॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya hanuman chalisa mein "tulsidas sada hari chera" mein tulsidas ji ki jagah apna naam le sakte hain ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

amit joshi ji haridvar se shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji maharaj jab ham chalisa aadi padhte hain tab ant mein jis prakaar tulsidas sada hari chera ki jagah ham jaise mera naam amit joshi hai to amit joshi sada hari chera kah sakte hain nahi jo likha hai wahi bolo bhav andar se karlo jab ham vibhishan sharanagati ki charcha kar rahe the to vibhishan ham the hamne sharanagati hamari ho rahi bhavna us samay ham chere hain unke das hain yah naam to bahar hi hai tumhara andar to wahi hai unhin ka dasat hai us samay tulsidas ji jaise bhav se kah rahe hain tulsidas sada hari chera aise mera bhi swaroop jo tulsidas ji ka swaroop wahi mera swaroop hai us samay mein tanmay ho gaya aur usi bhav mein alag se naam chap unhin ki jinhone likha hai chap nahi badalni hai nahi va ek tarah se wo aparadh hai jiska pad hai usi ki chap honi chahiye to apni chap kaise laga sakte ho jiski rachna hai usi ki chap honi chahiye chori ho jaegi y aparadh ban jaega jiski baat hai usi ki baat karo pujya Baba ne amuk baat kahi hai pujya amuk

sant ne amuk baat kahi hai uski chap lagao unki unki baat hai unki baat ham samne rakh rahe hain tulsidas sada hari chera ki jai nath hriday ma ra us samay tulsidas ham ban gaye hamara bhav usi da satva mein aa gaya ki jai nath hriday mein dera chap nahi badalni ki ham apna naam badal de theek hai mahapurushon ka jo pad hai wah samadhi se samadhi bhav mein racha gaya hai us naam lenge na to vastvik chehre ban jaoge Ram ji ke param premi hai goswami tulsidas ji jab kahoge na tulsidas sada har chehra Ram ji muskurate hain kyonki sambandh se wah itne mahan dasat se yukt hai ki wahi dasat hamare hriday mein bhi aa jae hamen apni nahi likhni bhav hamen apna rakhna hai ki jaise goswami ji dasat aise mere andar bhi dasat bhav ave bhagwan lekin chap wahi bolni chap nahi badalni ki apni chap laga de nahi va aparadh ban jaega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…