shri Krishna aur shri Ram ji mein kya antar hai ? Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
doctor amit ray Jain ji ji Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji main ek lekhak hoon maine abhi philhal hi bhagwan Ram ji ki janmabhumi Ayodhya par ek pustak likhi age mujhe bhagwan shri Krishna janmabhumi par kitaab likhni hai aap shri Ram ji evam shri Krishna ka darshanik antar spasht kar sakte hain koi antar nahi hai film to aap dekhte hain ek abhinay karta vivid filmon mein vivid swang karta hai abhinay karta hai pahchanane wala kabhi sanshay nahi rakhta hai rakhta hai kya dekho va ek bahut bade jo negative role karte hain unko kya kahte vilan ab wo har film mein nakaratmak role karte hain aur kai mein sakratmak kiya to wo sakratmak kare ya nakaratmak kare pahchanane wala kya kahta hai leke la haan prabhu kabhi Rudra rup mein kabhi saumy rup mein kabhi shringar murti mein kabhi bhayanak rup mein wahi wala wahi narsing wahi matsya wahi kurma wahi Ram wahi Krishna abhinay hai y prabhu ka avatar lekar apne bhakton ke liye sukh dene ke tatv wahi hai tatv mein kinchna matra bhi antar nahi jo atyant gambhir
gunon ke samudra mariyada Purushottam bhagwan Ram hai wahi tarang man prem samudra leela paraayan lalit tribhangi Murli manohar jinki kataksh bade-bade munio ko bhi mohit kar le wahi shri Krishna kin chin matra koi antar nahi hai abhinay mein hai wo mariyada Purushottam mariyada ka wahan abhinay kar rahe aur yahan prem mariyada hai jo samasth maryadaon ke bandh ko tod kar ke ulik hoti hai use prem kahte hain samasth niyamon ki jahan purnata hoti hai use prem kahte hain jab bhagwan shri Ram dand kan mein vichran kar rahe the to wahan ke rishiyon ne jehi azaan bahu bhagwan ko dekha to mugdh ho gaye asthi matra hue rahe sharira aise rishi hriday mein prabal lalsa hui ki kab aisa hoga ki inki bahe hamare gale mein hongi aur main inke chati se honga mariyada Purushottam bhagwan Ram ne unki kamnayen purn kari aur wo rishi bane gopi aur jab bhagwan shri Krishna bane to raas unhin ke saath kiya shruti ki rachae dandkaranya ke rishi Mithila ki wo premi sakhiya ye sab gopi bane aake bhagwan Ram mariyada
Purushottam unki leela mein kahin bhi kisi bhi tarah se mariyada ka khandan nahi milega sab Shastri mariyada ke antargat aur bhagwan shri Krishna prem mariyada agar prem ka gyan nahi to tum mariyada se nahi mila sakte ho prem agar prabhu kabhi muskurae hain to siyaj se keval muskurae ramavtar mein aur yahan to muskura ke lakho ke pran haran kar liye chahe wo shri Sukhdev ji ho la Paramhans shiromani chahe Sukhdev ji ho aur chahe wo Madhusudhan Saraswati ho chahe prabhu udhan ji maharaj ho chahe koi bahut bada rishi ho chahe muni ho chahe kisi ko mand muskura ke lal ki rup madhuri nainan nirakh nek sakhi man sij man haran has savro sukumar raas nak sik ang angan um sau bhag siv nakhi auron ki to baat jane do jata joot dhari bhagwan shankar bhi gopi ban kar ke jinke gale mein hath dalna chahte hain shri Krishna aur jo kabhi mariyada se ek bhi vichlit nahi hue wahi hai bhagwan shri Ram mariyada Purushottam wahan mariyada sat shastr se yukt aur yahan sat shastron ka phal prem prem mariyada agar prem
ka prichay nahi to Krishna charit nahi jaan sakta jaise bhagwan shri Krishna chandra ka ek naam hai braj mein makhan chor bichara koi garib ladka ho phir makhan gali gali churae to baat samjh mein aati hai na Baba ke kitne the 9 lakh gaye makhan jante ho kahan rakha jaata tha kund mein ki roz agar shri Krishna snaan karen to makhan dahi doodh ke kund the wahan koi patron mein doodh thodi rakha ja dooh du ke kundon mein dala jaata tha doodh ka kund dadhi ka kund ghrit ka kund makhan ka kund aise the par jab Yashoda maiya apne hath se lala ko pawa lala to jo gopi janti wo kamna karti ki kar agar mere y lala hote kabhi mere ghar ate mera dahi pate mera kitna ho bhag kya yah mujhe sukh denge jaki rahi bhavna jaisi uski bhavna purti karne ke liye yatha mam prapadyate tajam bhagwan waise hi jaate jab kabhi updrav karte hue lal ju ko maiya pakadti bah aur dat aur prabhu ka wah dara hua rup to gopi sochti kya kabhi mujhe aisa saubhagya milega ki main inki bah pakdu aur inko dant aur y dar pe wahi bhagwan jakar ke chahe
jitne unche mein dahi rakha gaya ho sakha ke upar sakha aap chadh kar ke aur phir pakde jaate phir dat lagti to wo sukh bhagwan pradan kar rahe makhan ki kami to Baba ke ghar mein thodi hai bhagwan bhan ki leela ko bina premi mahapurush ke koi jaan nahi sakta hamare shri Krishna ki leela bade tedh yah kabhi sidhe khade nahi milenge yah jab aapko khade milenge to aap dekh lena inki jo jhanki hogi na va tedhi hogi inki leela inka naam hai banke bihari inko samjh pana bahut kathin hai pehle Ram ji ki mariyada ko samjho aur aradhna karo tab Krishna ji ki prem mariyada mein pra yahan keval prem ki mariyada prem hi prem prem hi prem joot ki joot gopiyan aur ek gopi ek shri Krishna ek gopi ek shri Krishna aisa sukh pradan kar rahe hain ye gopiyan kaun hai y sab rishi muni hai jo tap karke bhajan karke bhagwan ke samip is prem ras ka rasaswadan paye jinki charan raj Uddhav aadi vandna karte hain wo ek bhagwan shri Krishna ke leela ko bina premi ke nahi samjha ja sakta inko darshanik taur par nahi samjha ja sakta
inko prem prem bina dhai akhar prem ke padhe su pandit ho yah jab tak prem nahi samjhoge tab tak aur prem samjh ke pare ki baat hai sukshm taram pratikshan vardhmaan kamna hitam anubhav swarup yah prem ka jo swaroop hai anubhav swarup isliye wahi hari Ram hai wahi hari Krishna hai shri Krishna se prarthna karo ki mujhe yogyta pradan karo aapke pavan charit ke vishay mein ham kuch gaan karna chahte hain to wahi yogyta denge wahi likhwa denge va mu kam karoti vachal pangam langte bakaya va itne leela bihari hain ki unko samjh pana bada kathin hai lalkaar raha hai kalaywan are kahan bhag rahe ho tum apni mahima mein samjho tumhara vish naam le raha hai ki bahut balvan ho ye piche mud ke dekh rahe bhag rahe Pitambar phra raha hai kya naam para jante ho thakur ran chor padha ab aap vichar kijiye jinki bhrikuti tedhi ho jae to kal bhi thar ra jae wo shri Krishna hai aur bhag rahe hain aur kahan le gaye bhaga ke usko muchkund ki gufa mein le gaye aur muchkund se bhasm karwaya aur muchkund ko darshan diya inki leela
ko samjhna bada har bar jala sandh ko fas lete the Balram ji apne hal mein to bhaiya chhod do ham jis kam ke liye aae bada kam kar raha hai ye ek ek akshan sena samet samet kar karke barbar jagah jagah se aise karke lata hai ham jiska bhaar utarne ke liye aae bahut bada sahyog kar raha hai chhod do 18 bar aakraman kiya bhagwan par 2 akshan sena lekar 23 2 akshan sena lekar ke 18 bhim arjun aur aap saath gaye dwaand ki bhiksha mangi aur phir phadwa ke phava diya bade leela bihari unki leela ko samjh pana bina bhagwat prem ke nahi ho sakta isliye bahut sambhal ke bahut sambhal ke unhin se prarthna karoge Ram ji ki leela ke vishay mein unki kripa se kuch samjh sakte ho kyonki sidhe hain bahut sidhe sarkar gambhir aur yah kabhi sidhe nahi milenge ha inki chit hai to wahi koi dusre thodi bahut premi hai isliye bahut accha saubhagya ki aap bhagwan ke vishay mein kuch bhi likhen bahut savdhani se likhe hamari prabhu ki mahima prakashit ho kahin koi avhelna ya ninda na ho to jeevan dhanya hai prabhu ke vishay mein likhna
prabhu ke vishay mein sochna prabhu ke vishay mein bolna yah sab mangalmay ho jaata hai jeevan kala ji
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…