya hua to yah rasoi mil gayi satsang ke isse pao manan karo jeevan ke aacharan mein utaro badi ha deep jag jaega Diwali ho gayi gyan ka deepak bhakti ka deepak bhakti kar deep prem kar bati sadh sangati kare anu din rati raat din prakash bana ga yah deepak jalane ke liye to aae ho gyan deep ho jae bhakti deep jal jae agar yah nahi wahi aacharan to phir hamari prarthna hai ki aa charnon par dhyan diya jae aap vishwas kar lijiye jis samay aap gande aacharan chhodenge naam jap karenge thode din to jalan hoga kyonki wah paap nasht honge phir jo age anand milega nihal ho jaoge na wo rupaye mein anand hai na samrat pad mein anand hai na brahma ke bhi pad mein anand hai jo anand
swarupanand mein hai bhagwata and mein wah kahin kisi na param sm na mahendra shanmel aur sab ki seva yahi guru mantr hai pakka samjh lo baat man lo mangal ho jaega sabse swarth ki buddhi se vihaar karke hamara patan hota hai bhagwat bhav se sabki seva unnati hone lagegi nishkam karm karne wala kabhi dukhi nahi ho sakta nishkam dusron ko sukh dena bas maharaj jaise diksha li sare mitra alag ho gaye maharaj koi mitra tumhen mila ye tumhen pata nahi chala mile na aap mile to phir bas aap aise hi mitra bane rahne wala haan phir aur yah to tumhen bahari rup dikhayee de raha hai Priya pritam ke sharanagat hue ho na shyama Shyam ke to unke jaisa dost wo sarvagya hai sarvatra hai sab jagah virajman hai tum jahan ho wahan va hai aisa anubhav karo par ye anubhav tabhi mein aayega jab khub mantr japoge naam jap karoge na sansaar ka dost aaj nahi to kal apne aap chhut jaega yahan sab chhutne wala hai koi aapse pyar nahi karta aapka sharir bhi chhutne jaega antat gatva hamen akela jana padega to accha hai abhi
se hamen log bata rahe hain ki tum akele ho to sache mitra ki pehchan kar lo wo prabhu hai agar wo hai to unke rom kup mein anant brahmand hai phir sab kuch mera hai kyonki mere malik ka hi to sara vaibhav hai to phir aisa dost mil gaya yar ab nirash kahe ko ho nahi hane bilkul bhale aae aur dhanya hai bas ham to yahi badhai karte hain Radha Radha Radha Radha Radha Radha bas Radha Radha Radha sabse badi badhai sabse jeevan ki amulya vastu aur jeevan ko samasth dukho ko mitakar param sukh mein sthit karne wala Radha Radha Radha Radha agar pakar lo to khud Radha naam sudh rasam rasi tum jivasma bahla bas meri jaban Rasendra ye bahut chat khane ki ma ki ye mitha mile nam ki Radha naam sudhar samm Radha Radha Radha Radha yahi badhai hai yahi hamari bhet hai yahi hamara jeevan hai yahi sarvasv hai shuru se vichar ra sa ke sang ji ab sudhar Baba meri sthiti bahut daan ho gayi hai mere sapan dosh hote hain aur meri sthiti bilkul mera sir mujhe tab dekho dekho ye galat abhyaas ka parinaam hai abhi kuch nahi bigda hai aap
maharaj ji nap sakta aa gayi bilkul accha ham cheek cheek karke jab ka dekho yadyapi hamara vishay nahi hai hamara vishay Priya pritam vairagya marg ke pratik par isliye karuna karke hriday mein ki jaise apne parivaar ka sadasya koi gir raha ho to phir uski baat sunni chahiye aur usko sahyog dena chahiye jo bhagwan ne hamen gyan diya hai uske anusaar isiliye kai video aise se pare hain par wo isiliye he savdhaan ho jao nahi grahasthee layak nahi rahoge ab us shabd ko aap jo aap bol rahe hain usi par utar lijiye aap asa savdhaan hue dekho aap khud kah rahe hain to shant ho jaiye jaisi bhi paristhiti hai apne hi karm ki hai ab sanyam se chalne lagi aaj tak kuch mila kya aapko kuch hath laga ki ab main krit krit ho gaya main sukhi ho gaya aap log to grahasti mein rahe ho manmani aacharan kiye ho har tarah se aap sukh lene ki cheshta ki hai har kriyon mein aaj batao pashchatap chinta shok aap aise kar rahe hain smriti ka down ho jana ab bolo zindagi kya rah gayi aap bhogon ki chintan karke jalenge kyonki bhogne ki
yogyta nahi rah gayi bolo parinaam aaya na hani kaak hai na haan isi se ham kahte hain grihasth mein bhi pashuta mat lao sanyam se chalo isiliye kahte hain ki bachchon ko samjhaie ki jab tak pani grahan na ho tab tak brahmcharya par dhyan de to unki yogya rahegi santan utpatti ki grihasth mein wah sanyam se bartaav karte hue achhche grihasth achhche grihasth baenge jab bachchha pan se hi gandi baat hoti rahi to matlab phir ye yogyta hi nasht kar dete hain kyonki wo paap karm ban rahe hain ab jalo sanyam se raho thoda vyayam karo kuch din sanyam se raho aur kuch ausdhiya support ke liye le lijiye vaidya se milie vaidya ayurveda mein aisi badi samarth shali ausdhiya hai achhche vaidya se mile aur naam jap kijiye naam bhagwan ka param mangal karne in gandi baton se kisi ka mangal nahi hota aajkal naye bachchhe sunte nahi hai to isiliye ham kahte hain ki aap log apne jeevan ki niv barbad kar rahe hain naye bachchhe jo hai na man lo aap logon ki to avastha thoda badi ho gayi abhi hamare paas aise bachchhe aae hain jo 12 13 14 aur halat
yah hai ki jo tumhari halat hai wahi halat unki ho gayi ab bachchhe khilwad khilwad mein chhote bachchon se seekh gaye ab unko to bas usi mein lag gaye yah bahut hani ho rahi hai aur ham isiliye is vishay par bol padte hain ki yahi hamari samaj age chalkar hamare desh seva mein ham samaj seva mein yahi naujawan aaenge yahi hamare rashtr sainik baenge yahi hamare rashtr neta baenge yahi mahatma ban sakte hain par jab aacharan vihin jeevan to ab batao sochne ki shakti khatm ho jati hai kuch bhi karya karne ka utsah nahi
rahta sharir ke jodon mein dard shuru ho jaata hai jara si baat mein bhayanak gussa paida hoti hai matlab pura ka pura va jeevan barbad sa ho jaata hai abhi samay hai chalo abhi samay hai naam jap karte raho kisi achhche ayurvedic doctor se milo vaidya se usse aushdhiya lo sanyam se chalo koi aisi harkat na karo to dhire-dhire kyonki ab kam chans hai jaise nai avastha mein sudhrane ke chans rate hain ab aapki kitni ayu hai va abhi nahi y to avastha hai par dekho halat aisi ho gayi 37 to matlab ab bhrpur Yavan avastha ka swaroop samjho to yah dekho ba bachpan ki galti ka parinaam hai khar aap logo naam jap karo nirash mat hona baudhik star nirash na hone paye nahi to jeevan hi phir ye kabhi-kabhi galat salah dene lagta hai ki ab to hamara jeevan hi bekar ho gaya to chalo jeevan hi khatm kar dete kitne aise bachchhe aae nahi nahi nahi yah jeevan keval bhogon ke liye nahi mila hai Ram Krishna hari Radha Radha Radha aur kuch bhi asamabhav nahi naam se ye bhi baat tu bata de jahan aushadhi kam nahi karti wahan naam kam karta hai naam se kuch bhi asamabhav
nahi lali lal maha mahima mein hai ma ji aap cricket ke pleyar hai matlab rajya sarkar par ranji trophi hoti hai aur aeepeeel ek hota hai usmen khelte hain panch darshan karne aae the aap bahut bahut sundar hai bahut sundar hai sanyam ka agar ham palan karen aur vysanon se dur rahe to hamare mein jivni shakti itni prabal ki har jagah vijay prapt kar le jahan ham sanyam sanyam samjhte hain na sanyam ko samjhte hain na jahan hamare andar ki jivni shakti vyarth jane lagti hai to hamare andar jo adhyatmik power hai wah nahi jag pata hai agar wah jag jae to tumhen koi parast hi nahi kar sakta arthat brahmcharya agar ham apne jivni shakti brahmcharya par dhyan den aur nitya jis marg mein lage hu uska abhyaas karen jaise bhajan ka abhyaas waise aap khel marg mein lage ho na wo aapka bhajan hai aap nitya abhyaas paraayan aur thoda sanyam yug aur vyasan rahit jeevan to aap unchai par chadhe chale jaenge aur jahan hamen koi thoda sa sukh mila ya koi sammaan mila to hamara man vishyon ki taraf kud parta hai phir hamari jo uttam
unchai honi chahiye wahan se ham isliye hamari antarik baat ko samjhna kisi bhi alp sukh mein rukie ga mat to aap unchai par pahunch jaenge alp sukh milne par gambhir rahie aur apne man ko control rakhiye shasan mein rakhiye uchit vishyon ka sevan kijiye aur nitya vyayam aur nitya apni dincharya to pakka ka maniye kisi bhi marg ki unchai par chadne ke liye tap ki zaroorat hoti hai agar ham kasht sahenge to ham unchai par pahunch jaenge chahe koi mahatma ho chahe koi bhi ho unchai par wahi chadta hai jo bahut kasht
sahai arthat aap raat din pasina chu aie apne abhyaas mein man lo aap cricket khel mein abhyaas aur brahmcharya aur khanpan ka theek sanyam aur vyayam abhi aap prakashit hote chale jaenge jahan hamara thoda sa vijay milti hai to ham log itne harsh se yukt ho jaate ki gir jaate party wahi vyasan wahi va vichar wahi nana prakaar ke dosh to hamari jo shakti upar uthni chahiye wo niche ki indriyon se bah jati hai is rahasya ko yadi jaan jao aur apne aap ko sambhal lo to kisi bhi marg mein age badha ja sakta hai bhagwan ka aashray aur sanyam niyam ekdam va da phayl hai kidney phayl hai yad jab pareshaniya aa hai aur koi bhi pareshani parast nahi kar pa rahi age badho to aise aap age badho khel bhi to dekho jab indiya jeetti bharat jeetta hai to ham kya kahte hain bharat par bharat vijay ka jhanda lahra diya in logon ne matlab aap bharat ki vijay ka pratik ban sakte hain aur aap agar parast ho gaye to jante ho kya shabd lagta hai bharat har gaya aapki har nahi mani jati pure bharat ki har mani jati hai aur jab apne logon
kano mein parta hai kisi vishay mein bharat vijay hua to chati phulti nahi kyonki ham bharatiya to hai na chahe Baba ji ho chahe koi bhi ho hai to tirange ke niche hi na to aise aap hamare bharat ki shan chhote-chhote khelon se hi to ham vijay ko prapt hote jake age badh kar ke to aap agar sanyam se rahe aapko jaisa lakshya mila hai usko dhyan rakhiye to vijay shri aapke hath mein rahegi agar aap vishyon mein utar gaye to phir wah utsah nahi rahta wo phir punya bal se bhale age chala jae zyada din tik nahi sakta hai aap baat samjh rahe ji a suno un bachchon ko prasad de dijiye shri ji aap hamare bharat ke bhavishya hain savdhaan ha aapka jeevan apne liye keval nahi hai aapke saath hamara bharat shabd juda hua hai khel hai to kya hua aur jab vijay hoti hai na har bhartvassi dekhte ganv mein patakha chhuta hain log shahron mein kitna aandit aapki vijay pure bharat ko aandit kar deti hai aapko yah dekhna hai ki aapka khel aapka jeevan keval aapke liye nahi hamare pure desh ke liye hai aisa vichar karoge to age badhte rahoge na
Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…