॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

mujhse bar-bar paap ho jaate hain phir baad mein lagta hai ki mujhe aisa nahi karna chahiye tha !

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

kashish Mishra ji Pune se maharaj ji maharaj ji aapke charnon mein navat pranam maharaj ji aapka satsang sunne se pehle jane anjane mein bahut sare paap hue the zindagi mein abhi bhi kabhi-kabhi ho jaate hain baad mein lagta hai nahi karna chahiye tha maharaj ji main is laik ladli ji mujhe kab banaengi main roz naam jap karne ka prayas to karta hoon bat abhi bhi mere se paap ho jaate hain baad mein bahut hi dukh hota hai ki shri Krishna dekh rahe hain tu aisa nalayak main kaise layak banu dekho ham ye protsahan de rahe hain aapko pehle tha aap apni galtyon ko galti mante hi nahi the samjh rahe na aaj ki aap apni galtyon ko galti manne lage hain matlab sudhar hua hai na aap jahan 100 the wahan 20 rah gayi 20 mein bhi aap dukhi ho ki meri galtiya chali jae iska matlab sat marg ka prakash ho raha hai aapka hriday pavitra ho raha hai par ab yahan dhyan dena hai abh savdhani yah hamne prosa diya aur yah savdhani hai ki agar aisa hi karte rahe to phir punah 80 plus ho jaenge yah bhi baat samjh lo kyonki chingari aur jwala aur

jwala se chingari ek kram hai agar chingari ko phus mil jae aur anukul vayu mil jae to jwala banne mein der nahi lagti aur agar phus na dala jae anukul vayu na mile to shant ho jaate abhi ching to hai hi aap sweekar karte hain ki abhi galtiya ho jati hain to in galtyon ke hone ka jo sanyog banta hai un par aap nazar kijiye aur usse dur hatie nahi to jwala banne mein den nahi lagegi pehle tarang aati hai phir pura hriday bhar jaata hai samudra ki tarah usi dosh se aap thoda bache hain bhi kadam age badha rahe hain par aag bujhi nahi hai naam jap kijiye aur dharm yukt bhog bogi aap grihasth mein ho yadi aapka byah ho chuka hai to aap pani grahan sanskar ki paddhti ke anusaar grihasth mein jie aap dusri matao bahno ki taraf gandi drishti rokie nahi to vyabhichari ki shubh gati nahi hoti ham chhorne par utaru hai yah baat pakki hai hamse chuk hogi to apne ghar mein hogi bahar nahi hogi ye baat dhyan rakho bahar karna wo chuk nahi kaha jaata wo aparadh banta hai kisi par anya sambandhi ke prati dosh

drishti karke bhog vasna karke vritti badhana ise sadhak nahi kahte hain bahut savdhani yadyapi protsahan isliye diya ki aap 100 se 20 mein aa chuke 80 chhod rahe hain par wo koi khas baat nahi kyonki 20 ko 100 banne mein den nahi lagti hai chhorne mein aapko salo lag sakte hain lekin wahan pahunchne mein punah usi sthiti mein ane mein 5 minute lagte hain wo pura hriday vishay ho sakta hai isliye aap savdhaan rahie apne ko ek sima mein rakh lijiye aisa nahi ki ham nahi chhod sakte hain aap chhodkar dikha rahe hain na apne andar aap kuch to chhod diye na to yah man hai jab aap chhorne ko kahoge to udas hone lagega yah aapka saath dena band karega y aapko nirash karega aap iski chalbaji se harie nahi ye aapke anukul hi banna padega kyonki aapke bina yah kuch nahi kar sakta hai aur agar isko aapne kahin naam jap mein laga diya aur sanyam mein le aae to aap jeevan muktata ki taraf badh jaenge grihasth hote hue nahi to sabko fansakar bhrasht hi kiye hue hai aisi sthiti la deta ki main bhog ke bina ji nahi sakta likh lo

aisi sthiti la dega ki main is nasha ke bina is vyabhichar ke bina is khady ke bina main rah nahi sakta aap kuch bhi ho itna kamzor kar dega aaj to kam se kam satsang ka bal aapke andar jagrit hua ki aap ladna shuru kar diye aap usko parast karne ki cheshta kar rahe hain nahi to ye itna daba deta hai utsah hin kar deta hai ki wah vyakti ab main nahi ji sakta ab mar bhale jaun main yah nahi chhod paunga uske andar aisi kamzori paida kar abhi to dhanyavaad hai ki aapko satsang ke vachan palan karne ka utsah bacha hai nahi to adhyatma vihin jeevan narkeey jeevan yah man bana deta hai to hamen savdhaan rahna hai kahin jo ham kadam age badha chuke hain phisalkar wahi na pahunch jae aur agar ek bar phesal kar wahan pahunch gaye to dobara utsah ana bahut kathin hota hai lagta hai yar dekho kai mahine se ham aise chal rahe the phir ham bhrasht ho gaye iska matlab ham nahi nikal payenge phir unhin bhogon mein wo priyata kar baithta hai kamzor mat banna ham kai bar ekantik mein aur satsang mein kaha ki agar hazar bar ham har bhi gaye

na to uske upar bhi ham uthne ki yogyta rakhte hain kyonki ham avinashi bhagwan ke ansh hai is sharir mein fas gaye hain ab mujhe hatna hai hazar bar agar hamen kam girata hai krodh girata hai to ham dheele nahi padenge ham bhagwan naam ki kamar kasang aur is bhav samudra se par honge baat samjh rahe aap haan par jo galti hai use galti man rahe ho to bachne ka prayas kijiye agar aap bachna chahe to aapko koi kaise phayl kar sakta hai ham log bachna nahi chahte ham log ki 100 mein itna to chalega wo jitna tum banae rakhe ho utna hi bana hai nahi agar aap rakhal khinch doge nahi to aapko koi gira nahi sakta pakka samjho kaise koi gira sakta mujhe nahi bhogna mujhe nahi khana hai mujhe nahi pina pura jeevan ho jaega koi aapko parast hi nahi kar payega par hamare andar ek kami rahti hai usmen sukh buddhi rahti hai andar bahar se to ham tyagna chahte hain par andar se hamare andar usmen sukh buddhi hai wah sukh buddhi hamen gira deti hai phir baad mein pashchatap hota hai kyonki jo hamne chintan mein sukh paya wah kriya mein

nahi mila phir lagta hai ki nahi nahi galat hai phir rokna chahte phir thoda samay hua phir chintan banta hai uska yah khas baat dhyan rakhni hai jab hamko man girata hai us samay ham bhagwan ko bhule hue hote hain agar uska chintan na banne pave to koi bhi bhog parast nahi kar sakta jahan ham uske dhyan mein uske chintan mein dube tahan shakti prakt i sankalp bana kriya bani main nasht ho ga yahi hota chala ja raha hai chintan ko rokne ke liye ham bar-bar sabse prarthna karte hain koi kathin baat nahi jahan aapka galat chintan hone lage naam kirtan karne us samay naam jap nahi chalega us samay naam kirtan kare man aapko rokega mat karo naam kirtan dekho ham tumhen sukh pradan karne wali baat bata rahe hain iska chintan karo iska sankalp karo aur aap savdhaan rahe agar naam chal raha hai naam kirtan chal raha hai nahi usmen man lag raha to satsang sunne la nahi ho raha to us sanyog se hat jao jahan bhrasht hone ka sanyog aae hat jao bilkul hat jao dur hat jao jaise kisi ki god mein kala sarp gire kobra saanp gire to bina

vichar ke pahla kam karega phatak dega dur karega na aise hi adharm yukti vishay sevan ka number to bhag pado jaise saanp ko dekhkar bhage aise bhag pado phir bahar vichar tumhara theek ho jaega agar uske sanyog mein rahe to nasht ho hi jaenge kyonki itna gyan nahi hai ki jit sang dosha wo dosh yukt kriya ka sang ho raha hai aap apne swaroop mein sthit hai isliye savdhaan rahie aur yah dheel mat dijiye ki hamne 80 chhod diye ab 20 rah gayi 80 hone mein plus hone mein der nahi lagega ye maya hai jab tak koi bhi bhog vasna hai tab tak upasak ko dharm yukt bhog bhogna chahiye chahe grihasth mein ho chahe virakti mein ho dharm virudh aacharan phir usko bhrasht kar dega to grihasth mein to bahut suvidhae virakta ko to pure jeevan chode par ladai ladni hoti hai grihasth ko kile ki ladai virakta ko to aajeevan chode par ladna hai har vikar se ladna hota hai isliye dhanyavaad hai aapko ki aap grihasth mein hote hue bhagwat marg mein chalne ki cheshta kar rahe hain par wo savdhaan rahie ji hamen grihasth mein nahi jana hai

hamen virakta rahna hai to agar ham hamare mata-pita se thode wo ho jaenge ki ye grast nahi ja raha hai to yah paap hamen mata pita ki seva ke liye kaun hai bahne hai hamari nahi bahno se kam nahi chale aise hi raho mat karo byah agar tumhari ichchha nahi jab tak mata-pita hai unmein bhagwan ka bhav karo seva karo iske baad aajeevan ke liye vairag van ho jana aise hi raho jaise rah rahe ho kuch nahi hamari baat samjh lo kahin bhag ke nahi jana koi bahari parivartan se bhagwan nahi milte uddeshya ke parivartan se bhagwan milte hain apne mata-pita ko bhagwan samjh lo aur unhin ki sevka karo aur jab sharir pura ho jae to aap acharya parampara se kisi bhi acharya parampara se ves le lo aur bhikshavitti se jeevan nirvah karo par mata-pita ki seva bachchha bhagwan ki seva hai ab tum virakta ho jao aur bahne seva na karen to budhe mata-pita ka yah jeevan phir kasht dekho ek samay hota hai jab ham apni bilkul seva nahi kar sakte tab tak meri maa ne soch uthyi apna dugdh pan karaya laghu shanka unke upar kar

di to unhone kabhi bura nahi mana hamar seva karke itna bada kiya ab unki avastha aa rahi hai ko bistar par soch kar sakte hain laghu shanka kar sakte hain wo swayam pani nahi le sakte ab hamara number aaya hai ab hamko yah sevae karni hai kabhi hamko ubna nahi hai wo hamen gali de to hamen naraz nahi hona hai dekho chhote bachchhe ko dekho jab us maa ke anukul wo vriti nahi karta maa ko pitne lagta hai chhota bachchha na chadha god mein hai aur aisa laga ki hamen ye chahiye aur nahi diya to maa ko pita to maa kya karti hai hasti hai ab aap aapka number gaya va gali de sakte hain ki yah koi seva nahi karta hai aap kahoge ki ham raat din inke liye to seva kar rahe hain hamari ninda kar rahe hain nahi ninda saho gali sa ho aur unki seva kar lo to zyada aapko parishram nahi padega bhagwat prapti mein hamari baat man lena wahi bhagwan hai mata aur pita ke hriday mein haan rag rahit ho jao aise hi roho jaise dekho pranam namaskaar bahut bhajan jaata hai isse yah koi khilwad na samjho jaise sant vesh mein hai na to

koi bhiksha deta hai wo bhajan le jaata hai koi pranam karta hai wo bhi bhajan leta hai yahan phir hi kuch nahi hai dena parta hai aise nahi ki koi pranam kar raha hai aap nahi aapka bhajan ja raha hai koi aapko kapde de raha hai koi aapke pair chu raha hai to santo ka kya hota hai sara sukrit lok mangal ke liye chala jaata hai aur dushkritam hota hai paap aur punya ra to wo bhagwat prapt ho jaate hain wo shubh aur ashubh donon ke tyagi hote hain to aap grast mein aapko koi pranam nahi karega aapko koi jaan nahi payega itne bade bhagat ho aapki punji puri jama rahegi aur apni mehnat se kamao mata-pita ki seva karo naam jap karo age chalkar virakta bhav prakt mein le lena abhi andar se vyat raho theek samjh rahe hain na bhagna mat mata-pita ko chhodkar mat bhagna agar meri baat mante ho aajkal naye bachchhe sabse bada aparadh yahi kar rahe hain ki jahan mata-pita ko anukul karke sampatti likha li dhakka mar ke bahar kar diya to tumko bhagwan aisi jagah dhakka marenege ki tum khade bhi nahi rahoge bahut prachnd va hai tin

karar kal rup mein bhrata dand vidhan kar ne wale bade nyayadhish bhagwan hai wahan koi ghus nahi chalti hai aur voh jab dand vidhan karte hain to phir say pana bada mushkil hota hai hamen lagta hai agar ham grahasti mein theek se chale to bina kisi tapasya ke bhagwat prapti ho jaegi nath sakal sampada tumhari main sevak ham man gaye ki tumhen stri ki avshyakta nahi hai aap brahmcharya se rahna chahte rahie lekin aap bhesh parivartan mat kijiye apne mata-pita ki seva kijiye theek hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…