॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #442 · 26 january 2024

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

vishal Dwivedi ji Kanpur se Radhavallabh shi harish Radha vallabh shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti kot na pranam Gurudev kya kamna ki purti hone par punya nasht hote hain paisa to kharch hi hota hai jab saman khareedte nahi kar bhai jitna ab jaise bole hamari kamna nahi purti hui to aap jao ek har dekho jake jahri ke yahan to aap agar ek rupya aapke balance mein nahi to aapko hata diya jaega wahan se prapt ab jari ko gali do to phir bekar hi hai aise hi ham kamna karte hain devtaon se bhagwan se to aapke paas tap kitna hai bhajan kitna hai aapke paas agar bhajan aur tap nahi hai to kamna ki purti nahi hogi kamna ka matlab hai bazar se saman khareedna ab laukik bazar ke liye to rupya chahiye alaukik se hamen purti karani to tap chahiye tapasya bhajan chahiye anusthan chahiye sadhna chahiye agar wah nahi hai to phir nahi milega phir wo nastikata prakt karte hamari bhagwan ne baat nahi suni jo hari se baat sun lega tumhare paas dam kitne the bo bhagwan ke to ham hai yah mana kahan

agar yah man ke jaate ghar ka sadasya bankar to phir tumhen mangne ki zaroorat nahi jaise maa ko pehle se pata hai bal bhog kab dena hai raj bhog kab dena hai bete ko kab kaun sa aise hi bhagwan karo sada tin ke rakhwari jim balak rakhe matari phir mangne ki zaroorat nahi jisne usko utna tap karna para jaise patni ki maang shri kardam ji ko hui to 100 hazar varsh tak bhagwan ki tapasya ki bhajan mantra anusthan tab bhagwan prakt hue aur aadi samrat maharaj Manu ki putri de hoti ji unko patni rup mein prapt hue aur bhagwan swayam kapil dev ji ke rup mein putr rup mein prakt hue to agar aapki kam hai uske anusaar sadhna hai tapasya hai mantra anusthan hai to phal milega nahi to nahi milega ab agar aapne kamna kar li to mantra anusthan se aapka kharch ho gaya jitna jo kamna ki isiliye chatur sujan bhakt kabhi kamna nahi karte aise jo vyvastha hogi wah tumhare bhajan se nahi hogi va unki taraf se hogi kyonki ab aapne koi kamna nahi ki prabhu ko samarpit ab wo apne sevak ko mahlo mein

rakhe chahe jhopdi mein bas de uski koi shart nahi to jitna bhi vaibhav badha de unhin ka Swami ka hai sevak to sevak hi bana rahta hai uska koi kharch aur kuch kating honi nahi kyonki Swami ko apna sarvasv samarpit kar chuka hai to mujhe to lagta hai ki bhagwan sarvagya hai hamen batane ki zaroorat nahi bhagwan sarvatra hai isliye mujhe kahin daud bhag karne ki chinta nahi karni bhagwan sarv bhut hiten bhauton ka hit karte hain phir main to unka sharanagat hoon ab joi joi pyaro kare soi mohi bhave ab koi pareshani ki baat nahi yah hai bhakt ka hriday aur wo hai sakam bhakt ka hriday ya to art bhav se itni jor se pukaro ki aapki awaz prabhu tak pahunch jae par aap sharanagat hona chahiye to baat ban jaegi aapki raksha ho jaegi aap artha athi bhakt hai ya arth hai ya jignyasu hai bhagwan ne par bhagwan se hi bhagwan ke hokar jo bhagwan se hokar unki ichchha purti bhagwan phir apne bal se kar dete hain par abhi log bhagwan ko apna to mante nahi na hamara putr hamari patni hamara pati hamara ghar hamara makan

bhagwan mandir wale ya bahari koi to uske liye tap karna padega uske liye sadhan sadhna ke bal se tumhari kamnayen purn hongi aur jo bhagwan ko samarpit ho jaate hain sahi mane mein unki kamna hi nahi rahti agar koi kamna hoti bhi hai to hari prasad se purti hoti hai jo ichchha kariyo man mahi to hari prasad kuch durlabh nahi wo uski kamna aise purn hoti hai jaise mata-pita purn karte hain mata-pita hamari maang purn karte hain to hamko koi uske liye sadhna ya fees thodi deni hoti hai par

prabhu ko itna apnapan se kaun manta hai prabhu ko to ek prayog ki vastu man li gayi hai sadhya hai sansaar aur sadhan prabhu ko bana liya gaya to phir uske liye aapke andar tap hona chahiye mantra anusthan hona chahiye tabhi purn hoga nahi dekh lo ya to prabhu ko samarpit pure ho jao aur ya phir aisi sadhna karo to jo chahoge tap ke bal se sadhna ke bal se purn ab donon nahi na prabhu se apnapan hai na sadhna hai to mangte ghumo aise kaun de dega kahan mil raha hai kiski kamnaae purn ho rahi hai agar punya hai sukrit hai to uske bal se ho jaegi to sukrit to nasht hote hi kamna mein isliye chatur sujan bhakt kabhi kamna nahi karte kyonki hamara bhajan bhagwan ki prapti ke liye hai na ki mrityu lok ki tuchch kamnao ke liye yah to apne aap an mange age aveg jo pal lage pal ko shri Swami haridas ji maharaj kah rahe hari bhaj hari bhaj chha man nar tan ko mati ban chha re mati ban chha til til dhan ko an mange age aveg jeev palla gaye pal ko kah haridas meech jo ave ty dhan hai aapan ko hari bhaj hari bhaj chhan

na man nartan ko bhav y hai ki jaise palak apne aap jhapak hai aise hi tumhare paas dhan aa jaega jitna tumhare ko prabhu ne vidhan kiya hai tum to keval hari bhajan karo apne kartavya ka palan kar karte hue phal ki ichchha na rakhte hue nirantar jo bhagwat smaran karta hai uske yog kma ka vahan swayam bhagwan karte hain gita ji mein nahi ka anannya chint to mam ye jana parpa sate tesham nitya yukta naam yogakshemam bham ham jab akhil bhavnon ke brahmand ke Swami hamari jimmedari le rahe hain tob hamen parcha kya pakda na wo sarv unko pata hai jis samay jo zaroorat hogi purn kar denge pakka samjho isliye mangna nahi chahiye agar mangte ho to phir sakam bhav wale ko anusthan karna padega ya itni prabhu mein samarpan vritti ho to phir usko anusthan nahi apnepan se purti ho jati do hi baten hain prabhu se gadh apnapan ya tapasya sadhna mantr anusthan tab apni kamna ki purti hoti sachchai mein jab bhakti karoge to kamna hi samapt ho jaengi sakal kamna hin je Ram bhagti ra saleen sari kamnayen

nasht ho jati hai bhagwan ka aisa pyar aisa anand anubhav mein aata hai ki phir kuch chah hi nahi rah jati jaise chaho waise rakho bada anand ka vishay hota hai beprvahi aati hai bhagwan ke aa pag pag par aisi sambhal karte hain ki maa bhi nahi kar sakti kyonki maa alpgya hai maa ko itna gyan nahi hai bhagwan sarvagya hai age kya hone wala hai isko kya chahiye kaisi ye sab bahut sundar vyvastha bahut sundar jeevan bahut anand mein isiliye sabse prarthna karte hain ki naam jap karo papa aacharan mat karo papa aacharan karoge to naam jap jo karoge uska prabhav nahi samjh mein aayega naam jap mein ruchi nahi hogi jaise dawa khae aur parhej na karen to phir kupath rog ko badha deta hai aajkal agar kuch shuru bhi kiye naam jap karna to kupath nahi chhote papa charan nahi chhote y vichar hai nana prakaar ke anya paap pravritti hai unko rokna padega aacharan shudhi niyam nishtha pratigya palan jab tak upasak mein nahi hai tab tak bhajan ka rang nahi aayega aacharan shudhi aniwarya hai charit pavitra hona aniwarya hai is samay

charit hinta ki hod lagi hui hai samjh pa rahe aap is samay vartman kal jo chal raha hai aacharan ko aag lagai ja rahi aacharan hinta badhti chali ja rahi usmen aacharan bhrasht ho raha charit apvitra ho raha hai tumhara man malin isse koi matlab nahi kyonki vivek nahi hai shastr swadhyay nahi satsang nahi to pata hi nahi main kya karne ja raha hoon ab aisa vyakti naam bhi jab karega to kuch labh to anubhav mein kar nahi payega kyonki kupath bahut jor ka chal raha hai sadhan tabhi prakashit hota hai jab aacharan pavitra hote hain agar bhajan aur badha de to usi ke hriday mein jalan paida ho jaegi aur uska man phir paap aacharan se darne lagega jise bhagwan ka dar hai sadguru ka dar hai wahi sar se mukt ho jaata hai wahi nirbhay ho jaata hai yar bhagwan dekh rahe hain yar sadguru dekh rahe hain wah sarvagya hai main kaise aisa paap kar sakta hoon va dekh rahe hain jise guru ka dar hai bhagwan ka dar hai wahi age badh pata hai ab aaj sab dar khatm ho chuke hain shastr swadhyay nahi hai to bhagwan ka dar nahi aur gurjan sant janon ka

aadar nahi andar se kyonki kuch pakhand se aisi leelae ho gayi jisse santo par shraddha ho gayi aur kuch serial aise bane hain nautanki natak ab va naye bachchhe dekhenge ghar parivaar wale to kya sochenge sant sant ka matlab jab sant par shraddha nahi sadguru par shraddha nahi bhagwan par shraddha nahi shastr par shraddha nahi to tumhara jeevan kya hoga nark dekh lo kya jeevan hai naveen jo dharm virudh aacharan kar nark mein jeevan hai kyonki hamen pata hi nahi ki hamen kya karna chahiye kya nahi karna chahiye ham kaun se marg mein girte chale ja rahe kaun se marg mein uthenge isliye satsang suno naam jap karo aur bhagwan se prarthna karo ki meri ek kamna purn kar do ki aapko kabhi bhulu nahi bas sab kuch purn ho jaega isi mein sab kuch purn ho jaega jab koi bhagwan ke marg mein chalta hai to bhagwat vyvastha hoti bade-bade lokpal uski suraksha mein hote hain badi va sarkari aadmi ko dekhte ho gaadi bangla sab vyvastha ho jati hai kyonki sarkari aadmi uske parivaar ko bhi free chalne ke liye sarkari

gadiyon mein ki aap train mein free chal sakte ho to itne bade akhil kot brahmand nayak prabhu ko jo apna jeevan samarpit kar diya jaata hai to Bhagwati amba jo tribhuvan ka palan poshan karne wali wo swayam uski vyvastha dekhne lagti hai ta sab ek se ek divya pratap uday hota to lagta are ye to jadu ho raha hai yah kaise ho raha hai yah ho raha hai akhil koti brahmand nayak parat pari bhagwan se ab apnapan jo tha wahi siddh ho gaya wahi paripakva ho gaya ab uski kamnayen nahi hai ab to bhagwan apne saman uska palan poshan kar rahe hain ja par kripa Ram ki hui ta par kripa kare sab koi lok pal prakriti maya sab kripa karne lagti hamen lagta hai kamna karen to ek baat karen bhagwan ka smaran kabhi na tute isi se sab prapt ho jaata hai neelam pande ji patna se al shri Harivansh shri Harivansh maharaji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji pichle dedh varsh se satsang evam ekantik vartalaap niyamit rup se sun rahi hoon bhagwan ke naam ki mahima dham ki mahima leela gayan ki mahima aapke shri mukh

se sunkar niyamit naam jap karne ka prayas karti hoon maharaj ji main yog marg evam bhakti marg mein samanjasya kis prakaar sthaapit karun kripya ma yog ke vishay mein aap kya jante hain maharaj ji kriya yog kya kya kriya karte hain kitne ghante Padmasan mein baith sakte hain kitni der siddhasan mein baith sakte hain maharaj ji badi mushkil se adhe ghante to baithna thodi mante hain 48 minute bina hile dule shuru karen tab to prambhik sadhak mana jaata hai pran vayu ka sansodhan aasnan ka chanchalta rahit hokar sthir bhav se teen ghante tak baithna man ka ekaagr karke paramatma chintan mein lagana jo yam niyam asan pranayam pratyahar dhyan dharana samadhi jo yog hai kalyugi shariron mein nahi ho sakta koi virla aisa hai jo akhand brahmachari sanyami niyam inka palan kar raha ho lekin sabke palan ka phal hai chittritti ka paramatma mein sthit ho jana chittritti ko nirodh karke sansaar nirodh mane rog karke sansaar se hatakr sansaar se prabhu mein tanmay kar dena samasth sadhna hon ka ek hi phal hai

goswami tulsidas ji bilkul saral bhasha mein likhte hain sab sadhan kar yah phal sundar prabhu pad pankaj priti nirantar apne aradhya dev ke naam rup mein nirantar chitt vritti ka lagna hi yog hai sharir ki kriyon ko keval yog nahi kahte hain bhagwan ne varnan kiya tesham satat yukta naam bhajta priti purvak dada mi buddhi yogam tam yen mam payancheri jo yog ka antim parinaam hai wah samadhi hai samadhi paramatma mein sthiti sankalp rahit koi sankalp nahi nirantar bhagwata ka vritti ise hi yog kahte hain ab iske liye aap sofa mein baithe hain pair phailakar baithe hain khade hain chal phir rahe hain seva kar rahe sab samay yog mein hai yadi aapka bhagwat chintan chal raha hai bhagwat chintan nahi hai to phir vishay chintan chalega deh chintan chalega to aap chahe Padmasan mein baithe ho chahe siddhasan mein use yog nahi kahte sharir ki sthiti ko yog nahi kahte man ki sthiti ko yog kahte hain agar man prabhu mein sthit hai to mahayogi hai aur prabhu se vimurkh hai to uska koi mahatva nahi 1400 varsh tak ap apni mrityu ko pachad rahe

yog ke dwara changdev ji kuch hath nahi laga jab Gyandev ji ke samne maharashtra mein upasthit hue tab unko pata chala ki abhi tak hamen kuch nahi mila jab tak bhagwan mein chitt nahi juda to bahari siddhiya ya bahari kriyon ka koi mahatva nahi hai to hamari to ray yahi hai ki aapka sharir aapka man aapki ek vritti prabhu ko samarpit ho jae yahi yog hai kya sharir se samaj ki seva parivaar ki seva bhagwan ki seva jo bane wah bhagwad arpit karo aur khub naam jap karo chitt ko prabhu mein bar-bar jodo isi ka naam yog hai ab wah yog kaise aap dekho shariron ki sthiti kaise hai sachchai se dekho shariron ki sthiti kaise hai ham do ghadi kahte hain 4 minute ko bina hile dule Padmasan laga kar siddhasan laga 48 minute nahi baith sakte phir yog ka kya imandari se dekho ki hamari sthiti sharir mein hi hai thoda kahin kasht ho to man wahi lag jaega to abhi yog bahut saral sahaj bhakti bhakti yog bhagwan ne kaha hai ki tapasvi hon se bhi adhik aur karmkand hon se bhi adhik aur gyanyon se bhi adhik mera

anannya bhakti yogi hota hai bas sab yog ka matlab hai prabhu ke charnon mein chitt jodna to wah aram se karo bhagwan ki lilaon ka gayan karo bhagwan ki lilaon ko suno bhagwan naam jap karo bhagwat seva samaj seva bhagwat bhav se abhi dekho yog mein sthit ho jaoge sharir ka rag chhutna karmon ke bandhan se mukt hona yahi hamara manushya jeevan ka lakshya hai manushya apne naye karm ke dwara purane karm ko bhasm karne ki yogyta nahi rakhta wo sirf bhagwan bhasm karte hain aham tavam sarv pape bhyo maksha Shyam ma sucha to bhagwan ki sharan hue bina sevak sev bhav bin bhavan tari urga kagas ji maharaj kahte hain to swayam sevak ban jae bhagwan ko Swami man le khub naam jap karen aur har karm unki seva ki bhavna karke samarpit kar de yog ko prapt ho jaega theek hai ji Rahul ji Noida se Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji aapke charan kam mein koti koti pranam maharaj shri lokachar mein jaise jaise jitna puja path dekha aur apni kubuddhi se samjh paya waise hi ab tak karta raha char mantro ki mala ek ekak subah

sham japta hoon hafte mein do din upvas bhi rakhta hoon par aisa karte karte bahut se vikar aur andhvishaas man mein ghar kar gaye hain unko kaise khatm karo in sabke bina prabhu mein kaise nirmal tarike se man ko lagau kiska naam jap karun apna balak samjhkar maharaj ji kripya margdarshan dekho sachchi baat ye hai ki jab yah jignyasa jagrit ho tab pehle kisi sadguru ka varn kar lete har prashn ka uttar ho jaega ha jab tak sadguru ka varn nahi hota tab tak ham jo chahte hain jab jaisa man aata hai vaisa karte hain usse vishesh labh ki prapti nahi hoti koi bhi dekh lo jab ham kisi mahapurush ka varn karte hain aur unki agyaa aur unke shasan ke anusaar chalte hain tab man mein rang aata hai goswami tulsidas ji ne aise nahi likh diya chahe shiv ranch sam hoi guru binu bhav nidhi tare na koi jab tak bachchi ka byah nahi hota saikadon photo dekhti hai aur jis din byah ho gaya phir wah agar 10 photo bhi dekhe to uski gandi aadat mani jaegi samjh rahe aise hi jab tak ham prabhu ko varn nahi karte tab tak man kabhi inka pujan

kabhi unka pujan kabhi vishay pujan kabhi a dharmachakra machar hi thodi kar rahe hain imandari se dekhiye man ki trange kaisi hain aur wah kyaak aapse karva rahe hain to anubhav kaise ho anubhav hone ke liye to pehle aacharan shudhi man shudhi tab jakar buddhi paramatma sthit ho tab anubhav abhi to kuch nahi hai matlab andar ki baat aapko kah raha hoon ki abhi yah jarur ki jo aapne kiya uska phal y mila ki aap Shridham Vrindavan mein samne baithe kabhi vyarth nahi jaata satkarma jab asat karm dand dek hi rahta hai to satkarma

bhi phal deta hai uska phal yah ki aap samne baithe ab hamari prarthna hai ki theek se bhajan marg ko sweekar karen to grihasth dharm mein bhi param shanti aur bhagwat prapti ho jati hai manmani aacharan se kabhi lakshya ki purti nahi hoti kyonki maya ki bhul bhulaiya aur usi mein ek tijori rakhi hai jise bhagwat prapti kahte hain jahan kimti saman raja log rakhte the na wahan saikadon marg banae dete the us saikadon margo mein ek jankar aadmi hi theek thikane par jahan mal rakha hai wahan pahunch payega nahi

ghumta rahega wahan pahunch nahi payega aise hi saikadon shastron ki rachna saikadon siddhanto ki rachna aur usi mein parbrahmma parma tatv ka bodh aur prem rakh diya gaya ab bina sadguru ke bina guide ke is bhul bhulaiya se nikalkar tatv mein sthit ho jana hai bhagwan ko prapt karna kisi ke bas ki baat nahi thoda aarti kar lena puja kar lena bhog samarpit dan punya kar lena ek do char mantr idhar mala accha mantr tab prabhav dalta hai jab guru ke Shrimukh se nikle ab mantro ke ga utha lo to kya aap siddh ho jaoge kya kya aap tatv bodh darshi ho jaoge nahi bhagwan ne kaha hai jab jignyasa jagrit ho to pran pate prashn ya jao kisi mahapurush ke samne sashtang dandvat ho aur unke samne apni jignyasa rakho phir wo jo sadhna batae uske anusaar chalo hamen yah lagta hai ki abhi tak jo kiya uska phal hai sadhu samagam ab sadhu samagam ka phal hai sat marg ka anusaran karna to va tabhi kar sakte ho jaise ham satsang kar rahe hain to aap sune aacharan mein utare ya na utare lekin jab ham yah varn kar

lete hain ki hamare Sadgurudev ho tab ab wahan sunke vichar karne ki gunjaysh nahi rahti keval agyaa palan ki ab hamen jo mantr mila hai jo Gurudev ne naam diya hai jo upasna di uske anusaar ham chalenge to pehle Gurudev ka varn karne ke liye asat aacharan ka tyag karen aapka khanpan satvic ho aap koi ganda pe na pite ho aapke aacharan apvitra na ho unko ho to pehle sudharo parastri gaman madirpan mans aur y sab jo gande padaarth raaksasi bhojan inka tyag aur raaksasi sang ka tyag jo aise aacharan karne wale log inke sang ka tyag phir Gurudev ki sharanagati sweekar karke phir unke anusaar chalo rang aa jaega aise manmani nahi aayega jaise kai log prashn karte hain ki ham panchakshari mantr japte hain aur ucharan bhi kar dete hain bola guru se mila kya bole nahi to aise nahi aise rang nahi aayega wahi vakya jab Gurudev bol dete hain aur usko ham mahmmahim gupt bhav se japte hain Gurudev ki paddhti ke anusaar phir wo rang lata hai nahi to sab siddh na ho jae kahan kuch hath adhyatma ka isiliye

ham ghar jaisi baat karte hain ki imandari se dekho paramatma anand ka kya hai sirf vishayat deh bhav se bhogon mein vichar bhogon ka sangrah rupya paisa sansaar yahi hamara chintan hai yah sthai chij nahi hai kitne sal ka sharir hai aapka 46 accha 46 kya anubhav hua sansaar ka tript ho gaye ki ab kachu nath na chahi mare dekh matlab apne mitrvat baat karte hain 46 varsh gaye hath to laga nahi kuch sab bhog bhog liye aap sab kuch jahan tak jitna ab chet jao to pata nahi 46 minute bhi hai ki nahi 46 sal vyatit ho gaye yah to kah sakte hain lekin 46 minute plus hai ki nahi nahi kah sakte bharosa is baat ki jankari bhi nahi hai to ham bharosa bhi nahi kar sakte pata nahi 46 swas hai ki nahi ab are bole abhi to baat kar rahe the bole ho gaya kam gate gate chale gaye nachte nachte chale gaye khate khate chale gaye sote sote chale gaye chalte chalte chale gaye kriya yukt hote chale gaye wo to ghatnae sun hi rahe ho maya ki isliye ab savdhaan ho jao apne jeevan ko kisi mahapurush ke anushasan se chalao dekho chakravarti samrat

maharajadhiraj dashrath ji to upar baithe hue hain Vashisht ji har karya unki agyaa se ho raha hai Devraj indr to upar bras pati bhagwan baithe daitya raj to bhagwan Shukracharya ji baithe gyanyon ke param guru Janak ji to sadanand ji upar baithe jiske jeevan mein mahapurush sant ka anushasan hai wahi adhyatma tasa ho sakta hai wahi adhyatma vastu ka anand wahi satkarma ho sakta hai kisi bhi vyakti ka agar kahin bhi samaj mein thoda bhi jeevan aapko prakashit mile to uske jeevan mein sant hai jaan lena mati kirti gati bhuti bhalai jab ja jatan jahan ja pai so jano satsang prabhav lok vedan an pav jarur kisi sant mahatma ka sanidhy tabhi uske jeevan mein prakash aur parivartan hamen lagta hai ab jeevan ki dhara ko kisi ek mahapurush ki agyaa mein kyonki ek doctor ke paas jae usi rog ki aushadhi va kuch aur dega theek usi samay dusre doctor ke paas jae to wo aushadhi kuch aur dega theek tisre doctor ke paas jae to wah kuch aur aushadhi badal ke dega rog ek hi hai doctor teen hai aushadhi alag-alag hai bimari badhegi mitegi nahi ek

kisi marmagya doctor ko apne jeevan ke bhaar ko samarpit karke uske anusaar aushadhi li jae to rog jaldi theek ho jae aise medical store hai shastr sadguru hai doctor aur ham hai marij ab ham sadguru rupi vaidya ke diye hue vachan rupi aushadhi ka palan karen aur us aushadhi se ham nischit mukt ho jaenge mantr mulam guru vakyam moksh mulam guru kripa siddhant se chaloge to rasa ho bhagwata and ki anubhuti hone lagegi jab ham naam jap karte hain tab hamen Gurudev ki prapti hoti hai aur jab Gurudev jo naam dete hain usse bhagwat prapti hoti hai ye siddhant hai bina iske hamne dekha hai dan punya kar lena yah sab kar lena ho sakta hai lekin adhyatma mein nahi chal sakta hai adhyatma mein nahi adhyatma mein to kisi adhyatma vetta mahapurush ka aashray lene par hi chala ja sakta hai theek hai aap kya janna chahte Gurudev marg darshan karie aap hi ko guru ba nahi ham guru to shri ji hai ladli jo hai ham sab unhin ke parik ham kai bar batae ki ham dibba hai dibba train ka dibba dekha hai injun mein

power hota hai dibbe mein power nahi hota par wah juda power se hota hai to injun se bhi zyada logon ko ghasit ke le jaata hai injun mein to do hi char log baithe hain jo usko draiving karte hain lekin dibbe mein to saikadon ki sankhya mein ghus ke baith jaate to apne log dibba hai injun to Priyalal hai prabhu hain wahi kripa karke ham sabka kalyan kar hamari samarth nahi hamari samarth prabhu hai unhin se hota hai ham prabhu se jodte hain connection unhin se hai jaise aap kah ki main aapse

juda to hamara kya hai ki aapka connection prabhu se ham jo kahenge wo prabhu ki baat hogi wo prabhu ke liye hogi hamare sharir se sambandh nahi ye nashvan hai aaj hai ho sakta hai kal na rahe to aap phir kahoge ki hamare guru mar gaye nahi avinashi se tumhen jode avinashi ka ki tumhen har samay anubhav ho ki main kahin bhi rah mere Gurudev mere saath hai wo prabhu hai jaise iske andar jo baat aa rahi wo prabhu de rahe hain ye dhacha panch bhautik yah kabhi kisi ka guru nahi ho sakta dhancha kabhi guru nahi hota danche ke jo andar hai wah marne wala hai nahi wah avinashi hai aur wah akhand mandla kam vyaptam chara charm tat padam darsham mein tasmai shri guruve namah ab ek naam jap karo sab chodo ek naam jap karo jo tumhen priy ho Ram Krishna hari Radha jo naam priy ho ek naam jap karo maharaj yahi sabse badi duwidha hai ji naam samjh mein nahi aata isiliye sudha mitane ke liye to bhagwan suvida mein bheja hai ya to apni chhod do hamari man lo ham to ashik hai Radha Radha Radha Radha narak swarg apvarg as nahi

tras hai jagrit swapna susrupt s phurat mein Radha pda ja chhata vaikunthe nar ke thava mam gatir nan stu Radha bina jo hari swayam Radha rada ratte hain hamara jeevan aur rat ke dekh le itna samay ho gaya ab rat ke dekh lena agar sudhar samm anand ka anubhav na ho to koi paisa to kharch nahi hoga free mein hai amulya hai param dhan Radha naam ab man lo doctor hari neeli pili tablet deta hai to usmen pasand nahi dekhi jati pa liya jaata hai agar hamari baat mano to Radha Radha aisa dekho Radha Radha naam likho bar-bar naam rato bar Radha Radha Radha Radha Radha Radha aur Shrimad bhagwat ka 10 minute path kar lo 10 minute Hindi se padh lo aur bhav samjhne lago kya hai kya kah rahe Shrimad bhagwat gita ji kya kah rahi Shrimad bhagwat ji 10 10 minute ek ek shlok ka arth padh lo uska chintan karo uthte baithe chalte phirte apvitra pavitra kisi vyvastha mein Radha Radha Radha counter chala hai counter se jod jod ke aaj itne hazar aaj itne abhi anand ka anubhav hone lage jeb mein para hai khali usse jap lo kam mein ho

beech beech mein smaran karte raho Radha Radha Radha Radha aur satsang sunte raho jab iska rang chadega tab vyakulta paida ho jaegi mantr ki ab mujhe mantr chahiye ab mujhe bhagwat marg prakashit chahiye age ka rasta mil jaega shuruaat karo shuruaat karo yahan se kirti kumari ji shri Harivansh Radha vallabh shri Harivansh maharaj shri maharaj shri mera prashn hai ki guru Gurudev ke charan paduka ki seva kis prakaar ki jati hai aur Gurudev bhagwan ki parikrama kaise karen kripya karke margdarshan karen pahli baat to Gurudev bhagwan ki charan paduka mein brahm buddhi rakhe pahli puja sakshat bhagwan virajman hai sabhav karen paduka ji mein jaise bharat ji ne Raghunath ji ki paduka Ayodhya mein akar virajman kiya aur aisi bhavna ki ki sakshat bhagwan shri Ramchandra ji simhasaan par virajman agyaa le lekar ke 14 varsh tak rajya shasan kiya raja rahi paduka ji aur sevak rahe bharat ji to pahli hamari bhavna ho Gurudev ki pa duka mein brahm buddhi mere sakshat Gurudev bhagwan is rup mein virajman hai

unki charan paduka matlab Gurudev hi virajman hai ab unki seva paddhti kahe ki apne mastak se pranam karke phir hath mein jal lekar unki puri paduka ji ka lepan karte hain jal se aur phir us hath ko dho lete hain to charanamrit ho gaya kyonki roz paduka ji ko jal agar snaan karayenge to lakdi ki paduka ji hoti hai phir bhavna karni na to ham jal hath mein liya paduka ji li aise puri paduka ji mein phir jal ko dho liya tov ho gaya charanamrit chandan laga diya ek vastr bicha kar ke unke upar virajman kar diya hamari aur shraddha ban rahi to aarti kar di itne se guru ji ki paduka ki puja ho gayi phir iske baad jo guru ji ki paduka rakhta hai wah guru ji ki aur guru ji ke aradhya dev ki chavi jarur rakhta hai tabhi puja puri mani jaegi to bhog shringar yah sab chavi mein kare aur aise guru ji ki paduka ki puja kar le aur bhav badhe to jab pochhne ja rahe snaan karane ja ra uske pehle apne sir par rakh le mathe par rakh ke jo Guruji ka dhyan karta hai mano sakshat Gurudev hi virajman hai Gurudev ki

paduka mathe par rakhi phir virajman karke jo paddhti bataai waise kar le par bade prasannata ke vishay ki itni chhoti bachchi hokar aap guru ji ki paduka ki aradhna ki baat kar rahe paduka mein bhav ho jae to sab kuch prapt ho jaega kyonki guru ji ka prakt sanidhy to har samay milta nahi to paduka ji sakshat Guruji ji ka swaroop ek bar amir khusro ji ke guru ji the to unka bada yash tha ek brahmin unke paas gaya ki beti ka byah hai aap siddh purush hain kuch vyvastha kar dijiye to na to kaha nahi unhone ka parso aa jana parso phir aae Baba beti ka byah ne kaha tha parso aa jana paduka lakdi ki rakhi tha paduka le ja to sant agya unhone paduka uthyi sir par rakha aur chal diya ghar ke liye par man mein socha ki paduka se kya hoga beti ki byah ke liye to rupya chahiye tha vyvastha usse hoti paduka se hamen lagta hai Baba ne hamen fusla diya yadyapi shraddha thi tabhi to mangne gaye the si purush hai kuch aisa va aise soch mein ja hi raha tha ki amir khusro ji ra unton mein

us samay to se to ye hire javahrat aadi bahut bade ratnnon ke vyapari the wo bade dhani mani the aur uchh koti ke guru bhakt the unke bahut sundar sundar pad hain bade sundar sundar unki sthiti ke pad hai amir khusro ji ke to unko graan idri mein bole hamare guru ji ki koi chij hai aaspas itne wah guru ke anannya the ki guru ki paduka ka abhas unko hua khushbu mili mere guru ji ki koi vastu hai to jaise jaise wah brahmin nazdik aata jaata waise nazdik hi brahmin se kaha kahan se aa rahe ho

to une kaha sant bhagwan usmen liya ji kahte hain peer auliya kuch mila mere guru ji ka kuch to unka paduka di Baba ne to aapko kya chahiye tha beti ke byah ke liye dhan to paduka hamen de doge to phir hamen kya doge bole 13 unton mein hira ratna aadi hai ye le lo hamen guru ki paduka lo paduka unko 1 unton mein sevkon sahit unke ghar bhej diya paduka lekar gaye aur Gurudev se kaha Gurudev paduka wapas laya hoon kitne mein bole 13 unton ki samp haan sasti sasti le aae chalo rakh do y guru ki paduka amulya hai guru ne paduka de di matlab har samay guru ka sanidhy aur jis chauki par paduka virajman kiye agar wah paduka ham beech mein rakh ke aur char parikrama kar le to Gurudev ki parikrama ho jati hai Gurudev ki parikrama ho gayi Gurudev ki puja ho gayi aur har samay paduka ji ka sanidhy Gurudev ka sanidhy mana jaata hai wo bade bhagyashali hai jo guru paduka ka pujan shri sitaram onkarnath ji maharaj bade siddh mahapurush hue wo apne Gurudev ki paduka chati se bandhe

rahte the aise paduka Gurudev ki langoti se aise bandhe rahte je guru charan ren anuragi te lok ved badbhagi je guru charan ren sir dh rahi te jan sakal vibhav aisi shraddha aajkal kahan rah gayi ki guru charan paduka mein itni priti kare wo to aho bhagya dhanya bhag jinki aisi guru charan paduka mein priti ho jae guru mein to priti hoti nahi hai guru charan paduka mein aisi priti aur jinki guru charan paduka mein priti ho gayi nischit nischit bhagwan ki kripa se unke adhyatma ki unnati prati kan badhti chali jaegi guru hi sakshat shri bhagwan bhagwan hi Gurudev ke rup mein hai par hamari drishti pavan ho jae to y baat samjh mein aa jae jaise Priya peetam ko raat ko sahan karate hai to kaise waise hi guru padik ko vastr aadi utha sakte hain apne bhav bilkul uda sakte hain bilkul yathavat puja kar sakte hain jaise ham pujya sadguru dev ki paduka hai to yah simhasaan hai shri ji ka to yah simhasaan hai paduka ji ka to pehle ham shri ji ki seva nahi karte pehle ham guru paduka ki puja karte phir

adhikar milta hai shri ji ki seva ka bas yah itna bhed jarur hai guru ji ki prasannata ke liye paduka ki seva karne ke baad hastra prakshaln karke phir ham shri ji ki seva karte hain par pehle guru paduka pratham guru pujan phir isht pujan par isht pujan ke liye phir hast prakshaln karke kyonki Gurudev jismen raji usi mein ham raji dhi bhi idhar ke udhar yooj nahi kar sakte nahi nahi nahi guru paduka ka alag seva vidhan aur Gurudev ke dwara diye hue isht ka alag seva vidhan jaise hamen bhog lagana hoga to ham sidhe Gurudev ko lagane ki bhavna karenge par ham jab yah dhyan denge ki hamare Gurudev ko pasand kya hai ta aayega pehle shri ji ko pavao phir Gurudev ko bhog lagaenge tab Gurudev prasann honge kyonki Gurudev shri ji ka prasad pasand karenge ham ham pehle shri ji ko pawa phir guru ji ko pawa hain aisa bhav rate hai Rajendra prasad ji Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji yadi kisi paristhiti vash kisi ke dwara atithi ka asman abhadrata ho gayi

ho ya anya koi truti ho gayi ho to prachit kis prakaar kiya ja sakta hai bhagwan se prarthna karen wahi sabke hriday mein baithe yadi uska sanidhy kabhi mil jae to kshma yachna kar le jiske prati hua hai aur yadi wah asamabhav hai milna to sabke hriday mein bhagwan rahte hain aur yadi ham bhagwan se prarthna karen ki hriday se pashchatap karte hue ki yah abhadr vihaar mere pramad sthiti ke karan ho gaya he parampita he sabke hriday mein vas karne wale prabhu mujhe kshma karo age se main aapki kripa bal se savdhani rakhte hue kabhi aisa bhadra vihaar nahi karun kshma kar denge bhagwan hi aise samarth shali hai sab apardhon ki kshma karne ka upay hriday se bhagwan se kshma maang le hriday se wo prabhu hriday ki baat bahut jaldi sunte hain bhagwan hi atithi hai wahi ate hain isiliye sabse prarthna kai bar ki ki kuch chijon to ham atithi bhagwan ko sahaj mein de sakte hain na koi aaya tumhare darwaze par radheshyam bhagwan naam ucharan karna Radhe Radhe ab iske baad mridu vachan bol kaise padhare aap arth chahiye rupya

chahiye main rupya lene aaya hoon ya amuk chij lene aaya nahi prabhu meri to aisi shraddha nahi hai ya samarth nahi hai donon baat samarth hai par shraddha nahi dene ki arth nahi de sakta aap chaho pani pi lo aap kaho to aapko bhojan pawa de anytha radheshyam aap ja sakte kya pareshani kisi ko hamen gali dene ki abhadr vihaar karne ki dhakka marne ki gate kholne ki zaroorat nahi yadi hamara bhav nahi banta hai hamara vishwas kam nahi karta hai aap par to aap aae hain bahar se baat kar lete Radhe Shyam Radhe Radhe mrid vachan pha iske baad uski maang kaise aagman hua aapka hamen bhojan chahiye rukie bahar baithiye abhi do roti ki vyvastha kar du gras to karna chahiye nahi hai kuch na kuch ghar se khane pine ki vastu de dijiye hamko dhan chahiye nahi de sakte khuli baat nahi de sakte ab wo kuch bhi gussa dikha raha hai kuch nahi aap chal dijiye koi mat usse koi gussa sehad nahi honi mridu vachan jal aadi ke bhojan aadi ke liye puchna agar hamara vishwas shraddha banta hai to asan de dena baithe iske baad aap

swatantr hai de sakte hain ya nahi de sakte hain is par koi aparadh nahi lagta aapka bhav nahi ban raha hai ham aapko arth nahi de sakte hamare paas hai par hamari shraddha nahi ham aapko nahi de payenge khatm na wo apman mana jaega tiraskaar hoga mridu bhashan asan jal yah to kisi ko bhi diya ja sakta hai bhojan aadi grihasth dharm mein to paryapt hota hi hai iske alawa aapki shraddha mein chhut hai ki aap de sakte hain ya nahi de sakte hain to ham kyon abhadr vihaar kisi se karen koi aise ham kah rahe aise hi koi aa gaya par apne darwaze aa gaya na Radha Radha Radhe Shyam ham bhadra vyakti ki tarah vihaar karen abhadr vihaar na karen kyonki manushya jeevan mila abhadr vihaar kyon karen accha darwaza kholne ka tabhi adhikar hai jab ham usko bhav se apne shraddha mein samjh rahe hain nahi to darwaza nahi khulna chahiye yah bhi baat yah bhi koi apman nahi nahi hamari shraddha hai ki ham aapko kholkar andar bulaye aapse ham pehle bahar se sambhshan karenge kyonki ham aparichit hai na aapse to hamare ghar ki bhi

suraksha hai hamare jeevan ki bhi suraksha ka vishay to ham apne dharm apne ghar apne jeevan ki suraksha ko dekhte hue hamen aap par shraddha aur vishwas jab ho jae tab ham andar bulaye nahi to bahar se baat karke mridu vihaar ke dwara pha iske baad wo kuch bol raha hai uske saath tiraskaar ka vihaar karne ki zaroorat nahi andar aa gaye koi baat nahi samjh pa rahe hain aap Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha ra Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…